Alhamdulillah mene bhi islam qubool kiya hai.. ❤❤ lekin main farz namaz 4 rakat me bhi har bar Surah fatiha ke bad surah lagati hu .. isse koi harz to nhi
'Allahumm-akfini bihalalika 'an haramika, wa aghnini bifadlika 'amman siwaka (O Allah! Grant me enough of what You make lawful so that I may dispense with what You make unlawful, and enable me by Your Grace to dispense with all but You)". is an effective and powerful dua for paying off the debt even if it is as large as a mountain.
Assalamoalykum wr wb Ji faiz bhai mera ek sawal hi mane call bhi ki thi mager baat nhi ho pai me up Lucknow se ho alhamdulillah me sure mulk hifz ker rahi ho hamari ustaza kahti hi ki yaad ki hui ayat ko namaz me padhe me padhti ho aur alhamdulillah yaad bhi hojati hi lakin kisi ne mujh se kaha ki farz namaz me nhi padh sakte hi sunnat aur nafil me padhna chahiye ap se wazahat chahti ho JazakAllah
Assalam walekum Hazrat kya surah fatiha padhte waqt sureh fatiha bol kar padhna zaruri kyuki me sirf Alhamdulillah keh ke suru kar deti ho😢 please reply me
Assalam alequm main farz namaz ke baad salam ke baad Allah akbar padti hua la ilaha illah Muhammad rasoll Allah 3 baar padti hoon aur astagfirullah 3 times padti hoon aur allahuma antas salamoo padti hoon. Kya yeh durust hai ?
Jazak Allah Khair Faiz Bhai
Love from kashmir❤
Shahi me
Me too
Alhamdulillah mene bhi islam qubool kiya hai.. ❤❤ lekin main farz namaz 4 rakat me bhi har bar Surah fatiha ke bad surah lagati hu .. isse koi harz to nhi
Very helpful Inshaallah
Masha Allah
Jazak Allahu khairan kaseera
I read surah fatiha in every raqat
I don't skip surah fatiha after knowing
Asslamo alikum
Assalamualaikum Kya takbir padne se pahle kahra hona chahiye ya hya lassala ke wakt ❤
Main karj se bahut Pareshan hun karja utarne Ke Liye Koi Dua bataiye
'Allahumm-akfini bihalalika 'an haramika, wa aghnini bifadlika 'amman siwaka (O Allah! Grant me enough of what You make lawful so that I may dispense with what You make unlawful, and enable me by Your Grace to dispense with all but You)". is an effective and powerful dua for paying off the debt even if it is as large as a mountain.
Sunnat namaaz me sure fatiya ke baad konsi surt padna he
Koyi b surah padh sakta h
Koyi b surah padh sakta h
Assalamoalykum wr wb
Ji faiz bhai mera ek sawal hi mane call bhi ki thi mager baat nhi ho pai me up Lucknow se ho alhamdulillah me sure mulk hifz ker rahi ho hamari ustaza kahti hi ki yaad ki hui ayat ko namaz me padhe me padhti ho aur alhamdulillah yaad bhi hojati hi lakin kisi ne mujh se kaha ki farz namaz me nhi padh sakte hi sunnat aur nafil me padhna chahiye ap se wazahat chahti ho
JazakAllah
Assalam walekum Hazrat kya surah fatiha padhte waqt sureh fatiha bol kar padhna zaruri kyuki me sirf Alhamdulillah keh ke suru kar deti ho😢 please reply me
Assalam alequm main farz namaz ke baad salam ke baad Allah akbar padti hua la ilaha illah Muhammad rasoll Allah 3 baar padti hoon aur astagfirullah 3 times padti hoon aur allahuma antas salamoo padti hoon. Kya yeh durust hai ?
27 rajab ko Roza Rakhi Jati hai kya ye Roza Hadish se sabit hai
Agar surai fateha k baad na padhey koi surah to kya namaz nahin hoti hai
❤
Ager surah Fatiha ke baad bhul jaye surah padhna aur ruku me chale jaye to kya uspe sajda sawh krna Hoga ya bas aagey sy dhyan rakhna ho?
Aata hai lekin malum nahi tha to namaz ho gayi hogi ( please reply)
Asslamu aliyekum bahi jaan namaz me subhana kitne baar pade matlab jaise ki 4 rakaht padna hai to plz bata dijeye
1 time first rakat bs
Lekin surah fatiha k baad surah padhna compulsory nhii hai na...?
Assalamualaikum 2 2 rakat karke padhna hai toh kya har do rakat mein surah fatiha ke baad aur surah padhna chahiye?
Ha padhna chahiye
B9hot zyada confused thi is mamle me
Fajar mai outna mai dar hogi .namaaz padsakta