Great video bahut satik jankari is video se mila aise samjhane par to naye log bhi is kam ko sikh jaye log main to ek hi bar me samjh gaya ab agar 3055 ka amplifier repair ke liye mil jaye mere ko to 100% bana dunga malik
Aap ka video dekh kar mere jaisa Kam jankar bhi kuchh Sikh leta hai.sir aap led par step by step video banaye, theoretical and practical to hum jaise log bhi LED bna payenge.plz.
Sir meri aapse ek request he please uske upar ek baar video banane ki kripa kre jo 3055 bada board hota he jisme output resistance 10 watt ki hoti he or jyada volt wala bada transformer hota he usme kya kya fark hota he or kya is chote 3055 board jyada supply wale bade transformer se chla sakte he or kese
Sir Mera ek 3055 amplifier hai usme 18.0.18 ka transformer laga hai aur one side me wo 25 volt de Raha hai 2 sare chenel me wo 40 volt de Raha jis ke wajah se ek side ka 1 2n3055 over hit hone lag raha hai kuchh hi second me aur drawers bod me jaha bd 139 140 laga hota hai waha pe bc548 laga wo overhit ho raha hai aur ek 1 e ka 5 watte rajitence hit ho raha hai aisa kyo ho raha hai sir Us ka diode sab Cheng kr diya bel ka transistor laga diya sab aur 35 Bolt 47 00 uf ka capacitor bhi laga diyaTransformer sahi hai18_0_18 hi de Raha hai ac voltBahut jada volte ka fark aa raha hai just Duna volt aisa pata nahi kyo ho raha haiSab kuchh chenge kr ke dekh liyaAisa falt ek galti se huwa tha merePichhe transistor laga 2 by 2 ka hota hai ek side ke chennal ke transistor me mera kangan sat ke sort Kiya tabhi se problem ho Rahi hai jb sort Kiya tb 3055 hit ho gya mujhe laga 3055 kharab ho gya jb sab chenge kr diya fir bhi wahi hal hai25 by 25 volt capacitor per mila haiAur 548 ko nikal diya hun to kuchh bhi hit nahi ho raha hai one side kam aawaj aa Rahi hai
Great video bahut satik jankari is video se mila aise samjhane par to naye log bhi is kam ko sikh jaye log main to ek hi bar me samjh gaya ab agar 3055 ka amplifier repair ke liye mil jaye mere ko to 100% bana dunga malik
वेरी वेरी नाइस वीडियोका थैंक्स
Thank you sir aapke jaisa koe pure yutub pr koe nhi samjhaya Thank you
Thanks for watching
Aap ka video dekh kar mere jaisa Kam jankar bhi kuchh Sikh leta hai.sir aap led par step by step video banaye, theoretical and practical to hum jaise log bhi LED bna payenge.plz.
Very nice video sir
Very nice please step wise led reparing video
Aap.ne.bahot.achha.samgha.maza.aaya.sound.falat.bhe.samghaio.jii
Good - thanks for help us 🙏
Amplifier ki katha sun kar maza aaya 🤔
Nice video
Mobile ka deta aise video par kharch ho to us se jayada incom bhi hoga ye sahi bat kyuki ye video kam ka hi knowledge mil raha hai aapke jariye
Verey nice sir ji 🙏🙏🙏🙏🙏
Pranam guruji Best video Thanks.
Very good
Very nice
बढ़िया है
Supper sir 75 watt driver bord voltage chack kaise karana bataye sir. ।।।
Complete wiring bhi bataye v repairing kaise kare ye bhi bataye please thanks
Very nice teaching🙏🙏🙏🙏
Aapka Bandhan Abhinandan
Mic + audio boad Wale 3055 amplifier repair ka video banaye na
Sir 3055 ke waring par video banaye diteals se
Thank you sir
Thank u sir
3055 बोर्ड से कितने इंच और कितने वाट का स्पीकर बजा सकते हैं
12inch ke do woffer bade aaram se
Excellent explanation
Sir 3055 ke board par kitne om & kitne watts ka speaker baja sakte hai.
Hai sr Satish ish tarah dj amplifier par video banate rahe sr driver board
Kish tarah se Kam karta hai sr hame bariki se samjhayega
Sir 12 volte mic pre bas trebal chota sa bta do step bay step
Sir meri aapse ek request he please uske upar ek baar video banane ki kripa kre jo 3055 bada board hota he jisme output resistance 10 watt ki hoti he or jyada volt wala bada transformer hota he usme kya kya fark hota he or kya is chote 3055 board jyada supply wale bade transformer se chla sakte he or kese
Sir capisiter 4700 35 volt chalega 3055 main???
Yadi 3055 transistor quality good
You can use 4700mfd 35v
23:55 ki emplifier mein transistor Ho jaate Hain ya resistance nahin to Chhota transformer dalte Hain transformer ruk jata hai kya
❤
Sir ji str D 1806 nhi mil Raha koi hl btaye
Suond system making trennig chanal link send me
Isse acha 7812 laga doh kam khatam.
E xce llent
Sir Mera ek 3055 amplifier hai usme 18.0.18 ka transformer laga hai aur one side me wo 25 volt de Raha hai 2 sare chenel me wo 40 volt de Raha jis ke wajah se ek side ka 1 2n3055 over hit hone lag raha hai kuchh hi second me aur drawers bod me jaha bd 139 140 laga hota hai waha pe bc548 laga wo overhit ho raha hai aur ek 1 e ka 5 watte rajitence hit ho raha hai aisa kyo ho raha hai sir
Us ka diode sab Cheng kr diya bel ka transistor laga diya sab aur 35 Bolt 47 00 uf ka capacitor bhi laga diyaTransformer sahi hai18_0_18 hi de Raha hai ac voltBahut jada volte ka fark aa raha hai just Duna volt aisa pata nahi kyo ho raha haiSab kuchh chenge kr ke dekh liyaAisa falt ek galti se huwa tha merePichhe transistor laga 2 by 2 ka hota hai ek side ke chennal ke transistor me mera kangan sat ke sort Kiya tabhi se problem ho Rahi hai jb sort Kiya tb 3055 hit ho gya mujhe laga 3055 kharab ho gya jb sab chenge kr diya fir bhi wahi hal hai25 by 25 volt capacitor per mila haiAur 548 ko nikal diya hun to kuchh bhi hit nahi ho raha hai one side kam aawaj aa Rahi hai
Sir mere 1351 me 10 volt hi mil raha hai kaise sahi krun
ruclips.net/video/JcPfJorGXyI/видео.html
Check 3055 base related components
and use 2E2 5w loading resistor
Thanks