Pehle prophets bhi namaz padhte the but tareeka thoda bahut alag hota tha jese ki pehle prophets sirf khade hokar hi namaz padhte the azan bhi nahi hoti thi aur hum sajda, bethkar, khade hokar har position mein namaz padhte hai aur hmare liye azan bhi hoti hai humko jyada facilities mili hai due to prophet Muhammad saw. Assalamualaikum ❤😊😊😮
hum sab PROPHET say muhabbat krty ha , lakin hum sab say Ziada ALLAH k baad Hazrat MUHAMMAD PBUH say sab say ziada piyar krty ha apnay maa baap say b ziada .
Prophet's Name. Prophet's age 1) Prophet Adam (A.S) 1000 Years 2) Prophet Idris (Enoch). 356 Years 3) Prophet Nuh (Noah). 950 Years 4) Prophet Hud. 265 Years 5) Prophet Saleh 586 Years 6) Prophet Lut (lot). 7) Prophet Ibrahim (Abraham) 195 Years 8) Prophet Ismail (Ishmael). 137 Years 9) Prophet Ishaq (Isaac). 120 Years 10) Prophet Yaqub (Jacob). 129 Years 11) Prophet Yusuf (Joseph). 110 Years 12) Prophet shu'aib. 882 Years 13) Prophet Ayyub (Job). 146 Years 14) Prophet Dhulkifl (Ezekiel) 15) Prophet Musa (Moses). 125 Years 16) Prophet Harun (Aaron). 119 Years 17) Prophet Dawud (David) 18) Prophet Sulayman (Solomon) 150 Years 19) Prophet Ilyas (Elias) 20) Prophet Alyasa (Elisha) 21) Prophet Yunus (Jonah) 22) Prophet Zakariya (Zachariah). 207 Years 23) Prophet Yahya (John the Baptist) 95 Years 24) Prophet Eesa (Jesus) live 25) Prophet Muhammad (Peace be upon him) 63 Years 26) prophet shees (Seth) English main shees ko Sheath (Seth) kahate Hain Shees, also known as Seth, was the son of Adam and Hawwa (Eve) and a prophet and messenger of Allah. His name means "gift," as he was given to Adam and Hawwa as a replacement for their deceased son, Habil (Abel). Habil was killed by his brother Qabil (Cain) out of jealousy and resentment. 27) prophet Uzair 28) prophet Daniel 29) prophet khizr 30) prophet Yusha bin Noon 31) prophet Samuel's
@@AbdalQamroosh Bro Elijah ko hi Ilyas kehte hain isne Ilyas ko Elias likha tha, lekin unka actual name Na hi Elijah tha aur na Hi Ilyas unka real name Eliyahu tha 💯
Pehle prophet ki namaz ka tareqa alag hota tha hazarat Adam hamare fathar han but Hazrat Muhammad saw hamary nabi han ya kice ka bap ni ham in saw ki ummat han mashaallah I am muslim
@@maanazzanazwacorrect lekin ibadat karte thhey Namaz to hamarey pyare nabi paaq sallallahu alahi wasallam parr farz hui thhi jo miraj ki raat mein allah ne tohfa ( Gift ) diya thha.
Profit Adam (A.S) Hamsab kae BAPP hae our hum. Apne Aba sae Mohabbat kartae hae lakin profit Muhammad sallallahu alaihi wasallam humko Allah ke bad har kaise sae jyada mahbub hai kyunki unki vajah se hum nae Islam Kabul kea Allah ke hukum se Alhamdulillah ❤❤❤
Bhai Namaz Prophet muhammad sallallahu alahi wasallam ke hi zamaney mein aaya thha ussey pahle namaz nhi hoti thhi Namaz agar 5 times in a day wo prophet muhammad sallallahu alahi wasallam ke time aaya thha .
Bro Param as Muslim we love all the prophets and we have same respect for all of them Adam is our father and hawwa is our mother and we believe Muhammad saw is our last prophet and we follow him we love him
Aaj non.muslim scientists, medical reserchers, scholars aur hostorians is baat ko maantay hain k aaj say 10000 saal pehlay Adam aur Eve yani Hazrat Adam aur Hazrat Hawwa dunniya may tashreef laye medical science kehti hai is dunniya may jitnay insan ab tak aaye hai aur jo aakhir tak aaye gay wo sub ek hi couple say hain yani Adam aur Eve say hai, sabit hai hum sub insan Adam aur Eve ka dna extension hain, dna extension kay matlab yea hotay hain bachcha maa baap ka dna extension hota hai ku k us may maa baap ki achi buri qualities transfer hoti hain baaz dafa beta ya beti apni maa baap.ka resemblance hotay hain isi dna extension ki waja say, Adam ka matlab hi insan, Hazrat Adam ka title b Abu Al-Basher hai jiska matlab hai insano ka baap aur Bani Adam b kehtay hain yani Adam ki nasal, Hazrat Adam aur Hawwa ko dunniya may bhaija hi.dunniya.ko abad ker nay kay liaye hain, deckh lo aaj hum insan muktalif religions, nations aur cast may divide huway hain leken phir b hum may buhat si similarities hain jaisay her country chahay wo Muslim ho ya Non muslim sub jaga insaaf ko pasand kiya jata, such ko pasand kiya jata hai, insano ki.khidmat ko ya aur bhalai kay kamo ko pasand kiya jata hai, emaandari ko pasand kiya jata hai, marriage ko ahmiyat de jati hai isi tarah jhoot dhoka chori wagaira wagaira ko na pasand kiya jata hai, isi dna extension ki.waja say jab hum kisi insan ko zakhmi deckhtaty hai ya paraishan deckhtay hain tu hum bagair us ka mazheb deckhay foran us ki madad ker tay hain, hum bhool tay b hain jaisay hamaray baap Hazrat Adam bhool gaye thay, aap ko ager Hazrat Adam say ager ziyada lagao ho raha hai us kay peechay yea hi hai k aap Hazrat Adam ka dna extension hain I hope you will understand my point
11:05 Ye jab hum nimaz prhtay hain To 1 "emaam" hota aor dosray loog "muqtadi" Emaam agay nimaaz prhata hay aor muqtadi jo peechay nimaaz prhtay hain aun ko kehtay hain
Sab Prophets Namaz Padhte Thr Par Unka Pray Karne Ka Tarika Alag Hota Tha Aur Hamare Nabi Ko Bhi Angel Gabriel Ne Namaz Sikhayi, Isse pehle bhi aur bhi nabiyon ko sikhayi hogi
Rasool aur nabi are different terms . They are different from each other because of Rasool Apny Sath different ways of prayers lata hai . Lekin Nabi usi Rasool ky tariqy py chalta hai aur tableegh krta hai. Ye main difference hai. Prophet Muhammad PBUH Rasool aur nabi dono hain.
Bro sab prophet PBUH Allah k sachy or Pak pegembar thy hamy sab say pyaar Hain but prophet mumahad SAWW aishy Allah k pegember thy Jin say tamam rasool pegember b pyaar karty thy
Sab prophets namaz padhty thy but unka treeka thoda alag hota tha... Yani wo sajda b krty thy ruku b krty thy or ghutno k bal beth k hath utha k dua b mangty thy... Lekin ek to unki namaz ki spesifc raka'at nahi hoti thi or fixed namazyn nahi thi jese muslims ki 5 namazyn daily fixed hain or hr namaz ki spesifc timings or raka'at hain or hr raka'at main hr step pe kia padhna hai wo b fixed hai... Ayse nahi tha pehly
google, ai tells you the information that the media has put into it, Islam started from Prophet Adam (PBUH), so of course he was the first man to pray to Allah.
Prophet Adam Baba Adam... Wo ham sub ke Baap dada hein... Unhi se tab se le kr ab tak ham tum sub insan is dunia mein reh rhy hein... Baba Adam first Prophet bhi or dunia ki Shoroyat unhi se hoi
Different Time par Different Prophets ko Different Namaz di gaye ti aur Tareeka b different HOTA ta. Jesy Mossa AS ko srf 2 Namazey di gaye ti esi Tara Kisi AUR Prophet ko 50 Namazey b di gaye k wo din mey 50 Namazey parengy aur Tareeka b different HOTA ta. TU Namaz Tamam prophets party tey aur un par Emaan laaney waley unky Sahaba b party tey.
Bhai aap ko ye baat bta doon ki Prophet Mohammad sallallahu alahi wasallam se badh karr koi bhi nabi nhi aaya hai aur naa hi aaega bhai wo saarey Nabiyon ke badshah hain aur doosri baat jabb Meraj ki raat jabb hamarey pyare nabi paaq sallallahu alahi wasallam masjid e aqsa yani baitul maqaddas se aasmanon ki taraf gaye jiss ko hamm logg safar e Miraj bolte hain wahan parr bhi saarey Nabiyon ki Imamat hamarey pyare nabi paaq sallallahu alahi wasallam ne hi karwayi thhi yani namaz mein aap pesh e Imam thhey to bhai socho aap kaise unki tulna aap hazrat Adam a.s karr rhe ho no doubt wo bhi Nabi thhey balke puri duniya ke pahle Nabi thhey lekin bhai aap ko mainey baat bta di.
Asslamu Alaikum Brother & Sister sab sai pehlay to apnay words sahi kray all Muslims respect 1,24000 Messengers kisi ka koe khas nahi sab k khas Muhammad Peace Be Upon Him hi hai ye nahi k un ki respect nahi but sab Paighamber b aap sai Muhabbat kertay hai q k Muhammad (SAW) akhri nabi aur tamam qaum k liye hai jab k baqi Paighamber khas aik qaum per aai hai is per lambi baat hai to sum up (aap nai itni video daikhi ab tak aap k kuch b observe nahi kia.
Ksi bhi nabi ka comparision krna Quran ke according Haram hai I know ap connection ke bare me keh rhe hain ❤ And ab sirf Muhammad SAW ki taleemat pr amal krna allow hai jab koi naya rasool ata hai to pichli shariat/laws invalid hojate hain
Uske pehle prophets sirf khade ho ker ALLAH KI tareef byan krte they aur dua krte they aur koi surah nahi padhte they q k us waqt quran nahi aaya tha aur wo sirf namaz padhne ki jagah hi nama padh sakte they pr huzur k bad musalmano ko kahi v namaz padhne ki cchhoott mili Jo v jagah Pak saaf ho waha namaz padh sakte they chahe wo jungle ho pahad hi ya darya me boat ho hr jagah isiliye jab masjid bhar jati hai to log bahar v ya sadk pr namaz padh lete hain . Kisi ki zameen ko kabza krne k liye nahi q k namaz kahin v padh sakte hain aur namaz mushkil se ek waqt ki sirf 10 mnt ka hota hai
Jab kisi kay samnay mohammad salallh ho aalaih w sallim kaha jai to sunnay walay ko bhi kehna chahiyay. Agar aap un ki respect aur mohabbat kartay hain tou.
Hr prophet ne nmaz padhi magr koi ik Andaz style nhi tha bcouse of last prophet namaz is now in uniform style sari dunya ka Muslim ab ik hi terha se nmaz padhta Hy ye wali nmaz sikhayee baqee sb past ko ik jagha jamaa kr ke ye nmaz ka final tareekha sikhaya
Plz react on story of prophet Muhammad SAW by muhammad ali mirza....Best ever video on you tube...ap ko pta chalay ga k nabi aur rasool main kia difference h and many more in one video❤
PROPHET MOHAMMAD PEACE BE UPON HIM IS THE KING OF ALL PROPHETS HIS NOOR WAS CREATED BEFORE ANY EXISTANCE OF THE UNIVERSE.BEFORE THE CREATION OF PROPHET ADAM THE NOOR OF PROPHET MOHAMMAD WAS CREATED. AND HE (PROPHET MOHAMMAD PEACE BE UPON HIM) WAS THE REASON BEHIND THE CREATION OF THIS UNIVERSE. PROPHET MOHAMMAD PEACE BE UPON HIM HIS RANK HIS STATUS ONLY ALLAH KNOWS HOW HIGH HIS RANK AND STATUS IS NO HUMAN NO ANGEL NO ONE CAN TELL MEASURE HIS RANK. ONLY ALLAH KNOWS HIS RANK HE IS THE KING OF UNIVERSE AND BEYOND KING OF ALL THE CREATION MADE BY ALLAH. HE WILL BE THE FIRST EVER HUMAN BEING AND PROPHET TO ENTER IN JANNAH. HE WILL BE THE ONLY PROPHET ON THE DAY OF JUDGEMENT WHO WILL SPEAK TO ALLAH IN FRONT OF ALL MANKIND. NO ONE CAN TALK TO ALLAH BUT HIM, NO ONE CAN INTERCEED TO ALLAH BUT HIM,BUT HIM, BUT HIM, PEACE BE UPON HIM BLESSING INFINITE BLESSINGS BE UPON HIM. MY SOUL MY BODY MY EVERYTHING IS FOR HIM PEACE BE UPON HIM BLESSINGS BE UPON HIM THE MASTER OF ALL CREATIONS.THE ANGELS AND ALLAH HIM SELF SEND BLESSINGS TO MY PROPHET MOHAMMAD PEACE BE UPON HIM AND ALLAH SAID TO THE BELIEVERS IN QURAN "Indeed, Allah showers His blessings upon the Prophet, and His angels pray for him. O believers! Invoke Allah’s blessings upon him, and salute him with worthy greetings of peace."surah ahzab verse 56.
Bro phly k jitny b prophet's thy un sb ki shariyat alg alg thi jesy hi koi nya prophet ata tha pechly prophet ki shariyat yni Jo b tha un k dor my idbat ka tarika or bki sb change ho jta tha or nmz phly k prophet b phrty thy but wo ruqu ni krty thy ruqu means Jo ghutno k uper hth rkh k jhukty hai na wo part ni tha un ki nmz my wo sedha khry hoty thy or phir sajde my chly jty thy or I think un ki nmz b alg hoti thi I just think yh bt confirm ni mujhy
ASSLAM ALIKUM I WORN YOU IF YOU realy want to understand ISLAM in right parth PROFET MUHAMMAD sallahoalihavslam was already knows he PROFET WHABI MUSLIMS compear PROFET MUHAMMAD sallallahoalihavslam like normal person but it not true HE slallahoalihavsalm not jast PROFET even he king of PROFETS Please understand me bro PROFET MUHAMMAD sallahoalihavslam has spirichal powers ❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣😥😥😥😥😥😥😥😥REALY JUST 1` TIME YOU BELEVE ON ME
Bhai hamare nabi pehle nahi jante the wo ek nabi hain Hazrat Jibrael ke zariye unko pata laga yeh galat bol rahe ho aap, ap Qur'an ya hadith nahi padhte kya? Aur yeh jo Video mein Muhammad Sab Ke Liye mein bata rahe hain ye koi apne pas se thodi bata rahe, unhone bhi Hadith Qur'an and Kitaben padhke bata rhe hain, bewakfufi mat karo aur Islam ko samjho
Isi liay to ap Muslim naiii ho ku ke hazrat Muhammad ne buto ki Pooja se mana farmaya srf aik Allah ki ibaadat ka kaha ar p log to Allah jany kis kis ko manty ho
Yar jb aap ek kaam poora nahi kr sakty ho to start q krty ho 2 weeks se dunyapur drama pe reaction ka wait kr raha hon. Me ap ne abhi tk nahi daikhy last 2 episodes.apky reaction k sath daikhny me maza aata he
Pehle prophets bhi namaz padhte the but tareeka thoda bahut alag hota tha jese ki pehle prophets sirf khade hokar hi namaz padhte the azan bhi nahi hoti thi aur hum sajda, bethkar, khade hokar har position mein namaz padhte hai aur hmare liye azan bhi hoti hai humko jyada facilities mili hai due to prophet Muhammad saw. Assalamualaikum ❤😊😊😮
hum sab PROPHET say muhabbat krty ha , lakin hum sab say Ziada ALLAH k baad Hazrat MUHAMMAD PBUH say sab say ziada piyar krty ha apnay maa baap say b ziada .
Hmary liye sary prophits ek jesy hi hen . Pr hazrat Muhammad ka muqam sary prophits Sy zyda hy. I love u. Hazrat Muhammad ❤❤❤❤
FATAH E JERUSALEM BY THE KOHISTANI ❤😊🎉
Prophet's Name. Prophet's age
1) Prophet Adam (A.S) 1000 Years
2) Prophet Idris (Enoch). 356 Years
3) Prophet Nuh (Noah). 950 Years
4) Prophet Hud. 265 Years
5) Prophet Saleh 586 Years
6) Prophet Lut (lot).
7) Prophet Ibrahim (Abraham) 195 Years
8) Prophet Ismail (Ishmael). 137 Years
9) Prophet Ishaq (Isaac). 120 Years
10) Prophet Yaqub (Jacob). 129 Years
11) Prophet Yusuf (Joseph). 110 Years
12) Prophet shu'aib. 882 Years
13) Prophet Ayyub (Job). 146 Years
14) Prophet Dhulkifl (Ezekiel)
15) Prophet Musa (Moses). 125 Years
16) Prophet Harun (Aaron). 119 Years
17) Prophet Dawud (David)
18) Prophet Sulayman (Solomon) 150 Years
19) Prophet Ilyas (Elias)
20) Prophet Alyasa (Elisha)
21) Prophet Yunus (Jonah)
22) Prophet Zakariya (Zachariah). 207 Years
23) Prophet Yahya (John the Baptist) 95 Years
24) Prophet Eesa (Jesus) live
25) Prophet Muhammad (Peace be upon him) 63 Years
26) prophet shees (Seth) English main shees ko Sheath (Seth) kahate Hain
Shees, also known as Seth, was the son of Adam and Hawwa (Eve) and a prophet and messenger of Allah. His name means "gift," as he was given to Adam and Hawwa as a replacement for their deceased son, Habil (Abel). Habil was killed by his brother Qabil (Cain) out of jealousy and resentment.
27) prophet Uzair
28) prophet Daniel
29) prophet khizr
30) prophet Yusha bin Noon
31) prophet Samuel's
Its Elijah not Elias
@@z1xwyit's ilyas not eliyas
@@AbdalQamroosh Bro Elijah ko hi Ilyas kehte hain isne Ilyas ko Elias likha tha, lekin unka actual name Na hi Elijah tha aur na Hi Ilyas unka real name Eliyahu tha 💯
Namaz is a Form of ibadat so every Prophet do sajda and pray in their own form.but Hazrat Muhammad s.a.a.w taught us the detailed way of praying...
Pehle prophet ki namaz ka tareqa alag hota tha hazarat Adam hamare fathar han but Hazrat Muhammad saw hamary nabi han ya kice ka bap ni ham in saw ki ummat han mashaallah I am muslim
Prophet Muhammad is the head of All prophets and last Prophet ...
Har nabi ke dor me ibadat ka tariqa alg hota tha
Pahly log nmaz nahe party the yes
Humare lye zarori he k hum prophets me comparison na kre sub Allah k nabi he .
@@maanazzanazwacorrect lekin ibadat karte thhey Namaz to hamarey pyare nabi paaq sallallahu alahi wasallam parr farz hui thhi jo miraj ki raat mein allah ne tohfa ( Gift ) diya thha.
Profit Adam (A.S) Hamsab kae BAPP hae our hum. Apne Aba sae Mohabbat kartae hae lakin profit Muhammad sallallahu alaihi wasallam humko Allah ke bad har kaise sae jyada mahbub hai kyunki unki vajah se hum nae Islam Kabul kea Allah ke hukum se Alhamdulillah ❤❤❤
Muslim Sub Ambya ko manty hn or pyar krty hn jo kisi aik ko na many ya pyar na kry wo muslim nhi rhy ga
❤❤❤
Because prophet adam is the father of all human beings but prophet adam himself love prophet Muhammad saw aa much as todays muslims
Ways of prayer are different in every Rasool
prophet Muhammad is our life ❤❤
Pehli prophets namaz parhte teh or parh rahe hai
Bhai Namaz Prophet muhammad sallallahu alahi wasallam ke hi zamaney mein aaya thha ussey pahle namaz nhi hoti thhi Namaz agar 5 times in a day wo prophet muhammad sallallahu alahi wasallam ke time aaya thha .
124000 sy zyada ya km Hr Paighmber ko manna fraz hy hr muslim pr
Next Episode plz Muhammad Sab Ke liye
Bro Param as Muslim we love all the prophets and we have same respect for all of them Adam is our father and hawwa is our mother and we believe Muhammad saw is our last prophet and we follow him we love him
Humare Jan Muhammad saw hai.aur tamam nabio s Afzal hai
Bhai aap Mukhtar Nama series parr reactions dona bhai please mai aap ko kabb se request karr rha hoon🙏
❤
Aaj non.muslim scientists, medical reserchers, scholars aur hostorians is baat ko maantay hain k aaj say 10000 saal pehlay Adam aur Eve yani Hazrat Adam aur Hazrat Hawwa dunniya may tashreef laye medical science kehti hai is dunniya may jitnay insan ab tak aaye hai aur jo aakhir tak aaye gay wo sub ek hi couple say hain yani Adam aur Eve say hai, sabit hai hum sub insan Adam aur Eve ka dna extension hain, dna extension kay matlab yea hotay hain bachcha maa baap ka dna extension hota hai ku k us may maa baap ki achi buri qualities transfer hoti hain baaz dafa beta ya beti apni maa baap.ka resemblance hotay hain isi dna extension ki waja say, Adam ka matlab hi insan, Hazrat Adam ka title b Abu Al-Basher hai jiska matlab hai insano ka baap aur Bani Adam b kehtay hain yani Adam ki nasal, Hazrat Adam aur Hawwa ko dunniya may bhaija hi.dunniya.ko abad ker nay kay liaye hain, deckh lo aaj hum insan muktalif religions, nations aur cast may divide huway hain leken phir b hum may buhat si similarities hain jaisay her country chahay wo Muslim ho ya Non muslim sub jaga insaaf ko pasand kiya jata, such ko pasand kiya jata hai, insano ki.khidmat ko ya aur bhalai kay kamo ko pasand kiya jata hai, emaandari ko pasand kiya jata hai, marriage ko ahmiyat de jati hai isi tarah jhoot dhoka chori wagaira wagaira ko na pasand kiya jata hai, isi dna extension ki.waja say jab hum kisi insan ko zakhmi deckhtaty hai ya paraishan deckhtay hain tu hum bagair us ka mazheb deckhay foran us ki madad ker tay hain, hum bhool tay b hain jaisay hamaray baap Hazrat Adam bhool gaye thay, aap ko ager Hazrat Adam say ager ziyada lagao ho raha hai us kay peechay yea hi hai k aap Hazrat Adam ka dna extension hain I hope you will understand my point
react on THE MEANING OF LIFE by talk islam,,, you'll get goosebumps after watching this video
Ham sab Hazrat Adam AS ki aowlaad hain
Sab prophets ko respect krna chahiye
11:05 Ye jab hum nimaz prhtay hain
To 1 "emaam" hota aor dosray loog "muqtadi"
Emaam agay nimaaz prhata hay aor muqtadi jo peechay nimaaz prhtay hain aun ko kehtay hain
Sab Prophets Namaz Padhte Thr Par Unka Pray Karne Ka Tarika Alag Hota Tha Aur Hamare Nabi Ko Bhi Angel Gabriel Ne Namaz Sikhayi, Isse pehle bhi aur bhi nabiyon ko sikhayi hogi
Masha Allah nice reaction❤
Kya hua bro sis mai apko kabse bol raha hu ke Farooq rizwi sahab all ehlehadees pls pls pls ❤❤❤😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
Rasool aur nabi are different terms . They are different from each other because of Rasool Apny Sath different ways of prayers lata hai .
Lekin Nabi usi Rasool ky tariqy py chalta hai aur tableegh krta hai. Ye main difference hai. Prophet Muhammad PBUH Rasool aur nabi dono hain.
Bro sab prophet PBUH Allah k sachy or Pak pegembar thy hamy sab say pyaar Hain but prophet mumahad SAWW aishy Allah k pegember thy Jin say tamam rasool pegember b pyaar karty thy
But jo msg Hazrat Muhammad S.W ny dya wo hr muslim ko manna hy . ALLAH and Rasool ALLAH sy muhabat apni jan sy bhi zyada krny wala hi momin hy
Sab Nabi namaz parte thy Lekin unper farz nhi thi Muhammad Mustfa or unki ummat per Namaz parz ha ❤❤ farz Matlab perni hi ha chahe Jo bi ho
Sab prophets namaz padhty thy but unka treeka thoda alag hota tha... Yani wo sajda b krty thy ruku b krty thy or ghutno k bal beth k hath utha k dua b mangty thy... Lekin ek to unki namaz ki spesifc raka'at nahi hoti thi or fixed namazyn nahi thi jese muslims ki 5 namazyn daily fixed hain or hr namaz ki spesifc timings or raka'at hain or hr raka'at main hr step pe kia padhna hai wo b fixed hai... Ayse nahi tha pehly
Yoo broo first parminder bhai please the message movie par reaction daleeeee apko ronaa ajeyegaaaa please puri islam ki ek ek cheez ha usme
google, ai tells you the information that the media has put into it, Islam started from Prophet Adam (PBUH), so of course he was the first man to pray to Allah.
Prophet Adam Baba Adam... Wo ham sub ke Baap dada hein... Unhi se tab se le kr ab tak ham tum sub insan is dunia mein reh rhy hein... Baba Adam first Prophet bhi or dunia ki Shoroyat unhi se hoi
Different Time par Different Prophets ko Different Namaz di gaye ti aur Tareeka b different HOTA ta. Jesy Mossa AS ko srf 2 Namazey di gaye ti esi Tara Kisi AUR Prophet ko 50 Namazey b di gaye k wo din mey 50 Namazey parengy aur Tareeka b different HOTA ta. TU Namaz Tamam prophets party tey aur un par Emaan laaney waley unky Sahaba b party tey.
Bhai aap ko ye baat bta doon ki Prophet Mohammad sallallahu alahi wasallam se badh karr koi bhi nabi nhi aaya hai aur naa hi aaega bhai wo saarey Nabiyon ke badshah hain aur doosri baat jabb Meraj ki raat jabb hamarey pyare nabi paaq sallallahu alahi wasallam masjid e aqsa yani baitul maqaddas se aasmanon ki taraf gaye jiss ko hamm logg safar e Miraj bolte hain wahan parr bhi saarey Nabiyon ki Imamat hamarey pyare nabi paaq sallallahu alahi wasallam ne hi karwayi thhi yani namaz mein aap pesh e Imam thhey to bhai socho aap kaise unki tulna aap hazrat Adam a.s karr rhe ho no doubt wo bhi Nabi thhey balke puri duniya ke pahle Nabi thhey lekin bhai aap ko mainey baat bta di.
Asslamu Alaikum Brother & Sister sab sai pehlay to apnay words sahi kray all Muslims respect 1,24000 Messengers kisi ka koe khas nahi sab k khas Muhammad Peace Be Upon Him hi hai ye nahi k un ki respect nahi but sab Paighamber b aap sai Muhabbat kertay hai q k Muhammad (SAW) akhri nabi aur tamam qaum k liye hai jab k baqi Paighamber khas aik qaum per aai hai is per lambi baat hai to sum up (aap nai itni video daikhi ab tak aap k kuch b observe nahi kia.
Aage video mein Bata Denge bhai❤
mashallah 💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕
namaz was same for all prophets just rakat and namaz times were different for example musa / moses was given 3 times namaz we are given 5 times
The throne of allah reaction
The Throne of allah reaction
React to prophet series by one Islam foundation , 56 episodes h detail me aur authentic bhi but English me h , mgr bht saari knowledge mile gi
Nice❤❤❤❤
adam AS ki mukhalfat is liay nahi hoi k us waqt koi tha hi nahi dunia main .kiu k dunia main pehla insan adam AS hi thy .
Ksi bhi nabi ka comparision krna Quran ke according Haram hai
I know ap connection ke bare me keh rhe hain ❤
And ab sirf Muhammad SAW ki taleemat pr amal krna allow hai jab koi naya rasool ata hai to pichli shariat/laws invalid hojate hain
Uske pehle prophets sirf khade ho ker ALLAH KI tareef byan krte they aur dua krte they aur koi surah nahi padhte they q k us waqt quran nahi aaya tha aur wo sirf namaz padhne ki jagah hi nama padh sakte they pr huzur k bad musalmano ko kahi v namaz padhne ki cchhoott mili Jo v jagah Pak saaf ho waha namaz padh sakte they chahe wo jungle ho pahad hi ya darya me boat ho hr jagah isiliye jab masjid bhar jati hai to log bahar v ya sadk pr namaz padh lete hain . Kisi ki zameen ko kabza krne k liye nahi q k namaz kahin v padh sakte hain aur namaz mushkil se ek waqt ki sirf 10 mnt ka hota hai
After Prophet Muhammad plz learn about prophet Yousuf (A.S) story
Pehly prophits ko nmaz ka hukm nhi tha. Wo nhi party that. Unka ibadat krny ka triqa Alag tha
Jab kisi kay samnay mohammad salallh ho aalaih w sallim kaha jai to sunnay walay ko bhi kehna chahiyay. Agar aap un ki respect aur mohabbat kartay hain tou.
Hr prophet ne nmaz padhi magr koi ik Andaz style nhi tha bcouse of last prophet namaz is now in uniform style sari dunya ka Muslim ab ik hi terha se nmaz padhta Hy ye wali nmaz sikhayee baqee sb past ko ik jagha jamaa kr ke ye nmaz ka final tareekha sikhaya
Plz react on story of prophet Muhammad SAW by muhammad ali mirza....Best ever video on you tube...ap ko pta chalay ga k nabi aur rasool main kia difference h and many more in one video❤
Please part. 17
Bcz Prophet Adam is our father means father of all human being that's why may be you are more attracted towards Hazrat Adam(A.S)
PROPHET MOHAMMAD PEACE BE UPON HIM IS THE KING OF ALL PROPHETS HIS NOOR WAS CREATED BEFORE ANY EXISTANCE OF THE UNIVERSE.BEFORE THE CREATION OF PROPHET ADAM THE NOOR OF PROPHET MOHAMMAD WAS CREATED. AND HE (PROPHET MOHAMMAD PEACE BE UPON HIM) WAS THE REASON BEHIND THE CREATION OF THIS UNIVERSE. PROPHET MOHAMMAD PEACE BE UPON HIM HIS RANK HIS STATUS ONLY ALLAH KNOWS HOW HIGH HIS RANK AND STATUS IS NO HUMAN NO ANGEL NO ONE CAN TELL MEASURE HIS RANK. ONLY ALLAH KNOWS HIS RANK HE IS THE KING OF UNIVERSE AND BEYOND KING OF ALL THE CREATION MADE BY ALLAH. HE WILL BE THE FIRST EVER HUMAN BEING AND PROPHET TO ENTER IN JANNAH. HE WILL BE THE ONLY PROPHET ON THE DAY OF JUDGEMENT WHO WILL SPEAK TO ALLAH IN FRONT OF ALL MANKIND. NO ONE CAN TALK TO ALLAH BUT HIM, NO ONE CAN INTERCEED TO ALLAH BUT HIM,BUT HIM, BUT HIM, PEACE BE UPON HIM BLESSING INFINITE BLESSINGS BE UPON HIM. MY SOUL MY BODY MY EVERYTHING IS FOR HIM PEACE BE UPON HIM BLESSINGS BE UPON HIM THE MASTER OF ALL CREATIONS.THE ANGELS AND ALLAH HIM SELF SEND BLESSINGS TO MY PROPHET MOHAMMAD PEACE BE UPON HIM AND ALLAH SAID TO THE BELIEVERS IN QURAN "Indeed, Allah showers His blessings upon the Prophet, and His angels pray for him. O believers! Invoke Allah’s blessings upon him, and salute him with worthy greetings of peace."surah ahzab verse 56.
Prophet Yusuf seriesss reactionnn plzzz
Adam is father of humanity even you
Zulkarnain and yajooj maajooj searies chapter 1 by Furkan qureshi Blog
Zulkarnain and yajooj maajooj searies by Furkan qureshi Blog
Adam A.S se connection isliye he k wo aap k waalid hain.
Bro phly k jitny b prophet's thy un sb ki shariyat alg alg thi jesy hi koi nya prophet ata tha pechly prophet ki shariyat yni Jo b tha un k dor my idbat ka tarika or bki sb change ho jta tha or nmz phly k prophet b phrty thy but wo ruqu ni krty thy ruqu means Jo ghutno k uper hth rkh k jhukty hai na wo part ni tha un ki nmz my wo sedha khry hoty thy or phir sajde my chly jty thy or I think un ki nmz b alg hoti thi I just think yh bt confirm ni mujhy
Chen-k qaum tabah pe react krdo
Furqan qureshi blogs
Reaction on yousaf as series❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Hazrat Bilal ki story pr b reaction Karen Plzz ap unky bary main kuch b nh janty
Please reply on this message and increase knowledge about Islam.
Isra and Meraj by the kohistani pe reaction den plz to ap ko rasulullah k mojze k bare mai pata lge ga
Allah Aap Dono. Ko. Hidayat. De
Salam plzz reaction on khajooron ke chapar ke hujre ka basi naat ... JazakALLAH
AP .hazrat Adam allislam ka kisa SUNay AP sub samaij jahi gai
Prophet adam ham sab ke dad he ham sab unke hi nasil se he is liye ap ko hz adam itna nazdeek lagta he
He was black☠️☠️☠️💀💀
I am just kidding bro
Har prophet nay namaaz pardhi hai
Please please please react on Imran Partapghr poetry hm muslman hain ❤❤
ASSLAM ALIKUM I WORN YOU IF YOU realy want to understand ISLAM in right parth PROFET MUHAMMAD sallahoalihavslam was already knows he PROFET WHABI MUSLIMS compear PROFET MUHAMMAD sallallahoalihavslam like normal person but it not true HE slallahoalihavsalm not jast PROFET even he king of PROFETS Please understand me bro PROFET MUHAMMAD sallahoalihavslam has spirichal powers ❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣😥😥😥😥😥😥😥😥REALY JUST 1` TIME YOU BELEVE ON ME
Bhai hamare nabi pehle nahi jante the wo ek nabi hain Hazrat Jibrael ke zariye unko pata laga yeh galat bol rahe ho aap, ap Qur'an ya hadith nahi padhte kya? Aur yeh jo Video mein Muhammad Sab Ke Liye mein bata rahe hain ye koi apne pas se thodi bata rahe, unhone bhi Hadith Qur'an and Kitaben padhke bata rhe hain, bewakfufi mat karo aur Islam ko samjho
Plz react on Yousuf series plz
Jung e qadsiya & fateh Jerusalem by kohistani reaction kro jaldi se 😡😡😡
Alag trha ki namaz hoti thi ....muslim ki trha nahi