⚠️ Please Read this Comment First . I know after this watching this video there are lot of people going to comment thier doubts about Danger and Guru and Mahavidya:- First of All people have made thier own ideas like Mahavidyas will destroy even if you do a small mistake, People definition of Mahavidya and Guru are very wrong so let's first understand what is a actually a Mahavidya - 10 Mahavidya are - 10 levels of Creations or Prakriti from Sukshma (subtle) to Sthoola(Complete Physical) - The First Thing That happened in universe after big bang is Time - Time is the most sukshm aspect of nature without it there would no Prakriti or Physicality - It is the basis of every creations in the whole universe - That's why Ma Kali is basis of every Shakti and that's why she is first in Mahavidya - After this the universe started expanding itself in the form of sound which is the second most subtle form of creation , So this expandation of Prakriti is Ma Tara that's why she is most associated with the Sound . After this expandation Beutiful creations started forming like galaxy and nebulas and This is beautiful part of Prakriti is known as Tripura Sundari means the the beautiful part of creation - This three are the most basic and primary stages of creation that's why these three are the Mahavidya other 7 are vidya like After this planets and lifeforms started forming so we call her bhuvneshwari means a platform for lifeforms - these practices will awaken that certain stage of creation in your life - So this is the actual meaning of Mahavidyas , Just Look the Starting point of Universe then Last point of creation from subtle to physical, all knowledge is in front of eyes . 2nd Query about Guru All the Sadhnas and mantra shown in the video are normal practices that a person can do daily fo rest of his life , Guru Mantra provides the Consiousness which make a sadhna safe , The More Consiousness you will collect the safer the sadhna will become , and there are thousands ways to collect sadhna. But one more thing is to be noted here that if you are going in very advance sadhna which is being done to achieve a certain result then there is a physical guru needed .
Sir Thank you Very much. It has been a great source of Knowledge that you possess. I merely want to state that you do have such a divine state of knowledge , not every one here deserves to know it and not everyone will assimilate it. Knowledge should never be imparted to the fool or unwise. I merely think that you protect your state of knowledge to not have it exposed to the wrong audience. हर हर महादेव | ॐ ह्रीं नमः शिवाय |
nice video, one important point for everyone, any shakti sadhana cannot be done without the shiva tattva. The shiva tattva is the guru - chetna and shakti is the potential. When awareness and potential meet then creation happens. So research about shakti tattva and their corresponding shiva tattva. It will be safer. Else shakti can overwhelm and sometimes be lethal as well.
Sabse Maine kya bola aapko samajh nhi aya kya mera pinned comment padhiye is video pe - Kali Ma waki sab Shaktiyon ki basis hai sabse suksh Prakriti lekin Unihi ka Aagla Stage Ma Tara phir Agla Stage Tripurari Sundari hai , Bato ko Logic ke sath samjhe
Jai shree ram 🚩 Please make video on sadhna of hanuman ji for gaining siddhi ( to know past, present , future) ( Satwik sadhna ). And to gain blessings from Hanuman ji 🙏
Vedio is very informative but it's always better to do any sadhana with the blessings and presence of guru...for an ordinary person just bhakti and seva is important...mantra tantra sadhana path is not for everyone..this is purely my opinion 🙏
All the Sadhnas and mantra shown in the video are normal practices that a person can do daily fo rest of his life , Guru Mantra provides the Consiousness which make a sadhna safe , The More Consiousness you will collect the safer the sadhna will become , and there are thousands ways to collect sadhna. But one more thing is of be noted here that if you are going in very advance sadhna which is being done to achieve a certain result then there is a physical guru needed .
@@Way2Beyondread Tantra shastras and especially Kularnava tantraraja which states that no mahavidya mantras can be done without the presence of a learned guru , Nama mantras like "Kali Kali" are safe , nothing except that can be done .
@@Bhavaniputra You clearly don't know about chetna the way your answer is - Chetna hone ke karan hi koi Shakti shant avastha mei hoti hai , Jaise Ma kali ke niche shiv hai (Chetna) tabhi ma kali sthir hai , agar chetna hatadenge to wapas yudh avashta mei aajayengi devi . Aur Yahi Maine video mei bataya hai Guru apni jama ki Hui chetna sisya ko deta hai , aur Isi wajah se koi sadhna ka surakshit hona sambhav hota hai , Aur Chetna ko Jama karne hazaro tarike hai . Aur yahi video meine samjhaya hai , lekin iska matlab ye nahi koi bhi bahut advance sadhna kar sakte hai isi chetna se , uske liye bhautik guru hote hai . Lekin normal Sadhna apni jama ki Hui chetna se karna sambhav hai
Jay shree ram❤ mein iss amavasya ko ek beej mantra hanuman ji ka jap kiya tha 6hrs tak , toh kya ye sidhh hogeya he , or hua he toh kese pata chalega bataye ....sita ram ❤
please bhaiya can you also make video on hanuman sadhana including hanuman mantra ,chalisa which can be done without a guru and if we use mala for mantra jaap is it necessary to have mala sanskar on mala
Shree nath ji guru ji ko alakh adesh 🙏 Shree rudranath ji guru ji ko alakh adesh 🙏 Ranchi wale bhairav maharaj ji ko alakh adesh 🙏 Maa bhagawati kali ko alakh adesh 🙏 Adesh adesh adesh 🙏🙏🙏
हर हर महादेव | कोई भी महाविद्या शिव जी के कृपा के बिना सम्पन्न नहीं है और गुरु दीक्षा अनिवार्य है | ॐ ह्रीं नमः शिवाय | स्वयं से कोई भी साधना कभी नहीं करे | ये कोई मज़ाक नहीं है | बस भोले नाथ के शरम मे रहे और उनकी भकती करे | कोई विशेष साधना करने की आवश्यकता नहीं है | ये बाते सुनने मे अच्छी लगती है | बस श्रद्धा भाव से भकती करे | ॐ ह्रीं नमः शिवाय | कोई भी महाविद्या स्वयं से कभी नहीं करे |
Pahle Shiv ka Alsi Maltab kya hai ye Aapko pata hi nhi hai , Bholenath kisko bol rahe hai ye pata hi nahi hai , Shiv ka Vastik Matlab Chetna hai , Aur Chetna abhi is Wapt Maujud hai jiske wajah se aap mei aur pura bhramand jivit hai , Lekin Prakriti ke piche chipi hui hai chetna , Aur Usi chetna ka Aage kaise Lana hai meine bataya hai is video mei
@@Way2Beyond भाई माफ करे , मेरा मतलब आपकी कथन पर नहीं था | मेरा कहना इतना ही है की भकती भाव से शिव शक्ती की आराधना करे | साधना करना कहा हम आम इंसान से होगा | इसीलिए महादेव ने भकती का सरल मार्ग दिया है जिससे शक्ती की भकती भाव पूर्ण उपासना करे | हर हर महादेव | ॐ ह्रीं नमः शिवाय | मे हमेशा ह्रीं बीज रखके नमः शिवाय कहता हूँ | जय माँ भुवनेश्वरी |
Nahi balki jiske paas chetna nahi hai wo editing writing in jaise kaam nahi kar sakta... Jo Channel Spritual ho aur us byakti Mai kalatmak abhi byakti Naa ho samjh lo vo dhong kar raha hai, ussmai chetna ke Kami hai.
video mai saaf saaf kaha hai agar guru ke bina sadhna karna chahte ho... to vo chenta develope karo jo guru dete hain ,,, jaise maa kali kee liye apne man ke prati chaitanya raho... maa tara mai dhwani ke prati chantanya raho jo man ke andar chal rahi hai aur jo bahar se sunai de rahi hai... maa tripur sundari kee sadhna mai nature kee khubsurat chizon ke prati chaitanya raho... jaise surya uday surya ast... sub kuch chetna pe tika hai... uske baad jaise sadhna karte hai viase karen... jaise phele jal snan, phir agni snan, phir vau snan,,, ispe maine bhairav sadhna bale mai video bananya hai kee puja kaise karte hain
Bilkul nahi , Pahla Kadam khud badhana parta hai , uske baad jab unki dhristi manusye pe aati hai tab vo alag alag gyan ka margadarshan Kara ti hai. Khud , Agar Vo khud chunti sabko to abhi Puri Dharti pe Sab sadhna kar rahe hote , Aur Koi Adharm nahi ho raha hota, Sabse pahle Ye samjhe ki Koi Uper baithke Dharti control nhi kar raha hai Jo hai manusye ke ander hai - Shakti bhi aur Chetna bhi .
But jab mai maa kali ki sadhna kari thi tab ek dum se lustful thoughts aagayr thay esa lag ra tha ki koi rok raha hai sadhna karne se to uska kya solution hai
No , you won't be able to do even one sadhna correctly, atleast Stick to the One sadhna for 1 year . After the Depends on your guru that what sadhna if you will do next
@ i very well know how primordial genesis happened ( go read LINGODBHAVA KATHA & MAHAKAL SAMHITA all 6 volumes )so called self proclaimed youtubers like you who know nothing but strive to pollute shuddh dharma by their half baked fabricated third hand wisdom ! Tripurasundari born out of navel of sadashiva is (brham granthi )of samba sadashiva representing the creative potential of shiva thats why shiva is called shri grabha & Adyakalika is rudragranthi of sadashiva representing the calibre of dissolution & liberation while sadasdhiva in form of ISHAAN & DAKSHINAMURTHY are the themselves progenitors & perceptors of 10 mahavidyas Sadashiva is far beyond mahavidya realms sadashiva is beyond dualities of vidya & avidya All the saptakoti mahamantra ( 7 crore mahamantras) of all devtas + mahavidyas accumulated together get reduced to mere Panchakshari mantra ( namha shivaya) u should be well learned before dispensing wisdom to common folks
❤ bhaiya ghor Kalyug a raha hai maine Mata bagalamukhi ki Puja sabse jyada dakshin Bharat mein dekhiae lekin Google yah batata hai ki Himachal Pradesh mein sabse jyada Hoti hai bagalamukhi Puja Sanatan Sanskriti ko mitane ke liye internet bahut bada yogdan de raha hai kripya uske vishay mein aapko apni video mein bataen ki man bagalamukhi ki Puja sabse jyada dakshin Bharat mein Hoti hai Kai logon Ko Maine Kai ghantv Sadhna karte hue dekha
Dakshin Bharat mai baglamukhi ji ke pratyingra swaroop ki pooja adhik ki jaati hai jabki Himachal mai saumya swaroop ki. Maa baglamukhi ka sabse jyada jaagrit mandir Himachal ke kangra distric ke bankhandi village mai hai
@Way2Beyond to devi naraz to nhi hojayengi Naa ?? Gap k kaaran?? Kyunki periods mai pain ki vjah se mansik jaap k liye b nhi baitha jata body ikdum lazy hojati hai
@@GreyyIshh1176 bilkul nhi , mahila jab bhi sadhna karti hai to bich me gap le kar hi karti hai , Ye Koi politics nahi ho raha hai ki Mahila ke prakritik gun pe Naraz ho jayegi devi ,
In simple words, each Mahavidya holds "infinite" amount of energy (For eg: Nuclear bombs have had yields between 10 tons TNT (the W54) and 50 megatons for the Tsar Bomba. A thermonuclear weapon weighing as little as 600 pounds (270 kg) can release energy equal to more than 1.2 megatonnes of TNT (5.0 PJ).) Can you imagine now? So this is the very reason why you need a highly qualified "bonfide Guru" to teach you from the scratch on how to handle such raw and wild Energies of Nature. These energies have the potential to equally Create, Sustain and Destroy the entire creation in no time, because the TIME (Kaal) itself is under their control. It just depends on the handler (Tantrik) how they handle them. These energies are unforgiving and they don't play around. Even a slightest mistake will result in a devastating end because they more than a "Mother" and your "Bhava." so please do not invoke them without a "Physical Guru." Why? When there is bonafide Guru then their "Guru Mandala" is always present in a subtle body to support and protect them through which even the Sadhaka is protected which means, you directly come under their wing. Even if there is a mistake they will make sure that you do not experience it's backlash. So the Guru and the Guru Mandala will always protect and guide you. Shree Matre Namah 🙏
First of All Your definition of Mahavidya and Guru is totally wrong - Nobody Here is to destroy - if that was the case here then Indians would be the most advanced race in the universe - 10 Mahavidya are - 10 levels of Creations or Prakriti from Sukshma (unphysical) to Sthoola(Complete Physical) - The First Thing That happened in universe after big bang is Time - Time is the most sukshm aspect of nature without it there would no Prakriti of Physicality - It is the basis of every creations in the whole universe - That's why Ma Kali is basis of every Shakti and that's why she is first in Mahavidya - After this the universe started expanding itself in the form of sound which is the second most subtle form of creation , So this expandation of Prakriti is Ma Tara that's why she is most associated the Sound . After this expandation Beutiful creations started forming like galaxy and nebulas and This is beautiful part of Prakriti is known as Tripura Sundari means the the beautiful part of creation - This three are the most basic and primary stages of creation that's why these three are the Mahavidya others are vidya like After this planets and lifeforms started forming so we call her bhuvneshwari - these practices will awaken that certain stage of creation in your life - So this is the actual meaning of Mahavidyas , please don't compare them to human made weapos , Just Look the Starting point of Universe then Last point of creation from subtle to physical, it's in front of eyes . 2nd - Don't Think a Guru fights with this Shaktis like Super hero to save you - these are just fairytale thoughts A Guru gives you Consiousness boost - It's the Consiousness which keeps your sadhna safe - A guru adds shiv tavta or chetna tavt in the Shakti which makes a sadhna a safe - and I already talked about this in the video and there are thousands of ways to collect Consiousness - and with This Consiousness you can do normal Sadhna but for more advanced sadhna you need a physical guru . I hope your doubt is cleared now
Bahut Gyan hai aapke paas dekhta hun jab bhee comment karte ho.. kuch aisha likhte ho jo sirf ek sadhna karne bale ko hee pata ho sakta hai. Jai Sri Mahakal Adesh 🌼
@Way2Beyond धन्यवाद भाई। । में खुद ज्ञान के यात्रा पर हू । मनुष्य बना है इन पांच तत्वों से । हमें शिव और शक्ति तत्व को मंत्र के माध्यम और शिवजी के जलाभिषेक द्वारा कृपा प्राप्त करनी है । मेरे लिए एक ये ऐसी यात्रा है जिसके लिए एक जन्म भी काफी नहीं । ॐ ह्रीँ नमः शिवाय ।
@Way2Beyond भाई जी , शिवलिङ्गं पे जलाभिषेक कारते वक्त जो शान्ति और सुकुण मिलता है वो मे शब्द मे नही बता सकता । में एक सामान्य मनुष्य हु । साधना और साधक बनना मेरे बस की बात नहीं । और यहां गृहस्थी में परिवार की समस्या है । साधना और योगी तो वहीं बन सकता है जो सबसे परे एक जीव सदाशिव शिव शक्ति के शरण में लीन हो जाए । गृहस्थी में जीवन तो माया से जड़ गया है । फिर भी कोशिश करता हु की परे रहु । शादी हुई नहीं पर घर में माता, पीता, काका और मेरी बहन जिसका तलाक हुआ और उसका लड़का भी यही पे रहता है । घर पर तो है ही तंत्र बाधा । पर फिर भी महादेव और माँ भुवनेश्वरी की कृपा से चल रहा हूँ।
@Virupakshya1008 भाई जी हर हर महादेव । ॐ ह्रीँ नमः शिवाय । ये मन्त्र माँ त्रिपुरा सुन्दरी माता षोडशी का है । जय माँ त्रिपुरा सुन्दरी राज राजेश्वरी षोडशी ।
haan gadhe bus yahi karte raho... talavar hai ke khadag hai yahi karte raho ... vastavik gyan jo iss video mai de raha hun uspe baat mat karo yahi karo tum ....
@Way2Beyond yar .. bura mat manna but maa kali , Tara, Vadrakali, kattyani , syamakali , samsankali , krisnakali , falharinikali , swetkali , pitambaramkali , chamunda kali , hansakali , kapalini , bramhamayi kali , pisachkali , sahasravujakali , astavujakali , dasavuja kali kubjikali , dakhinakali , bamakali , patalkali , dakatkali ,addyakali etc in sabka bij mantra, pujakram alag hay.... Bas yahi bata Raha tha....
Mahakali or tripursundari me koi bhed nahin hai yatha Kali tatha Tripura sundari Kali ek Swatantra Shakti hai use Shiv ki jarurat nahin hai sabse jyada kathin aur jatil Sadhna Kali or Kali kul mein jo Mahavidyalaya sabse kathin unki Sadhna hai Tripura sundari ki sadhna saumya hai koi bhi kar sakta hai par isi siddha hone me kafi samay lagta hai kyuki sab se jada retule shreevidya me he hai video banane ke chakkar mein Kali or tripursundari ka bhad na kare
Bilkul Galat bola Aapne Ki Kali ma ki sadhna mei Shiv ki jarurat nahi hoti - Pahle Khud Dakshina Kali ki Chitra dekhiye - Sabse Pahle Brahma Vishnu Mahesh (rudra ) Sadashiv ko udhaye hue hai phir Sadashiv Mahakal ko Phir Unke Uper Ma Dakshina Kali hai - Dakshina Kali ki shakti ko hold karne ke liye shiv ya chetna ke itne rup hai aur Aap bol rahe ki Kali ma ki sadhna shiv ke bina h shakti hai . Tripura Sundari se pahle aatmgyan ke stage pahucha jata hai aur aatmgyan tak mahakali hi le jati hai , Har Shakti ka basic MahaKali hi hai , Leki Sab Shakti aur Chetna alag alag stage hota hai Aur Tripura Sundari ya kamakhya vo stage jab Shakti aur shiv ek bindu mei sampurn ho jate hai , Koi Uper niche nahi , Lekin Har Shakti ki basis rahegi Ma kali hi hi , Ye Sab Meine video mei batadiiya tha pahle hi .
@@Way2Beyond aapne bilkul sahi kaha. Sri shiv ka chintan bhi utna hi mahatvapurn hai devi tak pahunchne ke liye ,aur ye bhai kaha raha hai ki sri tripurasundari ki sadhna saumya hoti hai 😂😂 ,inhe pata hi nahi ki sri tripurasundari kaula maarg mei bhi puji jaati hai ,aur maa kamakhya usi ka udhaharan hai. Tripursundari ki sadhna koi bhi kar sakta hai ……… wow nice joke 👌🤣 .bhale hi koi bhi maarg ho samayachara se veerachar se kaulachar tak ,sadashiv ki kripa anivarya hoti hai . Sri matre namaha . Sri umamaheshwaraya namaha 🔻🔺🙏
@@AnantkrishnaPareek Bhai aap ka kaunsa marg hai mujhe pata nhi me khud shreevidya sadhak hu or usi hisab se bole hu shreevidya sadhna koi bhi kar sakta hai khadakmala or panchadashi or balatripursundar ka mantra guru diksha lena ke baat hota hai shreevidya me Kai Charan hai or yeh saumya sadhna hai dakshina char se diksha le kar koi bhi karsakta hai ,or ek baat aap jo hasne ka emoji laga rhe ho mera baat ka hassi aa rhe hai acha se hass lo
@@Way2Beyond sadhna ka antargat bharav ki sadhna ki jati hai par Kali ki shakti khud he purus pradhan hai unhe shiv ki jarurat nhi woh swayam Purna shakti hai or kail ki puja bohat jatil hai or shreevidya saumya hai or jo Kali ka nicha sab swarup shiv soya hua hai woh kaun. Hai woh Janne ke liya aap sadhna karne ke baat he pata chlega woh asal me kaun hai or woh anubhav se pata chlege me Kali Mata ko Purna bramha Manta hu or Kali ko shiv ki jarurat nhi hai Kaliswayam shiv hai Kali tantra me shiv ke bharav ki jarurat padti hai or tripursundari me bhi dakshinamurthy shiv ki jarurat padati hai
@@people4094 deeksha koi bhi le sakta hai , par kya voh deesksha sarthak hai .kya guru satya hai, deeksharthi bhi koi aise hi nahi bann jata hai ,purv janmo ke guno se banta hai, aur baat rahi bhagwati ki toh mei yeh kaha raha hun ki sri lalita tripursundari ki upasana ke kayi marg hote hain ,aur sri vidya unme se ek hai . Dakshinachara mei sri vidya bhi aise hi hahi mil jaati hai ,sirf diksha lena hi gantavya nahi hai .maa se sampark staaphit karna imp hai, aur voh shiv ke bina nahi ho sakta hai . Aur agar dusre nazariye se dekhe toh maa adiparashakti lalita parabhattarika ,shiva swadhina vallabha hai parantu vahi lalita shivashaktieyka rupini bhi hai . Mera sirf itna kehna hai ki koi marg kisi maarg se chota bada nahi hota hai .haan par kaula maarg sarvashreshta hai .
जिस प्रकार आप बीज मंत्र बता रहे हो वो जापक का तो नाश करेगा है साथी आपको भी विनाश की ओर अग्रसर करेगा। जब ज्ञान ना हो तो contant के लिए कुछ भी नहीं बताना चाहीए।
Pahle Aapko Na Hi Chetna ka Gyan nahi hi Shakti nahi Mantra vigyan ka , dharm ko comic book ki tarah dekhte hai aaplog , Pahle Mera ek point logic ke sath galat sabit karke bataye
⚠️ Please Read this Comment First . I know after this watching this video there are lot of people going to comment thier doubts about Danger and Guru and Mahavidya:-
First of All people have made thier own ideas like Mahavidyas will destroy even if you do a small mistake, People definition of Mahavidya and Guru are very wrong so let's first understand what is a actually a Mahavidya -
10 Mahavidya are - 10 levels of Creations or Prakriti from Sukshma (subtle) to Sthoola(Complete Physical) -
The First Thing That happened in universe after big bang is Time - Time is the most sukshm aspect of nature without it there would no Prakriti or Physicality - It is the basis of every creations in the whole universe - That's why Ma Kali is basis of every Shakti and that's why she is first in Mahavidya - After this the universe started expanding itself in the form of sound which is the second most subtle form of creation , So this expandation of Prakriti is Ma Tara that's why she is most associated with the Sound . After this expandation Beutiful creations started forming like galaxy and nebulas and This is beautiful part of Prakriti is known as Tripura Sundari means the the beautiful part of creation - This three are the most basic and primary stages of creation that's why these three are the Mahavidya other 7 are vidya like After this planets and lifeforms started forming so we call her bhuvneshwari means a platform for lifeforms - these practices will awaken that certain stage of creation in your life - So this is the actual meaning of Mahavidyas , Just Look the Starting point of Universe then Last point of creation from subtle to physical, all knowledge is in front of eyes .
2nd Query about Guru
All the Sadhnas and mantra shown in the video are normal practices that a person can do daily fo rest of his life , Guru Mantra provides the Consiousness which make a sadhna safe , The More Consiousness you will collect the safer the sadhna will become , and there are thousands ways to collect sadhna. But one more thing is to be noted here that if you are going in very advance sadhna which is being done to achieve a certain result then there is a physical guru needed .
Sir Thank you Very much. It has been a great source of Knowledge that you possess. I merely want to state that you do have such a divine state of knowledge , not every one here deserves to know it and not everyone will assimilate it. Knowledge should never be imparted to the fool or unwise. I merely think that you protect your state of knowledge to not have it exposed to the wrong audience. हर हर महादेव | ॐ ह्रीं नमः शिवाय |
Jai Mata di
Har har mahadev❤
कृपया 10 महाविद्याओं की भी वीडियो बनाएं 🙏🙏🙏🌺🚩
जय माता आदिशक्ति 🙏🌺🚩
गजब animation ❤❤❤❤❤❤।।।
please make a vedio on Hanuman ji and his Sadhna
Your channel is severely underrated. This content is invaluable.🙏 Thank you for taking the time to make these. I am speechless with the editing.
Aadesh Jai Shree Mahakaal
nice video, one important point for everyone, any shakti sadhana cannot be done without the shiva tattva. The shiva tattva is the guru - chetna and shakti is the potential. When awareness and potential meet then creation happens. So research about shakti tattva and their corresponding shiva tattva. It will be safer. Else shakti can overwhelm and sometimes be lethal as well.
Yes , this is The Most Accurate Comment about Guru and Chetna on this video I have seen .
Wowwwwww....... Your animations , voiceover...... Just fabulous 😍😍❤❤❤
Just fascinated by the video ......
Keep it up
Maatangi Sadana bro....
Jai Mata di
Humko hare Krishna mahamantra mila hai Diksha me
Btate nhi ha guru mantra bhaiya
Mahamantra sey diksha nhi hoti yeh toh iskcon walo ka propaganda hai 😅😅
Publicly nahi batate hai bro
@@deepdevnath7239 iska Matlab mera Diksha nhi huya hai
@deepdevnath7239 ruclips.net/user/shorts5eh716inncY?si=1_SNu3XyG_mhWhNa
Bahut sundar bahut acche se explain kiya hai❤
Ma tripursudnari KAKARADI KALI ki sadhna aur kripa se hi shaktiman bani hain
Sabse Maine kya bola aapko samajh nhi aya kya mera pinned comment padhiye is video pe - Kali Ma waki sab Shaktiyon ki basis hai sabse suksh Prakriti lekin Unihi ka Aagla Stage Ma Tara phir Agla Stage Tripurari Sundari hai , Bato ko Logic ke sath samjhe
❤jai maa Kamakhya ❤️
We want more videos ❤😊
Bhairav chalisa Siddhi Par video banaiye
😊
Maa mantangi par video banayi...plz
Jai jai shree mahakala adesh 🙏
When initiating Neel Tara Sadhana, is it advisable to continue guru mantra prior to the sadhana?
Can you please make a video on MAA GAYATRI and her sadhna and comparison to the tantra sadhnas of the maha vidhyas ..... Please please please 🙏
Can i do this sadhna for a certain wish fulfillment?? Pls reply
Jai shree ram 🚩
Please make video on sadhna of hanuman ji for gaining siddhi ( to know past, present , future) ( Satwik sadhna ). And to gain blessings from Hanuman ji 🙏
Vedio is very informative but it's always better to do any sadhana with the blessings and presence of guru...for an ordinary person just bhakti and seva is important...mantra tantra sadhana path is not for everyone..this is purely my opinion 🙏
All the Sadhnas and mantra shown in the video are normal practices that a person can do daily fo rest of his life , Guru Mantra provides the Consiousness which make a sadhna safe , The More Consiousness you will collect the safer the sadhna will become , and there are thousands ways to collect sadhna. But one more thing is of be noted here that if you are going in very advance sadhna which is being done to achieve a certain result then there is a physical guru needed .
@@Way2Beyondread Tantra shastras and especially Kularnava tantraraja which states that no mahavidya mantras can be done without the presence of a learned guru , Nama mantras like "Kali Kali" are safe , nothing except that can be done .
@@Bhavaniputra Then First Read What is A Guru and What is a Guru Mantra does , And What is Chetna
@@Way2Beyond I've read it sir , there are multiple types of guru , and ik what chetana is , that still doesn't answer my points
@@Bhavaniputra You clearly don't know about chetna the way your answer is - Chetna hone ke karan hi koi Shakti shant avastha mei hoti hai , Jaise Ma kali ke niche shiv hai (Chetna) tabhi ma kali sthir hai , agar chetna hatadenge to wapas yudh avashta mei aajayengi devi . Aur Yahi Maine video mei bataya hai Guru apni jama ki Hui chetna sisya ko deta hai , aur Isi wajah se koi sadhna ka surakshit hona sambhav hota hai , Aur Chetna ko Jama karne hazaro tarike hai . Aur yahi video meine samjhaya hai , lekin iska matlab ye nahi koi bhi bahut advance sadhna kar sakte hai isi chetna se , uske liye bhautik guru hote hai . Lekin normal Sadhna apni jama ki Hui chetna se karna sambhav hai
Coool Bro. Tvom Pragatim Bhavah...
Who are guru today is it possible please guide
Great video
Great knowledge
i think we need a paticular session on goddess tripura sundari
Yes, I am also thinking about that.
your video editing and knowledge is awesome i cant wait for your video on goddess radha
Very soon but for now Kumari and sodasi is Radha
@@Way2Beyondwho is Kumari ?
radha is fake bro move on
@@ayush5583not completely but, how do you know ?
Exllent bro hare Krishna
Jay shree ram❤ mein iss amavasya ko ek beej mantra hanuman ji ka jap kiya tha 6hrs tak , toh kya ye sidhh hogeya he , or hua he toh kese pata chalega bataye ....sita ram ❤
Exllent editing bro
please bhaiya can you also make video on hanuman sadhana including hanuman mantra ,chalisa which can be done without a guru and if we use mala for mantra jaap is it necessary to have mala sanskar on mala
Shree nath ji guru ji ko alakh adesh 🙏
Shree rudranath ji guru ji ko alakh adesh 🙏
Ranchi wale bhairav maharaj ji ko alakh adesh 🙏
Maa bhagawati kali ko alakh adesh 🙏
Adesh adesh adesh 🙏🙏🙏
maa kali ki sadhna me jab ye 42 days complete hojayenge uske baad kya karna hai
devi matangi ke bare meh bhi video bana dijiye
bro please make a video for maa baglamukhi sadhana
Maa mantangi par video baayi plz
Guruji kya ham alag alag sadhna kar sakte hai kya
Bhaiya Maa Bhuvaneshwari aur Maa chinnamsata ki Sadhna bataye. Me Bheek maang ta hoon
गुरुजी मै सिर्फ सीताराम नाम का जाप करता हु नीम के मला मे क्या ये मंत्र सही है
आप जो कर रहे हैं वो ही सब मंत्रों का सार है
Jai Siya Ram
Aur bhramcharya ka kya role hai
हर हर महादेव | कोई भी महाविद्या शिव जी के कृपा के बिना सम्पन्न नहीं है और गुरु दीक्षा अनिवार्य है | ॐ ह्रीं नमः शिवाय | स्वयं से कोई भी साधना कभी नहीं करे | ये कोई मज़ाक नहीं है | बस भोले नाथ के शरम मे रहे और उनकी भकती करे | कोई विशेष साधना करने की आवश्यकता नहीं है | ये बाते सुनने मे अच्छी लगती है | बस श्रद्धा भाव से भकती करे | ॐ ह्रीं नमः शिवाय | कोई भी महाविद्या स्वयं से कभी नहीं करे |
Pahle Shiv ka Alsi Maltab kya hai ye Aapko pata hi nhi hai , Bholenath kisko bol rahe hai ye pata hi nahi hai , Shiv ka Vastik Matlab Chetna hai , Aur Chetna abhi is Wapt Maujud hai jiske wajah se aap mei aur pura bhramand jivit hai , Lekin Prakriti ke piche chipi hui hai chetna , Aur Usi chetna ka Aage kaise Lana hai meine bataya hai is video mei
@@Way2Beyond भाई माफ करे , मेरा मतलब आपकी कथन पर नहीं था | मेरा कहना इतना ही है की भकती भाव से शिव शक्ती की आराधना करे | साधना करना कहा हम आम इंसान से होगा | इसीलिए महादेव ने भकती का सरल मार्ग दिया है जिससे शक्ती की भकती भाव पूर्ण उपासना करे | हर हर महादेव | ॐ ह्रीं नमः शिवाय | मे हमेशा ह्रीं बीज रखके नमः शिवाय कहता हूँ | जय माँ भुवनेश्वरी |
@@samaysuyog2706 Ji Sahi Kaha Aapne
What about Devi matangi
Editing mast haiii ( ajkal hamari chetna inti kam hogayi hai ki spirituality ke channel pe bhi editing zazuri hai😢
Nahi balki jiske paas chetna nahi hai wo editing writing in jaise kaam nahi kar sakta... Jo Channel Spritual ho aur us byakti Mai kalatmak abhi byakti Naa ho samjh lo vo dhong kar raha hai, ussmai chetna ke Kami hai.
@Way2Beyond ji
How to contact you?
Dhan kaise prapt karen Adhik Matra mein aur Dhan Ka Rahasya kya hai Amir Kaise Bane yah batao bro
chetna badhao aur usse chetna se kuch develop karo dhan anee laega
Can we eat non veg and do all This or we should stop eating non veg?
unless you are not a bam margi aghori... and doing this sadhna for
fierce power you should not eat non veg..
But you did not explain how to make through without guru deeksha
video mai saaf saaf kaha hai agar guru ke bina sadhna karna chahte ho... to vo chenta develope karo jo guru dete hain ,,, jaise maa kali kee liye apne man ke prati chaitanya raho... maa tara mai dhwani ke prati chantanya raho jo man ke andar chal rahi hai aur jo bahar se sunai de rahi hai... maa tripur sundari kee sadhna mai nature kee khubsurat chizon ke prati chaitanya raho... jaise surya uday surya ast... sub kuch chetna pe tika hai... uske baad jaise sadhna karte hai viase karen... jaise phele jal snan, phir agni snan, phir vau snan,,, ispe maine bhairav sadhna bale mai video bananya hai kee puja kaise karte hain
Bro maha Vidya mahamaya mahamai choose you ❤you are not able to choose her
Exactly
Bilkul nahi , Pahla Kadam khud badhana parta hai , uske baad jab unki dhristi manusye pe aati hai tab vo alag alag gyan ka margadarshan Kara ti hai. Khud , Agar Vo khud chunti sabko to abhi Puri Dharti pe Sab sadhna kar rahe hote , Aur Koi Adharm nahi ho raha hota, Sabse pahle Ye samjhe ki Koi Uper baithke Dharti control nhi kar raha hai Jo hai manusye ke ander hai - Shakti bhi aur Chetna bhi .
बिना समर्थवान गुरु के कोई साधना नहीं करनी चाहिए ।। नाम जप, स्तोत्र , स्तुति आदि कर सकते हैं ।।
Pahle Guru , Guru mantra ya chetna kya ye samajhne pe dhyan de
4:37 wo picture koi social par share kardo please
Kya ham bhairav sadhna ke sath ye kar sakte hain???
Bhairav sadhana ke bina ye aur ye bina bhairav sadhana ke adhuri hai shakti aur shiv ki sadhana hmesha sath hoti hai nhi to kuch bhi fal nhi milta hai
@alleditz2580 thanks
Par maine suna hai mantra khilid hai aur bina sudhikaran ya guru ke mantra work nahi karte.
Kya aap guru diksha dete hai?? Please reply
Deta hun, par aisha karna online possible nahi hai.
@Way2Beyond agar maa kali ka kirpa raha to jaise mera paper khatm hoga April mein mai aap ke pass aaunga 🙏
But jab mai maa kali ki sadhna kari thi tab ek dum se lustful thoughts aagayr thay esa lag ra tha ki koi rok raha hai sadhna karne se to uska kya solution hai
Mai kuch sidh pana chahata hun
Grihasth ko kyu nahi karna chahiye sir
koi samsya nahi hai bus ye shsakiyan ghar samaj inn sub se bahar kar deti hain byakti kee chetna udit karne ke liye
Can one person learn many sadhna
No , you won't be able to do even one sadhna correctly, atleast Stick to the One sadhna for 1 year . After the Depends on your guru that what sadhna if you will do next
Go and read kakaradi kali sahasranam how tripursundari did sadhna of kakaradi kali gained all her powers
First Go and See Universe created in which order
@ i very well know how primordial genesis happened ( go read LINGODBHAVA KATHA & MAHAKAL SAMHITA all 6 volumes )so called self proclaimed youtubers like you who know nothing but strive to pollute shuddh dharma by their half baked fabricated third hand wisdom !
Tripurasundari born out of navel of sadashiva is (brham granthi )of samba sadashiva representing the creative potential of shiva thats why shiva is called shri grabha & Adyakalika is rudragranthi of sadashiva representing the calibre of dissolution & liberation while sadasdhiva in form of ISHAAN & DAKSHINAMURTHY are the themselves progenitors & perceptors of 10 mahavidyas
Sadashiva is far beyond mahavidya realms sadashiva is beyond dualities of vidya & avidya
All the saptakoti mahamantra ( 7 crore mahamantras) of all devtas + mahavidyas accumulated together get reduced to mere Panchakshari mantra ( namha shivaya) u should be well learned before dispensing wisdom to common folks
Both are same
Sahi guru milte hi nahi. Aap sadhna detail me batYe
Yatha Kali Tatha Tara Tatha Chinna Chakkuluka
❤ bhaiya ghor Kalyug a raha hai maine Mata bagalamukhi ki Puja sabse jyada dakshin Bharat mein dekhiae lekin Google yah batata hai ki Himachal Pradesh mein sabse jyada Hoti hai bagalamukhi Puja Sanatan Sanskriti ko mitane ke liye internet bahut bada yogdan de raha hai kripya uske vishay mein aapko apni video mein bataen ki man bagalamukhi ki Puja sabse jyada dakshin Bharat mein Hoti hai Kai logon Ko Maine Kai ghantv Sadhna karte hue dekha
Dakshin Bharat mai baglamukhi ji ke pratyingra swaroop ki pooja adhik ki jaati hai jabki Himachal mai saumya swaroop ki. Maa baglamukhi ka sabse jyada jaagrit mandir Himachal ke kangra distric ke bankhandi village mai hai
Saumya roop kaise ho skta hai prachand shakti hai wo or mp ke nalkheda mai sbse jyda hawan puja maa baglamukhi ki hoti haai @@yogeshaggarwal2107
Bhaiya meri age 15 hai,aur main Durga maa ke 32 names ka 3 times jaap karti hu without mala kya ye sahi hai?
It is safe you can continue
Thankyou 😊
bahut acchi baat hai inte kam ayuu mai app maa durga se jud rahi hai. app jivan mai bahut aage jaye bhagwati kalyan kare
Thankyou Bhaiya 😊
Om namah Shivay 🙏
Aapke guru kon hai?
AghoriAtulNath
@Way2Beyond mujhe bhi sadhna karni hai .. guru ki jaroorat hai
😮😮😮
Guruji aap ke video ka notifications nhi aata hai
Notification bell on kijyea
@Way2Beyond mai aap ka video raat ke 1 baje dekha tha lekin notification subh show ho rha hai
@@SatyamPal-mb1kz RUclips me bahut sara glitch hote rahta hai aaj ke din
Periods ka kya kre??? Pure 90 days Mai to gaap aajayega fr
Bich mei 11 din ka gap leke sadhna kar sakte hai
@Way2Beyond to devi naraz to nhi hojayengi Naa ?? Gap k kaaran?? Kyunki periods mai pain ki vjah se mansik jaap k liye b nhi baitha jata body ikdum lazy hojati hai
@@GreyyIshh1176 bilkul nhi , mahila jab bhi sadhna karti hai to bich me gap le kar hi karti hai , Ye Koi politics nahi ho raha hai ki Mahila ke prakritik gun pe Naraz ho jayegi devi ,
21 11 dys lker kro
In simple words, each Mahavidya holds "infinite" amount of energy (For eg: Nuclear bombs have had yields between 10 tons TNT (the W54) and 50 megatons for the Tsar Bomba. A thermonuclear weapon weighing as little as 600 pounds (270 kg) can release energy equal to more than 1.2 megatonnes of TNT (5.0 PJ).) Can you imagine now?
So this is the very reason why you need a highly qualified "bonfide Guru" to teach you from the scratch on how to handle such raw and wild Energies of Nature. These energies have the potential to equally Create, Sustain and Destroy the entire creation in no time, because the TIME (Kaal) itself is under their control. It just depends on the handler (Tantrik) how they handle them. These energies are unforgiving and they don't play around. Even a slightest mistake will result in a devastating end because they more than a "Mother" and your "Bhava." so please do not invoke them without a "Physical Guru." Why?
When there is bonafide Guru then their "Guru Mandala" is always present in a subtle body to support and protect them through which even the Sadhaka is protected which means, you directly come under their wing. Even if there is a mistake they will make sure that you do not experience it's backlash. So the Guru and the Guru Mandala will always protect and guide you.
Shree Matre Namah 🙏
First of All Your definition of Mahavidya and Guru is totally wrong - Nobody Here is to destroy - if that was the case here then Indians would be the most advanced race in the universe -
10 Mahavidya are - 10 levels of Creations or Prakriti from Sukshma (unphysical) to Sthoola(Complete Physical) -
The First Thing That happened in universe after big bang is Time - Time is the most sukshm aspect of nature without it there would no Prakriti of Physicality - It is the basis of every creations in the whole universe - That's why Ma Kali is basis of every Shakti and that's why she is first in Mahavidya - After this the universe started expanding itself in the form of sound which is the second most subtle form of creation , So this expandation of Prakriti is Ma Tara that's why she is most associated the Sound . After this expandation Beutiful creations started forming like galaxy and nebulas and This is beautiful part of Prakriti is known as Tripura Sundari means the the beautiful part of creation - This three are the most basic and primary stages of creation that's why these three are the Mahavidya others are vidya like After this planets and lifeforms started forming so we call her bhuvneshwari - these practices will awaken that certain stage of creation in your life - So this is the actual meaning of Mahavidyas , please don't compare them to human made weapos , Just Look the Starting point of Universe then Last point of creation from subtle to physical, it's in front of eyes .
2nd - Don't Think a Guru fights with this Shaktis like Super hero to save you - these are just fairytale thoughts
A Guru gives you Consiousness boost - It's the Consiousness which keeps your sadhna safe - A guru adds shiv tavta or chetna tavt in the Shakti which makes a sadhna a safe - and I already talked about this in the video and there are thousands of ways to collect Consiousness - and with This Consiousness you can do normal Sadhna but for more advanced sadhna you need a physical guru . I hope your doubt is cleared now
Mara zaoyoge
Tum apni Comicbook wali duniya mei jite rahoge, naahi chetna ka gyan hai naahi shakti aur guru ka
| ह्रीं क ऐ ई ल ह्रीं | ह स क ह ल ह्रीं | स क ल ह्रीं |
Bahut Gyan hai aapke paas dekhta hun jab bhee comment karte ho.. kuch aisha likhte ho jo sirf ek sadhna karne bale ko hee pata ho sakta hai. Jai Sri Mahakal Adesh 🌼
@Way2Beyond धन्यवाद भाई। । में खुद ज्ञान के यात्रा पर हू । मनुष्य बना है इन पांच तत्वों से । हमें शिव और शक्ति तत्व को मंत्र के माध्यम और शिवजी के जलाभिषेक द्वारा कृपा प्राप्त करनी है । मेरे लिए एक ये ऐसी यात्रा है जिसके लिए एक जन्म भी काफी नहीं । ॐ ह्रीँ नमः शिवाय ।
@Way2Beyond भाई जी , शिवलिङ्गं पे जलाभिषेक कारते वक्त जो शान्ति और सुकुण मिलता है वो मे शब्द मे नही बता सकता । में एक सामान्य मनुष्य हु । साधना और साधक बनना मेरे बस की बात नहीं । और यहां गृहस्थी में परिवार की समस्या है । साधना और योगी तो वहीं बन सकता है जो सबसे परे एक जीव सदाशिव शिव शक्ति के शरण में लीन हो जाए । गृहस्थी में जीवन तो माया से जड़ गया है । फिर भी कोशिश करता हु की परे रहु । शादी हुई नहीं पर घर में माता, पीता, काका और मेरी बहन जिसका तलाक हुआ और उसका लड़का भी यही पे रहता है । घर पर तो है ही तंत्र बाधा । पर फिर भी महादेव और माँ भुवनेश्वरी की कृपा से चल रहा हूँ।
Maa tripursundari ke ye beej mantra prakash na kare 🙏
@Virupakshya1008 भाई जी हर हर महादेव । ॐ ह्रीँ नमः शिवाय । ये मन्त्र माँ त्रिपुरा सुन्दरी माता षोडशी का है । जय माँ त्रिपुरा सुन्दरी राज राजेश्वरी षोडशी ।
Kya.... Talwar ??? Wo MAA TARA hay.... Ar MAA KALI kay haath may KHARAG hay .
haan gadhe bus yahi karte raho... talavar hai ke khadag hai yahi karte raho ... vastavik gyan jo iss video mai de raha hun uspe baat mat karo yahi karo tum ....
@Way2Beyond yar .. bura mat manna but maa kali , Tara, Vadrakali, kattyani , syamakali , samsankali , krisnakali , falharinikali , swetkali , pitambaramkali , chamunda kali , hansakali , kapalini , bramhamayi kali , pisachkali , sahasravujakali , astavujakali , dasavuja kali kubjikali , dakhinakali , bamakali , patalkali , dakatkali ,addyakali etc in sabka bij mantra, pujakram alag hay.... Bas yahi bata Raha tha....
Mahakali or tripursundari me koi bhed nahin hai yatha Kali tatha Tripura sundari Kali ek Swatantra Shakti hai use Shiv ki jarurat nahin hai sabse jyada kathin aur jatil Sadhna Kali or Kali kul mein jo Mahavidyalaya sabse kathin unki Sadhna hai Tripura sundari ki sadhna saumya hai koi bhi kar sakta hai par isi siddha hone me kafi samay lagta hai kyuki sab se jada retule shreevidya me he hai video banane ke chakkar mein Kali or tripursundari ka bhad na kare
Bilkul Galat bola Aapne Ki Kali ma ki sadhna mei Shiv ki jarurat nahi hoti - Pahle Khud Dakshina Kali ki Chitra dekhiye - Sabse Pahle Brahma Vishnu Mahesh (rudra ) Sadashiv ko udhaye hue hai phir Sadashiv Mahakal ko Phir Unke Uper Ma Dakshina Kali hai - Dakshina Kali ki shakti ko hold karne ke liye shiv ya chetna ke itne rup hai aur Aap bol rahe ki Kali ma ki sadhna shiv ke bina h shakti hai . Tripura Sundari se pahle aatmgyan ke stage pahucha jata hai aur aatmgyan tak mahakali hi le jati hai , Har Shakti ka basic MahaKali hi hai , Leki Sab Shakti aur Chetna alag alag stage hota hai Aur Tripura Sundari ya kamakhya vo stage jab Shakti aur shiv ek bindu mei sampurn ho jate hai , Koi Uper niche nahi , Lekin Har Shakti ki basis rahegi Ma kali hi hi , Ye Sab Meine video mei batadiiya tha pahle hi .
@@Way2Beyond aapne bilkul sahi kaha. Sri shiv ka chintan bhi utna hi mahatvapurn hai devi tak pahunchne ke liye ,aur ye bhai kaha raha hai ki sri tripurasundari ki sadhna saumya hoti hai 😂😂 ,inhe pata hi nahi ki sri tripurasundari kaula maarg mei bhi puji jaati hai ,aur maa kamakhya usi ka udhaharan hai. Tripursundari ki sadhna koi bhi kar sakta hai ……… wow nice joke 👌🤣 .bhale hi koi bhi maarg ho samayachara se veerachar se kaulachar tak ,sadashiv ki kripa anivarya hoti hai . Sri matre namaha . Sri umamaheshwaraya namaha 🔻🔺🙏
@@AnantkrishnaPareek Bhai aap ka kaunsa marg hai mujhe pata nhi me khud shreevidya sadhak hu or usi hisab se bole hu shreevidya sadhna koi bhi kar sakta hai khadakmala or panchadashi or balatripursundar ka mantra guru diksha lena ke baat hota hai shreevidya me Kai Charan hai or yeh saumya sadhna hai dakshina char se diksha le kar koi bhi karsakta hai ,or ek baat aap jo hasne ka emoji laga rhe ho mera baat ka hassi aa rhe hai acha se hass lo
@@Way2Beyond sadhna ka antargat bharav ki sadhna ki jati hai par Kali ki shakti khud he purus pradhan hai unhe shiv ki jarurat nhi woh swayam Purna shakti hai or kail ki puja bohat jatil hai or shreevidya saumya hai or jo Kali ka nicha sab swarup shiv soya hua hai woh kaun. Hai woh Janne ke liya aap sadhna karne ke baat he pata chlega woh asal me kaun hai or woh anubhav se pata chlege me Kali Mata ko Purna bramha Manta hu or Kali ko shiv ki jarurat nhi hai Kaliswayam shiv hai Kali tantra me shiv ke bharav ki jarurat padti hai or tripursundari me bhi dakshinamurthy shiv ki jarurat padati hai
@@people4094 deeksha koi bhi le sakta hai , par kya voh deesksha sarthak hai .kya guru satya hai, deeksharthi bhi koi aise hi nahi bann jata hai ,purv janmo ke guno se banta hai, aur baat rahi bhagwati ki toh mei yeh kaha raha hun ki sri lalita tripursundari ki upasana ke kayi marg hote hain ,aur sri vidya unme se ek hai . Dakshinachara mei sri vidya bhi aise hi hahi mil jaati hai ,sirf diksha lena hi gantavya nahi hai .maa se sampark staaphit karna imp hai, aur voh shiv ke bina nahi ho sakta hai . Aur agar dusre nazariye se dekhe toh maa adiparashakti lalita parabhattarika ,shiva swadhina vallabha hai parantu vahi lalita shivashaktieyka rupini bhi hai . Mera sirf itna kehna hai ki koi marg kisi maarg se chota bada nahi hota hai .haan par kaula maarg sarvashreshta hai .
Balwasss videos

🙏