Thank you sir right information mera challan 6 mahine pehle kata tha 500 ka non parking ka v court se only 100 me pay ho gaya hai or paid dikha raha hai ab baki update hone me time lag sakta hai koi problem nahi
Mera bhi challan cut gaya hai aur court me chala gaya hai kya aur kaise hota hai aage ka proceidure. Mere bhai ka bhi accident ho gaya hai.kya mere Jane se ho jayega aur kya document lagega . Please help.
मैं जिस क्षेत्र में रहता हूं वहां के युवा नेता से लेकर सारे नेता चाहे किसी पार्टी से हो बिना हैलमेट के चलते हैं पुलिस उनका चालान कभी नहीं करती अच्छी बात है मेरा भी चाकन हुआ आज मेरे सामने से बिना हैलमेट के लोग जारे थे उनको नहीं रोका धन्य है up पुलिस मेरी बाइक मैं उत्तराखंड का नंबर देख कर मेरेको रोक लिया योगी जी को बारम्बार pardam
I have received sms today depicted that challan raised on 28th Aug24. As per your video, I can see my challan from e-Challan site but not able to see in Vcourts site. Please advise how to see the challan from vcourts ?
I am in Agra, U.P., mere do challan hai, ek UP ka aur ek Rajasthan ka. Pahla 2000 ka aur doosra 1000 ka. Yah challan over speeding ke liye 15/09/24 and 20/09/24 ko kate they. Kya mujhe inke virtual court mein jane ka aur amount kum hone ka wait karna chaihiye
Sir mera licence japt ho gya h or 8,10 din ho gye h yadi licence lene late se jau to koi problem to nhi hogi ya fir suspend to nhi krenge ( piche vale ne helmet nhi phna tha driver ne phna hua tha)
Mera e challan cjm court sent ho gya h or status par click karne par 2 option show kar raha h 1.contact to court for dispose ur challan.2. Pay online to transport department.. kya kru online kar du kya.. 18 mahine purana h
Sir mera online challan kata gya tha 14 November ko helmet absence par aur woh challan 1500 ka dikh rha hai par virtual court website par show nhi ho rha hai can you help me sir
Sir please help me mene abhi 2 month pahle purani scooty li h or usme Purna challan hoga 8000 rupye ka to kiya mujhe bharna padega challan to pahle Wale owner ka tha or sir ek or bat aagar main lok Adalat main jata hu to kiya sir jiske naame pr pahle soccty thi or uska chalan tha usko leke Jana hoga ya mere Jane se or pese bharne se clear ho jayega sir please bta do main Bahut pareshan hu mujhe nhi pta tha ki usme challan h 😢
Bhai tumne jab bhi scooty li uske pehle k jo bhi challan h wo pehle owner ko hi pay karna padega , or dusri baat challan pe naam bhi aaya hoga sath me Jo naam hoga usi ko le k jana h
Virtual court mein payment ka option nei hai like credit/debit card and bank ke limited options hai internet banking main..payment ke options jayda nei hai..kya karen, kahan contact karen?
Mera vehicle ka registration fail hai, traffic police ne mere driving license se 3000 ka challan kat diya tha, main online jab try kar raha hu jama karne ka challan to nahi ho pa raha.. Kuch upay batayein please
Mera challan false challan kata gya hai and intimation msg nhi 3mahine baad aya challan 10500₹ ka hai.. virtual court me nhi show ho rha challan no. Se check kiya to
Sir I'm trying to pay the challan via vcourt but showing this number doe not exists , Already enter Challan number and also try to Vehicle number but showing the same for both the option this number does not exists kindly help on priority basis.
2 bachho ko bike pe baitha k school chodne ja raha tha 500 ka challan maar diye wahi ek ladka 2 ladko ko baitha k bagal se ja raha tha uski gaadi m number plate bhi nai thi uska challan nai mara.traffic police wale maje k liye aur seekhne k liye bhi challan kr dete hai.sirf vasooli chal rahi hr jgh sadko m gadde apne aap Nikal rahe hai pr vasooli smart tarike se ho rahi hai
this number does not exist dikha raha hai virtual court wali website me jabki wahi mparivahan me challan show ho raha hai mai challan number dal kar show kar raha hu par nahi ho pa raha hai
Hlo sir muje apki help caheya sir mene apni bike 2022 ma Li Thi or ma hmesa rules follow krta hu hmesa helmet lgata hu or ma hmesa RTO app pr challan dakhta rahta Tha lakin aj RTO app ka niche ek varual challan ka option Aaya or us site ma mere 15 challan ha or kuch challan 2022 ke ha Shimla ka ma AJ tak Shimla Nahi gya bike pr or 15 challan Kardiya ha or unme Sa aadhe challan yesa ha jha ma gya hi Ni hu AJ tak or Meri bike or mere alava koi nhi chalata Kya Kru sir ma RTO app pr koi challan show Nahi ho raha na mere Ghar koi Saman Aaya ha sir or mene E challan app par dakha vha bi 0 challan show KR rha ha
Ya to is chalan mein kisi scammer ke dwara scam Kiya ja raha hai ya fir aapka number kisi aur ke dwara bhi kahin aur use ho raha hai isliye aapko Court ke madhyam se RTO se jawab mange ki ki jarurat hai ki traffic rules ka violation aapke dwara hi kiya gaya hai agar proof hai to fir payment karna padega aur nahi hai to fir maaf hoga
मेरा two wheeler का आगे का नंबर प्लेट BR लिखा हुआ टूट कर कहीं खो गया था। ध्यान मेरा नहीं रहा कुछ दिन बाद पुलिस ने उस पर चालान काट दिए हैं online। क्या ये सही है???
Sir mera challan 1 year phle ka kata hua thaa aur aaj ek kata hua hain.. Lekin mera purana wala Avvi tkk virtual court me ni phicha hain.. Processing of challan is yet to be completed show kr rha h
Mere wale chalan mai paise km hi nhi ho rhe hain without helmet ka chalan hai or pucc ka chalan hai uska total amount hi show ho rha hai kaise km hoga please reply
Thank you sir right information mera challan 6 mahine pehle kata tha 500 ka non parking ka v court se only 100 me pay ho gaya hai or paid dikha raha hai ab baki update hone me time lag sakta hai koi problem nahi
100 ki payment kese kare
Bhi physically bhi coart Jana parega?
Kitne dino me chalan clear hogaya?
Please reply
Bhai agar virtual court se payment nhi hoga to jana padega
Sir contect number send me
Mera bhi challan cut gaya hai aur court me chala gaya hai kya aur kaise hota hai aage ka proceidure. Mere bhai ka bhi accident ho gaya hai.kya mere Jane se ho jayega aur kya document lagega .
Please help.
मैं जिस क्षेत्र में रहता हूं वहां के युवा नेता से लेकर सारे नेता चाहे किसी पार्टी से हो बिना हैलमेट के चलते हैं पुलिस उनका चालान कभी नहीं करती अच्छी बात है मेरा भी चाकन हुआ आज मेरे सामने से बिना हैलमेट के लोग जारे थे उनको नहीं रोका धन्य है up पुलिस मेरी बाइक मैं उत्तराखंड का नंबर देख कर मेरेको रोक लिया योगी जी को बारम्बार pardam
Same was with me
Same bhai mai bhi frist time gya tha up bad experience up traffic
❤
Same thing in jharkhand also Indian police corrupt hoo chuki hai puri sab kai sab chor hai saal+
Mere sath bhi esa hua hai
thanks for the information. god bless
Sar yah side laptop per khulegi ya phone per bhi khul sakti hai
I have received sms today depicted that challan raised on 28th Aug24. As per your video, I can see my challan from e-Challan site but not able to see in Vcourts site. Please advise how to see the challan from vcourts ?
Capcha fill karne k badd amanya dikhata hai.. Sarkari website ka yahi problems hote.. Jo ahe nahi jata
Mera challan fetch nahi ho raha virtual court ki website pe showing this no doesn’t exist
Echalan vartual court me kitna din bad pauchta hai
Hello sir,After how many days of chaalan ,the case sent to virtual court
Sir mera challan LL to hai par DL nahi hai to DL challan 5000 hua hai kam ho sakta hai kya?
Mera v asa huaa he bhai
Hlo bhai bhar liya kya
Rc impound hui h vo physical payment se milegi kya
Bihar mei kaise hoga settlement
I am in Agra, U.P., mere do challan hai, ek UP ka aur ek Rajasthan ka. Pahla 2000 ka aur doosra 1000 ka. Yah challan over speeding ke liye 15/09/24 and 20/09/24 ko kate they. Kya mujhe inke virtual court mein jane ka aur amount kum hone ka wait karna chaihiye
Agra me kha se ho.. sir
Bilkul wait kijiye
Sir mera licence japt ho gya h or 8,10 din ho gye h yadi licence lene late se jau to koi problem to nhi hogi ya fir suspend to nhi krenge ( piche vale ne helmet nhi phna tha driver ne phna hua tha)
Please help
Challan is yet to be allocated in the Virtual Court.
Mera challan issue hua hai lekin merko virtual court ki website pr nai dikha rha error aa raha hai. Gujarat se hu kya karna chahie?
Sir payment ke time challan no kuch ar hai and jo phle dikaya aapne wo alg hai ... Aisa kyu 🤔
Sir mera challan bhi 1000 ke 3 kate huye hai plz mera bharwa dijiye
Ye hai asli content ❤
Sir maharashtra ke liye kese kare maharashtra traffic department option nahi he
Mera e challan cjm court sent ho gya h or status par click karne par 2 option show kar raha h 1.contact to court for dispose ur challan.2. Pay online to transport department.. kya kru online kar du kya.. 18 mahine purana h
Apki choice hai sir ap online krenge ya courts se
@@SelfDepend jese usse pta he nhi tha... km kaha hoga wahe jayega online km ho jaye toh uski liye puch rha hai
Maharashtra ka invalid vehicle no show ho raha hai
Meraa b
Ye process m kitna time lagta hai , virtual court s kitne din m hta hai
Sir bihar ka kon sa department select kre bihar ka option nhi aaa rha h
Aapka pay ho gya kya?
Bihar ka options nhi aarha q
Nhi ata h
Sir mera online challan kata gya tha 14 November ko helmet absence par aur woh challan 1500 ka dikh rha hai par virtual court website par show nhi ho rha hai can you help me sir
Mera bhi abhi just MSG aaya 1000 ka September month me kata h
Virtual Court main kitna time lagega challan Jane mein
Mera bike ka chalan 5 nov 2024 ko online kata hai mera 100 rupya me virtual court se ho jayega bhaiya help me plz
THANK U SIR ❤
West bengal traffice fine payment hoga? Virtual courts ma
Nahi ho raha hay
Sir please help me mene abhi 2 month pahle purani scooty li h or usme Purna challan hoga 8000 rupye ka to kiya mujhe bharna padega challan to pahle Wale owner ka tha or sir ek or bat aagar main lok Adalat main jata hu to kiya sir jiske naame pr pahle soccty thi or uska chalan tha usko leke Jana hoga ya mere Jane se or pese bharne se clear ho jayega sir please bta do main Bahut pareshan hu mujhe nhi pta tha ki usme challan h 😢
Bhai tumne jab bhi scooty li uske pehle k jo bhi challan h wo pehle owner ko hi pay karna padega , or dusri baat challan pe naam bhi aaya hoga sath me
Jo naam hoga usi ko le k jana h
Sir mere phone mai payment verify ka option nahi khul raha hai
Same
Same
Same Issue
Virtual court mein payment ka option nei hai like credit/debit card and bank ke limited options hai internet banking main..payment ke options jayda nei hai..kya karen, kahan contact karen?
Sir Delhi se challan nhi set off hote h itne kam me ok " bas thoda bahut hi amount kam hota h " isse acha h ki lok adaalat jake karwa le saste me ok
Site pr aane pr challan no. he galat bta diya... mobile number sb kuch doesn't exist... UP me online ka scene yahe hai
Jharkhand vcourt nahi hai kiya
How to fill the amount for payment against the fined amount
Bahi ji mera challan halmet ka tha sath me 500ka or cut Kiya .1500 rc rkhi hai sath
Sir ji accept and pay ke aage nahi ja raha hai 😢😢 please sir bataye
Sir mera 1000 ka 3 challan h ma jab pay karna ka liya website par gaya to wo 500 par challan show ho raha h
Mera vehicle ka registration fail hai, traffic police ne mere driving license se 3000 ka challan kat diya tha, main online jab try kar raha hu jama karne ka challan to nahi ho pa raha.. Kuch upay batayein please
Jaisa aap ne bataya mene kiya mere main 2000+100 fine hai lekin paymen of challan 2100 hi aa raha hai 100 ya 200 kyu ni aa raha
mera challan court bej diya gaya hai but court me challan nahi or nahi virtual court me show kar raha hai. Kiya karu ......
Mera challan false challan kata gya hai and intimation msg nhi 3mahine baad aya challan 10500₹ ka hai.. virtual court me nhi show ho rha challan no. Se check kiya to
mera challan number aur vehicak number dno nahi milta
Maharastara try kar raha tha
Sir virtual court me settle me online virtual court me department me ja ka dekha h tah bihar department show nhi ho tah h sir
Very helpful sir... thank you
Ye suvidha Bihar state ke liye nhi hai kya sir ??
JHARKHAND KA TO VIRTUAL COURT NAHI DIYA HA ....
KOYI UPAI HA ....
PLEASE HELP 🙏🙏
Unable to find my challen on e challan site..pl help...challen is there on virtual court...pl help challen date 24/4/24
Sikkim ka vehicle hai west Bengal mein challan huwa isska nahi hoga ya hoga kaise kare
Maharashtra mein sirf Pune Traffic Department kiyu aa raha hain?
In Assam it's virtual court system not working. In fact Virtual Court/Status Not Showing. N/A show only.
Sir mobile number change kiya h otp nhi aa rha
Payment ka option nahi aa raha hai july 2022 ka challan hai.
Virtual court ki website open nhi ho rahi sir ab kaise bhare ...2000 ka ,1500 ka hai
Bhai rto ne kata ho challan usme kya hoga
Mera chalen 1000 ka th virtual pr 500 mnang rha h kru ya nhi 1year phele ka th no kisi aor ka th pta nhi chla chalan ka aaj he pta chla h
Mera 0r ek jan ka 16000,18000 ka aaya ...ab keya kare
Sir mai bihar se hun but BIHAR option me nahi aa rha hai 😢
Mai e challan me chalan bharne gaya tha, unhone bola 6 chalan hai is bike pr, e court me jake bharo😢.. kuch upay batayiye
.
20000rs ka challn hai kitney m ho jayega up gaziyabaad ka hai
Mera vehicle no does not exit dikha raha ha q sir ji
Sir mera 12000 ka puc ka chalan kt Gaya h
Kese kam krau
Sir mera challan abi tk court me gya h virtual court me nhi gya h kya kru
Bhai mera e chalan 1500 aur 500₹ ka do chalan pending show kar raha hai. Ye pending kyun show kar raha hai.
mh ke liye ye abhi bhi kaam kar raha hai kya , mera number gadi number nahi le raha hai
Mera to login hi ni ho ra na number se na vehicle number se
Sir I'm trying to pay the challan via vcourt but showing this number doe not exists ,
Already enter Challan number and also try to Vehicle number but showing the same for both the option this number does not exists kindly help on priority basis.
और जो चालान कोर्ट भेज दिया गए है उनका क्या वो कैसे छूटेंगे ? जो वर्चुअल कोर्ट की मे नही है?
Jharkhand state not show in v court why?
sir virtual court se anytime online payment kr skte h challan..... isme lok Adalat ki koi need to ni h .... ??
Mai west bengal sa hu mera tho this number does not exist dikha rha hai
This number doesn't exist aa raha hai baar baar vehicle Number aur ceptcha daalne par.
Bhai mere bike per 5 challan hai lekin 1 hi show kar raha hai CHALLAN IS REJECTED IN THE VIRTUAL COURT.
भाई , बिहार स्टेट नहीं show कर रहा है
Mera dl sath la gay hai vo vapis kese milega
Sir mera challan court m chla gya h to hm online kaise pay kre
2 bachho ko bike pe baitha k school chodne ja raha tha 500 ka challan maar diye wahi ek ladka 2 ladko ko baitha k bagal se ja raha tha uski gaadi m number plate bhi nai thi uska challan nai mara.traffic police wale maje k liye aur seekhne k liye bhi challan kr dete hai.sirf vasooli chal rahi hr jgh sadko m gadde apne aap Nikal rahe hai pr vasooli smart tarike se ho rahi hai
जब vehicle no डालता हूँ तो जवाब आता है, This number doesn't exist. क्या करूं ?
No helmate ka 5500/- fine hua Hai total use kam paise me kaise settle kare pls help mujhe meri 2 wheeler sale karani hain
this number does not exist dikha raha hai virtual court wali website me jabki wahi mparivahan me challan show ho raha hai mai challan number dal kar show kar raha hu par nahi ho pa raha hai
Sir mere 4 chalan hai to mujhe sirf 1 hi dikha rha hai 500 ka samjha sakte ho mujhe
Are yar unka status nhi Janna court chalan vertual me kb jata hai
Hlo sir muje apki help caheya sir mene apni bike 2022 ma Li Thi or ma hmesa rules follow krta hu hmesa helmet lgata hu or ma hmesa RTO app pr challan dakhta rahta Tha lakin aj RTO app ka niche ek varual challan ka option Aaya or us site ma mere 15 challan ha or kuch challan 2022 ke ha Shimla ka ma AJ tak Shimla Nahi gya bike pr or 15 challan Kardiya ha or unme Sa aadhe challan yesa ha jha ma gya hi Ni hu AJ tak or Meri bike or mere alava koi nhi chalata Kya Kru sir ma RTO app pr koi challan show Nahi ho raha na mere Ghar koi Saman Aaya ha sir or mene E challan app par dakha vha bi 0 challan show KR rha ha
Are ye fraud challan hai mat dena
Ya to is chalan mein kisi scammer ke dwara scam Kiya ja raha hai ya fir aapka number kisi aur ke dwara bhi kahin aur use ho raha hai isliye aapko Court ke madhyam se RTO se jawab mange ki ki jarurat hai ki traffic rules ka violation aapke dwara hi kiya gaya hai agar proof hai to fir payment karna padega aur nahi hai to fir maaf hoga
मेरा two wheeler का आगे का नंबर प्लेट BR लिखा हुआ टूट कर कहीं खो गया था। ध्यान मेरा नहीं रहा कुछ दिन बाद पुलिस ने उस पर चालान काट दिए हैं online। क्या ये सही है???
Sir mera challan 1 year phle ka kata hua thaa aur aaj ek kata hua hain..
Lekin mera purana wala Avvi tkk virtual court me ni phicha hain..
Processing of challan is yet to be completed show kr rha h
Bihar department nahi aa raha hai to kya kare sir
6000 chalan hua 12march2024 ko abi v court me nhi hua kyu?
Bhai mera 1000 ka parking ka challan ha woh toh 1000 e bata rha ha virtual court m.. Nhi hua kam
Punjab state to h hi nhi is site pe to please suggest me. Mera lights ka chalan kata h 6000 ka please reply me sir
Maine aaj challan khaya hai virtual court pe challan dikha nhi rha hai
Jo bhi amount vcourt jma krne k liye kahega whi jma hoga usse km nhi
Bhaiya challan is not proceeded yet aa raha he virtual court me to ...what to do
Sir mai 4wheeler se jaa rha tha police ne hath diya but mai nhi ruka mera challan kaat diya 2000 ka isse ho jayega kya?
Telangana state nahi ehh bhai option mey... 👀
Verchual court me case kab ata hai..
Sir virtual cort me challan show hi nahi ho raha he to kya kre ? Please guide
Mere wale chalan mai paise km hi nhi ho rhe hain without helmet ka chalan hai or pucc ka chalan hai uska total amount hi show ho rha hai kaise km hoga please reply
mera ajj challan hua hai to vertual court me bike k no dal rha to does not exist bta rha hai saluation de
Jharkhand ke leya available nahi hai ??
Challan katne ka kitna din baad virtual court me aata ha sir