aacha hua ki anupama ka stall jall gaya aur woh isi ke layak hai usko hygenine ki aur cleaniness ki koi bhi care nahi hai sab anupama ki hi galati thi phele bhi aur aab bhi.anupama apni galati kyu.nahi sudharti hai baar baar ek hi galati aur laprwahi kyu karti hai apne kaam par focus kyu nahi karti hai
Full apisode dikhaye na please
Thank you iss update ke liye.
Ab kuch negative channel Anuj Adhya ko… ye nahi kiya, ye kiya bolte nahi thakenge!!!