Sir low side switch or high side switch buck converter me kya faraq hy jitne b commercial buck converter hn wo high side switch me hote hn kya ise efficiency me koi faraq ata hy kya hum low side buck converter se solar penal se efficiently battery charg kr skte hn
Sir please aap question Sahi likhe High side- low side switching buck converter aate vah bhi Sahi prakar se kam karta hai aap ise solar battery charging karne ke liye upyog mein le sakte hain Thanks for watching have a nice day
Mere pass ek atx power supply hai uska 5 volt section kharab hai Baki sab sahi hai uska component use Karke kya main converter banaa sakta hun banakar dikhaiye
SMPS me inductor Koyal aap buck converter ya boost converter mein use nahin kar sakte kyunki SMPS mein filter inductor iron powder se banaa hua hota hai vah buck converter ya boost converter per Kam nahin Karega
kya is ic se dc power supply bana sakte hai 0 to 30 volt aur 10 ampere lekin agar chahe 1 volt ka use kare ya 30 volt ka load dene par voltage stable aur ampre stable rahne chahiye
Hello sir hamare yahan per koi SMPS theek nahin karta main aapse poochh kar ek SMPS ko theek kar chuka hun aapka dhanyvad❤ aur ek hai ATX maine uska overcoming protection ko hata Diya 775dc motor chala raha tha achanak band ho Gaya main chalu Kiya FIR band ho ja raha hai load Nahin le raha hai aur dhire se awaaz ho raha hai sar kya aap bata sakte hain kaun sa section mein problem hai❤❤ Mera Hindi achcha Nahin hai main Bangladesh se hun😊
Atx power supply mein output 3.3v, 5v and 12 out nikalti hai kisi bhi line mein agar load adhik dete Ho udaharan ke liye Jaise 12 volt ki line mein aapane load Diya 5 volt aur 3.3 volt wali line High hoti hai is Karan SMPS band Ho jaati hai atx power supply 12 volt ke line mein maximum 1 empier ki supply hi out kar sakti hai iske liye aapko SMPS ko modify karna hoga iske liye Maine already ek video banaa Rakha hai aap channel mein jakar use video ko dekh sakte ho passport ke line aur 3.3 volt 5volt line mein pwm IC ko yah batana hoga ki 5 voltage aa rahe hain aur 3.3 voltage aa rahe hain Thanks for watching have a nice
Very helpful Explanation Thank you sir
बहुत ही अच्छा समझाया है आपने सर जी❤❤❤❤❤
sir ek h-bridge circuit bnao
Jaise hi samay milega main is h bridge ka bhi aapko circuit dikhaunga aur practical karke dikhaunga
Thanks for watching have a nice day
Nice explanation but very good demo❤....
.....only those are not comparators but voltage error amplifier and current error amplifier...😊❤
Thank you for your compliment! Have a nice day❤️❤️❤️❤️❤️
Bahuth dhanyawad sir
Nice ❤❤❤❤❤
Sir plz iska boost convert bana bataiye TL494 ic ka use karke
Main jaldi hi video upload karunga boost converter ke bare mein bhi
thanks for watching have a nice day
Sir low side switch or high side switch buck converter me kya faraq hy jitne b commercial buck converter hn wo high side switch me hote hn kya ise efficiency me koi faraq ata hy kya hum low side buck converter se solar penal se efficiently battery charg kr skte hn
Sir please aap question Sahi likhe
High side- low side switching buck converter aate vah bhi Sahi prakar se kam karta hai aap ise solar battery charging karne ke liye upyog mein le sakte hain
Thanks for watching have a nice day
Thanks for replying sir
Sr tl494 500w ya 1000w enveter me kasy kam karta h plz esky baryme 1 video banay
Okay thanks 🙏
Sir ld7575 ki jgah pe 377 ic same work kregi kuch change karny ki jroort to nhi frequency same hogi sir ji
Pe377 ic ke datasheet mere pas nahai aur net per bhi nahi hai me aapko iske bare mein kuchh nahin Bata Sakta
Thanks
Have a nice day
@@totalcircuit to sir koi aur ic btado jo ld7575 ki jgah pe same work kre plzz
Mere pass ek atx power supply hai uska 5 volt section kharab hai Baki sab sahi hai uska component use Karke kya main converter banaa sakta hun banakar dikhaiye
SMPS me inductor Koyal aap buck converter ya boost converter mein use nahin kar sakte kyunki SMPS mein filter inductor iron powder se banaa hua hota hai vah buck converter ya boost converter per Kam nahin Karega
Sir ld7575 ic ki 1no. Pin pe 56k restance lagi hai eski frequency kiya hogi sir plzz help
Frequency 116khz lagbhag
(65÷56 )100
= 116khz Switching Frequency
kya is ic se dc power supply bana sakte hai 0 to 30 volt aur 10 ampere lekin agar chahe 1 volt ka use kare ya 30 volt ka load dene par voltage stable aur ampre stable rahne chahiye
Yes
Kya iska working Circuit provide kar sakte hai kya??
Circuit diagram description mein hai please download kar lijiye
Mujhe ek boost converter bana hai mene bohot sare circuits try kiye par nhi banraha bohot nuksan bhi huaa plz aap bata dijiye
Okay boost converter ka bhi video jald hi banaunga
Hello sir hamare yahan per koi SMPS theek nahin karta main aapse poochh kar ek SMPS ko theek kar chuka hun aapka dhanyvad❤ aur ek hai ATX maine uska overcoming protection ko hata Diya 775dc motor chala raha tha achanak band ho Gaya main chalu Kiya FIR band ho ja raha hai load Nahin le raha hai aur dhire se awaaz ho raha hai sar kya aap bata sakte hain kaun sa section mein problem hai❤❤ Mera Hindi achcha Nahin hai main Bangladesh se hun😊
Atx power supply mein output 3.3v, 5v and 12 out nikalti hai kisi bhi line mein agar load adhik dete Ho udaharan ke liye Jaise 12 volt ki line mein aapane load Diya 5 volt aur 3.3 volt wali line High hoti hai is Karan SMPS band Ho jaati hai atx power supply 12 volt ke line mein maximum 1 empier ki supply hi out kar sakti hai iske liye aapko SMPS ko modify karna hoga iske liye Maine already ek video banaa Rakha hai aap channel mein jakar use video ko dekh sakte ho passport ke line aur 3.3 volt 5volt line mein pwm IC ko yah batana hoga ki 5 voltage aa rahe hain aur 3.3 voltage aa rahe hain
Thanks for watching have a nice
Buck boost donon bnao March
Boost converter ka circuit alag hota hai buck converter ka circuit alag hota hai donon अलग-अलग circuit per hi Sahi working karte Hain
Can you make the circuit downloadable
I have put the link of the circuit diagram in the description, please download it. Thank you for watching this video. Have a nice day.
@@totalcircuit Thanks
Sar please boost converter Banai
Okay
make buck or boost converter