Maine kl hi mangaya h but 32 action wala jab work krta h tab hum knobe ko 2,3 baar up down krte h nahi to 32 action me ek action lock hokr chlta rehta h iska solution kya h
Bro Jo up down ka switch hai agar use uper kardoge to 3 jhalar hi jalegi or 8 Actions chlenge agar switch niche kardoge to 6 jhalar jalegi or 32 Actions chalenge ok
Thank you so much sir mai RUclips pe yhi video search kar raha tha ❤ aur vo 7 wire jo apne chaser se connect kiya hai vo konsa wire hai please bata dejye ♥️
Hey kya hum log wire ki jagah Direct jhalar chaser Mai laga sakte hai jaise Sara 1 common wire common Wale channel Mai aur 1 aur 7wa jhalar ka dusra wire 1st channel Mai aase hi Sara kya hum direct chaser Mai laga sakte hai? Please reply ❤🙏🏻
Bhai sab Samaj agaya Thanks❤
Humko wiring samaz ma aagya thanks bro
bhai thanx mai 3 deen se youtube par video dhun raha tha ki chaser ko har ek jhalar par to le nhi ja sakte
very imformative video
Gajab bhai👍👍
Maine kl hi mangaya h but 32 action wala jab work krta h tab hum knobe ko 2,3 baar up down krte h nahi to 32 action me ek action lock hokr chlta rehta h iska solution kya h
Bro Jo up down ka switch hai agar use uper kardoge to 3 jhalar hi jalegi or 8 Actions chlenge agar switch niche kardoge to 6 jhalar jalegi or 32 Actions chalenge ok
@experimentkarke9287 price DS yr
Nice bro 🙂👌🙂🙂
Sir, ek 2 kilowatts chaser pe kitne running light belt chala sakte hain 300 bulb ka 50 feet.
Nice videos
Bhai gazab
Thank you so much sir mai RUclips pe yhi video search kar raha tha ❤ aur vo 7 wire jo apne chaser se connect kiya hai vo konsa wire hai please bata dejye ♥️
Brother mene to 0.5mm ka liya hai app jhalar kitani lagaoge to us load ke hisab se wire lagana hoga
@@experimentkarke9287bhai mujhe bhi 12 jhalar hi laga hai please bata do
@@prateekzone9872 to fir 0.5mm ya 1mm koisa bhi laga do chalega
@@experimentkarke9287bhai 7 to wire 1mm ka lena hai aur wire ka nam bata do please
Nice explanation 👌👌.
Is this Mahalaxmi chaser available online, if so, please upload link. Thank you.
Thanks
भाई मेरे पास 50 मीटर का झालर है जिसमे multiple कलर के बत्ती जलते है क्या मै इसे उसमे chaser कंट्रोलर लगा सकता हूं।
Laga sakate hai sir ji vo bas ac current per jalati ho
@experimentkarke9287 ys bhai wo ac current se chalti h
@@emoheart8483 fir to laga sakate ho
@@experimentkarke9287 ya thank bro
30 ladi cahlni h kon sa chaser lena h or kitne ka aayga
Mamta running light Chaser 500₹ mahaluxmi Chaser 1200₹
Gajab yaar
very good
Flipkart pe outof stock hain
Aisa mesin hamko chahiye tha mil jayega sir
Filpkart se buy karlo
Isme action lock bhi ho jata hai ???
Ha bro kar sakate hai
Isme up ⬆️ down⬇️ mode ha ya nahi?
Sir ji esame volume se lock 🔒 kiya jata hai
Mahaluxmi 6 channel wala chaser kitne ka aayega
Hey kya hum log wire ki jagah Direct jhalar chaser Mai laga sakte hai jaise Sara 1 common wire common Wale channel Mai aur 1 aur 7wa jhalar ka dusra wire 1st channel Mai aase hi Sara kya hum direct chaser Mai laga sakte hai? Please reply ❤🙏🏻
Bilkul koi dikatt nahi laga sakate hai
@@experimentkarke9287 thank u hogya ❤
Sir mujhe ek sath 50 jhalar jalna hai kon sa chaser le please help me sir
Mahaluxmi 6Channel Chaser 1000watt per channel Bala lelo
Mere cheser me 5 or 6 no me ek sath series jalti hai baki 4 proper work karte hai
Chaser me kuch problem hogi
@@experimentkarke9287 kuch solution nhi hai ky uska
A jhalar ac jhalar na dc jhalar?
Ac 220v series rice Jhalar hai
Bro 6 cheser ka prise kya hai..?
Filpkart per 1322 ka hai
Sir kaha milaga
Kaise mangaye bhai link do bhai please
Bhai kitne me cheser liye the reply
1322 Rupees
Bhai ye jhlar eak ps kitne ka hai
Bhai mujhe wholesale market se 40 rupees piece ka mila hai
प्राइस कितना है चेसर का
1322 flipkart price
@@experimentkarke9287sir humare local market mein 500 ka mila hai 😅❤
@@prateekzone9872aur mai 790 ka 🥹
@@prateekzone9872kon se company ka bro
@@akhileshmodanwal5469 Mamta
Kya isma pixel ws 2811 bhi use kar sakte hai
Per sir ji esame dc controller lagna padega
Link de do chaser ka 😢
Channel per Chaser unboxing ki Video hai usime link hai
how many jhalar in one channel
please
Ek channel per Kam se Kam 70, 80 jhalar
Can you setup this in my house