Are bahi saha ki si ko galt jankari mat do sab installation paper me hi lhi hoi he Pahali galti ki door ko chanal ke bad 12 mm chita karo nahi ji is ka door almari ke ander se 30 mm chota bnata he or wheel side se 40 mm par lagte he sare or soft close almari ke side se tuch ho kar lagta he or white clip side 135 mm ke bad lagti he abe pehale sikh lo or tab video dlo na ki galt jankari de kar or ap ka is me door ki hight jyda he or wright kam he jisee is.lo open karte time ek side se othta hoga
Oh so sorry sir, itna galti karne ka baad bhi wardrobe ekdum sahi chal raha hey.. Dimension to ek guide hey baaki apna dimag se assemble kar ke bhi fittings kiya ja sakta hey......
@@Creativeinterior12 dekhiye esa he oske sath do peper ate he osme clear likha hota ki ap ko kese lagani he or rahi bat apne ap lagane ki to company ap ke dimag se is standard par nahi he sab check kiya jata he or test bhi kiya jata he tabhi os ki 10/15 sal ki warranty hoti he or ap dilba dena apne customer ko company ki tarf se warrenty 🤣sir fitting company ne bai he na ki apne apne ghar me to toda pad likh lijiye galt jankari mat dijiye kisi ko
@@Creativeinterior12 or son lo galt jankari doge to isse ap ke jese bohot carpenter is ko dekh kar lagyege or fir company apne hath kade kar legi fir lelena apne customer satisfaction or company se warranty 🤣
Hii
Hi
Hi
Brother hettich k track par koi company ka marking ya branding hota hai ki nhi?
Haa hettich ka punching rehta hey..
Channel kya saath me milega ki alag se lena padega?
Aapko set lena padega..
Door kitna mm ka hai
19mm ka hey...
Bhai soft closer channel mai kaha dalna hai bhai
Center wala track me.
Chote wale lock kazi lagate
Sorry.
Price kya hai pura channel aur soft close ka
Approx 3000- 3500
Is godrej best or hettich
Sliding ka price kitna hai
Approx 3000/-
Price kya hai iska
Approx 3000/-
bhai tumhari almari level me nhi hai apka door jhatke le rha hai
Pehle jaha par fit kiya waha proper fixing nehi kiya hua tha. Lekin last me dekhiye pura proper finish karke final install kiya gaya hey...
@@Creativeinterior12 brother dont mine
@@Arehman7678 sahi bole inke door ki wright km he or hight jyda is liye le raha he jtke ye todi na batyege ye bat
Itna faka rahega to rat jarur andar ajayega
No already covered.
Are bahi saha ki si ko galt jankari mat do sab installation paper me hi lhi hoi he
Pahali galti ki door ko chanal ke bad 12 mm chita karo nahi ji is ka door almari ke ander se 30 mm chota bnata he or wheel side se 40 mm par lagte he sare or soft close almari ke side se tuch ho kar lagta he or white clip side 135 mm ke bad lagti he abe pehale sikh lo or tab video dlo na ki galt jankari de kar or ap ka is me door ki hight jyda he or wright kam he jisee is.lo open karte time ek side se othta hoga