Log kahte h arjun kitna lucky h jo usko ye roop dekhne mila... Par ye bhul jate h ki arjun ka caritr vesa tha ki bhagwaan ko apna roop dikhana pada... Vo lucky nahi h.. Usne ye kamaya h Isliye kahte hai.... "arjun jesa bano, Bhagwaan apne aap mil jaenge " 🥺
11:56 the slokas are so on point as well! BG 11.5: “paśhya me pārtha rūpāṇi śhataśho ’tha sahasraśhaḥ nānā-vidhāni divyāni nānā-varṇākṛitīni cha” (The Supreme Lord said: Behold, O Parth, My hundreds and thousands of wonderful forms of various shapes, sizes, and colors.) very well directed in the show❤
धन्य हैं वो नर अर्जुन जो नारायण के परब्रह्म रूप को देख कर भी अपने पैरों पे खड़ा रहा। यहा सामर्थ्य नहीं पूरे समर्पण के साथ कई जन्मो के पुण्य कर्म और केवल धर्म की जरुरत होती हैं। किसीके बाहुबल में कहां कमी थी? महाग्यानी रावण प्रभु श्रीराम से और कर्ण समेत अनेक महान योद्धा नर स्वरुपी अर्जुन के केवल चरित्र से पराजित हुए थे। जय शिवनारायण 🙏 guess my age
Hey parbrahma parampita parmeshwar vishwaroop anant koti brahmaand ke swami aap ki sada jay ho. Om namo bhagwate vasudevay namah. ❤️🪷🙏 Om namah shivay. ❤️🙏🔱 Shri krishna govind hare murari hey naath narayan vasudeva. 🕉❤️🙏
Sometimes i wonder how it must have been for real. Arjun saw every god, and everything, and krishna in each of them. It was as if he was given the vision to see all creations in one glance.
@@sparsh__bhardwajKisiko nahi hota Parambrahm Shri Krishna ke vishwaroop dekhne ka sobhagya, Arjun swayam Param Rishi Nar hain jo ki Bhagwan Shri Krishna ke sath humesha rehte hain, isiliye Arjun ko ye sobhagya Mila unki vishwaroop dekhne ka
At that time only Arjun, Sanjay and Hanuman ji saw the vishwarup of lord Krishna (Barbarik is in only Skanthpuran and Brahmavaivarthith puran. Not in Ved Vyas Mahabharat)
Yaha Arjun ne thori chalaki kar di 😉 akhirkar dekh hi liya parmatma ka visvrup jiske darsan devtao ko bhi bahut muskil se hota hai Jai shree krisna❤❤🥰🙏
Ek hi jeevan mai Bhagwan Shiv aur Ishwar ke Vishwa Roop ke darshan, Shri Krishn ke sakha hone ka saubhagya, jeevan ke dauraan hi Swarg mai vaas karna, Gandharva Shresth se mitrata, Devi Swarglakshmi( Draupadi) aur Yogmaya (Subhadra )ko patni ke roop mai prapt karna aur Chandraputra Varchas (Abhimanyu) ko putra ke roop mai prapt karna. Kisi sadhaaran vyakti ko yeh sab mil hi nahi sakta, swayam Rishi Nar ke Avatar Savsyasachi Arjun❤
Karna arjun ke bhai the sirf iseleye karna ko samman dete hai log warna dono ka comparison hi nahi karna chahiye ek tarf karna ko bhagwan ka virat rup tak nhi dikha tha(jo sabha me sirf dronacharya , bhisma aur vidur ji ko dikha tha ) wahi arjun ko vishwa rup dikhaya bhagwan ne jise devta bhi aasani se nhi dekhpate
@@spyjod07jhooth bolkar gyaan liya....aur parshuramji to ansh avatar the insaan roop me....arjun ko to swayam narayan aur mahadev ke Darshan hue aur unse shiksha bhi li
@@spyjod07Aree bhai jiski jo icha ho woh pasand kro, isme behes kyon krte ho sab. Mere liye Karna better hai, uske liye Arjuna. Krishna ji ke marg par woh bhi chalta hai aur mai bhi, toh isse kya fark padta ki kon kisko jyaada like kre
Finally apka background picture...vastav me samne a gya screen pe 😅😊 Ye Visvhroop to fir bhi ek manushya ki imagination hai... Socho actual vishvroop kesa hoga 🥺🥺
Arjun na sirf yuddha kala balki almost har chej me shresth tha uske karma bhut acche the aur log karna ko sirf uski caste ki bajahe se pasand krte hai aur be matlb use sarvshrest bolte hai balki sarvshrest wo hota hai jo har chej me accha ho
it is not real just imagintion of director mein sirf roop ki baaat kr rha hu isme jo dikhaya h ki ek sar shiv ka sabhi devta ka etc but beautifuly tried to show in reality it is not posssible to describe parbhrm in words picture etc even devta bhi puri tarah se smjh nhi paate unhe bhi bhut mushkil se darshan prpat hote h arjun kitna lucky tha
Bete asli Mahabharat padh lena Bhagwan ki vishwaroop me sab charachar jagat samaya hua tha aur yahan keval ek Chhota sa bhag hee dikhaya gaya hai Vishwaroop ka kyunki pura dikhana asambhav hai aur agar Bhagwan Shri Krishna khud ko Paramatma nahi kehte toh ye sabit nahi ho jaata ki woh paramatma nahi hain, kyunki woh vastav me Parameshwar Paramatma hain isliye woh chahe kahen ya na kahen iss se kuch bhi farak nahi padta aur tu Karna ka najayaz aulad 1 din pehle fake I'd banake aagaya yahan bakchodi karne, adharmi karna ka chamcha giri karne, lage raho Munna Bhai 😂
He his parabrahm he knows that for whom he needs to show his viswaroop and Arjun is nar and lord Krishna is swayam Narayan so he showed his viahwaroop to arjuna don't say supeeme lord as durt.
Log kahte h arjun kitna lucky h jo usko ye roop dekhne mila... Par ye bhul jate h ki arjun ka caritr vesa tha ki bhagwaan ko apna roop dikhana pada... Vo lucky nahi h.. Usne ye kamaya h
Isliye kahte hai....
"arjun jesa bano, Bhagwaan apne aap mil jaenge " 🥺
11:56 the slokas are so on point as well!
BG 11.5:
“paśhya me pārtha rūpāṇi śhataśho ’tha sahasraśhaḥ
nānā-vidhāni divyāni nānā-varṇākṛitīni cha”
(The Supreme Lord said: Behold, O Parth, My hundreds and thousands of wonderful forms of various shapes, sizes, and colors.)
very well directed in the show❤
धन्य हैं वो नर अर्जुन जो नारायण के परब्रह्म रूप को देख कर भी अपने पैरों पे खड़ा रहा। यहा सामर्थ्य नहीं पूरे समर्पण के साथ कई जन्मो के पुण्य कर्म और केवल धर्म की जरुरत होती हैं। किसीके बाहुबल में कहां कमी थी? महाग्यानी रावण प्रभु श्रीराम से और कर्ण समेत अनेक महान योद्धा नर स्वरुपी अर्जुन के केवल चरित्र से पराजित हुए थे। जय शिवनारायण 🙏 guess my age
Har har mahadev
Hare Govinda hare murari
Hare Krishna hare ram
Hey parbrahma parampita parmeshwar vishwaroop anant koti brahmaand ke swami aap ki sada jay ho.
Om namo bhagwate vasudevay namah. ❤️🪷🙏
Om namah shivay. ❤️🙏🔱
Shri krishna govind hare murari hey naath narayan vasudeva. 🕉❤️🙏
Sometimes i wonder how it must have been for real. Arjun saw every god, and everything, and krishna in each of them. It was as if he was given the vision to see all creations in one glance.
Very very lucky. Sabko Vishwaroop dekhne ka saubhagya prapt nhi hota
@@sparsh__bhardwajKisiko nahi hota Parambrahm Shri Krishna ke vishwaroop dekhne ka sobhagya, Arjun swayam Param Rishi Nar hain jo ki Bhagwan Shri Krishna ke sath humesha rehte hain, isiliye Arjun ko ye sobhagya Mila unki vishwaroop dekhne ka
Arjun was nar ansh of lord Vishnu .... afcourse he will se vishwaroop
Jagat ke Palanhar
Jai Shree Krishna 🌺
Om namo bhagvate vasudeva🙏😊🕉
At that time only Arjun, Sanjay and Hanuman ji saw the vishwarup of lord Krishna (Barbarik is in only Skanthpuran and Brahmavaivarthith puran. Not in Ved Vyas Mahabharat)
Thx for this valuable information brother!!!Jai Sri Krishna
Not sanjaya, he only see and listen the gyaan, not biswaroop, I think so, barbarik also seen everything
@@chandrikasahani5943 No. Sanjaya also saw the Vishwaroopa. He says it directly.
Sanatan dharma he Satya hai hare Krishna hare Rama 🕉️🕉️🕉️
Jay shree Krishna Jay shree ram jai hanuman
Krishna sada sahayte
Jai jai Shree Krishna 🙏🙏
Bohot hi adbhut dikhaya hai is show me vishwaroop🙏
jai shree ram
prabhu shree ram ki jai
jai jai shree ram
Yaha Arjun ne thori chalaki kar di 😉 akhirkar dekh hi liya parmatma ka visvrup jiske darsan devtao ko bhi bahut muskil se hota hai
Jai shree krisna❤❤🥰🙏
Arjun ki aagya ka palan krna Krishna ka dharm tha
@@SuperHeroArjun574 ek bar dil se bhagwan krisna ka nam lo tumhaara sara agyan dur ho jayega🐰
@@pragyarai6065Kya matlab 🤔
@@SuperHeroArjun574 matlb hi agr janana ho to bhagwan ki saran me jao
Tin bar bhagvan krisna ka nam lo and you will get your answer🙂
@@biswajitdas6654 Chup rho yrr, khud ki DP hai nhi aur mujhe DP change krne ki salah de rha hai. Mujhe Arjun pasand hai isiliye unki DP lagai hai
Finally nar ko apne narayan ke vishwaroop darshan hogaye🙏
Har har Mahadev 🕉️🔱♥️
Har har mahadev 🙏
Om Namah Baghwate Vasudeva 🙏🙏🙏🙏🙏
Joy shree krishna❤❤❤
💙💛💜 Maadhav 💙💛💜
My favourite is Karna and will always remain so but yes Arjuna saw the Vishwaroop jo Devtao ke liye bhi durlabh tha. Respect for Arjuna ❤
Vishwaroopam ❤🙏
Hari ka na adi ha na anth Hari. Anth ha pramupita ha
Jay Mahakaal 🕉️❤
Ek hi jeevan mai Bhagwan Shiv aur Ishwar ke Vishwa Roop ke darshan, Shri Krishn ke sakha hone ka saubhagya, jeevan ke dauraan hi Swarg mai vaas karna, Gandharva Shresth se mitrata, Devi Swarglakshmi( Draupadi) aur Yogmaya (Subhadra )ko patni ke roop mai prapt karna aur Chandraputra Varchas (Abhimanyu) ko putra ke roop mai prapt karna. Kisi sadhaaran vyakti ko yeh sab mil hi nahi sakta, swayam Rishi Nar ke Avatar Savsyasachi Arjun❤
Uff goos bumbs ❤🔥
Karna arjun ke bhai the sirf iseleye karna ko samman dete hai log warna dono ka comparison hi nahi karna chahiye ek tarf karna ko bhagwan ka virat rup tak nhi dikha tha(jo sabha me sirf dronacharya , bhisma aur vidur ji ko dikha tha ) wahi arjun ko vishwa rup dikhaya bhagwan ne jise devta bhi aasani se nhi dekhpate
Swaym bhagwaan hi the karn ke guru woh bhi bhagwaan vishnu hi the😂
@@spyjod07jhooth bolkar gyaan liya....aur parshuramji to ansh avatar the insaan roop me....arjun ko to swayam narayan aur mahadev ke Darshan hue aur unse shiksha bhi li
@@adityayadav-fq5lv🥰❤️👍
@@spyjod07Aree bhai jiski jo icha ho woh pasand kro, isme behes kyon krte ho sab. Mere liye Karna better hai, uske liye Arjuna. Krishna ji ke marg par woh bhi chalta hai aur mai bhi, toh isse kya fark padta ki kon kisko jyaada like kre
@@spyjod07aur Arjun ke guru swayam mahadev the Jo ki bhagwaan parsuram ke guru the
Finally apka background picture...vastav me samne a gya screen pe 😅😊
Ye Visvhroop to fir bhi ek manushya ki imagination hai... Socho actual vishvroop kesa hoga 🥺🥺
I am seeing you back side photo guys. And comparing with this serial viswaroop. 🙏🙏🙏🙏🙏🥹🥹🥹🥹🥹🥹🥹🥹Jai shree krishna!!!
I am from Assam
Arjun na sirf yuddha kala balki almost har chej me shresth tha uske karma bhut acche the aur log karna ko sirf uski caste ki bajahe se pasand krte hai aur be matlb use sarvshrest bolte hai balki sarvshrest wo hota hai jo har chej me accha ho
@@biswajitdas6654 bhai mai to bas batarha jo log arjun ko galiya dete hai aur bolte hai wo to lucky tha unhe batarha ki karma bhi baise karo
@@biswajitdas6654 This is the ultimate truth in life👍
it is not real just imagintion of director mein sirf roop ki baaat kr rha hu isme jo dikhaya h ki ek sar shiv ka sabhi devta ka etc but beautifuly tried to show in reality it is not posssible to describe parbhrm in words picture etc even devta bhi puri tarah se smjh nhi paate unhe bhi bhut mushkil se darshan prpat hote h arjun kitna lucky tha
Dushyasan ko apne dusta ke prati
samarpan keliye danda milega
❤❤❤❤⛳⛳⛳⛳🌹🌹🌹
🙏🕉️🕉️
jab sanjai ne shree krishna ji baat suni toh unhone kaha jis prakar shree krishna ji keh rahe hai uss shaili mai toh kewal narayan hi bool sakte hai
Aisa isiliye kyunki, Prabhu Shri Krishna hee Adi Narayana Paramatma hain
Yeah serial walo ki imagination hai ki roop aisa rha hua hoga,asli wala kisi ko nhi pata
Bhaii use samarpan ko andh nahi kahte.... Unko apne saro question ke answer ke bad.... Gyan rupee samarpan... Haii.... Jay shree krishna... 🙏
also react to mahabharat rap song😊
महाभारत सीरियल खत्म करने के बाद ..... अवश्य ही करेंगे 🙏🙏
Saheer Sheikh as Arjun ❤️ actor India muslim my idol😌🤲😘
Nizar Khan as guru Drona ❤safaq Naaz as kunti❤ Saheer Sheikh as Arjun ❤️ actor and actris India muslim and muslimah 🙏😌🤲
Ye virat roop karan ko nahi dikha sakta tha.. Apne aap ko bhagwaan kahta hai dhurt krishn
Bete asli Mahabharat padh lena Bhagwan ki vishwaroop me sab charachar jagat samaya hua tha aur yahan keval ek Chhota sa bhag hee dikhaya gaya hai Vishwaroop ka kyunki pura dikhana asambhav hai aur agar Bhagwan Shri Krishna khud ko Paramatma nahi kehte toh ye sabit nahi ho jaata ki woh paramatma nahi hain, kyunki woh vastav me Parameshwar Paramatma hain isliye woh chahe kahen ya na kahen iss se kuch bhi farak nahi padta aur tu Karna ka najayaz aulad 1 din pehle fake I'd banake aagaya yahan bakchodi karne, adharmi karna ka chamcha giri karne, lage raho Munna Bhai 😂
Bhai karna ko bhi dikhaya tha virat roop
He his parabrahm he knows that for whom he needs to show his viswaroop and Arjun is nar and lord Krishna is swayam Narayan so he showed his viahwaroop to arjuna don't say supeeme lord as durt.