Bhaiya hume bhi bor saf karwana h humare bor me bhi mitti aa gayi h or mitti isliye aayi h Humare ghar k side wale ghar me bor huaa h jisse humare bor me pani ganda aa raha tha to humne moter ko bahar nikal diya tha taki moter bich me fase na kr k ab uske bad moter ko andar dal rahe h to andar jaa hi nahi raha bich me hi atak raha ye kaise thik hoga bhaiya iska koi upay h ki nai bhaiya please bata do
420
Chapa kal ko vi saf karte h
Hw
Kis company ka hai bhai aapka mini boring machine?
jharkandh. jamu
Kitna kharch lete hai puri Safai ka
10000₹ duri dekh kar
Kitna lagta hai
8000
Kya aap janjgir sakti taraf ka bor safai kr sakte ho bhai
Ha
@@devchakradhari2719up me ho jayega safai
Bhaiya hume bhi bor saf karwana h humare bor me bhi mitti aa gayi h or mitti isliye aayi h Humare ghar k side wale ghar me bor huaa h jisse humare bor me pani ganda aa raha tha to humne moter ko bahar nikal diya tha taki moter bich me fase na kr k ab uske bad moter ko andar dal rahe h to andar jaa hi nahi raha bich me hi atak raha ye kaise thik hoga bhaiya iska koi upay h ki nai bhaiya please bata do
Ek hi strot hone ke Karan Aisa hua Hai motor dalo aur chalao theek hai kuchh nahin hoga aur
Moter ko dal rahe to andar jaa nai raha bich me atak raha to kaise chalu kare @@devchakradhari2719
@@devchakradhari2719 Daal k dekhe h bhaiya phir bhi motor andar nai jaa raha bich me atak raha h
Bich me mitti aane k karan ho raha h kya aisa
@@kavitajanardan8984 casing Kitna lag he