अंजना रंजना बेटा आप दोनों बहनों ने वीडियो बहुत सुन्दर बनाया है ।बेटा अंजना आप सूट को पहली बार ड्राइकलीन ज़रूर करवाना चाहिए ।रंजना आप भी अपने सूट को स्टीम प्रेस करवा लिजिये सूट सही हो जाएगा ।👍
Hnjii jo naye suit ho ya pure ka fabric ho wahi suit shrink hote h jo pure k fabric me ho salwar sinthetic fabric ki hoti h isliye nhi shrink hoti aap bs comfort me dala kro suit thoda time hi dale hote h naye suit or machine me nhi sukane machine me sukhane se shrink hote h
Organza fabric ko sampoo mai dho kar silna chaiye Mera last year karwa chouth Bala suit bhi aise hi tight hua tha ab mao sab kapde means kurtiyo ko sampoo mai dho kar hi silti hu.Fir koi problem nahi hoti.
Hello Anjna, Rajna beta aap lipstick dark color ki lgaya kro, Red, dark pink vagera, isse aap aur bhi bahut sunder dikhoge. Mai Punjab se hoon apke vlog har roj dekhti hoon.aap dono ko aur apki dono saasu mom ko dekh kr bahut achha lgta hai❤ Aap sab yuhin haste rhain, mast aur sabasth rhain. 2025 main aap dono ki goddi mai Balgopal khelle, God bless both of you❤❤❤❤❤
Mene aaj tk apni saree 15-20000 ki kabi drycleaning k liye nai di... kyunki agar dryclean k time agar jyada chemical daalo to b rang udta h...ghar me ek balti me gunguna pani lo...or ek dhakkan shaampo mild wala (Dove) daal k fatapat nikal lo...
Aap kal k vlog me batana k aapka first subscriber out of family kon tha and aap kis kis k comment ka wait karte ho jab aap vlog bnao to btana aapko kon se subscriber yaad hai
Radhe Radhe ji 🙏🙏aapka suit jo dhone se shrink ho gya hai usko aap jb press kroge toh kurte ko dono trf se ache se khichkr pkdna phir press krna tb thik ho jaega ek baar jrur krna aise ❤❤
Easy main dhona aur paani ke ek temperature ka hi use karein ye nahi ki dhone ke liye gunguna paani aur baad mein normal water ager gunguna paani use kar rahe ho to poore process mein gunguna paani use karna tha ager easy use nahi karna Reethe ubaal kar uske paani se bhi dry clean wale kapde usmain dho skte hain
Aap logo ka Mann kesay lag jata hai 😅 enti sunn sannn jaha hai 😂 mujhe tho dar lagta hai aap log kesay rahetay ho 😅 or raat mai tho Bhai pora darkness hi rahata hai
Bhane ji aap kapde ko 5 se 7 bar phone kro kapde kharab nhi hota hai thode thode der to phente h mhege kapde khae jana ho tb phena kro bhane ji fir 5 se 7 bar phena kro ❤❤❤❤
Very nyc vlog sis❤❤ love from singapur border
अभी तो नई शादी हुई हैं देवरानी के मायके से पापा या भाई को आना चाहिए लेने के लिए बाद में आपके परिवार से ससुर या देवर को जाना चाहिए 🙂
Hahahaha I love the way she said jha baith k daro main papita le aati hoon so funny yr 😂
अंजना रंजना बेटा आप दोनों बहनों ने वीडियो बहुत सुन्दर बनाया है ।बेटा अंजना आप सूट को पहली बार ड्राइकलीन ज़रूर करवाना चाहिए ।रंजना आप भी अपने सूट को स्टीम प्रेस करवा लिजिये सूट सही हो जाएगा ।👍
Dono hi drycleaning ke liye do kyo ki jo srink ho gya boh bhi dryclean se thik ho jayega
Hnjii jo naye suit ho ya pure ka fabric ho wahi suit shrink hote h jo pure k fabric me ho salwar sinthetic fabric ki hoti h isliye nhi shrink hoti aap bs comfort me dala kro suit thoda time hi dale hote h naye suit or machine me nhi sukane machine me sukhane se shrink hote h
Kuch kapde dhone se sikud jate hai to unhe 1,2 baar dryclean karva lena chahiye
Organza fabric ko sampoo mai dho kar silna chaiye Mera last year karwa chouth Bala suit bhi aise hi tight hua tha ab mao sab kapde means kurtiyo ko sampoo mai dho kar hi silti hu.Fir koi problem nahi hoti.
🌹 rose mashaallah Mashaallah bahut piyare lagrahe h hamare yaha tu hote h nahi h sukh jate h
Di new clothes ko shampoo se wash kr k bina nichode sukhne k lie dalo,fir jb half dry hi jaye to unhe press kr lo shrink nahi honge
New sute thande pani se dhoya kro aap usme namak dala kro Pani me tab colour nhi jata❤
Di aap dono bohut hi pyari ho. Batein b bohut pyari krti ho ❤️
अगर सूट को सिलने से पहले ही साफ पानी मे धो ले तो बाद मे कपड़ा ख़राब नहीं होगा
Shampoo Mai bhi dho skty hai ki ya ezee mai
Hello Anjna, Rajna beta aap lipstick dark color ki lgaya kro, Red, dark pink vagera, isse aap aur bhi bahut sunder dikhoge. Mai Punjab se hoon apke vlog har roj dekhti hoon.aap dono ko aur apki dono saasu mom ko dekh kr bahut achha lgta hai❤ Aap sab yuhin haste rhain, mast aur sabasth rhain. 2025 main aap dono ki goddi mai Balgopal khelle, God bless both of you❤❤❤❤❤
Mene aaj tk apni saree 15-20000 ki kabi drycleaning k liye nai di... kyunki agar dryclean k time agar jyada chemical daalo to b rang udta h...ghar me ek balti me gunguna pani lo...or ek dhakkan shaampo mild wala (Dove) daal k fatapat nikal lo...
Jab aap new kpde dhote ho unko shampoo ya air conditioner mein thodi der dip karke rakha karo FIR usse hi dhoya karo koi bhi kpda khrab nhi hoga
New Suit ko Ezee ya shampoo me dho liya kro ...
Nice vlogs twins ❤❤ 1/2 hours paani mein daloo phir sukha loo phir dhoo
Ranjana your smile sooooo sweet
Ese suit stitch krne se pehle wash kr k iron kr k phir stitch krna chahiye
U to sisters so cute lovely big fan ❤ ❤ love from Bhutan 😘😘😘😘
Dry clean krwane se khula ho jayega grm pani me dalne se grm kpda khulta hai dusra aur koi fabric nhi kulta
Ram Ram bhane ji aap ka vlog bhut acha laga h ❤❤❤❤❤❤
Di Mujhe aap donon Ki Ladai bahut acchi Lagti Hai ❤❤❤❤❤❤😊😊😊😊😊😊
Dekho 2 option hai jab ek ka kharab ho gya to dusra bhi kar do😅
Aur dusra ye hai ki kapde ko shampoo aur conditioner se halke hath se mal kar dho
Aap donon bahanon ne block bahut Sundar Banaya
Aap kal k vlog me batana k aapka first subscriber out of family kon tha and aap kis kis k comment ka wait karte ho jab aap vlog bnao to btana aapko kon se subscriber yaad hai
Drycleaning karvya kroo......bcz costly kapdoo ko dhoya ni jata....jahu mai best shop hai #Tumble dry ... laundry and dry clean shop...
Behnji dry clean krvaya KRO fist time mehnge suit ko
Ram ram ji ji❤❤❤🌸🙏
Starting me 2 bar drycleaning krwa lo fir shampoo ya ezee se wash kr liya kro
Suit ko Pahli baar dhone se pahle ek baar dryclean karva liya karo,phir shrink nhi hote hai
Garm Pani mein mat dalna nahin to aur shrink hogi
Jammu kashmir mai b laadi hee bolte hain Dulhan ko
Radhe Radhe ji 🙏🙏aapka suit jo dhone se shrink ho gya hai usko aap jb press kroge toh kurte ko dono trf se ache se khichkr pkdna phir press krna tb thik ho jaega ek baar jrur krna aise ❤❤
Ram ram beta sara n ❤️ 💙 ♥️ 💖 💕 💗
Easy main dhona aur paani ke ek temperature ka hi use karein ye nahi ki dhone ke liye gunguna paani aur baad mein normal water ager gunguna paani use kar rahe ho to poore process mein gunguna paani use karna tha ager easy use nahi karna Reethe ubaal kar uske paani se bhi dry clean wale kapde usmain dho skte hain
Ezee
Ezee*
Aur baad mein ager silk ka suit hai to white wale sirke wale paani main kuchh time dip karke rakhe phir sukhayein shine bani rahegi
Very nice 👍 vlog dii
Very nice velog❤❤
Ram Ram ji 🙏❤️
Aapkey jha verseen jisey chtala v boltey haa green chara voh nhi hota baans ke khaney ke liay hmarey punjab me boht asha Chara hota haa
Very nice beta and sat.shree akal beta both of you
Maykroni ka pani aap nikalte kiyo nahi nikala jata h na
Mehandi suiton ko iji iji mein dhoae🎉🎉🎉❤❤❤❤
नमक पानी को मिक्स करना फिर कपड़ो को थोड़ी देर तक भिगोकर रखना ठीक हो जाएंगे
❤❤Ram Ram ji❤❤
Steam iron karwao..theek ho sakta hai
Georgette k kpda hoga shayad koi koi esa hi hota h ye baar baar ese hi hote rhenge mere b hua tha esa me to pehle hi bol deti ki dryclean vale ni lene
Punjab mein bhi hoti but woh toh shadi mein hi kr leine chahiye thi ajjkl shadi mein kr lete hain but woh toh best rasam hoti hain
राधे राधे जय श्री कृष्णा जी 🙏🙏
Ap us suit ko steam press karwa lana thik ho jayga
Ap plss btao di ki apka velvet ka suit ka review kesa hai... or uski salwar bhi velvet ki hi h or apne suit m lining dali h ??
Roj Papeeta k Parounthe Khao Nyc Vlog 👌💖💖💖💖💖💖💖💖
Nice vlog bhabhi ji 🎉🎉🎉
Dry clean krva lo thik ho jyega
Ha hai इलाज daraiklinn करवाओ theek ho jay ga
Apne suit ko grm pani m mt dhona plzzz qki wo or jyada shrink ho jayega thande pani m dhona or usme nmk dalna 🙏
Nice volg ❤❤
Hamare paudi Garhwal mein bhi Sahasranamam ke bad hi jaate Hain
Aap logo ka Mann kesay lag jata hai 😅 enti sunn sannn jaha hai 😂 mujhe tho dar lagta hai aap log kesay rahetay ho 😅 or raat mai tho Bhai pora darkness hi rahata hai
Mere sath bhi Esa hi hua mere suit dry cleaning kra liya suit thik ho gaya
New suito ko 4-5 baar pahn kar ek baar dryclean karwa liya kro phir Ghar m wash kar lena
Jo sikud gya wo loose krne se bhi thik nhi hoga ....mene bhi liya tha Hamirpur me ek shop se to mere sath bhi thi hua tha
Shampoo se dhona chahiye thande pani se surf ja sabun nahi lagana chahiye
Ezee main wash kro to khrab nhi hota
Aise kapdo ko ya to 2 inch loose sill kr wash krlo fit ho hate h ya phr kurti ka kapda wash krke hi cutting kre
Mirchi ka Achar ki recipe bato
Cotton ka suit hoga vo to dho k shrink to hona hi tha silne se pehle dho Lena chahiye tha
Ram Ram didi ji
Aap ka jo ghar bana hua h dekhne main ek jaisa per yeh alg alg bhi h half ek side h aur half dusri side h
Garm paani se to colour chla jayega
pahla Jo suit dhona Ho usko dry clean Karni chahie
Dono sister' soooo sweet
Bhane ji aap kapde ko 5 se 7 bar phone kro kapde kharab nhi hota hai thode thode der to phente h mhege kapde khae jana ho tb phena kro bhane ji fir 5 se 7 bar phena kro ❤❤❤❤
Lado ldo gyes k samne laddo koi baat nhi sb ladte hai kbi kbi Ladd Lena chahiye 😮
Beta new suit cold water me namak dal kr dona chahiye
Ezee use kre nye kapro ke lye dear
Aapki bens daet par hai
Very nice vlog 👌 ❤❤❤❤
😅😅😅yehan baith k daro , main papite Bali hun 😅😅😅
Shampoo se wash kro
Ezze m dhoya kro bhen ji fir khrab nhi hote kapde bilkul bhi agr guess aapko Mera comment acha lga to btana
No any option dry clean is dry clean
Ram ram ji 🙏🙏
Aap velvet suit or simple suit ke kitne silaye lete ho
Very nice vlog ❤❤❤❤❤
Nice vlog tiws 😊
Phlei bar new kapde ko dryclean krwana chyee
Ram ram ji
Garm pani new suit khrb ho jate hai
Bahut badhiya
Ap donu ek dusre se alag kitne din tak rah sakte Ho
Ati ka mayka kaha h
Papaya ka aachar daalna bhut swaad hota h
Dry clean krwa lo fr nhi sukde ga suit
Dryclean krba lo bil kul thik ho jayega
Hello ji jaanvar ke dant khte ho jate hai inko namak chtao
Apna bindi kyu lagie ha aapka gav ma to deth hue ha
Finishing karva lo dress thik ho jaya ge
Didi aap dono bahut ase ho kas app dono Mari sister hoti Mari koi sister nhi ha ma akle ho