Mufti Saheb Asslam alikum. As always Behtrin. Outstanding. Excellent. Superb. Very nice Very clear. Very candid Absolutely correct. Hats off to you. Thsounds and thousands Salams to you. Regards. M.H.Pirjade. Mumbai. Jai Hind. Jai Maharashtra.
Mufti sahab ki har videos dekhni chahiye aur likes👍 bhi karna chahiye taki jada videos viral ho aur dini bate jada se jada paho che har insan takk . Aur ek fayda aur kamai bhi jada se jada ho Taki mufti sahab aur bhi acche acche kaam ker sake Maiti jaroor dekhti hu mujhe kaam ho ya na ho Videos chalu karni hi hai yhisab soch ke😊
الله أكبر. ماشاء الله. سبحان الله اللهما صلى على محمد. آمين يارب العالمين وعليكم السلام ورحمة اللة وبركاته Ya Allah bless and success you and all of you.آمين يارب العالمين Very good suggestion Golden message
Alhamdulillah hum toh thand mein bhi waise hi wazu karte hai jaise garmi k Mausam me krte h qk thand paani se wuzu krna Allah ko bht psnd h or hame khud v isliye koi shot cut nhi balke thand Mausam me thand paani se wazu krte h garmi k Mausam ki tarha 😊😊
Assalamu alaikum w rahmatullahi w barkathu Sahab mere sari masle dur ho gaye mera men masla toilet aur chhite ka tha. Thand m pair dhone pa suj jata h khujli aru jalan hoti h. Bahut shu kriya aapka.
Mufti sahab khawatin ke liye namaz ka video practice kr ke bataeye please please please please please please please please please please please Mufti sahab please please
Walaikum assalam ustaad ji ji alhamdulillah aameen aapko bhi jazakallah hu khaira hum to thande paani se sidha nal se hi wuzu karte hai fajar me bhi assalamualaikum ustaad ji 💯👍👍👍
Mufhti Saheb assalamu alaikum😊 phli baar swal ker rhi hu nmaj pdne se phle vuju kerne ke baad moisturizer ya body lotion muh or hatho per jga skte h kya please jvab dijiye molana sahab bahut confusion he
Assalam walaikum wa rahmatullahi wa Barqat ho....Everyone aap sab se request gai please aap sab log mere liye dua kare mai bohat pareshan hoon sukun nhi hai..ghabrahat ho rha hai muhje..😢
Mufti sahab mai 5 time ki namaz padna chahti hu thand mai bhi lekin mere per dhone se wazzy me thande baraf ho jate h or thnd lgne lgti h kiya per ko ek bar dhole or dusri namaz mai n dhoye to namaz ho jayegi ???plz jawab zrur Dena
Asalamu alaikum mai Apka 2019 se subscriber hun mufti sahab mera ek masla batayen maine allah or uske fariste ko gawah bana kar toba kiya hai or mai pancho waqt ki namaz padhta hu to kya mera toba qubool hoga ya nahi😢😢mujhe batayen
Assalamualaikum Mufti sahab mai bahot pareshan ho mera sawal hamare husband plotting ka business karte hai aur jo commission aaya wo lete hai ye sood mei aayega kiya nahi aayega plz explain aur 2nd question ye hai ki hamare bhajan ne hamare shohar ko business mei paise diye ab shuruat mei onhone nahi bataya ki onhone intrest se paise laye hamko ab maloom hua ab commission aane ke baad dono adha adha lene wale hai ismei ham bhi gunhagaar huye kiya plz explain
Assalamualaikum rehmatullahi wa Barkatu Mufti sahab hame kese pata chalega ki kon kon si kamai haram hai aur kon si kamai halal hai aur India walon ke liye Kiya masle hai aur bank se loan Lena kesa hai aur bank me pesa rakhna kesa hai is bare me details video banaye please meherbani hoogi Allah ap ku jajaye kher de
Asar ke baad sone se hafiza kamzoor hota hai......? Sach hai ki nahi Quran ke mutabik Jawab de plz Mera chto bacha hai Wo so jata h magar sab kehte hai Ki hafiza kamzoor hoga..plz replay
Jaise waju ka kar ke bataya ek sawal aap se puchna tha ki mai baith ke namaz parhti hu kyuki kamer se mai Puri tarah nahi jhuk pati niche ki taraf pehle problem hua tha mujhe isi wajah se to kya mera namaz qabool hoga
Assalamu Alaikum, "In Islam, is it permissible (halal) or forbidden (haram) to create drawings or art of living beings, such as humans and animals, similar to the stylized characters seen in Japanese anime and manga? The characters are not realistic but fictional. I am aspiring to become an anime/manga artist and would like to know if drawing such fictional characters in this style is allowed in Islam. Additionally, should I start my artistic work with the intention of seeking Allah's blessings please reply me sir
Mufti sahab aapne bola tha k namaaz padh kr bhi bataynge aap 1 video specially namaaz padhtey hue banaaynge....
mufti sahab please video bana dijiye
Den me itni asaani shukriya ❤
Assalamu alaikum Masha Allah subhanallah Allahamdolillah Aameen
Masha Allah bhot khubsurat video ❤️❤️
Mufti Saheb
Asslam alikum.
As always
Behtrin.
Outstanding.
Excellent.
Superb.
Very nice
Very clear.
Very candid
Absolutely correct.
Hats off to you.
Thsounds and thousands Salams to you.
Regards.
M.H.Pirjade.
Mumbai.
Jai Hind.
Jai Maharashtra.
IRC tv par Dr. Faiz sayed ki video dekhe. Sardi ki ahmiyat or uske masail. Bahot acche se samjhaya he..
ما شاء اللہ تبارک اللہ
مجھے یہ clip بہت پسند آئی
کم پانی میں وضو کیسے بنائیں اس کی اشد ضرورت تھی جزاکم اللہ خیراً کثیرا
Mashallah bhut achi video hai
Masha'Allha Subhan'Allha
Walekumassalam wa rahmatullahi wa ba rakatuhu 😊
Mashaa Allah Jazak Allah khair
Jazak Allah Khair ❤❤❤❤
Mufti sahab ki har videos dekhni chahiye aur likes👍 bhi karna chahiye taki jada videos viral ho aur dini bate jada se jada paho che har insan takk .
Aur ek fayda aur kamai bhi jada se jada ho
Taki mufti sahab aur bhi acche acche kaam ker sake
Maiti jaroor dekhti hu mujhe kaam ho ya na ho
Videos chalu karni hi hai yhisab soch ke😊
اسلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ مفتی صاحب ❤❤❤جزاک اللہ خیر و احسن الجزا فی الدنیا والاخرہ
Jazakallha❤allha aapko kamyab kre
🌸 ماشاء 🌸 اللہ 🌸آمین 🌸
Assalamu alaikum bhaijaan...
Jajak Allah.....
Aap bohot achi tarah se samjhte ho...
Allah aapko apne hifjo Aman me rakhe.....
Ameen Allah humma ameen
Masah Allah bahut badiya
Mashallah mashallah
Mashallah Mufti sahab sukriya
Aap bahut achhi vedeo banaty hai 💐🌹🌹 mashallah 💕💐🌹
Behtareen ❤❤❤❤❤❤ mufti Sahab
Bahot shukriya apka
Love from kolkata. I m old is gold subscriber
Assalam Walakum mashallah mashallah ❤❤
الله أكبر. ماشاء الله. سبحان الله
اللهما صلى على محمد. آمين يارب العالمين
وعليكم السلام ورحمة اللة وبركاته
Ya Allah bless and success you and all of you.آمين يارب العالمين
Very good suggestion
Golden message
अल्लाह त आला आपको बेहतर बदला अता करे।
MashAllah
Walekum assalam warahmtullahi wabarakatuh mufti sahab ❤
Shukriya mufti sahab.mere daubt clear ho gay
सुभानल्लाह❤❤❤
Assalamualaikum ji Mufti sahab aap ne bahut bahut badhiya message Diya samajhya
Alhamdulillah hum toh thand mein bhi waise hi wazu karte hai jaise garmi k Mausam me krte h qk thand paani se wuzu krna Allah ko bht psnd h or hame khud v isliye koi shot cut nhi balke thand Mausam me thand paani se wazu krte h garmi k Mausam ki tarha 😊😊
Bhen tmhe thanda pani raas hoga tum shyd puri sardi thande pani se nahati bhi hogi
Ma sha Allah ❤️❤️❤️
Thank you Mufti sahab
Walekum assalam rahmatullahi warkatu ❤
Khare hokar kr skate h
Assalamu alaikum w rahmatullahi w barkathu Sahab
mere sari masle dur ho gaye mera men masla toilet aur chhite ka tha.
Thand m pair dhone pa suj jata h khujli aru jalan hoti h.
Bahut shu kriya aapka.
مَاشَاءَﷲٔ ❤
Assalamualaikum Mufti Saab aurton ki namaj ka tarika bi sikhao
Jazakallah khair bhaijan
Subhan allah ❤mufti sahab bohut acchi baten batate ho aap ab aap ak war wetar kese padhte h ye or batao pilz 😢ishan ki namaaz me
Assalam walekum Mufti Sahab
Jajakallahukher
جزاك الله خيرا
Mufti sahab khawatin ke liye namaz ka video practice kr ke bataeye please please please please please please please please please please please Mufti sahab please please
Assalamualaikum wa rahmatullahi wa barkatuhu 💗
1....kya under chin wudu m wash karna hai?for girls
2...kya pair k talu ko bhi wash krna hai?
Assalamualaikum warahmatullah wabarakatuhu
Shukriya Bhai jaan❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Sokriya
Walaikum assalam ustaad ji ji alhamdulillah aameen aapko bhi jazakallah hu khaira hum to thande paani se sidha nal se hi wuzu karte hai fajar me bhi assalamualaikum ustaad ji 💯👍👍👍
Mufhti Saheb assalamu alaikum😊
phli baar swal ker rhi hu nmaj pdne se phle vuju kerne ke baad moisturizer ya body lotion muh or hatho per jga skte h kya please jvab dijiye molana sahab bahut confusion he
Allah aap ko jazaye Khair aata kare
Shukriya
Who Is Fan Of Hazrat Mohammadﷺ✅
Assalam walaikum wa rahmatullahi wa Barqat ho....Everyone aap sab se request gai please aap sab log mere liye dua kare mai bohat pareshan hoon sukun nhi hai..ghabrahat ho rha hai muhje..😢
Walaikum assalam
Ameen
ALLAH RAHAMKARE
Walekumasslam wa rahematullahi wa barkathu
Jazaekhear
Mashallah
माशाल्लाह हमें बहुत सी बातें मालूम नहीं थी अब मालूम हो गई
Very Very good
Mufti sahab mai 5 time ki namaz padna chahti hu thand mai bhi lekin mere per dhone se wazzy me thande baraf ho jate h or thnd lgne lgti h kiya per ko ek bar dhole or dusri namaz mai n dhoye to namaz ho jayegi ???plz jawab zrur Dena
Wallaikumasslam bhai
Ameen🤲
Mufti sahab kia ham daly bathroom main vazoo बना skte hain
Plz tell me
Asalamu alaikum mai Apka 2019 se subscriber hun mufti sahab mera ek masla batayen maine allah or uske fariste ko gawah bana kar toba kiya hai or mai pancho waqt ki namaz padhta hu to kya mera toba qubool hoga ya nahi😢😢mujhe batayen
Mufti sahab time chahe jitna bhi lage lekin bahut achche se bataiye taki o amal badhiya se kar sake jiska jarurat rahega o dekhega hi
Walaikum assalam
Mufti sahab jo log pani barbad karte hai unper video banaye
मौलाना जी हमारा एक सवाल है आपसे हमारे पास पानी न हो और अगर हमारे पास मंदिर हो मंदिर से पानी लेकर क्या वजू कर सकते हैं या नहीं जवाब दीजिएगा जरूर
Assalamualaikum Mufti sahab mai bahot pareshan ho mera sawal hamare husband plotting ka business karte hai aur jo commission aaya wo lete hai ye sood mei aayega kiya nahi aayega plz explain aur 2nd question ye hai ki hamare bhajan ne hamare shohar ko business mei paise diye ab shuruat mei onhone nahi bataya ki onhone intrest se paise laye hamko ab maloom hua ab commission aane ke baad dono adha adha lene wale hai ismei ham bhi gunhagaar huye kiya plz explain
Mufti sahab Ghar me kaam karte vakt Jo chhete udti he uska kya kare
Thank you for my subscribers ❤❤❤❤❤❤❤❤❤
😊😊🎉❤🌺🌺🌺👍👍👍👍👍
First
Assalamualaikum rehmatullahi wa Barkatu Mufti sahab hame kese pata chalega ki kon kon si kamai haram hai aur kon si kamai halal hai aur India walon ke liye Kiya masle hai aur bank se loan Lena kesa hai aur bank me pesa rakhna kesa hai is bare me details video banaye please meherbani hoogi Allah ap ku jajaye kher de
Aslamukum warhmuttal barkhatahu 🌹 kufen muje mill gaei he
Subanallaha
Asar ke baad sone se hafiza kamzoor hota hai......?
Sach hai ki nahi Quran ke mutabik
Jawab de plz
Mera chto bacha hai
Wo so jata h magar sab kehte hai
Ki hafiza kamzoor hoga..plz replay
Allah hu Akbar
Assalam walekum rahmtullah barkathhu ham Ratlam se Hain Saddam Khan
Assalam walekum mufti sahab
Wazu karne ke baad agar naak chinakne(saaf karne) se wazu tuth jati hai kya?
Magar jug me haath dubakar Pani nikalna nahi chahiye Maine aisa suna tha
इसका क्या मसला है मुफ्ती साहब बताइए जरा
Alhamdulillah 1100 Subscribers
अस्सलाम वालेकुम मेरा एक सवाल है क्या सैयद को सदका दे सकते हैं प्लीज उसका वीडियो बताओ
ghulam ashraf 969/28k/21k
assalamualaikum ❤
Larkiyo ka waju karne ke bare me bataye
Ye hi girls ka bhi hai
@@Muftiamqasmi sukriya sir
Bhaijan please namaz ka bhi bata de larkiyo ka
Jaise waju ka kar ke bataya ek sawal aap se puchna tha ki mai baith ke namaz parhti hu kyuki kamer se mai Puri tarah nahi jhuk pati niche ki taraf pehle problem hua tha mujhe isi wajah se to kya mera namaz qabool hoga
Asselam Alaikum
assalamualaikum mufti sahab mere bhai hafiz h usne khab mai kaaba ka tawaf kiya h iski fazilat batao
mere sawal ka jawab abhi tak nahi mila h
Ladies ki baju ka tarika btao mufti sahb ji 🤔🤔🤔🤔
Yahi ladies ka bhi hai
@Muftiamqasmi shukriya mufti sahb ji 😊😊
Dua ki kususi Dwarksat h
kya hum apni neki ko jinda logo ko baks skte hain
Assalamukum
Aapne peron ke ungliyon ka khilal nahi kiya
Assalam alaikum Mufti saheb
Kya aaj kal jo chudi milti hain us par wazu ni hota
Matlab metal ki chudiyo se hai
Please mujhe jawab dijiye ga
पैशाब। का। कतरा। आने। कि। वाजा। रुमाल। रखते। हे। नामाज। के। बाद। दूबारा। रखते। तो। किया। कपडा। पाक। रहता। है।
😮❤
Assalamu Alaikum,
"In Islam, is it permissible (halal) or forbidden (haram) to create drawings or art of living beings, such as humans and animals, similar to the stylized characters seen in Japanese anime and manga? The characters are not realistic but fictional. I am aspiring to become an anime/manga artist and would like to know if drawing such fictional characters in this style is allowed in Islam. Additionally, should I start my artistic work with the intention of seeking Allah's blessings please reply me sir
Hum bachpn se sune h lota ka pani ka andr haath daal k pani nhi lena chahye Nakhon dubne se pani napaak hjata h
Galat hai... pani napak nahi hota
Ap humko kabhi reply nhi dete h
कहते हैं कि, वजू के पानी में नाखून नहीं डूबने चाहिए, पानी मकरू हो जाता है, क्या सही है?
Sahi nahi hai
@@Muftiamqasmiशुक्रिया मुफ्ती साहब