Subhash Gahi Talking about Muhammad Aziz & Sonu Nigam

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 25 окт 2024

Комментарии • 142

  • @tarakcreation8813
    @tarakcreation8813 3 года назад +27

    The legendary Sonu Nigam sir and Mohammad Aziz sahab

  • @creativejay9057
    @creativejay9057 2 года назад +22

    2:10 jitne bade gayak the utne hi bade dil wale aur saaf man ke bina kisi adambar aur dikhave wale the moh.aziz ji🙏❤️

    • @naseemahmed5760
      @naseemahmed5760 2 года назад +1

      100% Correct

    • @yashmohdazizAcompletemdAzi3512
      @yashmohdazizAcompletemdAzi3512 2 года назад +1

      Ur right bro
      I like great Munna mohd Aziz

    • @naseemahmed5760
      @naseemahmed5760 2 года назад +2

      @@yashmohdazizAcompletemdAzi3512 welcome yash bhai In ko Btayen k ye kis legend ki baat kar rahay hen ye jantay kya hen Mohammad Aziz sab k baray may
      Bas Ak page bana liya aur chalay hen gyan bantnay

    • @zubairkhan2622
      @zubairkhan2622 Месяц назад

      Aziz sahab ne kabhi logo se doori nahi wo programme karte the bahar bhi concert karne jate the lakin jis industry ko itne hit gane diye jab unse samman kabhi nahi mila to kya wo milte kisse kam ke liye kahte itne bade bade superhit geet dene ke baad

  • @meriyaadinakshaysingh1548
    @meriyaadinakshaysingh1548 Год назад +15

    सोनू सर ने कॉपी नहीं रफी साहब के अंदाज में गाया था और मुन्ना अजीज सहाब की भी अपनी अलग पहचान थी आप ने बिल्कुल बकवास बात की है घई साहब आज अजीज साहब का पुराना गीत ही सदियों तक अमर हैं 🙏🏻

    • @sudarshanyadav635
      @sudarshanyadav635 Месяц назад +2

      लगता है सुभाष घई जी को गीतों से प्रेम बाहर से है अंदर से नहीं है अर्थात आत्मा से नहीं है कहते हैं न कि हमने वो चीज देखी या सनी कि आत्मा खुश हो गई तो ये वाली बात सुभाष घई जी के अंदर नहीं है गीतों के बारे में | अगर उनकी आवाज मोहम्मद रफी के जैसी ही रही अन्त तक तो फिर इतने सारे हिट गाने लोगों ने क्यों गवाए न गवाते अगर गौर से देखा जाए तो सबसे ज्यादा गाने मोहम्मद अजीज़ साहब के ही बजते है फिर चाहे सारे पा मा ग हो या आइडल इंडिया हो जहाँ नये सिंगर अपनी किस्मत आजमाने आते है अगर हम रील्स के बारे में बात करें तो भी मोहम्मद अजीज़ साहब के ही गीत सबसे ज्यादा गीत रील्स पर ही फिल्माए जाते हैं |
      आपने जो मोहम्मद अजीज़ साहब की आलोचना की है उससे हमारे दिल को बहुत ठेस पहुँची है गुस्सा तो बहुत आ रही है आप पे लेकिन हम कुछ कहेंगे नहीं |
      कहते हैं न कि आदमी अपने आप अपनी बेइज्जती करा लेता है

    • @sudarshanyadav635
      @sudarshanyadav635 Месяц назад +2

      अगर देखा जाए तो सुरेश वाडकर, शब्बीर कुमार और नितिन मुकेश दो एक और भी सिंगर को भी मोहम्मद अजीज़ साहब ने मात दे दी है
      सुभाष घई जी आपने एक Iconic singer की आलोचना की है आपने बहुत भारी पाप किया है

  • @sunnyskp4219
    @sunnyskp4219 3 года назад +20

    Our Great Legendery The Sonu Sir 🙇🙏❤️🙏

  • @creativejay9057
    @creativejay9057 3 года назад +23

    Great sonu nigam sir😇

  • @sunilgtandon4305
    @sunilgtandon4305 2 года назад +20

    Subhash ji hum aapki izzat karte hain aap Aziz ji ke bare mein galat estimation kar rahe hain, Mohd.Aziz ne jitne hit diye hai shayad hio koi aur singer ne diye hain naye zamane ke wo aapki ki hi do teen picture mein super duper hit diye hain "Dil Diya hai Jaan bhi denge, One two ka four , Imli ka boota etc, unko mein kareeb se janta hoon purane gane gana unka passion tha wo Rafi saab ko guru mante the,unhon ne 91/92 tak bohat hit diye unko Khuda Gawah film ke baat kam dena almost bandh hogaya tha reason: Babri masjid ka dhana phir Communal riots ka hona etc aap ache se jante hain sab.
    Sonu nigam bhi to unhi ki copy karte aaye. Aaj jitne gaane Aziz saab ke Vivid bharti par bajte hain par utne naye zamane ke singers ke nahi bajte.Unki buland aawaz with too much melody koi copy nahi kar sakta.
    Tu kal chala jaega to mein kya karoonga.

    • @AK-xb5jx
      @AK-xb5jx 2 года назад +2

      Sonu Nigam and Muhammad Aziz dono Muhammad Rafi ko copy karte thay ,,,,per farq itna hai ke M.Aziz ne sirf rafi ko copy krke zindagi guzare hai , Jabke Sonu Nigam ne apna indiviaual style develop krleya tha jo rafi , aziz , etc sabse alag tha sonu ne westrenized singing introduce ke bollywood me with yeh dil dewana pardes 97

    • @sheikhmansoor6902
      @sheikhmansoor6902 2 года назад +4

      Itne mahaan gayak ke sath industry ne insaaf nhi kiya ..nhi tou khuda gawah jaise superhit film dene ke baad unko gane kyun nhi mile...sab saaf hai ..

    • @radheradhe0803
      @radheradhe0803 2 года назад

      @@sheikhmansoor6902 right sir....Aziz Sahab versatile singer hai..... romantic song,sad song,petriotic song, commercial song sab tarah k Gaana gae.....yeh madarchod on ne politics kar rakha hai

    • @yashmohdazizAcompletemdAzi3512
      @yashmohdazizAcompletemdAzi3512 2 года назад +1

      Bahut Khoob Mere Bhai
      Jiyo
      Aapne Sahi Kaha
      Sunil bhai
      Aziz Sahab ka koi muqabla Nahi

    • @yashmohdazizAcompletemdAzi3512
      @yashmohdazizAcompletemdAzi3512 2 года назад

      @@sheikhmansoor6902 Ji
      *Bilkul haq ki baat kahi Hai Aapne ye*

  • @RS-is1hs
    @RS-is1hs Год назад +5

    जब जिंदा थे तब किसी ने पूछा तक नहीं और आज बड़ी बड़ी बाते कर रहे है बेशर्म लोग। बॉलीवुड हंगामा को कभी इस लीजेंड की याद नही आयी अज़ीज़ साहब के इंटरव्यू के लिए।

  • @hafijulsardar8525
    @hafijulsardar8525 2 года назад +8

    Mohammed Aziz ke bare mein Sonu Nigam jitna bhi bola vah sahi hai bola

  • @ashifhossain2186
    @ashifhossain2186 9 месяцев назад +3

    The Great Artist Mohammad Aziz Sahab always

  • @rali5381
    @rali5381 2 года назад +14

    Mohd Aziz is gem and was inspired by the legendary Mohd Rafi Saab, singers like Sonu Nigam have made a career out of copying these legend's

    • @Arsalankhan-fs4zv
      @Arsalankhan-fs4zv  2 года назад +17

      Wrong, Sonu Nigam made a carrer out of making his own voice and bench mark, the reason singers like shabir kumar and m aziz never became successful was because they just copy rafi sahab style they had no individuality, Sonu brought the youthful westrenized and aggressive singing style to bollywood playback singing with yeh dil dewana pardes and tu hi tu satrangee re from dil se, and both of these songs are very much different to conventional rafi sahab type singing, if sonu nigam kept on copying rafi sb he would have been someone like another m aziz or shabir kumar but he was smart he changed his entire tone and brought his own uniqueness as copy singers could not sustain for too long

    • @rali5381
      @rali5381 2 года назад +3

      @@Arsalankhan-fs4zv Sonu Nigams whole foundation is based on imitating Rafi Saab, which paved the path of success for him and later brought extra opportunities (like pop idol judge etc) all boosting his singing career further, Mohd Aziz has always been an underdog whereas Nigam has always been very overrated from the beginning hence why he excelled further

    • @Arsalankhan-fs4zv
      @Arsalankhan-fs4zv  2 года назад +12

      @@rali5381 come on admit that when Sonu used to imitate rafi he was just as aziz or shabir kumar and the day sonu made his own singing style he became a star singer, copying rafi style didn't done a favour to sonu, infact by being rafi imitator he got typedcase and that is why in early 90s he didn't got that much songs and when Sonu nigam created his own identity and he introduced westren nuances in bollywood and the there was no looking back and soon he replaced kumar sanu as the top most singer by creating his own identity

    • @Arsalankhan-fs4zv
      @Arsalankhan-fs4zv  2 года назад +8

      @@rali5381 Sonu Nigam is original singer but reproduce Rafi sahab correctly compare to other rafi followers - Jatin Pandit ruclips.net/video/MaOGJo10mJk/видео.html

    • @rashidalam5665
      @rashidalam5665 2 года назад +1

      @@Arsalankhan-fs4zv Sonu NiGaM Is Copying Kid Of Mohammad Rafi And Mohammad Azheezh Sahab,,, Mohammad Azheezh Sahab Have Their Own Style He was The ruclips.net/video/WPRL2Ul5R3E/видео.html Father Of All Singer

  • @rinkusk5741
    @rinkusk5741 9 месяцев назад +2

    My best singer MD Aziz sahab, singing ka Munna Bhai MD Aziz sahab, miss you MD Aziz sahab 😭🇮🇳

  • @nitinsingh6998
    @nitinsingh6998 Год назад +3

    Mohd Aziz sahab jaisa koi nahin all time legendary hai Bollywood to matlabi duniya hai nakli duniya nakli dikhava is liye woh gareeb Bollywood walo se door rehte the woh Dil se Ameer the aur Bollywood Dil se gareeb

  • @amiraziz-music
    @amiraziz-music 2 года назад +17

    Mohd aziz saab never copied rafi saab in his songs.
    You guys didn't do justice with mohd aziz.
    Why not speak about kumar sanu who copies kishor kumar till now??

    • @radheradhe0803
      @radheradhe0803 2 года назад +1

      Absolutely right sir

    • @radheradhe0803
      @radheradhe0803 2 года назад

      Yeh madarchod log politics kar rahe hain..... bollywood mein koi bhi singer superstar ban sakta hai....agar chamchagiri karega toh .....nehi toh Aziz Sahab jaise underrated hi hoga

    • @bijayaziz8899
      @bijayaziz8899 2 года назад +1

      PAAGLA KUCH BHI BOL SAKTA HAI...BOLNE DIJIYE

    • @siddharthchavaan4350
      @siddharthchavaan4350 Год назад

      Har song Rafi sahab se copied hai bhaisab

    • @vinodbhandari6679
      @vinodbhandari6679 Год назад

      Stupid be it anwar shabbir or aziz could not have became a singers had rafi sahab still alive upto 90s .they got a chance because industry were looking for rqfis replacement.

  • @radheshyamsathe5366
    @radheshyamsathe5366 9 месяцев назад +3

    बहोत सारे गायक है और सभी सुंदर गाते हैं लेकीन अजीज साहब की आवाज बहोत ही मिठी है मै थी नही कहूंगा है

  • @hafijulsardar8525
    @hafijulsardar8525 2 года назад +6

    Mohammed Aziz ke apne style aur apna awaaz hi tha

  • @rampalkumar8816
    @rampalkumar8816 6 месяцев назад +2

    Mohammed Aziz very great singer

  • @syedekbal1391
    @syedekbal1391 2 года назад +4

    Subhas ji aap ye maloom hai ki aziz sb 7 noltes me high scale me gaane wale singer the jo ki sonu nigham ne unko apna guru mante hai.

  • @mazharalishah1235
    @mazharalishah1235 2 года назад +4

    Subhash Ghai Ka Dimagh Khrab Ho Gaya Hai Umar Badi Hone Ki Wja Se Ab Subhash Ghai Ka Dimagh Theek Traha Se Kaam Nhi Karta Aik Student Ko Teacher Pr Tarjeh De Raha Hai MD AZIZ SAHAB Jaisa Singer Sadioyon Men Aik BAAR Paida Hota Hai MD AZIZ SAHAB Is Duniya Ke Azeem Singer They Hain AUR Hamesha Rahen Gey.

    • @vinoddesai1
      @vinoddesai1 2 года назад

      Subhash Babu aap ko muzic ka knowledge Kam lag raha hai. Muze to lagata hai ki aap hindu muslim match khel rahe ho. Aziz sahab jaise fankar ko aap aisa kaise bol sakate ho. Aziz sahab khud Mai ek institute hai. Unaki ek wag ki Gund bhi kafi hai. Sacche adamiki kadar nahi hoti. Lekin hum to unkohi manate hai. Aapne apani kimat Kam kar di

  • @sanjaytayade9773
    @sanjaytayade9773 Год назад +3

    Subhash Ghai sahab
    Aapko music ka bahot sense tha
    Isiliye apne Taal ka music A R Rehmaan jaise wahiyaat music director se liya.
    Jis admi ne Karma,Ramlakhan,Saudagar me aap ke liye itane hit gaane Gaye uske bareme ye ray rakhna mujhe accha nahi lga.
    Aur haa Taal aur uske baad aap bhi badlte daur ke hisaab se movie nahi bana paye uska kya
    Lekin hum aaj bhi Subhash Ghai sahab ki izzat karte hain .q ki unki purani movies hame bahot pasand hai.
    Aur aap bolte ho ke alag kuch nahi kiya

  • @syedalinayamathullahferoz881
    @syedalinayamathullahferoz881 2 года назад +1

    Rafi sab ki copy karne wale Mahender Kapoor Anwar Hussain se lekar Sonu Nigam tak sare singers successful hue....
    Sabki apni Awaz apna andaz hai....💕🙏🇮🇳

  • @mirzasameer8028
    @mirzasameer8028 Месяц назад

    bohot hi acche playback singer the Md Aziz saahab.

  • @gangukagyaan2531
    @gangukagyaan2531 Год назад +2

    Love u mohd Aziz sahab

  • @priyavratchaudhary9211
    @priyavratchaudhary9211 6 дней назад

    I know people will criticise him but he is right. Munna couldn’t evolved his singing style. It’s true. It is a fact!

  • @sambit2jena798
    @sambit2jena798 Год назад +1

    Mohamed aziz sahab jesa singer na tha na age ayega unke her ek gana Super hit tha

  • @sanjayrouth3253
    @sanjayrouth3253 8 месяцев назад +1

    Aziz sahab copy nhi karte the.. Thora awaz unse andaz unse milta tha

  • @iliyasMansuri4376
    @iliyasMansuri4376 9 месяцев назад

    My favorite singer mohd Aziz sahab ji Great verry Great singer mohd Aziz sahab 👌

  • @sweetestkashi
    @sweetestkashi 2 года назад +2

    Ye gila hamesha rahega India say indian music chaahnay walo say, Kay M aziz sir ko wo muqaam nahi Diya which he deserved.

  • @khurramshahzad6602
    @khurramshahzad6602 12 дней назад

    Muhammad Aziz Sb ka apna Style tha yehi baat sonu nigam na aik interview ma bhi kaho the ye baat theek ha ke wo Dunya Daar nhi they Shayad isi liay wo peechay reh gaye

  • @redstar1287
    @redstar1287 Месяц назад +1

    Md. Aziz was better singer than Sonu Nigam.

  • @prashantwankhade8387
    @prashantwankhade8387 6 месяцев назад +1

    Subhash Ghai Totally wrong Statement about Mohd Aziz.

  • @fareedansari1392
    @fareedansari1392 6 месяцев назад +1

    Abe sobhas ghi sherm kar aziz sahab aziz sahab hai ok to Koch nhi janta teri film karma m chaar Chand laga di inki aawaz se sper hit bhol gya Ansari Fareed Rafi Singer

  • @nitinkumarsharma4680
    @nitinkumarsharma4680 3 года назад +7

    Great Sonu Nigam ji

  • @sardaryakubkhan2424
    @sardaryakubkhan2424 5 месяцев назад

    HIGHLY VOLTAGE VOICE SINGER SATWON SUR VOICE SINGER VERSATILE SINGER SATWON SUR VOICE SINGER MOHAMMAD AZIZ SAHAB

  • @kundanyaduvanshi7272
    @kundanyaduvanshi7272 2 года назад +2

    Mohammed Aziz Sahab legend the hi unka ek alag Andaaz tha aapko galat jankari hai

  • @shubhamnigam5837
    @shubhamnigam5837 3 года назад +5

    😊😊😊

  • @rajsardar2205
    @rajsardar2205 2 месяца назад

    Mohammed Aziz sahab ka do gana Subhash Ghai ka pahchan ban gaya Dil Diya hai Jaan bhi denge 1 tu ka fore. Usse pahle Subhash bhai ko koi nahin pahchanta

  • @amirhusain2483
    @amirhusain2483 2 года назад +1

    mohommad aziz good singar

  • @nadeemaziz7471
    @nadeemaziz7471 9 месяцев назад

    Subash biased here. M Aziz was hitting the 7th sur in 1986 mate in 89 he was already well established and liked by all for the voice he had similar to the great rafi saab! Sonu is the same. Aziz had the edge over the singers at that time because him hitting the high notes ! 12ka 4 was a good song without that song Aziz was still singing like rafi saab. Rafi is the benchmark for bollywood singers that's why they all try to copy him in anyway they can highnotes or the timing is always Rafi style doesn't mean sonu isn't good he just hasn't got that saatwa surr so when he's saying sonu is an institute then why did sonu copy Aziz song ate ate teri yaad agayi and try emulate Aziz if Aziz style wasn't good .films like Karma, Amrit , khudgarz, mard , kabzaa Aziz smashed it well before ram lakhan if he was old fashioned why did u take him on in your films. Even now I'd rather listen to Aziz , udit , sanu , sonu over this new computer voices !

  • @ImranKhan-xr8lh
    @ImranKhan-xr8lh 2 месяца назад

    Mohammed Aziz sahab ke ek alag awaaz thi Magar Andaaz Rafi Sahab bola tha yah aapki galat baat hai aapko Aisa nahin bolna chahie tha ji sahab ke bare mein Ajeeb Sahab bahut bade singer the❤

  • @djvenuseventsjalandharcant923
    @djvenuseventsjalandharcant923 Год назад +1

    Rong by Subhash Ghai

  • @emmanuelkhan850
    @emmanuelkhan850 8 месяцев назад

    Ye sahb Sonu je KO tribute kry hein k . m.aziz sahb ko mix kr Di bat unki Gaiki bat KRein unk Jo number or song hein or Sur Jo unka Kamal tha usko bat ki jae

  • @Bhagat.shingh
    @Bhagat.shingh Год назад +1

    Are bhaii ye shubhash ghaii kis letest hit ki bat Kar Raha hai yah Apne filmo ko letest hit man Raha hai aur jinke vajah se inke film hit hue hai unko copy Karne vala singer bata Raha hai
    Karma : har karam apna karenge (desh bhakti ki mishal )
    Ram lakhan :my name is lakhan (anil Kapoor ke jindagi Ka sabse bada hit)
    Shaudagar : imli Ka boota bairi Ka ped (dosti ki mishal )
    Are ab to shudhar jao Bollywood salo kutto
    MD Aziz Sahab is great great singer

  • @arsalanhaque8730
    @arsalanhaque8730 8 месяцев назад

    Kya subhas ji aziz n karma m jo gya wo alag hi anadz tha ram lakhan m gya wo alag tha saudagar m jo gya wo alag andaz tha yeh bolo k wo marketing nahi jante the

  • @AshadJaved
    @AshadJaved 2 месяца назад

    Arey bhai Md rafi sahab ka songs kar kar ke sonu nigm hit h or gayab ni hua aaj tak,,,,,Md Aziz or shabbir kumar ke sath bollywood industries topi bazi kar diya,,,,,sach koi ni bolta magr public samajta h

  • @ravitjadhav8172
    @ravitjadhav8172 2 месяца назад

    Ye subhash Ghai bilkul pagal hai
    Isko bilkul music ki samjh nahi hai
    Rafi Sahab aur Mohd Aziz ki Awaz Aap ek ke baad ek suniye to samajh aayega ki kitna jameen asman ka farak hai, Aur kitni Alag Awaz hai. Waise bhi Aziz Sahab Ka bhi Hit jamana reh chuka hai. Unki Awaz mein jo dam tha jo feel tha ki aaj bhi log sunte hai Aur rongte khade ho jate hai.
    Su Subhash Ghai ko bolo Aap Sirf Film mein dhyan dijiye music aur gayak aapke samjh ke bahar hai
    Kisi bhi gane ke 2 version bhi ho to log Aaj bhi Mohd Aziz wala hi zyada pasand karte hai jaise 'Patzad Saawan vagaira aur unike gano ko zyada acche coment bhi aate hai aaj bhi
    Ye subhash Ghai ko kya pata khud ki duniya mein hi khoya hai
    Miss you Aziz Sahab

  • @shajadakng1588
    @shajadakng1588 2 месяца назад

    Ye sale matlab ke log hai ...... Aziz sahab👌

  • @HayatulSk
    @HayatulSk 14 дней назад

    Subhash ji...Aapka Mohammed Aziz Sahab ke baare mein yeh baatein achcha nahin laga... Aziz Sahab ka ek alag pehchan tha....Unka voice ek individual voice hain... Mohammed Rafi Sahab ko Aziz Sahab guru mante the, One Two ka Four..Four Two ka One Gaane mein unka khud ka style aur voice tha...Naya zamane ka gaana aaj realese hua kal kahan jane gayab ho jaate hai pata nahin..Lekin Munna Aziz Sahab ka gaana aaj bhi gali gali mein goonj raha hai ....aur aage bhi log gungunate rahenge.

  • @whoamInonsense
    @whoamInonsense 3 дня назад

    Faltu baat - Aziz ka kuch apna hi style thaa..

  • @iamominsir7988
    @iamominsir7988 Месяц назад

    जबसे फिल्मे फ्लॉप हो रही हैं सुभाष घई पागल हुए हैं

  • @syedekbal1391
    @syedekbal1391 2 года назад

    Khan bhai apne sonu nigham ka interview sayad nahi dekha aur aap galat hai kyun ki aziz sb ki kaye gaana aur qwali jasi chalo aaj khawja ka are bhai iska illm aap ko nahi ki senior aur junior me.

  • @Jagga.Rajput
    @Jagga.Rajput Год назад

    munafqat zinda baad bollywood main sab se bary munafik log hain ghatya kisam k harami or rahi baat mohammad aziz jesa koi bhi singer nai rafih k baad agar koi legend hai to m aziz hai

  • @tanveshpednekar6007
    @tanveshpednekar6007 2 года назад

    Md Aziz sahab top class singer hai sir wo gaana suno mujhko peena hai peene do yeh Sonu nigamji ka Pura career ko match karta hai

    • @swadeshswadesh2904
      @swadeshswadesh2904 2 года назад

      🤣Matlab kuch bhi

    • @kinjaladas2496
      @kinjaladas2496 2 года назад +1

      🤣🤣🤣bada joke

    • @siddharthchavaan4350
      @siddharthchavaan4350 Год назад +2

      Woh song to train aur buses me local singer b gaa lete hain 😂😂

    • @hello.667
      @hello.667 8 месяцев назад +1

      Kuch bhi . Kya bakwas nashedi wala song hai . Example diya wo bhi kis song ka.

  • @sardaryakubkhan2424
    @sardaryakubkhan2424 5 месяцев назад

    SUBHASH GHAI NOT PROFESSIONAL PERSON
    MOHAMMAD AZIZ SAHAB KE BARE MEIN GALAT MATH BOLO
    AZIZ SAHAB KE GANE SE YERI. RAM LAKHAN KARMA SAUDAGAR HIT HUA

  • @Tanmoysmelodies
    @Tanmoysmelodies Год назад

    Bhsdk subhas ghai.. he ignored MD aziz

  • @Sana-m2c
    @Sana-m2c 10 месяцев назад

    Subhas gahi tu Mohamed Aziz ke bare yase bol ke bahu galat Mohamed Aziz jaisa to koi nahi ga sakata hai subhas gahi tu batmij hai

  • @Shamimzafar258
    @Shamimzafar258 2 месяца назад

    Ye sab log rss ki loby h

  • @vishalthakurentertainment1665
    @vishalthakurentertainment1665 Год назад +1

    Mohmmad Ajij is the best❤️

  • @shirtaj
    @shirtaj 11 месяцев назад

    Khud ki marketing karna,karwana.....ek insan ki value nirdharit nehi karta.....halake hota yehi he,durvagyapurn