Velvet fabric to nhi katta lekin shaneel fabric fabric me ye problem aati hai kisi kisi me shaneel aur velvet ko stitch karne ke liyen aap 11 number ya phir 14 number ki Needle use karo to ye problem nhi aati aap apne kapdon ko theek kar sakti hain agar aapko phir bhi darr hai katne ka to aap 11 no. ya 14 number ki Needle lagakar kapde ki under side kahin par thoda silai chalakar dekh len
Cutting and Stitching sahi ki gayi ho to Kurti Nahi ghoomti Ya to Kurti cutting karte tume kapda Aadha Cut kiya hoga ya phir Kurti ki side Fitting ki silai karte time Ek Kapda ziyada kheech diya jaye aur doosra kuch kam Kheecha jaye tab bhi kurti ghoom sakti hai
Zabardast ❤
Thanks
Bahut Achcha hai madam ji
Thank you so much dear stay blessed 🌹
Very good ❣️
Thanks
👌👌👌
Thanks
vary nice
Thanks
5:08 Ribil sibil tape nhi REVERSIBLE रिवर्सिबल tape bolte hain
Issko kai naamo se jana jata hai jaise iron fusing tape, fabrics hem tape, double sided tape,rivil civil tape aap google par search kar sakti hain
nice
Thank you so much dear 🌹
,nice
You're welcome dear 🌹
Kya 11 no. Ki sui se sil sakte hai velvet ka suit plz reply
Ji 11 number aur 14 number dono use ki jati hain
Cotton nLining lgana must h velvet suit me?
Nhi zaruri to nhi hai lekin kuchh log lagwate hai usse getup achhi aati hai
@ na lgwane se jldi silayi toh nhi niklti suit ki
Hi mam velvet me lining dena zaruri hai kya plz reply
Lining lagane se suit ki look achhi aati hai lekin bina lining ke bhi banaya ja sakta hai
Thank you mam😊
Mje apne corset ko sahi krna h vh xxl size ka hai lekin mmy keh rhi h k ghr pr seene s vh kapda kat jayga y velvet hai.. M kya kru plz btay
Velvet fabric to nhi katta lekin shaneel fabric fabric me ye problem aati hai kisi kisi me shaneel aur velvet ko stitch karne ke liyen aap 11 number ya phir 14 number ki Needle use karo to ye problem nhi aati
aap apne kapdon ko theek kar sakti hain agar aapko phir bhi darr hai katne ka to aap 11 no. ya 14 number ki Needle lagakar kapde ki under side kahin par thoda silai chalakar dekh len
velvet ki.kurti pahny k bad ghum ku jati h plz reply?
Cutting and Stitching sahi ki gayi ho to Kurti Nahi ghoomti
Ya to Kurti cutting karte tume kapda Aadha Cut kiya hoga ya phir Kurti ki side Fitting ki silai karte time Ek Kapda ziyada kheech diya jaye aur doosra kuch kam Kheecha jaye tab bhi kurti ghoom sakti hai
@@gulstitching tu thik cutting stiching k lia kia tip h
Kpra phat jata ha us jga se jis jga slai kro
11 ya 14 number ki needle use kro to kapda nhi cutta maine kai suit pehne bhi hain mere saath to koi problem nhi hui
Ye kon si velvet hai
Velvet 9000
Tap ka kya naam hai
Rivil civil tape
Zabardast ❤
Thanks