Sir ek question tha mera agar aab detail me answer de do thoda to accha hoga . Puchna ye tha ki llb ke ek paper me kitne question aate hai or ek question ke answer me kitne page bharna jaroori hota hai pass hone ke liye ..
Brother Sab Kuch Passage Based Description me hoga Usme se hi MCQ Option Select karne honge Exam Objective hi hoga But Passage aur Mock Test ko Daily Practice karo
Sir ek question tha mera agar aab detail me answer de do thoda to accha hoga .
Puchna ye tha ki llb ke ek paper me kitne question aate hai or ek question ke answer me kitne page bharna jaroori hota hai pass hone ke liye ..
Ek paper me 10 questions aate hai
Jinme se 5 karne hote h
Or koshish karna 20 page tak bhar do
@@indianlawstudy1170 you mean 1 question me Kam se Kam 4 page bharna chahiye
Ha
@@indianlawstudy1170 sabhi university me sem pattern rehta
@v.svinaysaraf apki konsi university h
Thank u so much sir 🙏
Most welcome
Nice sir maine aaj class dekhi aapki sat sri akaal sir 😊
Thanks
Satriakal
Nice video thx
Glad you liked it
Thanks sir kal bese bhi exam h aur padha kuch he nhi 😂
Konsa h kal ka
❤❤
Jurisprudence @@indianlawstudy1170
Thank you sir 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Welcome
Dhanyabad 🤗
Welcome
Thank you sir ji ❤❤❤
Welcome
Nice
Sir ye batayiye ki introduction heading we mention karde ne hoti hai
Aur jaise ki definition ki bhi
Introduction ka matalab questions ka answer kis chij se related hai
Nice❤❤
Thanks
Thanks
Welcome
Nice वीडियो sir
Thanks komal
Thank you ❤❤❤
Shukriya
@@indianlawstudy1170 mera kl hi exam hai cpc ka
Sir tippani ko kaise likhe
टिप्पणी
A
Sir ye admission test h kya clat ka
Law school ke exam me first year second year Jo bhi ho usme kaisa likhe vo Bata Rahe hai
Kya hading ko chart ke jariye dikha sakte h
Ha Kyo nahi
Clat ka परीक्षा में subjective होता है कि objective hota hai
Brother Sab Kuch Passage Based Description me hoga Usme se hi MCQ Option Select karne honge Exam Objective hi hoga But Passage aur Mock Test ko Daily Practice karo
Sir please study me help kigye
Exam ho gaye kya apke
@@indianlawstudy1170 Ha second semester ho gya exam
Kaise hue
Kaha se h ap
@@indianlawstudy1170 Jharkhand
Llb me first division kitne percent student ki aati hai
Only 5 % ki😂
Llb mein sem 3 mein agar hum ek subject mein fail Huye ho to kya sare subject ki exam deni hoti hai?
Nahi uski back lag jayegi nex sem ke sath de lena
Nahi is paper ko 5th sem ke time de sakte hai
Sir 20 marks k ques m kitn page k ans likhe??
Sorry reply ni kar paya
5 point kitne kitne line m likhna h
Sir me BA llb student hu
Ji batao
Sir cese kese likhe
@@indianlawstudy1170 Sir Law book Ke video banaye na
Public international law ka
@143shushant ❤❤❤❤
What is of this to all
Yeh long answers ke lie apply hoga only
Nice