sir pls make one app like SUNO AI (lyrics, music, & vocals), with free API, or with Model if ready made models not available in free mode then (How to train our own model for this) Thanks
Hello Bhai mai Kabhi Kisiki Video pe comment Nahi karta. But is video me comment Kar raha hu. maine Aapki Puri Ki Puri youtube channel par ja kar dekhi hai, kamal ka har content laga. Please istrah ka video details may aap banate raho.
Ha bilkul. Bs tumhe kya bnawana hai wo clearly likhna aana chahiye. English me likho, Hindi me likho ya Hinglish me likho, kisi bhi supported language me likh kar code generate kr skte ho. Hala ki, agar basic HTML, CSS aur JS ka knowledge ho to jada easy ho jata hai generated codes me change krwana.
An AI for coding only, nice!! Will give this tool a try.
Nice video 💯
Mai bahut time se Cursor AI ka hindi tutorial ka wait kr rha tha. Thanks a lot for this video 😊
Thanks for letting us know 🙏
@@WebDarpan mast hai bhai, jiyo 👌- keep hunting more stuffs
Aise hi new new AI based video upload karte rho
Keep up the goodwork
Sure. Thank you :)
sir pls make one app like SUNO AI (lyrics, music, & vocals), with free API, or with Model if ready made models not available in free mode then (How to train our own model for this) Thanks
Hello Bhai mai Kabhi Kisiki Video pe comment Nahi karta. But is video me comment Kar raha hu. maine Aapki Puri Ki Puri youtube channel par ja kar dekhi hai, kamal ka har content laga. Please istrah ka video details may aap banate raho.
Thank you for your kind words. Accha laga jaan ke ki aapko videos acche lagte hai. Mai kosis karunga ki iss se bhi acche videos lata rahu aapke liye 🙏
is possible to open it as a new window as a desktop app
@@DiaMondx2 I don’t think so. You have to download the software to use it.
@WebDarpan alr thanks
bhi google ai studio open nhi ho ra ha please solution bata o
ubuntu install video law 😊 please
cursor ai windows 11 supporting hai
Ha, iss video me bhi maine Cursor AI windows 11 me hi use kiya hai.
Bhai agr maan lo ko mujhe code language hi nahi aati ..to bhi m code likh skta hu kya
Ha bilkul. Bs tumhe kya bnawana hai wo clearly likhna aana chahiye. English me likho, Hindi me likho ya Hinglish me likho, kisi bhi supported language me likh kar code generate kr skte ho.
Hala ki, agar basic HTML, CSS aur JS ka knowledge ho to jada easy ho jata hai generated codes me change krwana.
Nahi
@@abhikarne kyu bhai kya dikk h
BhI aur video laao