बहुत ही सुंदर जी❤ मेने भी यही किया, घर देहरादून में मंसूरी रोड पर घर बना लिया जी, क्योंकि दिल्ली ,हरिद्वार, मसूरी से पास था मेडिकल सुविधा भी उपलब्ध थी,
aap hume bhi bathiye hum kase ghar le sakte hai yaha aur safe kitana hai kiya apko medical problem ho jaye to aap kase manage karge yaha par ye bhi bathiye asa ghar yaha kis price m milega
Ghar ke baare me bahut darte comments hai isliye hamne socha hai ek video is par banayenge jisme saare viewers ke questions ke answer honge. Medical ki choti moti facility to aas paas mil jati hai par emergency me Almora, Naintal yaa haldwani jana parta hai jo 2 se 2.5 ghante ki drive par hai. ❤️❤️💐🙏🙏
One family can buy 300 sq.yard land for residential purpose in Uttarakhand. You need to have a contact in the area where you want to buy a land so that he can guide you for the same.❤️💐
@@Life_60 Haan aur sare adhunik sansadhanon se 15-20 saal pahadon ki umar kam ho jaati hai, wo chalta hai, use and throw, jab sarvnaash ho jayega to paise ke dum par kahin aur badiya jgh chale jao uska sarvnaash karne ke liye.....
@bipins dusro ka raasta rokne me lage rahoge to jeevan bhar dukhi rahoge. mujhko to aisa nahi lagta yeh log pahado pe kahi gandagi faila rahe hai. Shanti se khushi se reh rahe hain, jisko dekh ke sabko accha lagna chahiye.
Beautiful place nice lif👍👍
Thank you ji 💐💐❤️❤️👋👋
बहुत ही बढ़िया और सुंदर जीवन आपलोग जी रहे हैं। अद्भुत प्राकृतिक सौंदर्य से लबरेज नजारा है मुक्तेश्वर का।
Sach me Mukteshwar bahut hi sunder aur nature se bharpoor jagah hai🌷🌷❤️❤️
Nice ❤❤❤
Many many thanks
Very nice vlogs
Thank you so much❤️❤️Stay connected🙏
Good work out 👌👍😅
Thank you 😁
AAP bohat kismat wale hain ❤❤
Aapko sadar parnaam 🙏🏻🙏🏻
Dhanyawad Gulshan ji ❤️❤️💐💐
@@retiredpunjabi1547 ❤️🙏🏻🙏🏻❤️
Bht maza ata h ap ko dekh kr ..
Thank ji, Stay connected and be healthy and happy❤️❤️
Very nice video thanks ❤
So nice of you❤️💐🙏
Nice vedio sir ji enjoyed
Thank you ji❤️❤️💐💐
Awasome great or super
Thank you so much 😀
Wah ji wah mast life
Thank you ji ❤️❤️💐💐
Must life 👍
Thank you so much ji , stay connected♥️♥️
Ashli retirement life aap hai enjoy kar rahe ho ❤
Thank you ji❤️❤️💐💐
Nice
Thank you so much
👌
❤️❤️💐💐🙏
❤❤
❤️❤️🙏
Both of u r an inspiration ❤, Myself Meena Dobriyal,a pahadi,abhi Delhi mei hain.Aapse puchna tha,ye land aapki hi hai ya phir purchase ki apne
Meri wife bhee Uttarakhand se ek Bisht family se hai unki apni jammene to Almora me hai. Ye hamne purchase ki thee.❤️❤️
बहुत ही सुंदर जी❤
मेने भी यही किया, घर देहरादून में मंसूरी रोड पर घर बना लिया जी, क्योंकि दिल्ली ,हरिद्वार, मसूरी से पास था मेडिकल सुविधा भी उपलब्ध थी,
Very good decision, keep smiling💐💐
You are nature lover ,great❤
So nice of you♥️♥️
Plum ke ye trees aapne kitne saal pehle lgaye the
Lagbhag 7-8 saal purane hai. 💐💐🌷🌷🙏
Konsi jagah hai sir ye jahan aapka bangla hai
♥️♥️ Mukteshwar, Distt. Nainital me hai hamara Retirement Home, bahut hi peaceful location hai♥️♥️🙏
Nice 😊 ye kounsa village h
Seetla ‘Mukteshwar, Dusty Nainital. 💐💐❤️❤️
ये सारी कितने वर्ग फुट जमीन है।सर
Meri wife Uttarakhand se hi hai aur unhi ki hai ye land jo ki lagbhag 3 Nali hogi. ❤️❤️
@@retiredpunjabi1547 very very thanks for replying
aap hume bhi bathiye hum kase ghar le sakte hai yaha aur safe kitana hai kiya apko medical problem ho jaye to aap kase manage karge yaha par ye bhi bathiye asa ghar yaha kis price m milega
Ghar ke baare me bahut darte comments hai isliye hamne socha hai ek video is par banayenge jisme saare viewers ke questions ke answer honge.
Medical ki choti moti facility to aas paas mil jati hai par emergency me Almora, Naintal yaa haldwani jana parta hai jo 2 se 2.5 ghante ki drive par hai. ❤️❤️💐🙏🙏
Exact location kis jgha pr hi. Sir y villa apka
Seetla, Mukteshwar ❤️❤️💐💐🙏
Kaun sa location hai ye please 🙏
Mukteshwar, Uttarakhand❤️💐
Sir aapko kaise mil Sakta ?Kuch Advice Chahi.
Thank you so much for connecting. ♥️♥️ Aap kaha rehte hai?
@@retiredpunjabi1547 🙏 sir Delhi
❤ how to buy this land 🙏 please give some information about this property
One family can buy 300 sq.yard land for residential purpose in Uttarakhand. You need to have a contact in the area where you want to buy a land so that he can guide you for the same.❤️💐
Thank you
Ap dono me bhut himmat he
Ap dono akele rhte hein?
Thank you so much♥️♥️🙏
Very nice video. How to buy property in Mukteshwar, can you please guide
One family can buy 300 Sqyard land in Uttarakhand. Better if you have a contact in the area where you want to buy a land, to avoid any fraud.❤️❤️
Sari shehr ki suvidhayen, fir kya fayda pahadon pr rehne ka, fir to shehron mein hi raho aur pahadon ko swach aur saaf suthra rehne do....
we are planting so many trees and trying to keep the envirement clean . You are concerned for it , so nice of you.❤️💐
I too wants to live here ,can you guide me please
Shehron mein pahad aur uski vadiyan kahan se laoge, 15-20 saal umar bad jaati hai in vadiyon mein