Thnqq didi me aaj her order krungi श्रीमद् भागवद गीता को और रोज pdhungi me. Me 10-15 din se mngvane ki soch rhi ti pr smj hee nhi aa rha ta ki mngvau ya nhi pr aapki video dekhat sb clear ho gya didi🥰🙏🙏🙏🙏🙏
In short : 1. Gita koi b padh sakt hai. 2. Agar aap subah nhi nahate , thode time baad nahate ho and aap subah padhna chahte ho to apne upar paani sprinkle karle. 3. Jinko periods aati hai , wo pehle apni health ko dhyaan de. Agar aapko jyada pain hai to pehle uska upchaar kare 4. Jo housewife hai wo subah ya shaam apne ghar m rakhe mandir puja karti hongi. Tabhi bas 2 ys 3 shlokas padhe 5 min ka time lagta hai. 5. Office workers jinka office time jyda rehta hai , wo sone se pehle b padh sakte hai. Mera to yehi maan na hai sone se pehle padne par neend bahut achi aatj hai. 6. Gita ko apni regular books k saath rakhni hai ya aapke shelf m jagah nhi hai , to aap ek red ya yellow kapde m Gita ko cover karke rakhe 7. Aap Gita ko ghar k bahar bhi padh sakte hai. 8. *Most important: Gita ka paath daily kare. Meaning bhale hi samajh na aye but daily zaroor padhe*
Mam pls tell me am a chef in hotel industry so mam Mai pdh na chahta hu but ap samjh skti ho m chef hu to nonveg bhi khata hu or bna ta. Bhi please btao kya m pdh sk ta hu ????
Mujhe ye btaye maine order kiya hai bhagwad geeta kya Mai usse apne ghar ki mandir m rkh skti hu or usse kaise rkhna h ye pls btye kpde m bandh ke aur uska jo book rkhne ka table aata h uspe kaise rkhe pls btaye ❤❤❤❤ intejar hai apke reply ka
Hare Krishna, aap padhne ki koshish kijiye, galti bhi ho to koi problem nahi hai. Aur agar Sanskrit nahi padhani hai to sirf hindi anuwaad hi padh sakte ho.
Pranam agraja🙏 Original bhagwat geeta me kitne pages hai . Online bahut books available hai kisime pages jyada hai to kisime kam Aap bhagwat geeta yatharoop ki buy link bhejiye jo aap padhi ho . Aap link send kariye kripaya. Hare Krishna 🙏❤️
@@TheIntrovertsDevotion isme 644 pages hai Aur flipkart me576 Apke boom me kitne pages hai Konsi le pages kam jyada hai kisime Apke book me kitne pages hai Bataiye agraja 🙏
Agr ek baar start kiye toh kya roj padhna pdega?? Age kisi din koi emergency me rok nhi skte ki aj ek din nhi padh paye ya kuch hfte nhi padh paye??? Kya rok dene pr starting se padhna hoga???
I have yatharth geeta, as i m a student or an adult so it going to difficult to avoid many things , if i m not stop taking those foods then it going to effect me in wrong way??? Many people say there is a time, place or many things to do follow but it difficult to follow, nd acc. to me taking the knowledge with pure intention is necessary not to avoid... I m right or wrong?
Didi geeta ko man hi man par sakte ha kya? jaise ki bohotse log hote ha na ' silent reader'. Ya fir jaise normaly awaz nikal kar ke parte ha waise parna chahiye? Pls give me the answer, and thank you so much for this discussion 😊.
Can I take Bhagwad Gita outside of my home like I am going in my friends home or my work place? I am a tuition teacher. Can I take Bhagwad Gita in my students home?
Aaj subah mene egg khaya.. Aur mujhe nhi smjh raha h ki me padhu ya nhi aaj. Esa lag rha h ki galat krugi.. pr padhne ka mann bhi h kyuki 3 4 dino se consistently padha tha. Kya kru?? Padh sakti hu kya egg khane k baad?
Radhe radhe🌺🌼 Bhagwat geeta🙏❤️ pdhna jab Start karte hai toh puri book complete krni pdti hai kya??? Toda toda daily padhege to late khtm hoga to chal jayega na..
@@TheIntrovertsDevotion Start kon se page se krna chahiye??? Suru me bohot kuch diya hua hai. Aaj padhi mai jaha se strt hua hai shlok vagr bohot baad me diya hai.
Mam actually sorry I it's inappropriate question but I have to ask thi . Daily hum padh rhe hai to intercourse karna rehga to kya kya rules follow Krna hoga ??
Today I received Bhagwad Gita as a Gift to myself for becoming a best version ❤
That’s amazing jai shri Radhe 🙏🏻🙏🏻
Jai shree radha krishna 🙏🙏♥️♥️
Thnqq didi me aaj her order krungi श्रीमद् भागवद गीता को और रोज pdhungi me. Me 10-15 din se mngvane ki soch rhi ti pr smj hee nhi aa rha ta ki mngvau ya nhi pr aapki video dekhat sb clear ho gya didi🥰🙏🙏🙏🙏🙏
Same feeling dear Maine bhi kal order ki ❤️
Thank you so much 🙏🙏 for your information,,, today only I brought bhagvat geeta book vl start from tomorrow morning.. Jai shri krishna 🙏🙏🙏🙏🙏
Very nice 👍All the best for your reading. Hare Krishna 🙏🏻🙏🏻
Thankyou for information..!
😊 i start reading the bhagavad Gita
That’s so nice 👍 Thank you 🙏🏻
Thank you so much. AAP ki shujhaw ke liye. Hare Krishna
Hare krishna 🙏🏻🙏🏻
Dhanyavaad Dii..... Hare Krishna ❤
Hare Krishna
You explain very well🙏
Hare Krishna 💯🕉️🌹🙏🙏
Very good advice for shrimad bhagavad gita 👍📖🕉️🌹🙏 🙏
Mai jab bhi aapki video dekhti hun na didi to video khatam v ho jayega fir v mere face pr smile rahti h
Thank you so much 🙏🏻🙏🏻
kya ham socha or laghusanka ki kapdome padh sakte he
Bahut achchi jankari di apne .meri problem solf ho gayi. 🙏
Thank you 🙏🏻
हरे कृष्णा 🙏🌹 हरे कृष्णा 🙏🌹
Hare Krishna 🙏🏻🙏🏻
Hare krishna....jai badri vishal..,🙏🙏🙏😇😇😇😍😍😍♥️♥️♥️
Hi ma'am 🚩जय श्री कृष्णा🚩
जय श्री कृष्णा 🙏🏻🙏🏻
Hare Krishna Mataji🙏🙏🙏
Hare krishna 🙏🏻🙏🏻
Jay Shree Krishna
Jai Shri Krishna 🙏🏻
So cute di..❤😘 jai shree radhe jai shree krishna..🙏☺💖
Hare Krishna 🙏🏻
Thank you so much 🙏 jo aapne meri problem ka kamadhan bata diya
Thank you 🙏🏻 🙏🏻
हरेकृष्ण❤️🙏🏻
हरे कृष्ण 🙏🏻🙏🏻
Thanks for you ma'am 🙏 🙏🙏
🙏🏻🙏🏻🙏🏻
thanku information me❤❤❤❤
Thank you sister good information
Thank you 🙏🏻
Radhe Radhe
radhe radhe 🙏🏻🙏🏻
Thank you so much 💕🥰
You’re welcome 😊
Thanku so much
In short :
1. Gita koi b padh sakt hai.
2. Agar aap subah nhi nahate , thode time baad nahate ho and aap subah padhna chahte ho to apne upar paani sprinkle karle.
3. Jinko periods aati hai , wo pehle apni health ko dhyaan de. Agar aapko jyada pain hai to pehle uska upchaar kare
4. Jo housewife hai wo subah ya shaam apne ghar m rakhe mandir puja karti hongi. Tabhi bas 2 ys 3 shlokas padhe 5 min ka time lagta hai.
5. Office workers jinka office time jyda rehta hai , wo sone se pehle b padh sakte hai. Mera to yehi maan na hai sone se pehle padne par neend bahut achi aatj hai.
6. Gita ko apni regular books k saath rakhni hai ya aapke shelf m jagah nhi hai , to aap ek red ya yellow kapde m Gita ko cover karke rakhe
7. Aap Gita ko ghar k bahar bhi padh sakte hai.
8. *Most important: Gita ka paath daily kare. Meaning bhale hi samajh na aye but daily zaroor padhe*
Hare Krishna 🙏
@@TheIntrovertsDevotion Hare Kṛṣṇa . Jay Shree Jagannath 🙏
Thank you so much for clearing doubts😊Radhe Radhe
My pleasure 😊
Meko bhi inme se kuch questions ke answer chahiye the and vo muje mil gye😊
thank you, Hare krishna 🙏🏻
@@TheIntrovertsDevotion radhe radhe🙏
Hare krishna ❤❤
Hare krishna 🙏🏻🙏🏻
Om shreemad Bhagavad Gite namah
Thank you so much for information 😇🙏❤️
My pleasure 🙏🏻🙏🏻
Thank you so much mam
My all doubts are cleared
Thank you 🙏🏻 🙏🏻
I m going to badrinath tommorrow.....😇😇😇n carry my bhgwat geeta n bead bag.....❤️❤️❤️
Hari bol 🙌 🙌Good luck for your journey.. 🙏🏻🙏🏻
Hari bol mata ji..
Hari Bol 🙌 Hare Krishna 🙏🏻🙏🏻
Jay shree ram jay shree krishna 🙏
Hare krishna 🙏🏻
Thankyou so much dear.....many people asked me these question....and i answered them...but they dont believe in me
😊Thank you. 🙏🏻
Radhe radhe 🙏
Radhe Radhe 🙏🏻🙏🏻
🙏🙏
Jai shree krishna
Hare Krishna 🙏🏻
Thanku 😊
Thank you 🙏🏻
Dhnyavad 🙏
Hare krishna 🙏🏻
Thank you so much mam🙏
Thank you 🙏🏻
Hare krishna didi..bhagvad geeta ki kaun si publication leni chahiye..geeta as it is,geeta press gorakhpur,and other publication etc..??
Hare Krishna🙏🏻🙏🏻 Bhagwad Gita as it is lijiye.. bahut achi hai.. chahe to Gita press bhi le sakte ho but I recommend Bhagwad Gita As It Is.
Thank you so much
Thank you 🙏🏻
Thnks my all doubts are cleared bcz of u thank you so much ❤
Thank you 🙏🏻
Kya hamm padne shuruvad kardenge to bich me kuch din chhod diya to chalta hai yaa, nai,
Roz padhne ka try kijiye lekin agar kisi karan se skip ho jaata hai to its ok. Hare Krishna
Bhagwat geeta❤
Mam pls tell me am a chef in hotel industry so mam Mai pdh na chahta hu but ap samjh skti ho m chef hu to nonveg bhi khata hu or bna ta. Bhi please btao kya m pdh sk ta hu ????
haan ji aap bilkul padh sakte ho.. 🙏🏻🙏🏻
Hare Krishna
Mataji bahagvat geeta ko study
table par rakh sakte hai hai
Hare Krishna 🙏 ji rakh sakte hain, clean rahna chahiye.
Thank you di ❤
Thank you 🙏🏻 🙏🏻
Kya shrimad bhagwad geeta pdhne se hmare andr chlrahii kissi bhii chezz k liyye negative thoughts chlejayengge kyya ya aapne andr chlrhhe negative thoughts chlejayengge kyya
haan ji..
@@TheIntrovertsDevotion kya geeta padhne se hmara jo unconsious mind h kisi chezz ko ya person ko lekr vo consious yani ki postive hojayegga
Mujhe ye btaye maine order kiya hai bhagwad geeta kya Mai usse apne ghar ki mandir m rkh skti hu or usse kaise rkhna h ye pls btye kpde m bandh ke aur uska jo book rkhne ka table aata h uspe kaise rkhe pls btaye ❤❤❤❤ intejar hai apke reply ka
ji bas clean place me rakhiye. kapde me bandhna jaruri nahi hai.
Konsi book best rahegi shlok aur translation me fark na ho isliye
aap Bhagwad Gita Yatharup padhiye, usme shlok, shlok ke arth aur explanation sab bahut achi hai..
@@TheIntrovertsDevotiondhanyawad, marathi me available?
Dii jb hum bhagwat geeta padh rhe h tb koi hume toke means awaz lgay to kya hume jwab dena chahiye ya nhi means koi pdhte time tok de to ky kre...
Hare Krishna 🙏🏻 haan ji aap jawab de sakte ho.
Hello what at 3.00 min u said about bramchyra what actually it means ?
It means not indulging in any sexual activities and living life with purity.
Jay Shri Radhe 🙏🏻
Non veg khakar bhagvat geeta padh sakte hai ? Ssly mene to kuch aur hi suna tha
Kya mai geeta bedroom ki shelf me rakh skti hu?
haan ji rakh sakte ho.
Om shree yadavendray namah
Maam kya hum isse school or college bag mai carry kar sakte hai kya maam 🙏🙏🙏🙏🙏
Hare Krishna, haan bilkul carry kar sakte hain aur kahin bhi padh sakte hain 🙏🏻
Thnks di ye sb questions mere man m tha❤
Thank you so much. Keep Reading 📖. Hare Krishna 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Hare krishna🙏
Mujhe sanskrit k shlok acche se pdhne ni aate agar उच्चारण me koi galti ho to ??
Hare Krishna, aap padhne ki koshish kijiye, galti bhi ho to koi problem nahi hai. Aur agar Sanskrit nahi padhani hai to sirf hindi anuwaad hi padh sakte ho.
Thanks didi aapne sb doubt khatm kr diye☺
Bhagwat gita padhne se phele diya ya dhoop batti jalana jaruri hota h
Pranam agraja🙏
Original bhagwat geeta me kitne pages hai .
Online bahut books available hai kisime pages jyada hai to kisime kam
Aap bhagwat geeta yatharoop ki buy link bhejiye jo aap padhi ho .
Aap link send kariye kripaya.
Hare Krishna 🙏❤️
aap yahan se le sakte hain
harekrishnabooks.com/product/bhagavad-gita-as-it-is-yathaaroop-hindi-%e0%a4%b9%e0%a4%bf%e0%a4%82%e0%a4%a6%e0%a5%80/
@@TheIntrovertsDevotion isme 644 pages hai
Aur flipkart me576
Apke boom me kitne pages hai
Konsi le pages kam jyada hai kisime
Apke book me kitne pages hai
Bataiye agraja 🙏
Hare Krishna🙏🏻
Mera bhi same question hai.. maine bhagwad Geeta yatharup (Hindi) online check Kiya Flipkart pe kisime pages (644,576,575,400) kam-jyda hai... Aapne konsi bhagwad Geeta buy Kiya hai aur kitna pages ki please aap link share kariye🙏🏻
(Muje bhagwad Geeta yatharup Hindi buy karni hai)...
Hare Krishna🙏🏻❤
Periods aane pr bhagwat geeta padhni chaiye kya?
Yes... But uss time Bhagwat Geeta ko mandir m na rkhe
Bhagwat geeta ki real book kon si hai jisme Sare sanskrit ke slok ho or Sare krisn ji k avtar k baare me bhi ho
Agr ek baar start kiye toh kya roj padhna pdega?? Age kisi din koi emergency me rok nhi skte ki aj ek din nhi padh paye ya kuch hfte nhi padh paye??? Kya rok dene pr starting se padhna hoga???
ji jab bhi time mile padh le.. kabhi skip bhi ho jaye to koi problem nahi hai
Letke Padh sakte hai kya?
ji nahi..
Aur bhagvt gita padhne ke band hum nonveg kha sakte hai kya matlab puri gita padhne ke bad
Ar Haan kya hm train me safar karte wakt padh sakte hai kya pls🙏🙏🙏
jai shri Radhey 🙏🏻 aap train me travel karte hue bhi padh sakte ho.. bas thoda safai ka khyal rakhein.
@@TheIntrovertsDevotion ok di .. Radhe Radhe
Sita Ram mera question hai ko ladies ko usa time me bhagwat gita ada sakti hai
Jai Siyaram.. 🙏🏻🙏🏻 I’m sorry, but mai nahi kar paungi..🙏🏻
Rada rada ketna din ma samej ma aaygi bagvat gita
aap achese samjh kar padhenge to jaldi samjh aa jayegi. Radhe Radhe 🙏🏻
Link please
I have yatharth geeta, as i m a student or an adult so it going to difficult to avoid many things , if i m not stop taking those foods then it going to effect me in wrong way???
Many people say there is a time, place or many things to do follow but it difficult to follow, nd acc. to me taking the knowledge with pure intention is necessary not to avoid... I m right or wrong?
Bhagwat geeta marathi me milte kya didi
हाँ मिलता है।
@@TheIntrovertsDevotion thanks
Di kon si book padhni hai plz replly m....
Bhagwad Gita yatharup padhiye.. ye book sabse acchi hai..
Thanku di😊
@@TheIntrovertsDevotion Bhagwat Geeta as it is padh sakte hai? Kya usme shloks mentioned hai?
bhagwad geeta jitne din tak padhte h utne din tak nonveg kha sakte h kya??
khane ke pahle padh lenge to sahi rahega
Didi start kha se karna h please bta do...
App Shuru se padhiye, Hare Krishna 🙏
Ek din hamm non veg khai ho to uss din Bhagvat Gita padh sakte hai......... Reply didi
ji padh sakte ho but try karo ki bina non veg khaye padho to acha rahega. 🙏🏻
Brahmachary kya hota hai?
Please bta do koi
Brahmacharya means not indulging in any sexual activities and living life with purity.
Is it necessary to complete one adhayay daily ,plz reply mam❤
No, read as per your capacity. 🙏🏻🙏🏻
Didi geeta ko man hi man par sakte ha kya? jaise ki bohotse log hote ha na ' silent reader'. Ya fir jaise normaly awaz nikal kar ke parte ha waise parna chahiye? Pls give me the answer, and thank you so much for this discussion 😊.
Aap jaisa chahe waise padh sakte hai. Thank you 🙏🏻 🙏🏻
Thanks for your reply❤️❤️
Can I take Bhagwad Gita outside of my home like I am going in my friends home or my work place? I am a tuition teacher. Can I take Bhagwad Gita in my students home?
Hare Krishna, Yes, there is no problem taking it out of your home and read it wherever you can.
Is it necessary to read it daily !!or can we read it nicely whenever we have time??
Hare Krishna 🙏🏻 You can read it whenever you want.
Book kis language me likha hua hota h didi
Apko 80+ language me mil jayega
bhagwat gita se power milti hai kya
haan ji 🙏🏻
Aaj subah mene egg khaya.. Aur mujhe nhi smjh raha h ki me padhu ya nhi aaj. Esa lag rha h ki galat krugi.. pr padhne ka mann bhi h kyuki 3 4 dino se consistently padha tha.
Kya kru?? Padh sakti hu kya egg khane k baad?
Ji aap padh sakte hain, Hare Krishna 🙏🏻
Wow dii
😊😊🙏🏻🙏🏻
Didi Iam In 10std Can't I Give More Time Bhagwat Gita Or less Time Study Mean How Many Time I give to Read Bhagwat Gita Pls... Give Me Answer🙏🙏
Hare Krishna 🙏🏻 aapke pas jab bhi time ho aap padhiye lekin hamesha try kariye ki roj kam se kam 2 shlok jarur padho.
Can we eat eggs after reading geeta?
Bhagwat Geeta Hindi me hai kya ya sanskrit me
Hindi me mil jaayegi 🙏
Radhe radhe🌺🌼
Bhagwat geeta🙏❤️ pdhna jab Start karte hai toh puri book complete krni pdti hai kya??? Toda toda daily padhege to late khtm hoga to chal jayega na..
Radhe Radhe🙏🏻 ji haan roj thoda thoda padh sakte hai..
@@TheIntrovertsDevotion Start kon se page se krna chahiye??? Suru me bohot kuch diya hua hai. Aaj padhi mai jaha se strt hua hai shlok vagr bohot baad me diya hai.
ji aap start se hi padhiye.. uske baad chapters start kariye.
Mam actually sorry I it's inappropriate question but I have to ask thi . Daily hum padh rhe hai to intercourse karna rehga to kya kya rules follow Krna hoga ??
Koi issue nahi hai, aapki life aur Bhagavad Gita parallel chal sakti hai.
Hare Krishna🙏
Non veg kha kar padh saktain hai
try kariye ki non veg khakar na padhen. 🙏🏻
Radhe radhe... m apni pdhai bed pe baith k krti hu to kya m bed p baith k bhagwad geeta pdh skti hu...m
Radhe Radhe. Ji haan aap kahi bhi padh sakte ho but make sure ki wo jagah clean ho.
Kis language me padhe bagwad Geeta
Hare Krishna🙏 aapko jis language me chaahiye usme mil jaayega
I wish to read Shrimad Bhagavad daily but in our family we eat non veg most of time. So can I read it on those days also ?🤔
you can read it in the morning before eating anything and also at least you should try to avoid eating non veg.
@@TheIntrovertsDevotion I will skip reading bhagwad geeta on those days will it work? Because I am also non vegetarian.
Mai aj start krunga Geeta padhna ❤️❤️❤️❤️
bahut badhiya 👍
Mam ek din m kitna padna h....ek do page padna...kyu ki itna time nhi milta..
Hare Krishna 🙏🏻🙏🏻 aap jitna bhi padhna chaho utna padhiye..
7din me parayan karna ahe
Pahale din kitne adhay padhane hoge
aap jaha bhi jaye Bhagwad Gita ko apne paas hi rakhiye. aur jitna bhi aap chahe utna padh sakte ho.. Hare Krishna 🙏🏻
Radhe❤Radhe
Radhe Radhe 🙏🏻🙏🏻
Kya hum periods me 4 din nhi padhe to chlega ( 4 din ka gap rakhe to )
haan , koi problem nahi hai .
Hare Krishna🙏🏻