2 दिन पहले मोटर चलती चलती आधी स्पीड में हो गई फिर जब देखा तो वो आधी जल गई उसको दुबारा से नया वाइंडिंग करवाया लेकिन 4 घंटे बाद चलती चलती फिर जल गई जबकि सब कुछ सही ह जैसे जाम भी नहीं ह वोल्टेज भी सही ह ।
Sir meri moter me app ke batayi hui koi problem nhi hay fhir bhi 10 mint me garm ho rhi hay mene thoda roter piche jyada tha age kiya tha or khuch nhi kiya
Sir hmare cooler ko 3 saal ho gye h, abhi tk bilkul thk chl rha tha pr ab 2 din se aavaz aati h speed utni hi rhti h pr hwa km ho jati h....plzz tell what could be the problem...🙏
sir ek kaaran or hota hai....... mere ghar mein ek bara plastic ka cooler hai jismay 18 inch ki motor lagi huvi hai..... and single speed ki hai..... par mainay us pe regulator laga diya tha kyuki motor fan ki speed bahut tej hoti thi to usay kam karnay k liyey. ...jab raat hoti thi to uski speed kam kardeta tha..... par kuch time baad vo burn ho gayi.... to mainay mechnaic ko dikhaya or usko btyaa ki main motor ko regulator k saath use karta hu..... to usnay btyaa ki kam speed karnay ya regulator lagnay se motor pe load aa jata hai or vo jaldi burn ho jaati hai.... app usay full speed pe use karo...... sir kya muje multi speed vaali motor lene paregi jismay 3 -4 tarah ki speed hoti hai or kahi (3-4 tarah ki) wire hoti hai jissay usmay regulator na lagna paray or uska apna 3 speed waal knob se speed change ho jaayi... plz guide
Aise kuch nahi hai regulator se bhi aap chala sakte hai usse koi problem nahi hai bahut sare cooler me to regulator hi laga hota hai Jo aapko mistri bola hai usse puchiye ga ki phir ceiling fan me regulator kyu lagta hai jab regulator lagane se motor jalta hai to
Our aap chahe to usi motor ko 3 speed ka winding karaiye tab regulator nahi lage ga rotary switch se speed kam jada hoga Par aap singal speed wale cooler motor ko regulator laga ke speed control kar sakte hai koi dikat nahi hai
Bhai maine cooler kit new liya h meri moter 1minut tak full speed m chalti h aur 1 minut ke bad moter shlow ho jati h, main dukan se 3 bar moter change kar chuke h bar bar yahi problem a rahi h Please iska upay batao
Hlo sir mere coller nya h lekin uski motor m problm ho gyi h abhi thik krny ko di h.bush bol raha tha k chnge hone valy h vo to chnge kr deye lekin speed bht km ho gi h uski iska kya fault ho skta h sir plz reply kro sir
Sir main kuch din phle new cooler liya hu..... 2 se 3 din cooler thik chala lekin ek sham ko thodi der chala uske baad uska speed slow ho gaya or motar cheak kiya to bahut heet tha
Sir bye sal bush or sharp dalvai this khetan mortar he per kal men's chlaya to kafi gram ho gai badbo and lgi men's tyrant band ker di hath she humane per bdiya run ker rhi he sharp md chal bi 5 mm he ander bhar ho rhi he oil bi diya for bi gram ho rhi r he ek bar me chal bi rhi he kya cepiciter ki problem he ya fitting me gadbad be. Per 1 sal to bdiya chla
Puri rat chalne par garam ho Gaya. Or jalne ki badvu ane lagi. Or regulater se minimum speed bhi nhi ho rahi. Speed kam kar rakhi he lekin cooler full speed me chal Raha hai. Moter full garam ho gayi touch bhi nhi kar sakte . Isme kya hua hoga. Cooler jaam bhi nhi he.
मेरा कूलर पिछले हफ्ते खराब हो गया था बनने को दिया लेकिन जैसे ही बनकर आता है घंटे भर में जल जाता है तीन बार लगातार बना लेकिन वो चल नही पा रहा है क्या वजह हो सकती है??
Sir maine cooler liya aur kux din baad bigad gya aur jo service provider motor exchange kiya jisse motor low quality aur over heat ho rha hai isse related kuch bataiye kha sikayat kare
मेरा भी कूलर जिसमे एक्जास्ट लगा हुआ है उसका बेयरिंग और पंखा 2 दिन पहले चेंज हुआ था और 2 दिन सही से चलने के बाद अब उसको चालू करने पर 5 मिनट भी नहीं हो रहा कुछ जलने की बू आने लग रही , रात में चालू कर के सोया था तो MCB ही ट्रिप हो गई थी , क्या कारण हो सकता है , फिटिंग सही से नही करने आया है क्या उसको क्योंकि बेयरिंग बदलने के लिए उसने मोटर को खोला था इसके पहले कभी और नही खुला और 6 साल पुराना कूलर है और 6 साल से कोई दिक्कत नहीं आई थी उसमे , कृपया बताए
@@ElectricalAmit1 par woh to chota hota hai yeh alag se kyu hai....kya ye personal air cooler ka hai...Mera Orient 40litres ka air cooler hai kya yeh usme hoga
Mera farata pankha jab seerias me chlaate hai to bilkul bhi garam nahi hota lekin jab seedha chalaate hai to bahut garam ho jata hai kya kaaran hai sabh kush badal kar dekh liya bush shaft capacitor sabh kus
भैया जी मेरा कुलर मोटर चलते चलते गर्म हो 10 ,15 मिनट में काफी ज्यादा, आप हमें जानकारी बताईए, धन्यवाद 🙏
Motor jaam to nahi hai yak baar check kariye
Same problem motor jam bhi nhi h
Sir new motor hi mere sem problem
2 दिन पहले मोटर चलती चलती आधी स्पीड में हो गई फिर जब देखा तो वो आधी जल गई उसको दुबारा से नया वाइंडिंग करवाया लेकिन 4 घंटे बाद चलती चलती फिर जल गई जबकि सब कुछ सही ह जैसे जाम भी नहीं ह वोल्टेज भी सही ह ।
Sala yahi problem mere yaha bhi hai
Mere sath bhi
Same problem ha bhai local cooler kit ki busch shaft change kar k bhi 😂😂😂😂😂
Sir meri moter me app ke batayi hui koi problem nhi hay fhir bhi 10 mint me garm ho rhi hay mene thoda roter piche jyada tha age kiya tha or khuch nhi kiya
Yak baar motor ka fitting check kariye acha se nhi hua hoga
Sir hmare cooler ko 3 saal ho gye h, abhi tk bilkul thk chl rha tha pr ab 2 din se aavaz aati h speed utni hi rhti h pr hwa km ho jati h....plzz tell what could be the problem...🙏
Capacitor change kar ke dekhiye
sir ek kaaran or hota hai....... mere ghar mein ek bara plastic ka cooler hai jismay 18 inch ki motor lagi huvi hai..... and single speed ki hai..... par mainay us pe regulator laga diya tha kyuki motor fan ki speed bahut tej hoti thi to usay kam karnay k liyey. ...jab raat hoti thi to uski speed kam kardeta tha..... par kuch time baad vo burn ho gayi.... to mainay mechnaic ko dikhaya or usko btyaa ki main motor ko regulator k saath use karta hu..... to usnay btyaa ki kam speed karnay ya regulator lagnay se motor pe load aa jata hai or vo jaldi burn ho jaati hai.... app usay full speed pe use karo......
sir kya muje multi speed vaali motor lene paregi jismay 3 -4 tarah ki speed hoti hai or kahi (3-4 tarah ki) wire hoti hai jissay usmay regulator na lagna paray or uska apna 3 speed waal knob se speed change ho jaayi... plz guide
Aise kuch nahi hai regulator se bhi aap chala sakte hai usse koi problem nahi hai bahut sare cooler me to regulator hi laga hota hai
Jo aapko mistri bola hai usse puchiye ga ki phir ceiling fan me regulator kyu lagta hai jab regulator lagane se motor jalta hai to
Our aap chahe to usi motor ko
3 speed ka winding karaiye tab regulator nahi lage ga rotary switch se speed kam jada hoga
Par aap singal speed wale cooler motor ko regulator laga ke speed control kar sakte hai koi dikat nahi hai
@@ElectricalAmit1u are right
Bearing me kit aati hai kya
Isme bearing nahi lagta bush lagta hai
Bhai maine cooler kit new liya h meri moter 1minut tak full speed m chalti h aur 1 minut ke bad moter shlow ho jati h, main dukan se 3 bar moter change kar chuke h bar bar yahi problem a rahi h
Please iska upay batao
Aap acha wala motor lijiye baki koi dikat nahi hai
Hlo sir mere coller nya h lekin uski motor m problm ho gyi h abhi thik krny ko di h.bush bol raha tha k chnge hone valy h vo to chnge kr deye lekin speed bht km ho gi h uski iska kya fault ho skta h sir plz reply kro sir
Yak baar capacitor change kariye nahi to yak baar voltage bhi check kar lijiye
Sir maine kal naya aluminium ki motor khareda or uspe thoda water gira by cooler aur ab motor overheat ho raha h so kya karna padega
Motor ko khol ke dhup me nahi to koi blub se hit karke pani sukha lijiye
Sir maine coler me naya motor lagaya hu par bahut jafa garam ho ra hi 10-15 minute chalne par bhi
Tume kese pta garm ho raha h kya baar2 khol k dekhte ho
Sir main kuch din phle new cooler liya hu..... 2 se 3 din cooler thik chala lekin ek sham ko thodi der chala uske baad uska speed slow ho gaya or motar cheak kiya to bahut heet tha
Uska warranty hoga na unko call kariye o check karen ge motor ka kuch problem hoga
Capicator bhi change kiya fir bhi slow chalrha h kya problem hosakti hai
Bina pani se chalta hai kya
Sir bye sal bush or sharp dalvai this khetan mortar he per kal men's chlaya to kafi gram ho gai badbo and lgi men's tyrant band ker di hath she humane per bdiya run ker rhi he sharp md chal bi 5 mm he ander bhar ho rhi he oil bi diya for bi gram ho rhi r he ek bar me chal bi rhi he kya cepiciter ki problem he ya fitting me gadbad be. Per 1 sal to bdiya chla
Yak baar bush me oil dal kar dekhiye kahi jaam ho raha hoga
Puri rat chalne par garam ho Gaya. Or jalne ki badvu ane lagi. Or regulater se minimum speed bhi nhi ho rahi. Speed kam kar rakhi he lekin cooler full speed me chal Raha hai. Moter full garam ho gayi touch bhi nhi kar sakte . Isme kya hua hoga. Cooler jaam bhi nhi he.
Regulator change kariye yak baar
Sir mere cooler me aag ake band ho gya
Kia jaal gyi moter
मेरा कूलर आधे घण्टे तक सही चलता है फिर कुछ जलने की बदबू आती है मैं बंद कर देता हु 3 4 दिन से ये ही हो रहा कूलर फ्री चलता है जाम भी नहीं है
Motor me Pani to nahi gaya hai na check kariye
@@ElectricalAmit1 नही यार रेगुलेटर जल रहा था 👍🎉
Ha regulator ka bhi problem ho sakta hai
Bhai kitne watt ki hoti hai ye motor
Cooller m se kuch jalne ki smell aa rhi hai...kya karan hoga....bush to abhi change karaye the...or motor ko 2 saal hi huye h😊
Same mere sath bhi cooler m kuch jlne ki smell a rhi speed km ho rhi h kya kre btay
मेरा कूलर पिछले हफ्ते खराब हो गया था बनने को दिया लेकिन जैसे ही बनकर आता है घंटे भर में जल जाता है तीन बार लगातार बना लेकिन वो चल नही पा रहा है क्या वजह हो सकती है??
Sir maine cooler liya aur kux din baad bigad gya aur jo service provider motor exchange kiya jisse motor low quality aur over heat ho rha hai isse related kuch bataiye kha sikayat kare
Aapka motor warranty me hai to oha complain kariye
Sir as me koa queemat ha
Bhi mera cooler chalte chalte band ho jata ha to kya kare
Band hone ke baad phir chalta hai
Sir ham abhi Naya moter liye hai fhir bhi 5minat me hit ho jata hai kay kaye
Aap jaha se motor liye hai waha dhikhaiye aapka motor naya hai aise nahi hona chahiye
@@ElectricalAmit1 thanks sir
मेरा भी कूलर जिसमे एक्जास्ट लगा हुआ है उसका बेयरिंग और पंखा 2 दिन पहले चेंज हुआ था और 2 दिन सही से चलने के बाद अब उसको चालू करने पर 5 मिनट भी नहीं हो रहा कुछ जलने की बू आने लग रही , रात में चालू कर के सोया था तो MCB ही ट्रिप हो गई थी , क्या कारण हो सकता है , फिटिंग सही से नही करने आया है क्या उसको क्योंकि बेयरिंग बदलने के लिए उसने मोटर को खोला था इसके पहले कभी और नही खुला और 6 साल पुराना कूलर है और 6 साल से कोई दिक्कत नहीं आई थी उसमे , कृपया बताए
Ha jaam chalne se bhi aise problem ho sakta hai
Bhai kya yeh motor air cooler ka hai
Ha
@@ElectricalAmit1 par woh to chota hota hai yeh alag se kyu hai....kya ye personal air cooler ka hai...Mera Orient 40litres ka air cooler hai kya yeh usme hoga
Ha dekho
Sir plzzz mjy btey 4 month ho gyea h mgr rat ko color k andr aag lg ge h
Agar Motor short hua hoga to jaam chalne se ya motor me Pani jane se nahi to cooler ka wire bhi short ho sakta h
Cooper motor kitne hour continue chla skte h
Aap jitna chalna chahe utna chala sakte hai
@@ElectricalAmit1
3 din phele 9 bje night se subh 7 bje k bich m motor jal gai
To uska kuch our problem ho sakta hai
Motor mein bar bar pata nahin kaise Pani chala jata hai motor 1 mahine 15 din mein jal jata hai kaise theek Karen
Yak plastic laga dijiye motor me pani jaga gor raha hoga cooling pade par
Mera farata pankha jab seerias me chlaate hai to bilkul bhi garam nahi hota lekin jab seedha chalaate hai to bahut garam ho jata hai kya kaaran hai sabh kush badal kar dekh liya bush shaft capacitor sabh kus
Kitna der rest dena chahiye
Aap jitna der sakte hai koi fix nahi hai
@@ElectricalAmit1 jaise 4 gante chala kr 30 min rest de to chlega
Ha jita jarurat hai utna chalaiye jada din thak chalega
Mera cooler motor heat hone ke 30 min bad band ho gya h
Ky problem ho sakta h?
Sir saft bush change krne per ourhit ho rhi h
Winding thik hai black to nahi hua hai na
@@ElectricalAmit1 WINDING shi h sir
@@ElectricalAmit1 sir kya motor series me nhi chal rhi parlel me chal rhi h
Series me nahi chalta hai capacitor change karke dekhiye nahi voltage Kam rahta hoga
Coolar me swg ek hota hai ki do
Cooler ko kitna rest Dena chahiye
करंट देने पर फ्री चल रहा है लेकिन गरम अत्याधिक हो रहा है
Motor jaam to nhi chal raha h na yak baar bush me oil dal kar bhi dekh lijiye
@@ElectricalAmit1 बुश चेंज करवाया है फिर भी से मोटर गर्म हो रहा है लेकिन मोटर फ्री चल रहा है कारण बताएं
@@cgrkvlog winding coil problem
@@cgrkvlogmeri b same problem h
मेरा भी same problem है
New motor heat ho raha hai
hmra bda vala coolar he pani bhi he fir bhi pump khrab Or pankha km ho gya
Yak baar wiring check kariye nahi to voltage ka bhi Problem ho sakta hai ,pankha ka speed kam hua h to yak baar capacitor bhi change kar ke dekhiye
Abjust fan jaldi garm kyu ho jata hai
Bush me oil dal ke dekhiye kahi jaam ho raha hoga
रेगुलेटर लगाने पर कम स्पीड पर फेन की व हमींग की तेज आवाज आती है क्या उपाय है
Regulator kitna watt ka hai
@@ElectricalAmit1 रेगुलेटर 2000 वाट का है
क्या हुआ? सवाल कठिन है
Nahi ye aapka problem hai ya sawal
Aapke regulator me kitna tak speed hai
Cooler motor hit Jay to kaise sudhare
Humari to har sal jal jati h motor
Kyu
Pta ni har bar bandwani padhti h
Presan ho gye h
Pani ki wajah se bol rha tha abki bar to
Kitna khracha aata h bandwne me
Chhoti Kolar motar Bhuj Badal sapting bi fir bhi garmi pakad rahi hai bilkul free mein jaam bhi nahin he
Jab sab badal diye to kyu garm ho raha hai acha se repair karaiye
Cooler se gandi matalb jalane jasi badbu आ रही h
Bush ko खुल कर भी मोटर गर्म क्यू गर्म हो rahai और coil की बाहरी तरफ़ corent आ रहा है। जरा बताइए प्लीज।
Coil bodey me tuch ho raha hoga coil ka pepar jal Gaya hoga
Is liye body me current aa raha hoga
@@ElectricalAmit1 tast करता हु ,dhanyawad ji
@@ElectricalAmit1 और bush खुला रखा हूं फेर जल्दी गर्म क्यू हो रहा हैं।जरा बताइए जी
Bhai koolar motar me pani chala gya bahut garm ho rhi h baki sab thik chal rhi h bas garm ho rhi h
Pls
Help
Help
Help
Help
Help
Yak baar khol ke dhup me sukha lo pani phir bush me oil daal ke fit Kariye
Ab garm nhi ho rhi h par abaz kar rhi h