Nahjul Balagha in Urdu - Khutba 3 - Khulfa e Salasa

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 28 дек 2024

Комментарии • 10

  • @mahezia2791
    @mahezia2791 3 месяца назад

    Ya Allah...!!! Hamey ALI. AS jesa rah numa or leader ata farma😢😢😢😢😢

  • @masooma1103
    @masooma1103 7 месяцев назад +1

    Mula Allı as ki al ulad par bahad darudu salam❤❤❤

  • @aijazhussain2694
    @aijazhussain2694 Год назад

    Jazakallah

  • @SajadHussain-mr6ff
    @SajadHussain-mr6ff 7 месяцев назад

    Yaaar ajeeeb baaaaat hai. Mujhy samjh me nh aaataaa k q hai etna tazaaad har jaghaaa.
    Kisiii ovr jaghaaa yahi khutba No 1 hai ovr jis tarhaa yahaaan batayaaa ja rahaaa hai wahaaan kisiii ovr tarh batyaaa ja raha hai. Agr log jaaaan bhoj kr begrtiiii krty hain to un par Allah ki lanat ho. Lanat Allah alal kazibeeeen.

    • @AliKazmi1
      @AliKazmi1  6 месяцев назад

      Mai Mufti Jafar Hussain Sahab ka tarjuma keya huwa Nahjul Balagha se he parh kar bayan kar raha ju 1955 mai publish huwa.
      Mojooda daur ki publications mai farq bhi hai aur tarteeb bhi agay peechay hai. Her firqa apnay hisab se tarjuma kar k paish kar raha Lehaza purani kitab nayab bhi hai aur qabil e ehtibar bhi.
      Kitab ki cover photo mere thumbnail mai mojood hai ju k mere walid marhoom nay 1988 mai khareedi.

    • @SajadHussain-mr6ff
      @SajadHussain-mr6ff 6 месяцев назад

      @@AliKazmi1 matlb sir surety Ki Hai. Tazaaad Har jaghaaa mill rahaa Hai. Har Banda apna 💯 dy rahaa Hai but actual authentic Kia Hai kuchh nh maloom.
      Me bhataktaaa phir rahaa hooon , filwakt BS Etna jaaan payaaa K Shia sahi jaghaaa pay Hain compared to Sunni .

    • @AliKazmi1
      @AliKazmi1  6 месяцев назад

      Ahl al-Bayt (a) se ju jurh jae usay woh khud bhataknay nahi dayte. Aap agar tehqeeq k daur se guzar rahay hai aur meri koi kidmat chaheyeh hu poch saktay hai
      Nahjul Balagha, Imam Ali (a) ki tarteeb shuda khutbo ka majmooa hai ju Syed Razi nay aaj se 1000 saal pehlay jama keya. Is k old version authentic is leyeh hai k is mai basic cheez Arabic hai agar us mai farq nahi tu tarjuma karna buhut easy hu jata hai.
      Mojooda daur mai fake publication buhut hai is leyeh behtar hai jitni old version aap k haat aae usay new version se compare karay aap ko sab se pehlay Arabic mai he farq nazar aa jae ga k kya kata aur kya barhaya.

    • @SajadHussain-mr6ff
      @SajadHussain-mr6ff 6 месяцев назад

      @@AliKazmi1 sir filwakt yahaaan tak puhch Chuka hoon K majority Galt rasty par Hai ( yany K Sunni) . Shia sirf ek school suni 4 school. Filahal to yahiii Hai K garbar Sunni me Hai.
      inshAllah Allah sahi Rasta dikhaigaaa.

    • @AliKazmi1
      @AliKazmi1  6 месяцев назад

      Hadees e Saqlain ko achay se parhay aur samjhay aap ki manzil asan hu jae ge. Ahl al-Bayt (a) k dar se jurh jae, unh ki halat e zindagi ka mushahida karay aur unh ki talimat/aqwal ko parhay Allah Pak aap k ilmi ko miraj de ga.