Bhai aapke video ka humko bhot wait rehta hai. Maza aata hai. Bas ye 3 projects (PMCH redevelopment, Metro and Double-decker flyover) complete ho jaye, toh Ashok Rajpath ka naksha hi badal jaiga.
Thank you so much bhaiya...😊❤️ Haan bilkul ye sare project ke complete hote ashok rajpath ke sath sath aas pass ke sare area ka bhi pura naksha change hojayega... Bahut important step tha ye govt. Ka 👍✌️
@@mayankshekhar2352 Yes Lekin isme bhut jyada time liya h Aur Ye isliye important hai kyun ki Double decker kafi tej construction chal rha tha Isme delay krwa diya
Accident Chhota hi sahi lekin Mind pe uska impact padta hai, aapko 5 minute video rok kar unke paas Jana chahiye tha... Maana 3-4 log already unki help ke liye aagey aa gye they, but aap ek youtuber ho log aapko dekhtey hain... Unke liye ek example set karo
Bhai bahut jyada conjusted hai ashok rajpath . Building aur residential sab tod ke soace badhana chaaiye . Pura sata hua hai road sai . No proper planning . Isko tod ke yaha oar society area bana chaiye with garden and sufficient space.this would look aesthetic also .
Bhai video me sari details hoti hai... Clearly bataya hu ki piller no. 26 se lekar 44 tak launching ka kaam chal raha hai baki almist complete hai... Or haan kalgir chowk ke side se 14-16 par Launching kona baki hai... Bhai problem ye hai ki video skip karke dekhne se kuch idea nahi hota... 👍🙂
@abhijeetpichai bhai video sahi se dekhne par pata chalega ki video me maine bataya hai ki kaam kaha bacha hua hai... Waise haan aap ye bol sakte ho ki drive karte time piller ache se nhi dikh raha hai jise next time mai sahi karunga...but drive karte time aise road par dhakka lagne ka chance bhi rehta hai itna easy nahi hota recording karna sath hi live details dena or khud ko or baki ko safe rakhna... Hope u understand 👍🙂
@@SamStroller ok mere bolne ka matlab ye hai technical knowledge aap grab nahi kar pa rahe may be ek reason hai ki ye construction company Wale bhi public nahi karte hai sare details eg 5 connectivity hai Double decker ka abhi taak confusion hai ki kispe chadna hai kidhar se chadna hai or kon se utarna hai , PMCH ke pass 3 pillar kafi nazdik hai waha bhi pata nahi chalta kaha se entry hai kaha se exit.
@@SamStroller ek or confusion hai marine drive me agar koi Gol Ghar ke pass se PMCH Jana ho to use krishna Ghat Wale Underpass ka use karna padega jo kafi dur padega . Or Gai Ghat ke pass agar future me U-turn band hua jo hoga speed limit badhana hai to taab Gandhi maidan ke tarf se log kaise utrenge Gandhi setu ke pass kafi Design mistake hai .
10.3 K Subscriber 🎉👏🤗 But U once video How U when how started & why RUclips channel in how many months achieved success little 🦜bit biscuit🍪khorcha nikal jata but petrol mein nohin balance 25 K Subscriber🎉 2030🎻🤤
Nice update aman bhai ❤❤
Superb update ❤
Thanks bro..😊❤️
Good work bro😮
Thanks pankaj bhai...😊❤️
nice. informative vlog.
Thank you so much for watching! 🙏❤️😊
Nice update
Thank u...😊👍
Bhai aapke video ka humko bhot wait rehta hai. Maza aata hai. Bas ye 3 projects (PMCH redevelopment, Metro and Double-decker flyover) complete ho jaye, toh Ashok Rajpath ka naksha hi badal jaiga.
Thank you so much bhaiya...😊❤️
Haan bilkul ye sare project ke complete hote ashok rajpath ke sath sath aas pass ke sare area ka bhi pura naksha change hojayega...
Bahut important step tha ye govt. Ka 👍✌️
Wo metro wala 3 saal se laga rkha h complete kyun nhi ho rha h
Wo na hota to double decker 1 saal phle chalu ho gya hota
@@citygrowth7267 bhai underground ban rha toh time lagta hai.
@@mayankshekhar2352 Yes
Lekin isme bhut jyada time liya h
Aur
Ye isliye important hai kyun ki
Double decker kafi tej construction chal rha tha
Isme delay krwa diya
Bhai aap to accident ka bhi live update de diye😂
Haan achanak se hogya Kafi slippery hai waha...
Accident Chhota hi sahi lekin Mind pe uska impact padta hai, aapko 5 minute video rok kar unke paas Jana chahiye tha...
Maana 3-4 log already unki help ke liye aagey aa gye they, but aap ek youtuber ho log aapko dekhtey hain... Unke liye ek example set karo
Bhai bahut jyada conjusted hai ashok rajpath . Building aur residential sab tod ke soace badhana chaaiye . Pura sata hua hai road sai . No proper planning .
Isko tod ke yaha oar society area bana chaiye with garden and sufficient space.this would look aesthetic also .
Private property hai bhai itna aasan nahi hai waise jab kaam complete hoga tab kaafi space dikhega...
@SamStroller Bhai right side mai drone view aur nicche Sai bhi dikhne mai bahut conjusted lagta hai ... Not aesthetic
Bhai total kitne pillars h iss bridge me aur kitne par Superstructure Launching ho chuka h?
Itna details ye log nahi batate hai ye log bas vlog bana ke dal dete hai jina koi bhi dekhta hai wahi ye log bhi dikhate hai
Bhai video me sari details hoti hai... Clearly bataya hu ki piller no. 26 se lekar 44 tak launching ka kaam chal raha hai baki almist complete hai... Or haan kalgir chowk ke side se 14-16 par Launching kona baki hai...
Bhai problem ye hai ki video skip karke dekhne se kuch idea nahi hota... 👍🙂
@abhijeetpichai bhai video sahi se dekhne par pata chalega ki video me maine bataya hai ki kaam kaha bacha hua hai...
Waise haan aap ye bol sakte ho ki drive karte time piller ache se nhi dikh raha hai jise next time mai sahi karunga...but drive karte time aise road par dhakka lagne ka chance bhi rehta hai itna easy nahi hota recording karna sath hi live details dena or khud ko or baki ko safe rakhna... Hope u understand 👍🙂
@@SamStroller ok mere bolne ka matlab ye hai technical knowledge aap grab nahi kar pa rahe may be ek reason hai ki ye construction company Wale bhi public nahi karte hai sare details eg 5 connectivity hai Double decker ka abhi taak confusion hai ki kispe chadna hai kidhar se chadna hai or kon se utarna hai , PMCH ke pass 3 pillar kafi nazdik hai waha bhi pata nahi chalta kaha se entry hai kaha se exit.
@@SamStroller ek or confusion hai marine drive me agar koi Gol Ghar ke pass se PMCH Jana ho to use krishna Ghat Wale Underpass ka use karna padega jo kafi dur padega . Or Gai Ghat ke pass agar future me U-turn band hua jo hoga speed limit badhana hai to taab Gandhi maidan ke tarf se log kaise utrenge Gandhi setu ke pass kafi Design mistake hai .
10.3 K Subscriber 🎉👏🤗 But U once video How U when how started & why RUclips channel in how many months achieved success little 🦜bit biscuit🍪khorcha nikal jata but petrol mein nohin balance 25 K Subscriber🎉 2030🎻🤤
मेट्रो का चल रहा था 🧐🤔भाई चल रहा है 😂😂😂😂न कि चल रहा था 😂 मेट्रो continue चल रहा w
Ji sir ji... Actually accident ke baad kaam ruk gya tha kafi time tk so bolne ka matlab mera wohi tha.. But thanks for correction 👍❤️😊
@@SamStrollerLet him bark.
You are doing stupendous work. Keep updating.
Thanks.