TATA NANO एक तरफ से क्यों घिसते हैं पिछले टायर!

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 17 июн 2022
  • Tata Nano ke Pichhle tyre Kyon bechate Hain is bare mein yah puri video hai to Jo hamari Hoti Hai Uska engine bhi Piche hota hai aur FIR Jo pessenger Hote Hain vah bhi Piche hi baithte hain aur sath mein Unka luggage bhi Hota Hai Jiski vajah Se Ki rear side mein pura ka pura vate aata hai aur Jab Bhi Ham gadi ko Lekar Chalte Hain speed mein kisi gaddhe ke upar se nikalte Hain to Piche ki side mein vate hone ke Karan rear arm Halke Se Ban Ho Jaate Hain Jiske Karan se pichhali alignment out Ho Jaati Hai Aur gadi tyre khana Shuru kar deti hai means ek side se tyre Kitna shuru ho Jaate Hain iske liye Hamen ya to Aaram change Karana Hota Hai ya FIR alignment wale se bolkar arm Aur haf Ke bich mein washer lagwani chahie aur uske bad alignment ki Karni chahie agar aisa karne se alignment theek ho Jaati Hai To sahi hai Nahin to Fir arm change karne Hote Hain yadi aapko Meri video se thodi bahut bhi Jankari Mili Ho to please channel ko subscribe Karen like Karen share Karen comment Karen and koi bhi Sawal aap mujhse comment box Mein poochh sakte hain dhanyvad aapka
  • Авто/МотоАвто/Мото

Комментарии • 108

  • @indian9033
    @indian9033 7 месяцев назад +1

    Great adjustment dear❤ but bhai baisar uper ki dono side dalni chahiye ishse Allin ment ek dum sahi ho jati h or under ke 6 mm lkey bolt nikal kr uski jagah 12 mm ke t goti bolt dal dene chahiye qki l key bolt bdi muskil se khulte h or slip hone ka bhi chance jyada rehta h❤

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  7 месяцев назад +1

      Thank you so much Bhai aapki information share karne ke liye yah Baat Mere dimag mein bhi I Thi But main video mein Bata Nahin Paya isliye maine aapka is comment ko pin kar diya hai Taki Jab Bhi Koi Bhi Mera comment box khole to sabse pahle aapka yah wala comment Pade aur isase aur acchi tarike se apni gadi ko theek kara sake thank u so Mach

  • @pravindubey8136
    @pravindubey8136 Месяц назад

    Bhai meri bhi gadi sem aisi hai aur problem ko aapane bahut acche se samjhaya

  • @yogeshshinde1358
    @yogeshshinde1358 2 дня назад +1

    Sir apka video bahot helpful hai., Maine ye alignment vale se karva ke Liya usne bhi apki video dekhi. Mere Bridgestone tyres bahut ghis rahe thee. 10000km me hi naye tyre aadhe ghis gaye, ab alignment ke Baad 5000 km aur chalaya lekin tyre baadme vaise ka vaise hain. Dhanyavad aisehi video banate rahiye😊

  • @NanoTouring
    @NanoTouring 3 месяца назад +1

    Yahi video ki talash thi bhai.. aaj mila.. thanks..❤

  • @tinkoovirdi3384
    @tinkoovirdi3384 Год назад +1

    Nice वीडियो
    I have नैनो
    I love नैनो

  • @dancing-we6by
    @dancing-we6by Год назад

    Me bahut parisan hu is problem se per apka jugad best he thanx yaar

  • @pawan13807
    @pawan13807 Год назад +1

    Usefull jugad..... Thank you

  • @rahulgogoi2436
    @rahulgogoi2436 2 года назад +2

    Best solution for this confusing problem, mera bhi same problem hai,every year tyre change karna parta hain,abhi problem solve karna parega

  • @chandu589
    @chandu589 2 года назад

    Best solution brother.....maja aa gaya

  • @ArjunSingh-ib2yw
    @ArjunSingh-ib2yw 2 года назад +1

    Thank u bhai
    Thank u so much,

  • @rishabhghabru3598
    @rishabhghabru3598 Год назад +1

    Thank you bhai ji 🙏🏻

  • @nirmaltinkoo4778
    @nirmaltinkoo4778 Год назад +1

    Nice vedio

  • @manzoorbhat1819
    @manzoorbhat1819 Год назад

    Thank you brother

  • @chandu589
    @chandu589 2 года назад

    Thanks a lot

  • @SAGARPATIL-ze8gz
    @SAGARPATIL-ze8gz Год назад

    Super technical support

  • @sampadathakur194
    @sampadathakur194 Год назад

    Thanks

  • @saumitramahanta4133
    @saumitramahanta4133 Год назад +1

    Same thing l am also doing.its working .....

  • @bhartiyacomputers
    @bhartiyacomputers 10 месяцев назад +1

    thanks

  • @AbdulAhad-ux1of
    @AbdulAhad-ux1of 7 месяцев назад +1

    भईया तो क्या वसार वहां रख देना पड़ता है या वेल्डिंग भी करना पड़ता है

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  7 месяцев назад

      Welding Nahin Karani padati sirf Vasa Uske Bolt Mein laga dena Hota Hai bus

  • @AshishRana1
    @AshishRana1 2 года назад +1

    Nano ke shocker kese check kre ? Ki sahi kaam krre hai ya nahi. Ispr bhi video bna do

  • @vikeshnautiyal1691
    @vikeshnautiyal1691 Год назад

    ✨💯

  • @AbdulAhad-ux1of
    @AbdulAhad-ux1of 7 месяцев назад +1

    भैया अल्लाइमेंट सेंटर मै hi होगा या लोकल गरज मै भी करवा सकते है

  • @brkpets2003
    @brkpets2003 5 месяцев назад +1

    Nano car rear wheel wearing problem solutions

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  5 месяцев назад

      Bhai uske liye pure haf ko kholna padta hai to Jab Meri gadi Mein Kabhi problem Aaegi to uske liye tab Banaunga video Aise Mein Kuchh dikha Nahin sakta hun aapko

  • @vishwasbukane5667
    @vishwasbukane5667 Год назад

    Acha jugad hai.... Mujhe ye puchana hai ki... power staring gadi nahi hai to... Koyi zada problem nahi hoti hai kya.. muze bhi nano Leni hai... XT model leneka bajet nahi hai.... To staring ka problem mahsus hota hai kya.....

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  Год назад +1

      Gadi ko chalane mein koi problem nahin aati le lo car ko

  • @chandu589
    @chandu589 2 года назад

    Main bhi yahi problem face kr raha tha

  • @sopn4005
    @sopn4005 Год назад +1

    👍👍👍

  • @tinkoovirdi3384
    @tinkoovirdi3384 17 дней назад

    भाई रहते कहा हो

  • @gauravsifat1459
    @gauravsifat1459 11 месяцев назад +1

    Bhai meri gadi mai bhi same dikat hai btao kahaa ana hai panipat se hu mai aap vala same model hai mera

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  11 месяцев назад +1

      Bhai Maine video mein Bata rakha hai ki kya karna hai aur kaise karna hai Main Khud yah Kam Nahin karta hun maine bhi kisi se karvaya tha aur jisse karvaya Tha vah Ab Yahan Se Ja chuke hain matlab Apne Gaon ki side to main Unse bhi aapka contact Nahin kara Sakta to Jis tarike Se Maine video mein bataya aap Usi tarike se kam kara Lijiye

    • @gauravsifat1459
      @gauravsifat1459 11 месяцев назад

      To bhai btao fir ky Karu ab mai bohot. Problem hori hai meri gadi mai to do baar to tyer change ho chuke hai or ek baar accident ho chuka hai kuch help Karo Bhai koi jankar ho or tyer saste mile or kaam ho Jaye gadi ka aligment k sath

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  11 месяцев назад

      @@gauravsifat1459 aap apni Gadi ke real ke Aaram change kara dijiye yah problem real Aaram band hone ki vajah se Aati Hai real band hone se element out Ho Jaati Hai Piche ki Jiski vajah se taiyar khati hai jo hai 3500 tk ke hoge rupay ke Aate Hain

  • @hemantpareekk
    @hemantpareekk Год назад +1

    Bhai Noida Delhi me kaha karwa sakte hain ye? Koi reference?

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  Год назад +1

      Aisa to Koi reference nahin hai mere pass per aap jisse bhi alignment Karate Ho usko yah chij bata sakte ho ki Aisa karna hai to ho sakta hai ki vah Kuchh extra paise Lekar kar de

  • @happyclub7199
    @happyclub7199 Год назад

    same problem

  • @kpmanish121
    @kpmanish121 6 месяцев назад +1

    Mera nano twist me bhi ye problem hai ...kayi jagah par dikhaya hu sb bol rahe hai ki rear arm badlna padega

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  6 месяцев назад

      Ha ji badlna hi pdta h nhi to ye Jo mene jo video dikhya vo krna pdta.

    • @kpmanish121
      @kpmanish121 6 месяцев назад +1

      @@nautiyaljivlogs dhanywad

  • @kumarviveck0077
    @kumarviveck0077 Год назад

    Engine jin bhi tyers se connect hoga vo jada katam hoge na ki dusre .....

  • @shyamparmar741
    @shyamparmar741 6 месяцев назад +1

    कहा से हो

  • @katu_shyam
    @katu_shyam Год назад +1

    Koi..nano..bakay..hi

  • @jaishreeradhe312
    @jaishreeradhe312 Год назад

    Bhai Tata nano 2013 model 45000
    Lx model hai 50000 km Chali hai
    Lu Ya naa lu kiuki Pata lage lene ke bad tyres change krate rhu 🤔🤔🤔

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  Год назад

      Kal aap mujhe contact krna 8178012831kya kya check krna h bta dunga mere pass bhi 2013 lx hi h

    • @stocker4321
      @stocker4321 Год назад +1

      Cost kitna hai?

  • @nazimakhtar4112
    @nazimakhtar4112 2 года назад

    sir hamare bhi tata nano me waser laga hua h problem solve hogai thi kuch mahine baad phir ghisna chalu hogaya kya problem ho sakti h

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  2 года назад +1

      Yadi 1 Bar washer lagakar theek ho gaya tha to aapko fir se alignment check Karani Hogi yadi vah Dobara hota hai to aapko arm hi change Karana hoga arm change karne se pahle fir se alignment check karaen tyre ki

    • @sunilsaini1114
      @sunilsaini1114 Год назад +1

      Har 6 month me alignment Kara lo

  • @aabidbeig4337
    @aabidbeig4337 Год назад

    Bhai meri company fitid cng hai nano .usme problem AA rhi hai chalte chalte gadi cng se petrol pr convert ho rhi hai apne aap.aur uska cng convert switch bhi parking se mis ho gya hai but cng pr ye problem pahle bhi aa rhi thi jub iska switch tha

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  Год назад

      Bhai aapko apni gadi Mein sabse pahle cng check Karani padegi CNG ki Kahin Se gadi CNG leakage to nahin kar rahi hai dusra chij iska Jo regulator hota hai aage usko bhi Ek bhai check kara lena ine donon chijon se bhi Aisi problem Aati Hai yadi isase Ho Jaaye to theek Nahin to Fir Uske bad Puri Gadi Ki Jo CNG kit hai use check karna padega ki Kis chij Mein problem hai usmein thoda time lagta hai to pahle aap yah chij check karaea FIR batana ki hui ki nahin FIR main aapko Aage ka process bataunga

    • @explorer4850
      @explorer4850 9 месяцев назад

      Bhai Scanning Karwalo usme Fault aa jyega

  • @mohammadjamal5517
    @mohammadjamal5517 Год назад

    Tata nano hamko up kushinagar no hay to chahiy

  • @navedthakur3637
    @navedthakur3637 Год назад

    Bushing ka problem to nahi ho sakta na?

  • @nazimakhtar5492
    @nazimakhtar5492 Год назад

    bhai mere tata nano me ak do log baithte h gaari ak dam baith jati h sokar spring sab badal diya

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  Год назад

      Bhai is Gadi ke Jo aapane shocker dalvaya hai vah mujhe Jo lagta hai sokar soft ho gaye hain Jiski vajah se vah niche Baith Ja Rahi Hai gadi Kyunki naye shocker karo kabhi kabhi yah problem a Jaati Hai

  • @krishanvatsvats2809
    @krishanvatsvats2809 2 года назад

    Sir ye paroblam meri nano bhi hai

  • @SRafi-zp2ur
    @SRafi-zp2ur 10 месяцев назад

    Bhai agar frent tyre ho to

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  10 месяцев назад

      Front tyre Mein To alignment Ho Jaati Hai Aur suspension mein agar koi problem hoti hai to bhi alignment out Hoti Hai sath mein iska camer bhi karna Hota Hai front Mein To Har Koi kar deta hai alignment wala

  • @ranarana-jo8gh
    @ranarana-jo8gh Год назад

    MM ke hisab se washal dalti hai

  • @ansariosama6960
    @ansariosama6960 Год назад

    Kitne ka hai plzzz batao

  • @jkkhan8956
    @jkkhan8956 Год назад

    Kitni badi 12 minats video banye bhai 2 mint kam 😅

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  Год назад

      Bhai detail bhi to Batani thi achh smjh aaya ya nahi aaya

  • @Dr.Woodcraft
    @Dr.Woodcraft 2 года назад

    Kitna average milta hai tata nano me

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  2 года назад

      Car chalane ke upar Hota Hai ki aap kis tarike Se car ko chala rahe hain vaise Mujhe Jo Highway per Deti Hai yah 27 se 30 plus hi rahata hai aur jo city mein rahata hai vah 18 se 20 Hota Hai average

    • @Dr.Woodcraft
      @Dr.Woodcraft 2 года назад +1

      @@nautiyaljivlogs meri nano to highway pe 16 se upar ka average kabhi deti hi nahi air city me 13 14 ka hi milta hai kya problem ho sakti hai

    • @stocker4321
      @stocker4321 Год назад

      @@Dr.Woodcraft Mera Highway me 20 deta hai

    • @khangjim9879
      @khangjim9879 Год назад

      ​@@Dr.Woodcraftspark plugs change karwalo. Throttle saf karwalo.

  • @shaikabdulla4231
    @shaikabdulla4231 Год назад

    Matlab ki baat 5 mnt me hosakti thi

  • @ahsanjadugar
    @ahsanjadugar Год назад

    Thanks a lot