Shaban Manqabat 2025 | Imam Hussain & Mola Abbas | Shaban Qasida 2025 | Shah E Mardan Haider
HTML-код
- Опубликовано: 6 фев 2025
- Shaban Manqabat 2025 | Imam Hussain & Mola Abbas | Shaban Qasida 2025 | Shah E Mardan Haider | Mola Hussain Qasida 2025 | 3 Shaban Manqabat 2025 | Mola Abbas Qasida
PRESENTS HAZRAT MAULA ABBAS MANQABAT 2025 ON THE OCCASION OF 4 SHABAN QASIDA 2025 | The Two Kings of Karbala.
Kalam Details:
Title | Ghazi Aur Hussain
playlist | Maula Husain New Manqabat 2025
Reciter | Shah E Mardan Haider
Poet & Compose | Mazhar Abidi Sahab
Audio | Lawa Studio
Video | SS Photography
Edit | Focus Studio
RUclips Management | Muhammad Rizvi
Manqabat Lyrics |
Do bhaiyon ki saltanat hai arz-e-Karbala
Ek Ghazi ek Hussain
Jo chaho ja ke maang lo kar dete hain ata
Ek Ghazi ek Hussain
(1)
Ek bhai dil ka chain hai Islam ki baqa
Aur doosra wafaon ki duniya ka badshah
Sach hai yeh ba Khuda
Kehte raho sada
Ek Mustafa ki jaan hai Haider ki ek dua
Ek Ghazi ek Hussain
(2)
Chalta hai kainaat mein sikka Hussain ka
Paani pe qabza aaj bhi hai tera ba wafa
Mashk o alam tere
Jah o hashm tere
Naghma sara hain do jahan dil kyun na de sada
Ek Ghazi ek Hussain
(3)
Do malikoon ka shehar hai yeh arz-e-Karbala
Bas roza Hussain par milta kibriya
Parwardigar bhi
Kehta hai bas yahi
Main jin se raazi ho chuka hai mera faisla
Ek Ghazi ek Hussain
(4)
Dono haram ke beech mein baitho to Rab mile
Auqat se bhi barh ke jo maango to sab mile
Khud aa ke aazma
Ae banda Khuda
Sunte hain badshah deen har shakhs ki dua
Ek Ghazi ek Hussain
(5)
Likhta hai sab ki qismatein Zahra ka laadla
Jood o sakha ki inteha hai Ghazi Shehenshah
Hai Alqama gawah
Hain haq ka raasta
Bhatke hue ko rasta dikhlate hain sada
Ek Ghazi ek Hussain
(6)
Sail ko khaali haath na bhejein yeh badshah
Sach hai ke kainaat ko paltein yeh badshah
Dar pe jhuka ke sar
Daman daraaz kar
Dil se agar pukar le dikhayein mojza
Ek Ghazi ek Hussain
(7)
Kehte hain Shah-e-Mardan aur Mazhar Abidi
Maula ke ikhtiyar ki had hi nahin koi
Apna to hai yaqeen
Insa koi nahin
Dete hain har faqeer ko ilm o hunar shifa
Ek Ghazi ek Hussain
Date Shaban 3, 1446 Hijri fell on Sunday, February 2, 2025. It is the birthday anniversary of Hazrat Hossain. The birth anniversary wiladat of Imam Hussain (AS) on 3 Shaban is a significant event for Muslims, particularly in the Shia tradition. Imam Hussain, the grandson of Prophet Muhammad (PBUH), is a symbol of justice, sacrifice, and resistance against oppression. His birth is a moment of joy and celebration, reminding us of his pivotal role in upholding the values of Islam.
This occasion falls in the blessed month of Shaban, which is filled with celebrations. On 1st shaban, Bibi Zainab (SA), the epitome of patience and eloquence, was born. On 4 Shaban, Hazrat Abbas (AS), the embodiment of loyalty and bravery, was born. These auspicious days remind believers of the unmatched virtues and sacrifices of the Ahlul Bayt, inspiring them to uphold righteousness, justice, and unwavering faith in their lives & 15 Shaban is the day of imam e zamana know as Mola Mehdi.
OUR LATEST KALAMS |
Shah E Mardan Ali | 13 Rajab New Qasida 2025 | Mola Ali Qawwali 2025 | 13 Rajab Manqabat 2025
• Shah E Mardan Ali | 13...
Salam Ya Mahdi | 15 shaban manqabat 2025
• Salam Ya Mahdi | Eid U...
Mola Abbas Noha 2025 | Muharram Nohay 2024 | Abbas E Ghazi
Ye Aakhri Jang hai Aqsa Ki | Munajat E Shuhada | 2024 | Peaceful Music
• Ye Aakhri Jang hai Aqs...
●Content Info© :
All rights reserved by Shah E Mardan Haider©
#ShaheMardanHaider #3ShabanManqabat #NewManqabat #ImamHussain #MolaHussain #3Shaban #qasida #HazratMuhammad #manqabat #MesumAbbas #Karbala #Manqabat2025 #mirhasanmir #molaabbas #4shaban
MUST SUBSCRIBE :
/ @shahemardanhaidernohay