Bhaishab baat ye hai ke neta jee khud kuch kaam karenge nahe. Na safai apne jile ke na koi vywastha. Apne sansad nidhi se potli banyenge par jab ghoomne aur kisi doosri sanstha ke vyawastha ke baat ayegi toh ye muhn utha ke chale jayenge. In neta je business khol rakhe honge 50 aur unke log pure duniya main gundai failate honge. IIT ghoomne Jana hai inhe. Boycott Prakash Sweets and other buisness in and around IIT .
sab politics hai.agar iit rorkee mai inko saaf safai acha lagta hai to kyu nhi roorkee mai ye saaf safai pe dhyan dete hain????agar iit roorkee mai ache environment condition hai to roorkee ke parks ko kyu rejuvination kyu nhi kiya jata hai???kyu nhi roorkee ki road achi nh ki jati hai??? roorkeee mai kyu nhi ped paudhe lagaye jate hain??? lights or cameras install kiye gye hain iit roorkee mai to ye roorkee maio nhi kiya ja sakta hai?
jan pratinidhi ka kaam hai sudhar karna jan pratinidhi ka kaam hai sarke pani sadken ped paudhe sahi krna!!! jo inka kaam hai vo chor ke ye sab karna kaam hai inka har chij ko politics kr rjhe hain nsha nhi ruka inse roorkee mai choriyaan nhi ruki inse !!!
11000+ student or 1 ground hai , par inpe bhi Inka najar hai. Wah re bidhayak
Jee advanced do aur iit aa jao kaun rokh rha h?
Jam bhi to de ke aa skte haii
As iit student I don’t want that outsiders come to campus and compromise our security and safety
Inko Roorkee ka development nahi karna hai. Par IIT ka development je jalte hai
Good decision by IIT Roorkee
Inhe Bina paise kharch kiye park chahye......
Bhaishab baat ye hai ke neta jee khud kuch kaam karenge nahe. Na safai apne jile ke na koi vywastha. Apne sansad nidhi se potli banyenge par jab ghoomne aur kisi doosri sanstha ke vyawastha ke baat ayegi toh ye muhn utha ke chale jayenge. In neta je business khol rakhe honge 50 aur unke log pure duniya main gundai failate honge. IIT ghoomne Jana hai inhe. Boycott Prakash Sweets and other buisness in and around IIT .
sab politics hai.agar iit rorkee mai inko saaf safai acha lagta hai to kyu nhi roorkee mai ye saaf safai pe dhyan dete hain????agar iit roorkee mai ache environment condition hai to roorkee ke parks ko kyu rejuvination kyu nhi kiya jata hai???kyu nhi roorkee ki road achi nh ki jati hai???
roorkeee mai kyu nhi ped paudhe lagaye jate hain???
lights or cameras install kiye gye hain iit roorkee mai to ye roorkee maio nhi kiya ja sakta hai?
Roorkee.shar.ki.sadke.bhut.khrab.h.mla.saheb.use.bhi.dekho.
actually the problem is security officer Maurya!!! ye log giri hui raajneeti krte hain inke sabd hi inke jwab hain
Sir inko bolo solani park hi theek karle.....
Dikhane ki jagah hai?😊
Kaise kaise anpadh log hote he. Dimag ghutno me lagta he inka
IIT.ko.bhi.khrab.karne.par.lagye.h.ram.jane
Free mein facility lane hai
jan pratinidhi ka kaam hai sudhar karna jan pratinidhi ka kaam hai sarke pani sadken ped paudhe sahi krna!!! jo inka kaam hai vo chor ke ye sab karna kaam hai inka har chij ko politics kr rjhe hain nsha nhi ruka inse roorkee mai choriyaan nhi ruki inse !!!
😂😂😂 ao kabhi iit pe
Nidhi ka paisa andar kha lo park m free mai ghoomlo
Dekho iit Roorkee is a big institution and isolating it from the rest of the town is a must
Yeah sirf politics krne pe hain
Anpadh log hai yeh