Assalamoalikum ..Mera ek masla hai ki kya ek Pathan ki ladki Ka Nikah ek Anshari se ho skta hai JB ki wo ek Hafiz aur immam hai ..dono Sunni hai ..baraye maherbaani jawab frma Dijiye
Assalam o alaikum bataey ga please talaq yafta ka muashry me sharai kia hukum he jab keh bachy bhi aurat ko hi palny hon ? Yateem ko to sab sar pe hath rakhny ko bhi tayyar hoty hen bewa ko bhi ezzat dy hi dety hen lkn talaq yafta ka k ley kia hukum he jissy sirf apni hawis ki nigah k elawa koi nazar se nahi dekha jata ? Is aurat ka kia qasoor he jis k mian ko 8/10 sal bd koi or pasand agai aur pasand k kehny pe pehli ko nikal phainka bachy bhi chor dey....
mera masla ye ha kay meri kuch raqam taqreeban 2 lakh rupees meray husband na karobar ma lagaiy huway hain unper zakaat ha ya nahi aur ye zakaat mujay daini hogi ya meray shohar kay oper faraz ha?
Meri ammi fazr ke namaz me dua mangte time yani dua me do se teen baar andder se ek ajeeb si awaz sunayi padi jisse unka sara rowan khada ho gaya aur hath fail gaya iska kya mayine h matalab kya h
Kaei mamlat ka sharei rahnumaei darkar h his me masjid madarsa ka mamla h jis zamin ka baad m perasnal deed yani kharida air becha gaya h.namaz hoti aa rahi h ghaliban 1985 se.1990 m Ragistry Hui .comeetee 2002 m masjid madasa k naam likhne likhane ka faisla diya.2003 m rasid Haji Alan sb. K naam kataya gaya. masjid me naam na likh kar jiski thi usko likh diya.imrat sharia chitarpur 06 march 2017 me 3 mah m masjid madarsa k naam likhne ka faisla diya aaj tak nahi likha gaya .kya namaz durust ho rahi h ?.aise hatdharm,jaali,faislon ki Ohio at warzi karne walon gawn se bycot Karna durust hoga ?.420 ka moqadma Karna zyadati to nahi ho jaygi.sharai rahnmaeikaren.wo log morosi ki jaydad v harap karne ,jadu sehar karwana, rishwat wale,kale ilm,sifli walon se ,aur o aur comeetee,panchayat,imarat e sharia,idarai saraia patna 2000 k fasle ki v khilaf warzi kar chuke h.moqama kar jail v kar diya tha.
جزاک اللّہ خیرا۔
Allah kokab Noorani ki umar drazkty or in ki maghfirat famaey A
men
Ameen
Assalamoalikum ..Mera ek masla hai ki kya ek Pathan ki ladki Ka Nikah ek Anshari se ho skta hai JB ki wo ek Hafiz aur immam hai ..dono Sunni hai ..baraye maherbaani jawab frma Dijiye
Good
ma sha allah allama kokab sahib
Assalam o alaikum bataey ga please talaq yafta ka muashry me sharai kia hukum he jab keh bachy bhi aurat ko hi palny hon ? Yateem ko to sab sar pe hath rakhny ko bhi tayyar hoty hen bewa ko bhi ezzat dy hi dety hen lkn talaq yafta ka k ley kia hukum he jissy sirf apni hawis ki nigah k elawa koi nazar se nahi dekha jata ? Is aurat ka kia qasoor he jis k mian ko 8/10 sal bd koi or pasand agai aur pasand k kehny pe pehli ko nikal phainka bachy bhi chor dey....
ap mujha btaye k ma jb b dua krti hoon mujha neend kyu ana lagti ha aise ma raat br na soo pao jb b dua mangti hoon neend ana lagti ha kya wajha ha
Mashaallah
Kuran pdkar Apne liye rkh site h
shuban Allah
Hazrat hummara 1 question hai ke --- Kiya Benamaji ke ghar me khana Haram hai?,,,,,, AP meherbani karke iska answer dijiye..
sbhanallah
Asalam o alikum
Umeed krta hn ap sb theek hongy
Mera ek sawal hai janab kobab noorani se k hazrat mehndi a.s kis k sahab zaday hain
mera masla ye ha kay meri kuch raqam taqreeban 2 lakh rupees meray husband na karobar ma lagaiy huway hain unper zakaat ha ya nahi aur ye zakaat mujay daini hogi ya meray shohar kay oper faraz ha?
Aqeeqah k masail kia hain
Meri ammi fazr ke namaz me dua mangte time yani dua me do se teen baar andder se ek ajeeb si awaz sunayi padi jisse unka sara rowan khada ho gaya aur hath fail gaya iska kya mayine h matalab kya h
किसान तेरी जय हो ऐसा कहना जायज है या नही
Tablighi Jamaat ke bare me aap ki kiya raye he, kiya ye theek hey ya nahi? Jawaab zaroor dijye.
bahut khoon
Kaei mamlat ka sharei rahnumaei darkar h his me masjid madarsa ka mamla h jis zamin ka baad m perasnal deed yani kharida air becha gaya h.namaz hoti aa rahi h ghaliban 1985 se.1990 m Ragistry Hui .comeetee 2002 m masjid madasa k naam likhne likhane ka faisla diya.2003 m rasid Haji Alan sb. K naam kataya gaya. masjid me naam na likh kar jiski thi usko likh diya.imrat sharia chitarpur 06 march 2017 me 3 mah m masjid madarsa k naam likhne ka faisla diya aaj tak nahi likha gaya .kya namaz durust ho rahi h ?.aise hatdharm,jaali,faislon ki Ohio at warzi karne walon gawn se bycot Karna durust hoga ?.420 ka moqadma Karna zyadati to nahi ho jaygi.sharai rahnmaeikaren.wo log morosi ki jaydad v harap karne ,jadu sehar karwana, rishwat wale,kale ilm,sifli walon se ,aur o aur comeetee,panchayat,imarat e sharia,idarai saraia patna 2000 k fasle ki v khilaf warzi kar chuke h.moqama kar jail v kar diya tha.
Assalamoalaikum, suna hai shia log aurton kay rape karwatay hain aur even bad main cooperate na karnay per sazain bhi daitay hain. Pata karein.
Kitna slow moilana hai yaar char ghanta lagaye ga aik masail k liye
Yehi tareeqa sunnat mubarkah se sabit he....alhamdulillah
To aja to tez h kya to samjha de jhail admi pagal hi yr ap pure ap kya pagal h bhai
Anvar jahil hai tu jitna badha Maulana hoga swal jawab bhi utna hi badha hoga
lakh lanat
ماشاءاللہ
Lanat kis par ki he apne