Sir aap log court case kariye. Kyuki mains 30 ko hi hoga. Aap log saksham ho. Baki ssc, defence and civil wale case kr chuke hai. Bas banking ke teachers aise hai jo video banane aur bacho ka support lene ke alawa kuchh nhi krte
Thank you very much Sir for raising this issue 🙏🙏I wish ye video sirf IBPS wale nahi Desh ka woh pradhan mantri bhi dekhe jo bas dharm ki raajneeti aaur desh ke yuva ko pakoda bechne ka mashwara deta hai
😂😂😂😂😂😂 ab ibps po sbi clerk k result declare ko takkar dega 😂😂😂😂 wo 5 din phle ata tha result yeh do din phle aayega 😂😂😂😂😂😂 agle din be like chaloooooo😅😅😅😅😅😅😅
Sir mera to mn nahi kar raha padhai ka . Padna start karta hu result ki tension ho rahi hai kab ayega ye cancel to nahi hone wala sir . Train book bhi karni hai so stress I feel right now.
Kisi na kisi teacher stand Lena padega sir kyu na aap hi iski shuruaat kre kisi ek teacher ko phele aage aana hi padege Ek asprint ki life ka dard koi nhi sanjh rha hai sb khil bard kr rhe 😢😢😢😢
Sir please guide us we are going to tweeter campaign against 1. IBPS about late result. 2. Raw mark and Normalised mark release.(with Normalised formula) 3. Provide Answer key. 4. Exam fees is huge amount(₹850). 5. Exam centre(agar hum dusre state se bhi form fill up kare toh apna state se exam de paye like SBI JA) 6. Prelims result and mains exam date(bhot e kam samaye milta hai like 9 days, Agar hum dusre state se form bhare toh itna kam time pe train ki ticket nahi milta hai). 8. Aab sabhi bank ne Apprentice le raha hai toh fir IBPS Ko Apprentice ko kuch chut dena cahiya like SBI JA(2.5% mark in mains and 1 year age relaxation), and SBI ko bhi dusra bank pe Apprentice ko ye chut dena cahiya not only SBI Appreciate because SBI also PSU and other than SBI(BOB,PNB,UBI&CBI .....+7) wo bhi toh PSU hai 9. Some centre provid slow system 10. And clash of exam date which both of the exam taken by IBPS.
Ibps po pre ke result ke delay hone se padhai me mn bhi nhi lg rha h
😂😂😂😂 m to padh raha hoon bhai mujhe pata hai mera clear hoga pre
@@Changingtechsto isme daant fadne wali kon si baat hogyi..
@@ut7pv vahi bhai lol
@@Changingtechs Babu. Prelims clear krne se nhi hoga sirf isbar cut off km gayi hai. Mains pe focus karo. Kya pata kaun post le jae
Thank You So Much Sir For Raising This issue......🙏🙏🙏 This was Much Needed For IBPS ....
Thanku so much sir for raising this issue..this was much needed for ibps..We all are with you🙏
Hii sweta
Ibps po is equal to rrb clerk
Same will happen with result 😢
wahi toh nhi chhate ki motivate ho jaye bacche 🤣
thank you sir for raising this issue, iss saal sabhi result delay kare gye hai IBPS ki tarf se
Thank you so much sir for highlighting this issue
Chahe 10 din m aaye 40 din m aaye ya 5 din m aaye jitne vi mile fight krunga phele mains ke liye lekin jaan lga dunga jane ni dunga 🏆❤
Sir ji aap bohot achche ho sir ji
Aap hmlog ke liye aawaj utha rahe hai....
Thank you so much sir ji....🙏🙏
Sir aap log court case kariye. Kyuki mains 30 ko hi hoga. Aap log saksham ho. Baki ssc, defence and civil wale case kr chuke hai. Bas banking ke teachers aise hai jo video banane aur bacho ka support lene ke alawa kuchh nhi krte
30 nov. Ke exam ko hi postpone kr de.. 😒
Mera toh clear hai❤result kabhi bhi aaye😊😊bdiya padh rha hu daily❤
Confidence ya overconfidence
@parthmalhotra4133 confidence
Har ek notification me yhi hope hota hai ki result hoga shyd
Thank you so much sir for raising this issue
Sir aapne bilkul dil ki baad keh di har ghante phone check krne vaali it's really disturbing
absolutely sir. upar se do exam clash krwa rhe thank you for raising the issue ❤
We want result with mains date deferred
Sir aap bilkul shi bol rhe ho.. exactly yhi hota h bar bar check krna khi aa nhi gya ho
All the best ibps po ke result wale sabhi students ko
10 din pehle v admit card nahi deta hai ye ibps 4, 5 din pehle dega
itan bura feel ho rha sir toh twitter pe ek bhi post ni kiya apne ya kisi bhi teacher ne
Thank you very much Sir for raising this issue 🙏🙏I wish ye video sirf IBPS wale nahi Desh ka woh pradhan mantri bhi dekhe jo bas dharm ki raajneeti aaur desh ke yuva ko pakoda bechne ka mashwara deta hai
Thank you so much sir for your support
IBPS walo ki tareef jyada ho gyi thi na sir isliye wo bhi apne level pe aa gya hai apni aukat dikha rahe hai sbki tarah😡😡
Sir mera exam centre..700 km door h or result ka kuch pta ni h 😢😢😢
Nazar lag gai ibps wale ko ...kala tika ki jarurt horhi h😢
😂😂😂😂😂😂 ab ibps po sbi clerk k result declare ko takkar dega 😂😂😂😂 wo 5 din phle ata tha result yeh do din phle aayega 😂😂😂😂😂😂
agle din be like chaloooooo😅😅😅😅😅😅😅
Sir mera to mn nahi kar raha padhai ka . Padna start karta hu result ki tension ho rahi hai kab ayega ye cancel to nahi hone wala sir . Train book bhi karni hai so stress I feel right now.
We want result with mains date changed
*IBPS:- Lunch ke baad aana*
Aaj 21 me bhi nhi aya sir 😞
Sara paper online h kitna hi time lgta h result bnana m hafte m result ana chahiye
Ab result ke mamle me ibps Tod Raha sbko🙏
True sir
Ji sir result ke delay hone se padhai me mann bhi nhi lag rha h
Clear ho gya toh kya kr logi 10 din main time waste na karo
Sir. Sahi kaha aapne
Ab bank exams bhi safe nhi raha
sir mera exam center 350 km door hai or wo bhi poora pahadi rasta... poora 12 ghante ka samay lgta travel krne m..
Toi or state sai kyun bhartai hoi apnai state saibharo😂
@parthmalhotra4133 bhai mujhe lgta tum sikkim se ho. tumhare jitna chota state nhi hai hmara.. ek matra jo centre hai wahi 12 ghante door hai..
Idhar kyu bolte ho aplog ibps ko boliye sir sympathy gain kar rha he
❤❤❤
Kal aa rha hai result sir
Bohot kharab hai IBPS
Ibps ko nazar lagg gayi😢😢😢
Sir meri mains centre 500 km ki distance pr h 😢😢reservation bhi krana h😢
Khud ke city main ku ni lia centre
@rohitmeena4288 I belong to a small town...
@@sheenu8356 konse state se ho
Is ibps scam😂😂😂
😐
Kisi na kisi teacher stand Lena padega sir kyu na aap hi iski shuruaat kre kisi ek teacher ko phele aage aana hi padege
Ek asprint ki life ka dard koi nhi sanjh rha hai sb khil bard kr rhe
😢😢😢😢
Nabard AM generalist...2 months have been completed abhi tak scorecard nahi aya
Sir please guide us we are going to tweeter campaign against
1. IBPS about late result.
2. Raw mark and Normalised mark release.(with Normalised formula)
3. Provide Answer key.
4. Exam fees is huge amount(₹850).
5. Exam centre(agar hum dusre state se bhi form fill up kare toh apna state se exam de paye like SBI JA)
6. Prelims result and mains exam date(bhot e kam samaye milta hai like 9 days, Agar hum dusre state se form bhare toh itna kam time pe train ki ticket nahi milta hai).
8. Aab sabhi bank ne Apprentice le raha hai toh fir IBPS Ko Apprentice ko kuch chut dena cahiya like SBI JA(2.5% mark in mains and 1 year age relaxation), and SBI ko bhi dusra bank pe Apprentice ko ye chut dena cahiya not only SBI Appreciate because SBI also PSU and other than SBI(BOB,PNB,UBI&CBI .....+7) wo bhi toh PSU hai
9. Some centre provid slow system
10. And clash of exam date which both of the exam taken by IBPS.