Delhi AIIMS Online Appointment कब Available रहता है || AIIMS Online Appointment
HTML-код
- Опубликовано: 10 дек 2024
- #delhiaiims #delhi #aiims #appointment #online #hospital #doctor #neurology #cardiology #available
Delhi AIIMS Online Appointment कब Available रहता है || AIIMS Online Appointment
Delhi AIIMS me number kaise lagaye jate hai
Delhi AIIMS Online Appointment
Delhi AIIMS me online appointment nhi hai
AIIMS me online appointment kab available rahta hai AIIMS hospital
bina line lagaye AIIMS me number kaise lagaye how to take online appointment in Delhi AIIMS Ghar baithe AIIMS hospital me number kaise lagaye
#delhiaiims
#online
#offline
#appointment
#delhi
#hospital
#metro
#aiims
#india
Very good
Mai last 3 year se dekh rha hu kabhi available nhi rhta tha gastroenterology department ka. Ab 12-1 am par try karunga
Mila kya appointment?
@@falcon_black007 mil gaya bhai
Aaj check Kiya tha usi time available tha.
Mujhe...to nhi mil rhi skin.. department me 12-1 bze v try kiya... online...
@@anjalijha7613 skin me to comparatively itna patient nhi rhta mil jana chahiye. Baar baar refresh krke dekho
@@sandysagar4740 bhai appointment milne k bad ka kia procedure h
Department of obstetrics & gynaecology ki liye kon sa option select Krna padega?
Rajkumari
Sir agar apointment wale din na ja ske to kab tk velid rehyga apoointment
doctor not scheduled error aa raha hai available dates par click karne ke baad, kya kar sakte hai?
followup appointment jb lete h to 5 digit wale otp ko accept nhi krta h , error aata h "error occurred. Please try again after sometime."
12 am se 1 am tak 2 din se roj try kar raha hu orthopaedic mai sirf ek date available batata hai aur uss par bhi confirm par click karne ke baad No appointment found batata hai
Next month kar ke check karna bhai 1 month bad ka appointment available rahta hai
Orthopaedic department me jane ke liye AIIMS New Delhi centre me kon sa option select kare online appointment me
Main Hospital Rajkumari Amrit Kaur (RAK) pe click karna uske andar Orthopaedic select kar lena aap
@@tutorialwithvishal koi bhe date per green colour nahi hai
Aap 12 - 1 bje night me try karna slots available rahta hai
@@tutorialwithvishal thanks for help
Ho gya aapka? @@muskanbhojpurilover2603
AIIMS m poora process krne m kitne din LG jate h
I month bad ka appointment milega
OBG department Rajkumari building m h kya
Mujhe Bareilly se doctor n Delhi Aiims k OBG department m ye kha pr department
Rajkumaari amrit kaur OPD NEW hospital AIIMS
Dermatologists...me kaise appointment lu online slot nhi open dikh rha...
Please let me know also, I also want to go for dermatology department.
Main Hospital Rajkumari Amrit Kaur (RAK). Skin select kar sakte ho aap. 12 - 1 bje. Night me try karna mil jayega
Sir isme kabhi slots open bhi hote Hain?
12 se 1 bje night me try karna mil jayega
@@tutorialwithvishal sir Kai din se try kar Raha hu par nahi khulte plz kuch bataiye...
Aiims m dikhane ka kya processer h
Online appointment lena hoga or jo appointment date hoga us din kisi doctor ka referral lekar aana hoga
@@tutorialwithvishalbhia refferal mtlb kse kisi b dr. Ka mko gastro m check krwana h first time to isme kia refferal lkr aau pls reply
bhai plz reply referral documents kya hota haa plz reply meri mummy ka aiims ma online number la liya hu neuro ma 6 june ka lakin yahh referral documents kya hota haa plz reply
Kisi dusre doctor se Refer Aiims. And doctor ka signature karwa kar aana hoga
Kisi dusre doctor se Refer Aiims. And doctor ka signature karwa kar aana hoga
Dr likh k dega ki delhi AIIMS me ya kahi k bhi AIIMS me Dr likh k bhejta h refar karta h wahi hota h
Ni8 m check kia bt show ni kia..
Fir se try karna mil jayega thoda time. Lgta hai
12-1 AM or PM ?
12-1 AM
Raat me 12 se 1 😮
Hello sir appointment kb open hota ha
12-1 bje night me try karna aap mil jayega
@@tutorialwithvishal hello sir refer letter lejana partha ha kya ent or Nephrology ka liye new rajkumari Amrit Kaur OPD mein please reply me fast
Nahi dikha Raha hai bhai rat me bhi me to kabse dekh rahi hu October me kuchh nahi ho raha bhai
Mila?
Book to ho gya lakin reffral relivent likha h parcha m
Kisi doctor ka referral lekar aana hoga
bhai plz reply referral documents kya hota haa plz reply
Jis hospital se refer krate h usne voh ek refer certificate bnake dete h vhi hote h referral documents
refreel k liye slips p refer to aiims hospital likha hona compulsory hai?
Ha bhai compulsory hai
12 ,1 din k ya rat k pura btaya kro yr
Night me
endocrinology department me kab milega anyone
Night me try karna aap
Slot off dikha Raha hai
Next month ka dekho
Wha jaker appointment le skte h
Waha jakar v appointment le sakte ho morning me 8 bje ya fer online v le sakte ho
Appointment book karne par koi doctor ka referral bhi chiye ,kya
Han ji koi v koi v doctor ka referral chahiye hoga
Referral Documents lekar jaane hote hain saath , Appointment to bina referral ke bhi mil jati hai , lekin card nhi bnta bina referral ke Neurology or cardiology department me
Bina refferal ke orthopaedic me mil skta hai kya
@@bittushah18 bhai iska nhi pta lekin Neuro or cardio me to compulsory hai
Referral documents kya hota haa bhai plz reply
12 se 1 raat mein yaa dophar mein
raat me
@@tutorialwithvishal ek baat aur bta do new skin ka patient hai toh kya Krna padega starting mein card banvana padega kya
@@shivam_editz_121 Pehle number lagana uske bad kisi private doctor se AIIMS refer karwana hoga uske bad o refer document lekar aana hoga jis din number hoga
Night 12 to 1
Yes