ہمارے اکابر اللہ تعالٰی انکے درجات کو بلند عطا فرمائے خصوصاً مولانا اشرف علی تھانوی رحمہ اللہ تعالی جنہوں نے امت کی اصلاح اور فلاح کے لیے جتنی محنت کی ہے ایسی مثالیں ملنا بہت مشکل ہے واقع وہ حکیم الامت تھے
I've read carefully about Ehsan, i.e. Tasawwuf . I studied Hazrat Al-Ghazali Ra'hmullah, Hazrat Abdul Quader Jilani Ra'hmullah, Hazrat Hajweri Rahmullah and Hazrat Ashraf Ali Thanvi Rahmullah. Just thoroughly. I need help. I don't want to proceed on my own. Thanks.
Tassauf ,this word creates lot of confusion because this is not mentioned in The Quran or Authentic Hadith.Better to leave this word and discuss The Word Ehsan Tazkia that is mentioned in The Quran and Authentic Hadith.
Asli tasawwuf byaan karen mufti sahab. Apka tasawwuf awaam k lie itna sada sa hai aur khawas k lie boht hi complicated hai. Ye shirk aur bidat k siwa kuch nai. Tasawwuf kuch bhi hai par islam nai hai.
Pura tasawwuf hi ghair maqsood hai mulla sahab! Chor dein ye kashaf ki behes, is se kabhi deen sabit nai kr sakte ap. Agr sab ko hi kashaf ho sakta hai to phir isko apne mufti mullaon se makhsoos kyu kia hua hai! Allah apko hidayat de aur firqa parasti k andheron se nikalne ki taufeeq de.
@@abc..6533 apke deen mei hota hoga aisa. Deen e islam mei to aisa kuch nai bataya gaya. Ap bata dain kahan hai tareeqat Quran o sunnat mei? KoI hadees ka hawala hi de dein. Mujhe to surah e Bawarah mei kitab aur hikmat ka pata hai. Kitaab shariat hai aur hikmat us shariat ki haqeeqat hai. ab ye tareeqat konsi nai chez dal di bhai.
@@Adept.maneuver mere bhai tariqat ka matlab huzoor sallallahualaihaiwasallam ke tareeqe pe chalna... Islam humse zahiri ibadat ki talqeen deta hai jisko shariyat karte hain jaise ki namaz pdhne ka tariqa ruku kaise karein wuzu kaise karein... Propert mein behen bhai ka haq,, waighaira... Tariqat mtlab..shariyat ka inner aspect ki insaan ki kaifiyaat kaisi hone chahiye... Namaz jiski achhi hogi uski 4 sharait quran mein aayi hain Mein koi aalim nhin bhai lekin mujhe abhi wo yaad nhin... Lekin in sha allah unko zarur bataunga aapko ek baar dekhle(ghaliban ye hai ki wada khilafi banda na karei... Aur 3 koi aur hain) ye charo shartein namaz ki bahar ki hain jisse duniyavi talluq hai air hum sab jaante hain ki namaz jiski achhi ho gyi aqeede ke baad to uska sab kuch acchha ho jaega qiyamat mein lekin namaz bhi usi ki achhi ho skti hai jo un 4 sharait pe chale aur un 4 sharait ko pura karne ke liye tasawwuf ki madad darkaar hai...jismei keena bughz,, ghussa,, nafrat,,, takabbur ko dur karne ki mehnat kari jaati hai... Jis trh zahiri beemari ka ilaaj karwate hain to bhai koi allah ke zikr se baatini bimari ka ilaaj karade to ye biddaat kaise ho jaegi... Isi tarah ye malum padha hai ki exercise karne se insaan ki will power achhi hoti hai aur batini kaifiyat bhi acchhi hoti hai ab farz karein koi banda apni will power achhi karne k liye(ya yun samajh lein apni nafsiyaati khwahishat ko kuch kam karne k liye) exercise running karei to ye bidaat ho jaega qki quran aur hadees mein to ye nahi ki weight lifting se will power ya fir nafsiyati bemari ko dur karo lekin maqsud to ismei bhi apni nafs ko control karna hi hua naki exercise karna... Bss Allah ne quran mein bata diya ki Allah hi ke naam mein dilo ka sukoon hai,, aur quran ki ek ek ayaat ki tehqeeq karein to mazmun bht khulta hai ye baat apko bhi pata hogi... Isi tarah agar farz karein mein kahun ki mein jab Allah ka zikr 1000 martaba kar leta hun to mein bht emotionally stable ho jata hun ismein maqsad tadaad ka nhin hai ki 10000 baar padha to ye bidaat ho gya aap puche ki quraan aur hadees mein kaha hai ki falan zikr ek hazar martaba karo... Lekin quran aur hadees se ye zarur malum padhta hai ki insaan ko emotionally stable hona chahiye to maqsad humara emotional stability hua na ki 1000 martaba zikr karna... Aur phir hum ye zikr sirf iss niyat se karein ki allah tere fazl se humari ruhaniyat mazbut hogi na ki sunnat samajh ke to ye biddat kaise ho jaega.... Isi tarah bhai ilhaam ke zariye ya phir buzurgon ke tajurbon ke zariye zikr phaila hai aur maqsuud sirf allah ki raza uski aur uske rasul ki mhbbat hasil karna aur uske bataiye hue ahkaam pe chalna hi hai... Isiliye ye zaruri nhin ki har banda kisi sufi sheikh se bait karei... wo chahe to kisi mufti aalime deen ya phir koi aur ilm rakhne wale se talluq jorh ke apni islaah ki koshish karei aur chahe to khud se islaah karle agarr wo khud hi se saare shariyat ke bataiye raste (zaahiri aur batini) pe mukammal chal leta hai to سبحان اللہ bht achhi baat hai qki maqsudd srf allah ki raza hai... Lekin aam taue pe dekha gaya hai ki buzurgon se talluq jorna padhta hai Allah ki raza pane ke liye qki ye zamana itna gandagi se bhara padha hai mobile phone pe kya kuch nahi hota beshak aap bhi jaante honge qki deen sirf mobile pe bayanaat sun ke nhi aata balke khud ilm hasil karke aur kisi allah wale se apni islaah karwane se aata hai Aur chunki quran humse mutalba rakhta hai ki banda Allah ki yaad se ek lamha bhi ghafil na ho... To bataiye ye hasil karna aasaan kaam hai is zamane mein,,,,sahaba ashaab isliye keh laye qki unko huzoor sallallahualaihaiwasallam ki sohbat mili isi liye koi sahabi ek lamha bhi allah ke nabi ko dekh le imaan ki halat mein aur fir wo bina namaz padhe bhi shaheed ho jaye to bhi jannati hoga.... To ye taqat hai sohbat ki aur 4 silsile khatam huzoor sallallahualaihaiwasallam pe hi hote hain isiliye in silsion mein bait hone ka ye bhi fayeda hota hai ki mashaikh ka sina ba sina talluq sahaba aur rasul se hota hai... Aur jabb sari buraiyyan insaan ke dil se nikal deta hai to bhai saare zikr khatam ho jate srf wohi azkar aakhir mein bachte hain jo nabi ne kiye aur fir bass namaz aur quran... Bss namaz aur quran.... Fir namaz asal mein namaz banti hai jab dil blkl paak ho jata hai(mei ye nhi keh rha ki insaan se gunah hi nhin honge... Lekin wo tauba jald se jald karke gunaah pe control haasil kar leta hai) aur tilwat e quraan se mafhum milta bai jab dil paak hota hai Aur allah bhi to jannat mein usi ko bhejega jiska dil paak hoga saaf si baat hai(abb chahe insaan dil duniya mein paak kar le sab buraiyoon se... Yaa phir akhirat mein jahannum ki aag se paak kiya jaye phir jannat naseeb hogi) To bhai ismei bht gehraayi hai.. Mein bhai aapko mashwara dunga ki sheikh zulfiqar naqshbandi sahab,moulana talha qasmi naqshbandi sahab ko sunein....aur phir dekhein ki asal mein tasawwuf kis cheez ko bolte hain.. Beshak qabuur pe sajda karna qabr ko pakka karna,, aur bidaat aur shirk karna tasawwuf ka naam nhiin hai
00:00 Books Name
Riyaz us Salihin
Kitabuzuhd
At-Takashuf
Adabul Mufrad
Anfas-e-isa Ka Ta'aruf
بندہ کو حضرت کے بیانات سے بہت فائدہ ہوا اللہ حضرت کی عمر میں برکت عطا فرمائے امین
ہمارے اکابر اللہ تعالٰی انکے درجات کو بلند عطا فرمائے خصوصاً مولانا اشرف علی تھانوی رحمہ اللہ تعالی جنہوں نے امت کی اصلاح اور فلاح کے لیے جتنی محنت کی ہے ایسی مثالیں ملنا بہت مشکل ہے واقع وہ حکیم الامت تھے
Molana asharaf ali thanwi ki kurf jo ahle Arab ne lagai h us se pehle jhutkara dilao
@@artraders1767 wo pehle hi jhutla diya gaya hai ahle arab ki trf se hi.... Al muhannad alal mufannad pdh lein
ماشاءاللہ
مفتی صاحب آپ نے بہت بہترین انداز سے اسکو بیان کیا۔ اللہ پاک کی عمر اور صحت میں برکت عطا فرمائے آمین یا رب العالمین
Masha Allah baht bee umda aor mufeeed bayan. Jazakallah
Walaykum assalam warahmatullah jazakallah ❤️subhanallah keep it up
سبحان الله،سبحان الله
JazakAllah khair
Masha ALLAH
MASHALLAH
بہت بہترین
Mashallah
ماشاءالله
Simplified a very difficult concept, JAK.
Nice mashallaha
میں حضرت کے بیانات بہت شوق سے سنتا ہوں اور میں ان سے بیعت ہونا چاہتا ہوں۔ کیا اس کے لئے میری کوئی مدد کر سکتا ہے
Mufti sab ki ye kitab kese basil kr skty hain please tell me If anyone knows. Jazakallah
AoA- Islam - Iman - Ehsan (Ihsan). Please help and guide Ehsan.
السلام عليكم
جی محترم آپ نے سمجھنا ہے
I've the book on Sulook written by Hazrat Thanvi Rah'mulla, and the rests. What you said I'm on the look out for that Shaikh who could guide and help.
From which u city u belong??
Start reading quran with tafseer. You will not need any so called sheikh.
@@sareemsaba8053 Karachi.
@@Adept.maneuver ASTAGHFIRULLAH.
Allah ka khauf karen. Hamay marna hai aur Allah ko jawab dena hai.
I've read carefully about Ehsan, i.e. Tasawwuf . I studied Hazrat Al-Ghazali Ra'hmullah, Hazrat Abdul Quader Jilani Ra'hmullah, Hazrat Hajweri Rahmullah and Hazrat Ashraf Ali Thanvi Rahmullah. Just thoroughly. I need help. I don't want to proceed on my own. Thanks.
Moulana Have Said Very Authentic Words Each And every word Is Correct .
Assalam alikum
Assalam alikum, did you read dalial us salook from hazrat Allah yar khan?
Did you read dalial us salook?
Now read Quran with understanding. For that you have to learn Arabic.
Mohtram ko mozo to bata detay
تصوف کی حقیقت پر مبنی بہت ساری بیانات سنیں لیکن پہلی بار تصوف کے بارے میں مفتی صاحب کے بیان میں concept کلیئر ھوگیا۔
Tassauf ,this word creates lot of confusion because this is not mentioned in The Quran or Authentic Hadith.Better to leave this word and discuss The Word Ehsan Tazkia that is mentioned in The Quran and Authentic Hadith.
Shame on you oh people of Bidha and Tasawuf. Return to pure Islam of PBUH
@ GHAKHAR WAJID HAZARVI : You sick moron... please understand the concept for the issue, then open your mouth..
@@humanbeing6286 e aise hi gumrah rhenge aur duniya kkkke saamnne. Srfff reeti riwaaj pesh krte rhenge
Asli tasawwuf byaan karen mufti sahab. Apka tasawwuf awaam k lie itna sada sa hai aur khawas k lie boht hi complicated hai. Ye shirk aur bidat k siwa kuch nai. Tasawwuf kuch bhi hai par islam nai hai.
Kya shirk aur bidaat hai tasawwuf mein wazahat to karie zara...
Pura tasawwuf hi ghair maqsood hai mulla sahab! Chor dein ye kashaf ki behes, is se kabhi deen sabit nai kr sakte ap. Agr sab ko hi kashaf ho sakta hai to phir isko apne mufti mullaon se makhsoos kyu kia hua hai! Allah apko hidayat de aur firqa parasti k andheron se nikalne ki taufeeq de.
Tasawwuf hi to haqeeqi deen hai bhai.... Deen mein do hi cheezein hain shariat aur tareeqat
@@abc..6533 apke deen mei hota hoga aisa. Deen e islam mei to aisa kuch nai bataya gaya. Ap bata dain kahan hai tareeqat Quran o sunnat mei? KoI hadees ka hawala hi de dein. Mujhe to surah e Bawarah mei kitab aur hikmat ka pata hai. Kitaab shariat hai aur hikmat us shariat ki haqeeqat hai. ab ye tareeqat konsi nai chez dal di bhai.
@@Adept.maneuver mere bhai tariqat ka matlab huzoor sallallahualaihaiwasallam ke tareeqe pe chalna...
Islam humse zahiri ibadat ki talqeen deta hai jisko shariyat karte hain jaise ki namaz pdhne ka tariqa ruku kaise karein wuzu kaise karein... Propert mein behen bhai ka haq,, waighaira...
Tariqat mtlab..shariyat ka inner aspect ki insaan ki kaifiyaat kaisi hone chahiye... Namaz jiski achhi hogi uski 4 sharait quran mein aayi hain
Mein koi aalim nhin bhai lekin mujhe abhi wo yaad nhin... Lekin in sha allah unko zarur bataunga aapko ek baar dekhle(ghaliban ye hai ki wada khilafi banda na karei... Aur 3 koi aur hain) ye charo shartein namaz ki bahar ki hain jisse duniyavi talluq hai air hum sab jaante hain ki namaz jiski achhi ho gyi aqeede ke baad to uska sab kuch acchha ho jaega qiyamat mein lekin namaz bhi usi ki achhi ho skti hai jo un 4 sharait pe chale aur un 4 sharait ko pura karne ke liye tasawwuf ki madad darkaar hai...jismei keena bughz,, ghussa,, nafrat,,, takabbur ko dur karne ki mehnat kari jaati hai... Jis trh zahiri beemari ka ilaaj karwate hain to bhai koi allah ke zikr se baatini bimari ka ilaaj karade to ye biddaat kaise ho jaegi... Isi tarah ye malum padha hai ki exercise karne se insaan ki will power achhi hoti hai aur batini kaifiyat bhi acchhi hoti hai ab farz karein koi banda apni will power achhi karne k liye(ya yun samajh lein apni nafsiyaati khwahishat ko kuch kam karne k liye) exercise running karei to ye bidaat ho jaega qki quran aur hadees mein to ye nahi ki weight lifting se will power ya fir nafsiyati bemari ko dur karo lekin maqsud to ismei bhi apni nafs ko control karna hi hua naki exercise karna...
Bss Allah ne quran mein bata diya ki Allah hi ke naam mein dilo ka sukoon hai,, aur quran ki ek ek ayaat ki tehqeeq karein to mazmun bht khulta hai ye baat apko bhi pata hogi...
Isi tarah agar farz karein mein kahun ki mein jab Allah ka zikr 1000 martaba kar leta hun to mein bht emotionally stable ho jata hun ismein maqsad tadaad ka nhin hai ki 10000 baar padha to ye bidaat ho gya aap puche ki quraan aur hadees mein kaha hai ki falan zikr ek hazar martaba karo... Lekin quran aur hadees se ye zarur malum padhta hai ki insaan ko emotionally stable hona chahiye to maqsad humara emotional stability hua na ki 1000 martaba zikr karna...
Aur phir hum ye zikr sirf iss niyat se karein ki allah tere fazl se humari ruhaniyat mazbut hogi na ki sunnat samajh ke to ye biddat kaise ho jaega....
Isi tarah bhai ilhaam ke zariye ya phir buzurgon ke tajurbon ke zariye zikr phaila hai aur maqsuud sirf allah ki raza uski aur uske rasul ki mhbbat hasil karna aur uske bataiye hue ahkaam pe chalna hi hai...
Isiliye ye zaruri nhin ki har banda kisi sufi sheikh se bait karei... wo chahe to kisi mufti aalime deen ya phir koi aur ilm rakhne wale se talluq jorh ke apni islaah ki koshish karei aur chahe to khud se islaah karle agarr wo khud hi se saare shariyat ke bataiye raste (zaahiri aur batini) pe mukammal chal leta hai to سبحان اللہ bht achhi baat hai qki maqsudd srf allah ki raza hai...
Lekin aam taue pe dekha gaya hai ki buzurgon se talluq jorna padhta hai Allah ki raza pane ke liye qki ye zamana itna gandagi se bhara padha hai mobile phone pe kya kuch nahi hota beshak aap bhi jaante honge qki deen sirf mobile pe bayanaat sun ke nhi aata balke khud ilm hasil karke aur kisi allah wale se apni islaah karwane se aata hai
Aur chunki quran humse mutalba rakhta hai ki banda Allah ki yaad se ek lamha bhi ghafil na ho... To bataiye ye hasil karna aasaan kaam hai is zamane mein,,,,sahaba ashaab isliye keh laye qki unko huzoor sallallahualaihaiwasallam ki sohbat mili isi liye koi sahabi ek lamha bhi allah ke nabi ko dekh le imaan ki halat mein aur fir wo bina namaz padhe bhi shaheed ho jaye to bhi jannati hoga.... To ye taqat hai sohbat ki aur 4 silsile khatam huzoor sallallahualaihaiwasallam pe hi hote hain isiliye in silsion mein bait hone ka ye bhi fayeda hota hai ki mashaikh ka sina ba sina talluq sahaba aur rasul se hota hai...
Aur jabb sari buraiyyan insaan ke dil se nikal deta hai to bhai saare zikr khatam ho jate srf wohi azkar aakhir mein bachte hain jo nabi ne kiye aur fir bass namaz aur quran... Bss namaz aur quran.... Fir namaz asal mein namaz banti hai jab dil blkl paak ho jata hai(mei ye nhi keh rha ki insaan se gunah hi nhin honge... Lekin wo tauba jald se jald karke gunaah pe control haasil kar leta hai) aur tilwat e quraan se mafhum milta bai jab dil paak hota hai
Aur allah bhi to jannat mein usi ko bhejega jiska dil paak hoga saaf si baat hai(abb chahe insaan dil duniya mein paak kar le sab buraiyoon se... Yaa phir akhirat mein jahannum ki aag se paak kiya jaye phir jannat naseeb hogi)
To bhai ismei bht gehraayi hai..
Mein bhai aapko mashwara dunga ki sheikh zulfiqar naqshbandi sahab,moulana talha qasmi naqshbandi sahab ko sunein....aur phir dekhein ki asal mein tasawwuf kis cheez ko bolte hain..
Beshak qabuur pe sajda karna qabr ko pakka karna,, aur bidaat aur shirk karna tasawwuf ka naam nhiin hai