लकड़ी के बुरादे में पौधों को कैसे लगाएं// how to use Wood dust for plant

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 27 сен 2024
  • लकड़ी के बुरादे में पौधों को कैसे लगाएं// how to use Wood dust for plant#gardening #manjuhandaorganicgardening #gardenplants #garden #gardenflowers #fertilizerforplants #gardeningideas #fertilizer ‪@Manjugardening1‬

Комментарии • 92

  • @Gossipwithgardening
    @Gossipwithgardening 3 дня назад +5

    Mujhe to bilkul free main milta hai lakdi ka burada dear sister rice husk ki tarah best hai ye burada gardening k liye bahut achi tarah se bataya aapne dear sister 🌹❤️🙏🏻

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дня назад

      Thanks dear thanks for visit 💐💐💐💐💐💐

  • @naturelover2685
    @naturelover2685 2 дня назад

    204lk bhut hi acha upyogi video sharing friend ❤

  • @guruprasadk738
    @guruprasadk738 2 дня назад

    Awesome ♥️🥰

  • @sushmaramavat7596
    @sushmaramavat7596 3 дня назад +2

    Lkdi mein demak bhi to hoti h mam

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дня назад

      Ji ise ham decompose karke dal rahe hain maine, iska istemal Kiya hai mujhe koi dikkat nahin I agar dimag lag bhi jaati hai to kafi davaiyan mein milte Hain aur organic jo hai aur gharelu ham fitkari ka liquid banaake ka dalte hain to usse dimag khatm Ho jaati hai

  • @CHHOTISIBAGIA
    @CHHOTISIBAGIA 3 дня назад +1

    Bahut hi jyda usefull hoti hai apki har ek video dear didu bahut hi acha video share Kiya apne ❤❤❤❤❤❤❤❤ lots of love from dhanbad jharkhand ❤❤❤❤

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дня назад

      Thanks dear thanks for visit 💐💐💐💐♥️♥️

  • @r.k.agarwal4940
    @r.k.agarwal4940 3 дня назад +4

    लकड़ी के बुरादे में काम करते समय hard gloves 🧤 पहना किजिए।वरना हाथों मे या नाखूनों में लकड़ी की फांस लगने का डर रहता है।

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дня назад

      Ji shukriya thanks video dekhne ke liye dhanyvad 💐💐💐🙏🙏🙏🙏

  • @NeerusRoyalKitchen
    @NeerusRoyalKitchen 3 дня назад

    बहुत बढ़िया जानकारी थैंक्स❤🎉

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дня назад

      Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad thanks 🙏🙏🙏🙏

  • @GardeningwithSunitaSharma
    @GardeningwithSunitaSharma 3 дня назад

    Useful information

  • @VijayKumari-x6d
    @VijayKumari-x6d 3 дня назад

    V Very nice information 👌👌🙏🙏

  • @manojagra1981
    @manojagra1981 3 дня назад

    Nice information mam
    Good morning

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дня назад

      Thanks for visit video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐💐💐💐💐💐💐

  • @kuldipsingh8238
    @kuldipsingh8238 3 дня назад

    Very good idea ji..par ye mixture kitne dino k baad use karna hai ji..? zaroor share karen ji..

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дня назад

      Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad, ise aap 45 Days ki baad use kar sakte hain

  • @sultanasheikh5475
    @sultanasheikh5475 3 дня назад

    Manju ji...dimak ka khayal rakhna padega... hamare yahan to bht hi dimak wali jagah hai....ghar ke andar farnichar me bhi jaldi hi dimak lag jati hai...

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дня назад

      Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad ji aap usko decompose karke daliye jis tarike se Maine bataya hai mujhe to koi dikkat nahin Hui pahle bhi use kiya hai aur dimak to sab jagah Hoti hai mitti mein hai sabhi jagah jo AAP jante hi hain mitti mein ham itne fitkari ka Pani milakar dal Den to khatm Ho jaati hai

  • @muskandhekware8018
    @muskandhekware8018 3 дня назад

    Ma'am very useful information ma'am aap kitchen waste kaise banate hai uspar full information par video banana batayiye

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дня назад

      Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad ji aap mere channel per visit karen to aapko kitchen West compost banane ka tarika pata chal jaega bahut hi iji aur bahut achcha hai

  • @kumarikumari342
    @kumarikumari342 3 дня назад +1

    Namasthe manjujee. Aap plant ke leye achcha compost sekathiye thanks. Mereku aap kuch vegitable seeds aap ka paas hai tho bejdijiye plz . May bhadravathi se hoo

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дня назад

      Video dekhne ke liye aapka बहुत-बहुत dhanyvad aap mere channel per visit Karen चार-पांच din pahle ki videos hain maine seeds kahan se Li hai Sara adress aur phone number bataya hai aap vahan dekhen bahut hi acche variety wale seeds appko vahan mil jaenge

  • @manjuingale7405
    @manjuingale7405 3 дня назад

    लकड़ी का भूसा कहा से लिया आपने बताए

  • @sandeepsinglasandeep3143
    @sandeepsinglasandeep3143 2 дня назад +1

    Shiunk lag jata hai sari mitti mein koi plant nahi bachega main dal chuka hu

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дня назад

      Video dekhne ke liye dhanyvad ji han iske liye aap organic tarike se hing ka liquid banaa kar dal Den ya fitkari ka dalen usse sari samasya khatm Ho jaati hai chemical mein to bahut sari chijen milati Hain 🙏💐💐💐

  • @shameemara2075
    @shameemara2075 2 дня назад

    Burade ke sath apka experience kitna purana h.

  • @rajanisinha4619
    @rajanisinha4619 2 дня назад +1

    Yeh concept pravin Shukla ji ka hai accha popular ho raha hai

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дня назад

      Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad ji yah to bahut pahle samay se gardening mein use hota a raha hai main kafi samay se isko istemal Karti hun mere itne बड़े-बड़े froteing plant jo hai ismein Lage hue hain mix karke lagaye hain maine aur aaj main video dal rahi hun Pravin ji kaun hai yah tu mhen nahin janti lekin concept sabke liye achcha hai , sasta hai halka hai

  • @anilsrivastava61
    @anilsrivastava61 3 дня назад

    Nice shearing mam thanks

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дня назад +1

      Dil se shukriya sir, video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏💐🌹💐🌷

  • @kpurva567
    @kpurva567 3 дня назад +1

    Aunty mere koi bhi cutting nahi chal rahi hai😢😢😢

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дня назад

      Kaise laga rahi ho cocopeat aur varmi compost mein Laga kar dekho ek bar aur usko hilana bilkul nahin usmein condition hi yahin Hoti kabhi Hilni nahin chahie aur starting mein Chhaya wali jagah rakhni hai bahut Pani nahin dalna hai

  • @kpurva567
    @kpurva567 3 дня назад +2

    Apke bramhkal me flowering Hui kya

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дня назад

      Barram Kamal abaki ber garmi mein bahut jal gaya tha abhi theek hai lekin flowering ab nahin hogi agale sal ki baat gai,

  • @karnagurung9079
    @karnagurung9079 2 часа назад

    मेम क्या इशमे गुलाब की फुल भी लगजाती है?

  • @antracreations1405
    @antracreations1405 22 часа назад

    great information
    Aap to har bar Kamal kar dete Ho Manju ji🎉❤🎉

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  20 часов назад

      Thanks dear thanks for visit 🙏💐💐💐💐

  • @mrsrajininathan1990
    @mrsrajininathan1990 3 дня назад +2

    Yesterday i bought from carpentering workshop. Today I will try.

  • @sanjivanigarden7353
    @sanjivanigarden7353 День назад

    Bahut acchi jaankari 🪴
    Thank you for sharing video 🪴

  • @jayshreepanchal1110
    @jayshreepanchal1110 2 дня назад

    Mam.....aaapka aaple ber ka plant bahot green n healthy h....aap kya fertiliser deti h plzzz hmse share krna...
    Hmesha ki tarah nice informative video....❤❤

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дня назад

      Video dekhne ke liye dhanyvad main Apne channel per kafi sare fertilizer batati hun gharelu aur main Apne sare plant per use use karti hun aur main sabhi ko batati hun ki aap ise har plant mein use kar sakte hain aur unhin ko istemal Karti hun usi se mere plant hare bhare green Ho rakhe hain

  • @humanitywellwisher
    @humanitywellwisher 18 часов назад

    Very latest and informative.. I'm using this

  • @TaraDevi-s8d
    @TaraDevi-s8d 2 дня назад

    बहुत ही अच्छी जानकारी दी आपने आपका बहुत बहुत धन्यवाद बहन❤🎉

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дня назад

      Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad thanks for visit 🙏💐💐💐💐💐💐

  • @humanitywellwisher
    @humanitywellwisher 18 часов назад

    We can use waste decomposer liquid for fast results

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  7 часов назад

      Video dekhne ke liye dhanyvad ji han bilkul kar sakte hain

  • @rammeharsingh6982
    @rammeharsingh6982 День назад

    Dahiki. Bakaya. Chach. Dal. Sakte. Han?

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  20 часов назад

      Video dekhne ke liye dhanyvad ji han aap dahi ya chhaas jo bhi ho khatti sadi hui dalen

  • @punitkumar6714
    @punitkumar6714 2 дня назад

    Decompojt karne ki jarurat nahi hai direct use kro

  • @arvinddavda4726
    @arvinddavda4726 День назад

    Bakwaas hai jab tej tufan aayega to sare plants gayab hojayege

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  20 часов назад +1

      Ji video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad, ek bar is tarike se Laga le uske bad pata chal jaega result,

  • @neerajdubey9299
    @neerajdubey9299 2 дня назад

    Bhut badhiya ma'am ❤... aastha dwivedi 😊

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дня назад

      Dil se shukriya thanks for visit 🙏💐💐💐💐💐💐

  • @munafshaikh4040
    @munafshaikh4040 День назад

    Iske andar Angur ke paudhe Laga sakte kya

  • @luxmidevi3995
    @luxmidevi3995 22 часа назад

    Kahan Milega Lakadi ka burada

  • @kalajoshi1798
    @kalajoshi1798 День назад

    Very nice information

  • @DineshKumar-ew6nv
    @DineshKumar-ew6nv 2 дня назад

    Ye kha se kis price pr milega ?

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дня назад

      Ji video dekhen Maine video mein detail se samjhaya hai

  • @PravinMesuria
    @PravinMesuria 3 дня назад

    दीमक लग ने का डर लगता है

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дня назад

      Thanks for visit, ji anti termite dalna hoga, Deepak to gobar ki khad mein bhi lag jaati hai aur mitti mein bhi rahti hai iske liye fitkari ka liquid banakar use dalne se dimag khatm Ho jaati hai

  • @anitajain2452
    @anitajain2452 3 дня назад

    Plant kha se lia h mem

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дня назад

      Ji abhi latest 2 din pahle hi video Dali hai plant kis nursery se lene ki aap dekhen aur number bhi diya hai contact Karen aur pata Karen

  • @sultanasheikh5475
    @sultanasheikh5475 3 дня назад

    Manju ji...Saaf fungicide ki jagah drycodarma use kar sakte hai kya? Patton par spray karna aur pani me ghokar mitti me yani paode me bhi dal sakte hai kya?

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дня назад

      Video dekhne ke liye dhanyvad ji han bilkul kar sakte hain try Koderma derma ki video bhi channel per kuchh din pahla hi Dali hai Puri uski tips aur care bataiye aap jarur dekhen

    • @sultanasheikh5475
      @sultanasheikh5475 2 дня назад

      @@Manjugardening1 Mujhe ye puchna hai ke result kiska accha hai?...ap hamesha use karti ho na isliye.....😊

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дня назад

      @@sultanasheikh5475 दोनों अच्छे हैं ट्रिकोडरमा ऑर्गेनिक है और साफ केमीकली है

  • @MadhaviLathaCM
    @MadhaviLathaCM 3 дня назад

    Hi Manju hi aap kharab huva potato se fertiliser ka video ek bar rakhiye na please

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дня назад

      Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad ji aap mere channel per visit Karen Maine potato ki video banai hai aap dekhen

  • @plantshouse5319
    @plantshouse5319 3 дня назад

    Nice 👍👍👍👍👍

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дня назад

      Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad thanks 🙏🙏

  • @SBasu-ip3zj
    @SBasu-ip3zj 3 дня назад

    Thank you didi

  • @SalmaMuzaffer567
    @SalmaMuzaffer567 3 дня назад

    Bht sukrya sister bht jankari AP deti ho

    • @Manjugardening1
      @Manjugardening1  2 дня назад

      Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad thanks 🙏

  • @GurmukhSingh-tp7uk
    @GurmukhSingh-tp7uk 3 дня назад

    ❤❤❤👍👍