Hello sir Aap ne ye jiski bi marksheet dikhai h iske fundamental of English language comprehensive introduction subject mein 40 mein se 15 number aaye Hain aur ise 2 credit de rakha h aur grade D de rakha hai mere bi 1st sem ke sub understanding Indian culture and society me 40 mein se 15 aaye the aur mujhe usmein fail kar rakha hai. AAP ISKE BARE MEIN BATA DIJIYE PLEASE
Iss video me jiski bi marksheet h uske ENGLISH LANGUAGE COMPREHENSIVE INTRODUCTION me 15 aaye h jo 40% se kam h phir bi iske credit point de rkha h 🤔🤔@@Barojgaarshayar
Sir mere prabavi hindi lekhan ke number nhi jodhe isliye total mark me nan likha hau h yani ki 650 me se kitney aaye vo nhi bata rha sir iska kya solution
Aap mujhe apna 1st sem. or 2nd sem ke dono result send kro. Aap mujhe Instagram id- (rrbmu student helpdesk) pr follow bhi kr skte h Ya fir àapki id or password bta do m result dekhkr aapko bta duga
Sir mere dono semester main fail bata rakha hai to fir fast semester ki exam dobara dene padenge kya ya fir second year k sath dene padege please sir help batna
Very usefully videos ❤
Thanks a lot 😊
Keep supporting guy’s ❤
❤❤❤❤
Thank you sir ❤❤
Ok, Dear👍
First sem m back hai ek sub. Mai to uska exam ab bhi objective hi hoga kya back wala
Ha bro objective hi hoga 3rd semester
Yes
3rd semester objective. Hoga ya sirf back vala objective hoga 🤔
Hello sir
Aap ne ye jiski bi marksheet dikhai h iske fundamental of English language comprehensive introduction subject mein 40 mein se 15 number aaye Hain aur ise 2 credit de rakha h aur grade D de rakha hai mere bi 1st sem ke sub understanding Indian culture and society me 40 mein se 15 aaye the aur mujhe usmein fail kar rakha hai. AAP ISKE BARE MEIN BATA DIJIYE PLEASE
Aap apni id or password bta do ya fir mujhe instagram -rrbmu student helpdesk pr apni marksheet send kr do
Credit point 0 nhi hona chiya , number kitne bhe ho
Iss video me jiski bi marksheet h uske ENGLISH LANGUAGE COMPREHENSIVE INTRODUCTION me 15 aaye h jo 40% se kam h phir bi iske credit point de rkha h 🤔🤔@@Barojgaarshayar
@_harsh_meena11_ agar aapko doubt h to University jaao marksheet Laker
Sir ji bas ye bato ki back kis subject me lagi he student ke kese pata kre
Jis m credit point 0 h isme back h
Dear full video dekhoge to aapke all doubt clear ho jayge
Sir mere prabavi hindi lekhan ke number nhi jodhe isliye total mark me nan likha hau h yani ki 650 me se kitney aaye vo nhi bata rha sir iska kya solution
University jaao marksheet Laker solution ho jaayga
Sir koi secund semester mai fail ho gaya hai uska kya hoga
3th semester m promote kr dya jaayga
Aap mujhe apna 1st sem. or 2nd sem ke dono result send kro. Aap mujhe Instagram id- (rrbmu student helpdesk) pr follow bhi kr skte h
Ya fir àapki id or password bta do m result dekhkr aapko bta duga
Sir mujhe bhi dono me fail krdiya gaya he kya me third semester de sakta hu ya 1st year dubara se karni padegi
Jaldi hi m aapke is doubt pr short video daal duga
Sir mere dono semester main fail bata rakha hai to fir fast semester ki exam dobara dene padenge kya ya fir second year k sath dene padege please sir help batna
1st semester k exam dubra hoga 3rd semester k saath
Good 👍
Thanks for the visit
Sir Jiska Ruselt - Fail - Dikha rha h Wo 2nd year ka Exam dega ya nhi
Wait some time
Nhi dege
Back wale subject ke lag se form bharne hoge kaya??
No, Exam fees ke sath me hi count hokr bhar jaygi
@rrbmu inke exam kab honge dubara
January last week ya February 1st week me
Isme re -checking ke from bhar skate hai kaya ??