Proof that Ashwatthama is Still Alive - Kalki 2898 Introducing Ashwatthama

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 17 окт 2024
  • #DesiVeerReaction #
    For Video Removal Kindly Email Us @ aleerajput143@gmail.com
    MahaBharat Reaction
    / channel
    Credits:
    Channel Name: RAAAZ by BigBrainco.
    Channel Link: / @raaazofficial
    Video Title: Proof that Ashwatthama is Still Alive - Kalki 2898 Introducing Ashwatthama
    Video Link: • Proof that Ashwatthama... .
    Email us @aleerajput143@gmail.com
    This video is made on the demand of our Subscribers.
    If you have any issue with our video kindly message at Aleerajput143@gmail.com. We will remove the video.
    Disclaimer : Our channel #DesiVeerReaction is created to give our opinion,views and reactions over different videos to entertain People .
    __________________
    Copyright Disclaimer : Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use.

Комментарии • 322

  • @Priti_Therokar
    @Priti_Therokar 3 месяца назад +107

    Ohh bhaiyon ..... MAHABHARAT kafi badi story hai.... Ek serial Mahabharat ko Judge nahi kar sakta. Aap ko to ye bhi nahi pata ke Abhimanyu kitna powerful tha. Mahabharat ka har ek character ki alag story hai..... Aap log padh sako... To padh lo 😂😂🎉🎉

    • @ShyamLalTiwari-n9z
      @ShyamLalTiwari-n9z 3 месяца назад

      Gadhe है ye log

    • @i_nehatiwari
      @i_nehatiwari 3 месяца назад

      Seriously they are so stupid. Inko sab kuch Gyan le Lena hai ek serial se. Aur hamse bade hindu ban jayenge ye😂😂😂 apni hate dikha hi di in logo ne.

    • @rkrohan2012
      @rkrohan2012 3 месяца назад +9

      Not story , it's history and hindu holy book..Hare Krishna ❤️

  • @sjushs.jaat.
    @sjushs.jaat. 3 месяца назад +45

    Mahabharat ka 10 percent bhi nhi dikhaya gya ..serial me ❤❤

    • @Ash01010
      @Ash01010 3 месяца назад

      fir bnaya kyu

    • @malayaranjansahu7650
      @malayaranjansahu7650 3 месяца назад

      pata h Mahabarat kitna bada epic hai??? The largest epic in the world...har ek character ki story hai wahan & aise 100 se upar characters h...check karle internet pe ki Mahabharat kya chiz h aur kitna bada hai​@@Ash01010

  • @SimmiMalhotra-lr2pj
    @SimmiMalhotra-lr2pj 3 месяца назад +29

    Bhagwaan ka kha huaa kabhi jhuth nhi ho sakta
    Jai shree krishna 🦚❤️

    • @anjualone
      @anjualone 3 месяца назад

      But wo veer yodha tha

    • @anjualone
      @anjualone 3 месяца назад

      Don't forget Mahakal

    • @anjualone
      @anjualone 3 месяца назад

      He is Shiv ansh

  • @balrajsinghbajwa7026
    @balrajsinghbajwa7026 3 месяца назад +10

    अब जो धार्मिक सीरियल बनाए जा रहे हैं उनमें आपनी मर्जी के मुताबिक किरदारों से छेड़ छाड़ की जा रही है और इतिहास को बदला जा रहा है।
    B R चोपड़ा जी ने जो महाभारत सीरियल बनाया था उसमे आपने तौर पर कोई छेड़छाड़ नहीं करी और उनके किरदारों में से असली महाभारत के दर्शन होते थे।

  • @ope_nheart4453
    @ope_nheart4453 3 месяца назад +14

    Bramhastra zaroor shaktishaali tha but Krishnaji Arjun ko chalaanekeliye nahi bolatha, Krishnaji rokaa tha
    Ashwattama Abhimanyu ki bachhe ko maaratha phir Lord Krishna zinda kiya unko
    Ashwattama ke paas Lord Shiv ka Mani tha unka maatepe isliye vo powerful tha

  • @KalpanaDeep-c2g
    @KalpanaDeep-c2g 3 месяца назад +15

    Mahabharata me har ek yoddha Apne aap me sabse powerful tha😂

  • @CleverTricks
    @CleverTricks 3 месяца назад +8

    Mahabharat book by VED VYAS MUNI IS THE ONLY AUTHENTIC SOURCE OF Mahabharata

  • @PriyanshiandAryanVlogs
    @PriyanshiandAryanVlogs 3 месяца назад +7

    Old Mahabharat BR Chopra wali dekhte to achhe se samjh aata, Mahabharat pr bahut serials bane hai aur sbme charectors ko apni marzi se define kiya hai, asal me Mahabharat k sabhi characters ki apni alag story hai, sbki story ko deeply serial me cover krna mushkil hai

  • @atheist8890
    @atheist8890 3 месяца назад +14

    Ashwatthama was NOT an inherently Adharmic character as shown in Star Plus Mahabharata. As per Vyas Mahabharata, he was not a part of Duryodhan's Dyut Sabha/Lakshagriha conspiracy as well.
    He always advised Duryodhan for his better.
    He had no personal animosity against Pandavas as well.
    But he became one after Drona's death.
    Watch BR Chopra Mahabharata, its 80% authentic. Star plus Mahabharata is not even 10% accurate😂

  • @vaishnavirao8538
    @vaishnavirao8538 3 месяца назад +44

    Please watch mahabharat related videos only after watching complete mahabharat ✋️

    • @SabSanatan
      @SabSanatan 3 месяца назад

      Suryaputra karn pr bhi kar sakte hain

    • @atheist8890
      @atheist8890 3 месяца назад +1

      ​@@SabSanatanPropaganda serial.

    • @joyluckkoneti776
      @joyluckkoneti776 3 месяца назад +1

      Agree

    • @AS-yw6ki
      @AS-yw6ki 3 месяца назад

      Agree ​@@atheist8890

    • @shubhamgaur1807
      @shubhamgaur1807 3 месяца назад +1

      Short details pura mahabharat dekho

  • @jasssomal9977
    @jasssomal9977 3 месяца назад +5

    Ashwthama is very underrated.
    But isme kisi ki bhi galti nhi na director ki na actors ki.
    Mahabharat bhut jyada vast hai.
    Mahabharat serial me special krishan ji, arjun, karan, bheem, duryodhan, drupti pe jyada focus hai lakin real mahabharat me koi special nhi hn krishan ji hai. Baaki sab pe equally focused hai.
    Bhut c story mahabharat serial me cover hi nhi huyi. In reality duryodhan ne Kabhi bhi ashwatthama ko moka nhi diyaa.

  • @Vedicmind49
    @Vedicmind49 3 месяца назад +9

    Bhai mere shri krishna ka pandav ki side hona hi ye batata hai ki kaurav ki side bahut jyada powerful thi pandav se,
    Lekin dharma ko jitana tha to pandav ki power ke peechhe shree krishna ki power thi 😀😀

  • @pallavi.bharati
    @pallavi.bharati 3 месяца назад +4

    Pancho Pandav takatwar the Ashwathama se.. aur Brahmastra se Brahmastra bahot baar takraya aur koi beech me nahi aaya, balki Brahmastra ko Brahmastra hi kaatta hai bina duniya tabah kiye.. vo Brahmshira astra hota hai jo duniya destroy karta hai, Sameer bhaiya sahi kahe Brahmastra ke maamle me

  • @hanumantanwar5831
    @hanumantanwar5831 3 месяца назад +2

    ye Sach h prithviraj Chauhan ko shabd bhedi ban chalane ka ghyan Ashwathama se hi mila tha ❤ jo bhi pakistani dekh raha h usko me itna hi kahunga ye kalpana nahi h History h sachchai h ❤❤❤

  • @SimmiMalhotra-lr2pj
    @SimmiMalhotra-lr2pj 3 месяца назад +11

    Ashwatthamaa power ful tha but series me nhi btaya h , aur bhut si cheeze series me nhi dikhayi h Mahabharat ka 10% bhi nhi dikhaya h
    Jai shree Krishna 🦚❤️🙏

    • @Choudhary-qt2fh
      @Choudhary-qt2fh 3 месяца назад +1

      Sahi kaha

    • @nandan6985
      @nandan6985 3 месяца назад +1

      But iss video may jitna bola ja raha hay utna vi nahi tha😂😂😂

    • @atheist8890
      @atheist8890 3 месяца назад +1

      ​@@nandan6985Naah, he was pretty powerful.

    • @worldwidejenish3652
      @worldwidejenish3652 3 месяца назад

      Fir bhi tum besharam ki tarah dekhti rehti ho 😂

    • @worldwidejenish3652
      @worldwidejenish3652 3 месяца назад

      ​@@nandan6985ha ye video me bhi 🤣 ullu hi banaya he serial ki tarah 😅

  • @SameerMandal729
    @SameerMandal729 3 месяца назад +19

    Ye Mahabharat pura nhi hai barbrik ka koi nam nisan nhi hai

    • @Mast_Kalandar
      @Mast_Kalandar 3 месяца назад +3

      Sabse Khatarnaak Yodha tha Barbarik...

    • @Ash01010
      @Ash01010 3 месяца назад

      yahi hota hai jab tum mahabharat tv serials se jano.. barbrik real mahabharat mai nhi hai. kahin or se add Kiya gya tha

  • @IndraneelSarkar-127
    @IndraneelSarkar-127 3 месяца назад +3

    Yahan bahut saara information galat hai jaise yeh bhai keh raha hai ki Duryodhan bahut dukhi hua tha jab use pata chala Ashwatthama ne Uppandavon ka vadh kiya hai jabki reality iske opposite hai jab Ashwatthama ne yeh sab massacre ki baatein usse kaha toh woh bahut khush hua tha. Even yeh bhi kaha ki jo kaam Main, Pitamah Bhishma, Guru Dronacharya aur Karna tak nahi kar paaye woh tumne kar diya. Yeh padhiye:
    "O Duryodhana! If you are still alive, listen to this welcome news. There are seven Pandavas left and three on the side of the sons of Dhritarashtra. There are the five brothers and Vasudeva and Satyaki. Other than me, there are Kritavarma and Sharadvata Kripa. All the sons of Droupadi have been killed and also Dhrishtadyumna's sons. O descendant of the Bharata lineage! All the Panchalas have been killed and the remaining Matsyas. Behold the revenge that has followed their deed. The sons of the Pandavas have been killed. While they were sleeping in their camp, the men and the mounts were killed. O lord of the earth! I penetrated the camp in the night and killed Dhrishtadyumna, the one with the wicked deeds, as one would slay an animal.' Hearing those pleasant words, Duryodhana found composure in his mind.
    "Having regained his senses, he spoke these words in reply. "I have not been able to achieve this, or Gangeya, or Karna, or your father. Engaged in my welfare, you have done this today, together with Kripa and Bhoja. You have slain the inferior commander, 128 together with Shikhandi. Because of this, I honour you, as an equal of Maghavan. 1290 fortunate one! May you be prosperous. We will meet again in heaven.' Having spoken these words, the great-minded king of the Kurus became silent. The brave one abandoned sorrow on account of his well- wishers and gave up his life."
    Souptika Parva- Chapter 1292(9)

  • @SaraRai_453
    @SaraRai_453 3 месяца назад +2

    Puri story dekhaya toh ye drama kabi khatam nahi hoga is leye bahut kaam dekhaya hay 😊😊

  • @monalisabiswas9505
    @monalisabiswas9505 3 месяца назад +8

    Bhai why are you watching this??? Sara suspense gaya paani mein🙂...aur haan serial mein Ashwatthama ko weak dikhaya gaya hai... Actually he was very powerful warrior!

    • @worldwidejenish3652
      @worldwidejenish3652 3 месяца назад +1

      Ha lekin vo itna bhi powerful nahi tha jitna ye video me dikhaya he 😂 , is video me bhi ullu hi banaya he sala ful kalyug chal raha he koi sach bolna hi nahi chahata 😅
      New Mahabharat bhi puri tarah sach nahi he lekin 😊 morden yug ke liye sahi he or Sikh bhi acchi le sakte he accha Gyan Diya he krishna ji ne 🙏

  • @atheist8890
    @atheist8890 3 месяца назад +17

    Isiliye aapko kaha tha BR Chopra Mahabharata dekho, par aapko toh masala TV serial dekhna tha😂

    • @ShyamLalTiwari-n9z
      @ShyamLalTiwari-n9z 3 месяца назад

      Tum athiest ho faltu ka bekar gyan mat do😂😂 jao aliens dhundo😂😂

  • @RahulKumar-yd8sw
    @RahulKumar-yd8sw 3 месяца назад +6

    Ashvtthama se strong Karan tha

  • @Exiide89
    @Exiide89 3 месяца назад +10

    Ismein sabse pehli baat hi jhooth boli hai. Ashwatthama Shiva ka ansh nahi hai. Agar Shiva ka ansh hota to aise kaam na karta. Hanuman ji hain Shiva ka ansh.

    • @Rishab1234-l2u
      @Rishab1234-l2u 3 месяца назад +2

      Shiv ka sabse baddaa bhakt Ravan
      Aur shiv ke ansh
      Andakk, jalander
      Ko bhool gye
      Ansh yaa Mantrr Prasahad tha Aswthama shiv ji ka

    • @joyluckkoneti776
      @joyluckkoneti776 3 месяца назад

      Correct

    • @Praveensinghrana23
      @Praveensinghrana23 3 месяца назад

      Star dekhke bkwas mt kro....Real Mahabharat padho😂😂

    • @Praveensinghrana23
      @Praveensinghrana23 3 месяца назад

      ​@@joyluckkoneti776 star plus Mahabharat me Ashwasthama ko bahut jyada negative aur weak dikhaya gya hai ....Ashwasthama Shiv ji ka Rudra Ansh the issliye wo itne negative the.....Jese Jalandhar ya fir Andhakasur

    • @Exiide89
      @Exiide89 3 месяца назад +1

      ​​@@Rishab1234-l2uMantra prasad tha, ansh nahi. Bahut difference hai bhai. Ansh hone ka matlab hua directly Shiva hi hona aur prasad sirf vardaan hai ansh nahi. Rudra ka matlab negative nahi hota. Ravan, Jalandhar wagarah Shiva bhakt they, ansh nahi.

  • @RahulKumar-yd8sw
    @RahulKumar-yd8sw 3 месяца назад +4

    Aaj ke 100 atom bam ke barabar ek parmanu hathiyar hota tha

  • @pallavi.bharati
    @pallavi.bharati 3 месяца назад +6

    15:26 Saqlain ji aapne ishi video me vo part nahi suna jahan inhone kaha ki Ashwathama Virat yuddh me Arjun ke saamne aaya aur Arjun se haara? 5 Pandav hi zyada takatwar the, Kaurav ke paas vardaano ki taakat thi vo bhi Duryodhan Dushasan ke paas nahi thi, unse jude hue logo ke paas thi jinhe bhi Pandav hara paaye bahot baar.. balki serial ne Pandavo ki taakat sahi sahi nahi dikhai, kaafi kum karke dikhaye Yudhishthir Nakul Sahdev ki taakat bahot zyada thi

  • @TanyaDubey-gx7nv
    @TanyaDubey-gx7nv 3 месяца назад +8

    Kalki movie real kalki avtar story per based nhi hai bus reference liya gaya hai kalki puran se . Director and makers ne khud story build kiya hai original story different hai .

  • @aloksingh-yp3gc
    @aloksingh-yp3gc 3 месяца назад +1

    Bhishm Pitamah, Karan, Barbarik, Vidur, Dronacharya👈Yeh sabhi pandavo ko akele hara sakte they inn sabhi ko chhal se haraya gaya.Sabse bada astra Narayan Astra hai jo vishnu/krishna ke paas hai,uske baad Pashupat astra jo shiv ji ka hai uske baad Brahmastra jo brahma ji ka astra hai.Divya astra normal astra hai jisko devta bhi de sakte hain vardan main.

  • @shwetathakur8197
    @shwetathakur8197 3 месяца назад +1

    Maharashtra me sirf mahabharat ki story hai lekin mahabharat ke har ek character ki apni ek alag mahabharat hai jo sari story ek dusre se contact karti hai❤

  • @Priti_Therokar
    @Priti_Therokar 3 месяца назад +8

    To aap log samajh lo... Ke agar Ashwatthama ne maar khaya hoga, to samne wala bhi to powerful he hoga.

    • @Abhishek-ro9yw
      @Abhishek-ro9yw 3 месяца назад +1

      Kisne kaha wo mar khaya. Tum yah socho ki jo yudh ke ant tak jivit raha vo kitna powerful hoga

    • @tantanbabu636
      @tantanbabu636 3 месяца назад

      ​@@Abhishek-ro9ywbahut powerful tha ashvathama but Arjun fir v Arjun h na😊
      Uska beta v usi k raste par tha but kam age utna sara nahi sikha tha abhi

  • @rameshrana9280
    @rameshrana9280 3 месяца назад +1

    Jo bhi video ko aap represent kar rahe ho sar vah sach hai

  • @premganji1097
    @premganji1097 3 месяца назад +1

    Bramhastra aaj ka nuclear bomb hai kurukhetra ka zameen ke zanch ke waqt radiation mila

  • @kkr7458
    @kkr7458 3 месяца назад

    महाभारत के बहुत ही योद्धा है जो सबसे स बाबरिक उसके, करण बाद फिर अर्जुन फिर अश्वत्थामा बहुत सारे थे

  • @trymyway_studies
    @trymyway_studies 3 месяца назад +1

    Ashwatthama amar hai na ki sbse takatwar hai.

  • @CleverTricks
    @CleverTricks 3 месяца назад +2

    Tv seriel me sirf karn ki powerful dikhaya jata hai jab ki ashal me karn se jyada powerful bahat sare yodha the usme se Ashwathama ek hai but Mahabharata ki sabhi yodhaon se hyada powerful Arjun tha lekin seriel wale karn ko jyada powerful dikhane ke chakkar me arjun ko kam powerful dikhate hai

  • @newprani
    @newprani 3 месяца назад +1

    Serial main itna nahi dikhaya Jaa sakta hai but aswasthama , karn , duryodhan ye sab log bahut jyda taktwar the that is true

  • @trueindianankit5773
    @trueindianankit5773 3 месяца назад +4

    Br Chopra Mahabharat dekhe।70 percent sach he।Agar pura nahin dekhna he to phir Virat Yudh dekhiye।

  • @Spiderman-ji7rh
    @Spiderman-ji7rh 2 месяца назад

    Brahmastra ke jaise kuch astra hain jaise Narayanastra, Pashupatastra...
    Aur usse bhi powerful astra hai indra ka Vajra; Brahmadand astra; Brahamand astra; Sudarshan chakra; Shiv ka Trisul; Shambhav astra

  • @extremesetup4838
    @extremesetup4838 3 месяца назад

    This is the way reaction video ...how made. Very good...❤ wait for mahabharat web series coming...

  • @ketakisawant6276
    @ketakisawant6276 3 месяца назад +1

    Actually har ek character damdar hai bhai har ke pass apni apni quality hai but achai hamesha jeet to hai ye moral hai. Opposition mai kit ne bhi powerful log ho aur unmai insaniyat nahi hai yani ki dharma nahi hai jiske dil mai unkant ant hona hi hona hai . Bhlehi har kisi ko bhagwanka vardan ho agar aap ache insan nahi ho to apki har nichit hai

  • @aishu581
    @aishu581 3 месяца назад +8

    Serial walo ne Mahabharat ke name pe sirf masal chipka diya hai...baki real Mahabharat bahot badi story hai...aap log jo dekh rahe ho usme bahot sare character missing hai...aur achhe se dikhaya hi nhi hai

  • @meerarana7399
    @meerarana7399 3 месяца назад

    Uttara Arjun ke bete Abhinanyu ki patni thi aur Parikshit Maharaj Abhimanyu aur Uttara ke bete the....aur jab Magaraj Parikshit apni Maa Uttara ke garbh me tha tabhi Ashwatthama ne Padavas ke akhri vansaj ko khatam karne je liye Uttara ke garbh ko apne Bramhastra ka nishana banaya tha...taki Maharaj Parikshit apne Maa Uttara ke garbh me hi khatam ho jaye aur uske sath pandava ka kul ka bhi anth ho jaye...

  • @pintupaswan4261
    @pintupaswan4261 3 месяца назад +1

    Yah Karan ki story hai=uska life ka story

  • @sajalroy6548
    @sajalroy6548 3 месяца назад +2

    Mahabharat dekhna hai to Ramanand Sagar ka Shri Krishna mein dekho, sab kuchh original milega.

  • @vasusen1248
    @vasusen1248 3 месяца назад +1

    Karn ❤❤❤❤

  • @sachindedha2828
    @sachindedha2828 3 месяца назад

    Brothers, all the characters of Mahabharata were powerful. If we look closely, a series can be made on each of them.🚩💯🇮🇳🙏🙏

  • @sabkeyaar7910
    @sabkeyaar7910 3 месяца назад +3

    Bhim or Arjuna hi hara sakte the

  • @abhisekdhall3086
    @abhisekdhall3086 3 месяца назад

    Aapne sahi kaha hai jo strong hai unhe weak dikhaya hai Mahabharata serial me

  • @satyamsrivastava1548
    @satyamsrivastava1548 3 месяца назад +6

    Bhagwan shiv ka ansh nhi hai ashwatthama...
    Waise to sbhi aatma...ishwar/shiv ka ansh hai

    • @debarnobsfashion8066
      @debarnobsfashion8066 3 месяца назад +1

      Ha shiv ka hi ansh hai.... Shivpuran me bhi likha hai ye.... Shiv ji ke 19 avataro me Ashwatthama ka naam aata hai bhai....aur Mahabharat me bhi Likha hai ki Dronacharya ne Shiv ji ka tapasya karke hi Ashwatthama ko vardaan ke roop me paya tha...

    • @satyamsrivastava1548
      @satyamsrivastava1548 3 месяца назад +1

      @@debarnobsfashion8066 puran puri trah se authentic maujood nhi hai bahut si bate bad me add ki gyi hai....isliye authentic nhi hai
      Mahabharat se mujhe reference do...kaun se parv aur sukt me likhi hai ki shiv ka ansh avtar hai
      Aur tumhari aatma kiska ansh hai ?

    • @CleverTricks
      @CleverTricks 3 месяца назад

      ​@@debarnobsfashion8066 Bhai Jo Mahadev ka avatar hai bo ahdarm ka sath de hi nahin sakta isiliye me Manta nahin hoon ki Ashwathama Mahadev ka avatar hai but Haan jaise pura srishti paramatma ka ansh hai waise hi Ashwathama bhi Mahadev ka ansh hai.

    • @Rishab1234-l2u
      @Rishab1234-l2u 3 месяца назад

      ​@@CleverTricksavatar nhi tha ansh tha
      Dono me fark hota hai
      Aur
      Ansh to Jalander, andak bhi the bul gye wo bhi kitne badde Adharmi the

    • @Karis952
      @Karis952 3 месяца назад

      @@debarnobsfashion8066Shiv ji ki tapasya ki th so shiv ji jaisa son he wanted so shiv ji ka ashirwad th ek trike se but no avtar lol

  • @dineshbisht4077
    @dineshbisht4077 3 месяца назад

    Brahmastra (created by lord Brahma) and the Divyastra is the most powerful weapon

  • @SunilKumar-uf1qz
    @SunilKumar-uf1qz 3 месяца назад +1

    Puri Mahabharat k Liya bada ruppise lagete hai

  • @srn3092
    @srn3092 3 месяца назад +1

    You know i already told you that mahabharath serial is only for pandavas. Karn, Dhuryodhan, Ashwathama, these three warriours are more powerfull than Pandavas. In Mahabharath serial they only focused pandava side. They did'nt mentioned the real friendship amoung karn, Dhuryodhan and ashwathama. Many time Bheema defeated by Dhuryodhan. But we can see Dhuryodhan and Ashwathama like comedy one in Mahabharath serial. By the making of this serial you can enjoy no doubt. Pandava wins only because of loard krishna. Actually Arjuna is a good warrior not greater than karn, Bheeshm, and Dhrona. But peoples likes Arjuna Because of loard krishna thats it.

    • @joyluckkoneti776
      @joyluckkoneti776 3 месяца назад

      Again not totally factual

    • @srn3092
      @srn3092 3 месяца назад

      @@joyluckkoneti776 yes i know.actually i taking about the searial that they made. Do you think this is the right way to convey mahabharath. If you going to do a searial like Mahabharath. You should consider the good and bad side of both. Both Pandava and courava have good and bad side. Do'nt be partial

  • @sachindedha2828
    @sachindedha2828 3 месяца назад

    भाइयों महाभारत के सारे कैरेक्टर ही पावरफुल थे। अगर देखा जाए तो सब के ऊपर एक-एक सीरीज बनाई जा सकती है।इस महाभारत को थोड़ा Short बनाया गया है।🚩💯🇮🇳🙏🙏

  • @snam88777
    @snam88777 3 месяца назад +1

    11:11 ved vyas ne nahi shrikrishna ne kaha bramhastra vapasbulaneka

  • @bitandey7269
    @bitandey7269 3 месяца назад

    Old is gold BR CHOPRA is real 😊 usme barbarik part ko bhi dikhaya tha

  • @RahulKumar-yd8sw
    @RahulKumar-yd8sw 3 месяца назад +1

    Rigved padhne ke bad pata lagega ki brahmastra kya hai

  • @vickyr9512
    @vickyr9512 3 месяца назад

    Vishnu ji ka Sudarshan chakra,shiv ji ka trishul,ar brama ji ka bramastra,ar Indradev ka bajra duniya ka sbse powerful weapons hai..ar jb koi astra kisi devta se milta hai woh divyastra hota hai..
    Divyastra kuch bhi nhi hai Sudarshan chakra,trishul,bajra ar bramhastra ke samne.

  • @Anmol_Singhaniya
    @Anmol_Singhaniya 3 месяца назад

    Yeah its Our History🙂🙂

  • @AmarsinghDeora-d5f
    @AmarsinghDeora-d5f 3 месяца назад +1

    B.R. CHOPRA KI PURANI MAHABHARAT JO KAFI HAD TAK SAHI HAI

  • @IndraneelSarkar-127
    @IndraneelSarkar-127 3 месяца назад

    According to Mahabharat, Shree Krishna ne Ashwatthama ko 3000 warshon tak prithvi par rehne ka shraap diya tha.Uski mani uske amratva ka aadhar thi par Uppandavon ke vadh ke paap ke prayaschit swarup usne woh Bhagwan Ved Vyas ko de diya tha.Uski mrityu aaj se 2000 saal pehle hi ho chuki hai.Yeh padhiye:
    "Vasudeva replied, "This supreme weapon is invincible and will indeed descend. The foetus will be born dead. However, it will revive and live till a long age. All the learned ones know that you are wicked and a coward. You have always been engaged in evil and wicked deeds. You survive by killing those who are children. That is the reason you will reap the fruits of your wicked deeds. You will roam around the earth for three thousand years. You will never have a companion and will never be able to converse with anyone. You will be alone and have no aides. You will roam through diverse countries. O wicked one! You will never find a station amidst men. You will have the stench of pus and blood. You will dwell in desolate regions and in wildernesses. O evil one! You will roam around, ridden with every kind of disease. Parikshit will come of age and obtain the Vedas and the vows. The brave one will obtain knowledge of all the weapons from Kripa Sharadvata. He will know about all the supreme weapons and base himself on the dharma of kshatriyas. He will have dharma in his soul and protect the earth for sixty years. On top of this, the mighty-armed one will be the king of the Kurus. O extremely evil-minded one! That king will be known by the name of Parikshit. O worst of men! You will look on. Behold the power of my austerities, energy and truth."
    Aishika Parva- Chapter 1299(16)

  • @Jai1234.
    @Jai1234. 3 месяца назад

    Aswathama Arjun ke baad dushra sabse bada yodha tha na karn na 4 pandavo uski takkar ke the
    duryodhan ko bhi kamjor dikhaya hai
    jabki durodhan ka sarir patthar ka tha Vajra jo ki usne gada yudh practice karke mahanat karke banaya tha par seriel mai dikhayenge ki ki Gandhari mata ne usse vardan diya jisse uska sarir patthar ka ho gya

  • @KhushiChauhan-m2h
    @KhushiChauhan-m2h 3 месяца назад

    Ashwatthama Mahadev ke avtaar nhi the ansh the jse pandav or karn the ansh kisi na kisi devta ke ...avtaar to krishna ji the vishnu ji ke .... Avtaar or ansh me bhot bda difference hota h avtaar is like jisme bhagwan khud janm lekr ate h or ansh means kisi me apna thoda ansh daal dena ..... To avtaar khud bhagwan hote h or ansh kisi insaan me daal dena .... Or ashwatthama me ansh tha lekin vhi karn ke trh vo bhi adharm side prr tha or dusri taraf pandav ki side to khud bhagwan krishna the jinse powerful koi nhi tha... Hn ye h ki ahwatthama ke paas Mahadev ki di hui madi thi ,that was powerful
    If u read my comment ..plzzz do like on my comment

  • @TheAvinashdixit
    @TheAvinashdixit 3 месяца назад

    har koi apne hisab se batatata hai... asaliyat me jo practically hua uske piche ki soch har koi apne tarike se batata hai.... bat sirf ek hi hai bura karoge to bura pawoge... socho ... !!!!!

  • @Unofficial-zd4cg
    @Unofficial-zd4cg 3 месяца назад +1

    Now people will start to glorify Ashwatthama saying he is very underrated.

  • @kingkishu01.
    @kingkishu01. 3 месяца назад +1

    Ashwdhamne to ghatotkach ko bhi bhehosh kiya tha bhai

  • @harshrawat962
    @harshrawat962 3 месяца назад +1

    Is Mahabharata me sirf bhisma ko powerful dikhaya abhimanyu to bchha lg rha hai jabki in reality abhimanyu bahut shaktishali tha takkar thi aur starplus me karna ki power bilkul nhi dikhayi hai bhai na hi arjuna ki dikhayi hai kyuki budget ni hai unke pas itna 😂

  • @Thakur_Roshan_Singh_Sengar
    @Thakur_Roshan_Singh_Sengar 3 месяца назад

    Korwo ke tarf se 3 hi saktisali the,Bhisham,Karn aur Guru Dron......

  • @debajyotisarkar1260
    @debajyotisarkar1260 3 месяца назад

    MAHABHARAT BAHUT LAMBA STORY HAIN, BAAT YEH SACH HAIN KI, SERIES JO AAP DEKH RAHE HO, USME THODA UPAR NICH DIKHAYA!!! THOUGH YEAH BAAT SAACH HAIN KI ASWATTHAMA AMAR THE, BUT DRONACHARYA JI ITNE HI PUTRA PAR MOHO KARTE THE, SHIVJI KE ASIRBADD KE BAAD BHI WOH APAN PUTRA KI MAUT KE BARRE MEIN DARRTE THE

  • @DP19880
    @DP19880 3 месяца назад

    Ye serial wali Mahabharat hai isme Mahabharat ki history or reality bahut kam hai serial walo ne apni TRP k chakar m bich bich kafi changes kiye hai....in reality originally Mahabharat ki true hai....

  • @kainamenai2984
    @kainamenai2984 3 месяца назад

    Mahabharat real story me bahot sare yodha the jo saktisali hai jo apne dekha nahi hai

  • @meetthanki9321
    @meetthanki9321 3 месяца назад

    Old Mahabharat is quite genuine, but all other new Mahabharat serials are just editing,
    You can feel the Characters of Mahabharata in the Old Mahabharat serial.

  • @ShyamWagh-kj6gt
    @ShyamWagh-kj6gt 3 месяца назад

    Jay shree krishna

  • @Deepuroyal2580
    @Deepuroyal2580 3 месяца назад +1

    Amarta ka bardan tha bhai or asusthama yoddha the inhone drasthadhyuma mar diya tha krodh se

  • @RahulKumar-yd8sw
    @RahulKumar-yd8sw 3 месяца назад +1

    Karan ke pass kanch aur Kundal the

  • @sodhiRandhwa
    @sodhiRandhwa 3 месяца назад +1

    Bhai krishn bhgwan the to taqtwa the pandw , nai to kasay Jeet te vo dhram ke tarf the krishn ji bhi

  • @UrabishiBehera-hy7jf
    @UrabishiBehera-hy7jf 3 месяца назад

    Mahabharat mein bahut sare yoddhaon ki kahani theek se bataya nahin gaya hai isiliye use Chhota Chhota karke Mahabharat banakar TV serial mein dal Diya gaya hai

  • @SureshBhardwaj-ui3iw
    @SureshBhardwaj-ui3iw 3 месяца назад

    भिस्न pitamah the greatest warrior second guru dron third Arjun karan अश्वत्थामा

  • @BobyRam-ez9rj
    @BobyRam-ez9rj 3 месяца назад +1

    Karan pitamah bhishm GuruDon ke alava koi shaktishali neta Mahabharat mein yah teenon bhi Amrit hai sale Mahabharat ka Nash karke rakh rahe hai

  • @sabkeyaar7910
    @sabkeyaar7910 3 месяца назад +1

    Rama anujsagar ki mahabharat dekho ye real hai

  • @abhayshakya1285
    @abhayshakya1285 3 месяца назад +1

    Taqatwar sab the apni apni jagah par

  • @Nexus-fe1yz
    @Nexus-fe1yz 3 месяца назад

    The serial one is just rough story which gives you main idea of what was mahabharat and how it all happened, it doesn't go into detail of everyone's backstory because there are countless characters that aren't even covered up in that serial, for the sake of showing all of the story some things were forced to ignore and sidelined to make up for what you are watching, also this video that you watched isn't 100% accurate either and no Bhagwan Krishna didn't stopped the Brahmastra, in the end the Uttara's baby was killed but Bhagwan Krishna revived him and yes Brahmastra can easily destroy whole earth if collided with another.
    95% of Hindus have never touched their religious scriptures so rely on things they heard second hand and creates confusion among the facts

  • @dushyantvarshneydushyant3371
    @dushyantvarshneydushyant3371 3 месяца назад

    Ramanand Sagar ji ki Mahabharat,,Sri Krishna Dekhiye,,,,,
    Is Mahabharat mai sab Short mai Dikhaya gaya hai,,

  • @DeepakKumar-nf7mz
    @DeepakKumar-nf7mz 3 месяца назад

    indor sahar se 300 k.m dur
    assisgarh killa h vha pr ye aashdhama roj aate h
    shiv mandir h vha pr

  • @shobhafulsunge6581
    @shobhafulsunge6581 3 месяца назад

    SAMAZHANE KE LIYE MAGBHARAT KI BOOK PADHANI HOGI......SERIEL MAIN LIMITED CHISE DIKHAYI GAYI HAI

  • @Amit.gautam.bharatwanshi
    @Amit.gautam.bharatwanshi 3 месяца назад

    Mahabharat ka yuddh ek din me samapt ( khatm ) kar sakane wale yoddha dronacharya karn ashwathama aur ek pal me yuddh samapt kar sakane wale shri krishna Arjun barbrik

  • @botgaming330
    @botgaming330 3 месяца назад +1

    CNG bike reaction

  • @drmaurya8938
    @drmaurya8938 3 месяца назад

    Brimhastra as like atom bomb in present time.

  • @ChandanKumar-zj5wy
    @ChandanKumar-zj5wy 3 месяца назад +2

    𝓚𝓪𝓻𝓷𝓪 𝓹𝓸𝔀𝓮𝓻𝓯𝓾𝓵 𝓽𝓱𝓮𝓷 𝓪𝓻𝓳𝓾𝓷, 𝓫𝓱𝓲𝓼𝓱𝓶 𝓪𝓷𝓭 𝓭𝓻𝓸𝓷𝓪𝓬𝓱𝓪𝓻𝔂𝓪 𝓪𝓬𝓸𝓻𝓭𝓲𝓷𝓰 𝓽𝓸 𝓽𝓱𝓮 𝓫𝓸𝓸𝓴............
    𝓓𝓸𝓷'𝓽 𝓾𝓷𝓭𝓮𝓻𝓮𝓼𝓽𝓲𝓶𝓪𝓽𝓮 𝓴𝓪𝓻𝓷𝓪. .............
    𝓡𝓮𝓪𝓬𝓽 𝓸𝓷 𝓴𝓪𝓻𝓷𝓪 𝓪𝓷𝓭 𝓪𝓻𝓳𝓾𝓷 𝔀𝓮𝓪𝓹𝓸𝓷𝓼. .................💪💪

  • @RahulKumar-yd8sw
    @RahulKumar-yd8sw 3 месяца назад +1

    Bhai brahmastra bole to rasayanik hathiyar

  • @revolution9525
    @revolution9525 3 месяца назад +1

    Mahabharat bhut complex h serial bas entertainment ke liye h

  • @singhmanoj3937
    @singhmanoj3937 3 месяца назад

    BR Chopada ki Mahabharata mahabharat ki asli kitab ke jada najdik hai, BR ke Mahabharata ki script likha tha Dr, rahi masoom raja ne jo bhut vidyawan aur anubhavi wyakti the

  • @vaishalig5674
    @vaishalig5674 3 месяца назад

    The Mahabharata serial which you are seeing has not shown many powerful things of kouravas , this serial is more of Pandavas being strong but actually Kauravas sena was stronger. Many warriors were powerful in kaurav sena but this serial doesn't show that

  • @KhushiChauhan-m2h
    @KhushiChauhan-m2h 3 месяца назад

    Mahadev ka avtaar nhi the ansh kh skte ho jse surya bhagwan ke karn the prr dono adharm ki side the or pandavo ki side to khud bhagwan the ... Bhagwan or bhagwan ke chhote se ansh me bhot antar h ...hn bss ashwatthama ke paas ye plus point tha ki uske paas Mahadev ki di hui madi thi, that was powerful

  • @patil4972
    @patil4972 3 месяца назад +1

    Ashwdhama ko bhot se logo ne dekha hai par jinhone dekha hai wo mar gaye ya unko paralysis hogya news me aaya hai

  • @bijayakumarsenapati5238
    @bijayakumarsenapati5238 3 месяца назад +1

    React to Rohit and Virat's interview yesterday at Wankhede Stadium

  • @SureshRocks110
    @SureshRocks110 Месяц назад

    school of thought jaise hota hai wohi scene hai bro.... contradictions logon ne paida ki hai.

  • @anshulyoo2533
    @anshulyoo2533 3 месяца назад

    Bhai ye serial me Mahabharat upar uapr se dikhya gaya ha, ashwathama ko to ignore he kar diaya ha es serial me

  • @harshrawat962
    @harshrawat962 3 месяца назад

    Brahmastra bahut shaktishali tha bhai logo aur aswathhama ne brahmashir astra chhoda tha jo brahmastra se bhi Shaktishali tha jo puri duniya nasht kr skta tha

  • @shivji3983
    @shivji3983 3 месяца назад

    Kalki movie chal Rahi h Ashwattham abhi viral h to ye RUclipsrs khud ki theory laa rahe h.
    Ans h unke ashirwad se Ashwattham ka janm hua thik isi prakar 100 korav bhi bhagwan shiv k vardan se hee peda huye the vo bhi ek tarah shiv ji k ansh hee the.
    Ab parvarish buri huyi to vo adharmi Bane

  • @Abhishek-ro9yw
    @Abhishek-ro9yw 3 месяца назад +1

    Isiliye maine bahut pahle kaha tha ki aap kisi ke bare apana view itni jaldi mat banao. Or Aaj bhir kahta hun ki aap kisi bhi character upar hansha na karen.

  • @PrashantKumar-hb6yj
    @PrashantKumar-hb6yj 3 месяца назад +3

    BR chopra mahabharat dekho

  • @SabSanatan
    @SabSanatan 3 месяца назад

    Serial me Ashwatthama ko Narayan astra me nhi dikhaya hai