Bhai apka battery 78% se 68% pe aa gya 😂 maine apka video dekhte dekhte sab settings ko off kiya or mere phone ka battery sirf 2% drain hua kya mazak hai bhai maine 10 din apke btaye huye setting karke rakhe battery 4-5 hour chalta thha lakin maine sab setting dobbara sahi kiye toh 9 hour or 45 minutes battery backup ho gya koi fark nahi padta sab setting jaise hai vaise hi rehne dena sahi hai haa lakin jo last mein user experience wala apne btaya woh off rakhna chahiye or dark mode jo apne bola use krne ko woh sirf night ke time pe schedule karke rakhna chahiye evening 7:00pm to morning 7:00am tak or same reading mode ko bhi aise hi set krlo eyes par blue light ka effect nahi hota day mein dark mode ka koi faida nahi hai day mein dark mode off hi rakhna chahiye iss se visibility achi hai jab aap suraj (sun) 🌞 ki roshni mein phone use krte ho bakki haptics ko on rakhna acha hai vibration se battery ko kuch jyada farak nahi padta main ringtone, alarm & notification sound ko full rakhta hoon or media sound ko half par jab jitni jaroorat hoti hai utna set kar leta hoon bakki jo apne video mein bola background mein jo wifi, printer & Bluetooth scanes karte hai unko off nahi krna chahiye iss se apko tws, printer & wifi network manually connect krna padega time waste hoga or iss mein battery use hoga jab aap manually connect kroge bakki mere ghar mein mera bhai or mere didi ka daily net jab khatam ho jata hai main 6:00pm ke baad hotspot on krta hoon or raat ko 12:00am tak hotspot chalta hai mere phone se or kabhi kabhi toh papa ko LED pe cricket match dekhna hota hai tab LED pe bhi net use hota hai mere hi phone se ek time par 3 device connect rehte hai data use krte hai or main toh phone use kar hi raha hota hoon fir bhi battery 12:00am tak 15-20% bach hi jaati hai or ager apko battery backup acha chahiye apne phone ka toh apne phone ka orignal charger kisi ko mat do sirf apne phone ko hi uss se charge kro or phone ko jab charge pe lgao toh yeh dhyan mein rakho ki apko phone ko jab charge pe lgana hai toh aap usse use na kre or 15% se baatery kam na hone de or phone jo ek baar charging pe lgane ke baad 80 ya 90 percent hi charge kre or charging pe lga kar phone ko use na kre automatically battery ka backup increase ho jayega main subha 6:00am ko phone charge pe lga ke nhane chala jata hoon or job ke liye ready hote hi phone full charge ho jata hai 6:50 tak almost full charge and main thoda snapchat, youtube, instagram or whatsapp use krta hoon 7:50am tak uske baad 8:30am se main job par chala jata hoon uske baad main casual 60-70 call krta hoon duty time mein evening 6:00pm jab main job se ghar jaata hoon mere phone ki 70-75% bachi rehti hai or ghar pe aake toh fir sabko hotspot on krke net dene ke baad raat ko 12:00am tak 15-20% battery bachti hai bus or night mein net off karke main so jaata hoon 12:00am ke baad subha jab main 6:00am nind se udhta hoon tab battery 3-4% drain ho jaati hai always on display hmesha on rehta hai mere phone mein kyunki ager phone mein koi feature mila hai toh uska use krna chahiye naa baatery backup toh jaise maine apko btaya waise ban hi jayega bus yeh sab follow kro battery backup apne aap sahi ho jayega bakki ager apka phone 2-3 saal purana hai fir kuch jyada farak nahi padega lakin ager aap new phone mein shuru se teh sab follow kroge tab apke phone ka battery backup acha bana rahega or phone ki battery 5-6 saal tak chal jayegi.
Ek baat bolu 😊 agar appp realme 10 pro plus me 4g karke cholge to battery bhut chalta hai mene use Kiya hai ❤ but ek baat 5g ka maja to ghar me le leta hu or kabhi battery bachaana ho to 4g on kar deta hu 1.5 gb to hota hi hai jio sim me ❤❤ Mere ko 2 month ho gaya welcome offer 😁😜 ka 😊😊
Doston, Video Ko Ant Tak Jaroor Dekhein Aur Aapko Kaunsa Feature, Tips ya Tricks Sabse Accha Laga Ye Comments Me Jarur Batayein. Thank You!
Wonderful tricks. It's perfectly working for my realme mobile
100% Knowledgeable video 🥰
Super se bhi upar
Brilliantly explained
Love from Lucknow 💥
Great video 👍👏
Your R&D level for this topic is super
OP video 🔥
Awesome & great video.... Well done.... May God bless u 🥰😍
Watching on my realme 10:Pro+ 😘
Bhai Mera battery backup akdam bekar ho gaya hai abhi Naya liya hu apadate bhi nahi kiya hu abhi
@@avneeshyadavu.p.police2937 phone ko 1 baar full formate kar do and update kar lo ...latest .
Issue solve ho jayega.
Mera 10pro+ bahot heat krta hai
Same 😊
@@THESHEN001 ha heat problem Mera bhi hota hai ...Bina fan aap used hi Nehi kr sakte
Absolutely stunning 😍
TQ sir 🎉
Most welcome sir 🙂
You have amazing voice
Hidden gems 🤩
Bhai apka battery 78% se 68% pe aa gya 😂 maine apka video dekhte dekhte sab settings ko off kiya or mere phone ka battery sirf 2% drain hua kya mazak hai bhai maine 10 din apke btaye huye setting karke rakhe battery 4-5 hour chalta thha lakin maine sab setting dobbara sahi kiye toh 9 hour or 45 minutes battery backup ho gya koi fark nahi padta sab setting jaise hai vaise hi rehne dena sahi hai haa lakin jo last mein user experience wala apne btaya woh off rakhna chahiye or dark mode jo apne bola use krne ko woh sirf night ke time pe schedule karke rakhna chahiye evening 7:00pm to morning 7:00am tak or same reading mode ko bhi aise hi set krlo eyes par blue light ka effect nahi hota day mein dark mode ka koi faida nahi hai day mein dark mode off hi rakhna chahiye iss se visibility achi hai jab aap suraj (sun) 🌞 ki roshni mein phone use krte ho bakki haptics ko on rakhna acha hai vibration se battery ko kuch jyada farak nahi padta main ringtone, alarm & notification sound ko full rakhta hoon or media sound ko half par jab jitni jaroorat hoti hai utna set kar leta hoon bakki jo apne video mein bola background mein jo wifi, printer & Bluetooth scanes karte hai unko off nahi krna chahiye iss se apko tws, printer & wifi network manually connect krna padega time waste hoga or iss mein battery use hoga jab aap manually connect kroge bakki mere ghar mein mera bhai or mere didi ka daily net jab khatam ho jata hai main 6:00pm ke baad hotspot on krta hoon or raat ko 12:00am tak hotspot chalta hai mere phone se or kabhi kabhi toh papa ko LED pe cricket match dekhna hota hai tab LED pe bhi net use hota hai mere hi phone se ek time par 3 device connect rehte hai data use krte hai or main toh phone use kar hi raha hota hoon fir bhi battery 12:00am tak 15-20% bach hi jaati hai or ager apko battery backup acha chahiye apne phone ka toh apne phone ka orignal charger kisi ko mat do sirf apne phone ko hi uss se charge kro or phone ko jab charge pe lgao toh yeh dhyan mein rakho ki apko phone ko jab charge pe lgana hai toh aap usse use na kre or 15% se baatery kam na hone de or phone jo ek baar charging pe lgane ke baad 80 ya 90 percent hi charge kre or charging pe lga kar phone ko use na kre automatically battery ka backup increase ho jayega main subha 6:00am ko phone charge pe lga ke nhane chala jata hoon or job ke liye ready hote hi phone full charge ho jata hai 6:50 tak almost full charge and main thoda snapchat, youtube, instagram or whatsapp use krta hoon 7:50am tak uske baad 8:30am se main job par chala jata hoon uske baad main casual 60-70 call krta hoon duty time mein evening 6:00pm jab main job se ghar jaata hoon mere phone ki 70-75% bachi rehti hai or ghar pe aake toh fir sabko hotspot on krke net dene ke baad raat ko 12:00am tak 15-20% battery bachti hai bus or night mein net off karke main so jaata hoon 12:00am ke baad subha jab main 6:00am nind se udhta hoon tab battery 3-4% drain ho jaati hai always on display hmesha on rehta hai mere phone mein kyunki ager phone mein koi feature mila hai toh uska use krna chahiye naa baatery backup toh jaise maine apko btaya waise ban hi jayega bus yeh sab follow kro battery backup apne aap sahi ho jayega bakki ager apka phone 2-3 saal purana hai fir kuch jyada farak nahi padega lakin ager aap new phone mein shuru se teh sab follow kroge tab apke phone ka battery backup acha bana rahega or phone ki battery 5-6 saal tak chal jayegi.
Jabardast video
Amazing
Also watching realme 10 pro plus 5:52
Kis kis ko battery backup ko leke problem aarha hi comments me batao battery backup kitna mil rha hai 😊
Which is better in your opinion?
MIUI 14 or REALME UI 4.0 ???
This time definitely Realme 4.0 has an advantage 👍
Ek baat bolu 😊 agar appp realme 10 pro plus me 4g karke cholge to battery bhut chalta hai mene use Kiya hai ❤ but ek baat 5g ka maja to ghar me le leta hu or kabhi battery bachaana ho to 4g on kar deta hu 1.5 gb to hota hi hai jio sim me ❤❤
Mere ko 2 month ho gaya welcome offer 😁😜 ka 😊😊
4g karta hai ky bhai battery bachane ke lye
Jada chlati hai ky bhai 4 g network use krne se
Superb awesome
Op❤❤❤❤❤❤
Can i use 18 wat charger for it
Thank you brother❤
Most welcome brother 🙂
Mobile battery problem new ph Kiya kaare sir
What kind of Mobile battery problem?
Thank you sir 👍👌
Most welcome sir 😀
Thank for this video.
Most welcome 🙂
Thank u so much 😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Most welcome 😊
Thank you
You're most welcome 😀
@@MagicalTechGuru realme ka battery acha nahi ha kuchu ta update kana ha realme ko
AP AK video be bano realme ka upore
Wooh clock Kaise dalna hai home screen mai
Install Google clock 👍
Super sir
Thank you so much sir 🙂
Thank you for your information 😊😊😊😊😊😊❤😊❤😊❤😊❤😊❤😊😊❤😊❤😊❤😊❤😊❤😊❤😊😊❤😊❤
Most welcome 😊
Plz iska solution boliye temparechar 47 hota he
Super trik like it
Thank you so much 🙂
Super
Thank you 🙂
Nice video sir
Thank you so much sir 🙂
Hay tap could ko disable kese kare Bhai
Thank q
Bro mera ram expansion 6 tkk hi ho rha h Realme 10 pro plus me
good
Thank you 🙂
Mera mobile bohat speed se chalne lag giya hai bhai Thanks
But speed jayeda hone se jayeda battery toh nhi chuchega mere mobile ??
Thank you so much ye confirm karne ke liye. Battery life badhega ye sab tricks ke baad 👍
@@MagicalTechGuru Es mobile ka internet speed bhi badane ka tarika batao sir , Please
Nice bro
Thank you so much bro 🙂
Mere 10 pro plus me aathe settings phele se hi off the 😅😅
Congratulations 👍
Nice experience
Thank you 😊
भाई अगर सब कुछ बंद ही करके रखना है और बैट्री जादा चाहिए तो Nokia 1100 लो.... 😅😅😅😅😅
😂😂😂😂
Tq bro
Most welcome bro 🙂
suppeerrrrr bro
Thank you bro 🙂
Dada Mera realme 10 pro 5g mobile he but o bohut hot horahahe
Makhan ki tharah rocket jaisa... 🤣🤣😂😂
Mere phone ka bhi battery pahle se jyada Bach Raha hai par red line AA Rahi hai
Give me this phone ❤
Ab Mera phone jada chalta hai 😊😊
My new phn realme 10 pro is overheating..what will be the issue?
Same
Aab ab heating problem or storage problem solve ho gai hai
Watching on 11 pro plus😂
Congratulations 👍
plz give me narzo 50 battery drain problem solution
Very soon 👍
Like this video
Thank you 😊
Thank you
Love from Lucknow 😍
Nice bhai