Dhanyawad apka, bartwal bandhu hamare puravj the aur vo dono bhai chamoli mai khaded Patti ke radua Chandnikhal ke the , wo Tibet ke daba ( presently zhanda province ) par prashashan dauran waha se sone ka chura , chawari gaay baaki tax lete the or Garhwal bhejte the , unko marne ke liye waha ke lama gurus ne lhasa or sheetal singh se madad mangi unhone sardiyo mai unke garh par hamla kiya jb madad bhi nhi pahuch sakti thi saare darre ( passes ) band hote the waha sthapit Garhwal ki sena aur dono bartwal bandhu veergati ko prapt hue jiske baad unki talwaro baalo nakhun or baki samano ko wo tholing ke buddhisht monastery mai le gaye , baki unke baare mai bahut kam hi jankari milti hai Ek Italian traveler joki mahipati shah ke time garhwal se Tibet ki or gaya tha mahipatishah , madho singh bhandari bartwal bandu , rikhola lodhi wo ye sari kahani likhta hai unki book ka pta nhi lekin historians ne unhki book ka refrence bi liya hai Uss samay 11000 garhwali sainik Tibet ki or gaye the jinme bandkookdhari , top lejane Wale , ghudsawar bhi the Baki bahut kam hi jankari prapt hoti hai khojne ki jarurat hai.
Uttrakhand ka itihas ,aaj tak lupt vilupt sa lagta hai...Haryana Rajasthan Gujrat ke beer ya Raja maharaja ko hi jade dikhaya padhaya badhaya sunaya jata hai,hakanki we sab behadd smarniya hain hai.... Kripya Uttrakhandis ka vilupt itihas beerta ko bhi strongly projection ki jo darkar hai...use aap hi pura kar rahe dikhte hain usko bhuri bhuri aapki prasansha karte hain ............aap sahi men acharya hain...sansjirati ke. Kripya aise vishay layen jis se uttrakhandi pahadi log bhi gaurvanvit ho saken..Desh men ek nai pahchan bane.tq tq..🙏....
@@bbartwal8 sir waha Jana bahut jyda muskil hai china ke through jaye toh jaa sakte hain lekin Tibet mai jana foreigners ke liye bahut mushkil hai fir bi wo jagh badrinath ke north mai 300-350km dur hogi apko waha ki photo mil jayegi (tholing monastery daba ) search krne par.
@@bbartwal8 you can search (tholing monastery dapa) it's very hard to reach there and other part of Tibet because Chinese government don't allow foreigners in Tibet they need government official permission to go there and if the government give the permission the cost of traveling in Tibet is higher than mainland China that's why we don't see much photo videos from Tibet.
@@bbartwal8 dapa badrinath se 300-350 km extract north mai hai, isme detail mai comment nhi jaa paa rha uTube uss desh ke bare mai comments ko hata de rha hai iss se pehle do comments kiye wo hata diye
Yudh mai mara jana yudh mai bhag jane or ghutne tek dene se kahin behtar hai. Wo bhi tb jab dapa ke pass 3 tarf se madad ayi thi lhasa , sheetal singh or dapa-zhanda ki apni sena se
@@balwantsingh-zq1mq bta kitne raja bhage the hamare aise mai btau kumao ka rudra Chand jo 1587 mai jisne akbar ki gulami ki thi , Lakshmi Chand 7 baar harne kr baad najibabad ke kile ko kabjane ke baad khus ho gya or pure rajye mai tyohar manane ke liye keh diya 🤣 ghas ke kandi mai chupke bhag gya tha jo wo Lakshmi Chand , baj bahadur Chand jo mughlo ki gulami karta tha aurengjeb ki sena ke sath mil ke bi Srinagar tak ni pahuch paya tha Tumare ek raja ke aise thodi puri list padi hai 🤣
In the past Garhwal has mercantile relations with Tibet for certain household items Tibetan were dependant on Kumaunis Garhwalis and Gaddis of Himachal pradesh. Not only Tibetan but Nepal were also dependant on Kumayu for livestocks
Garhwal Hamesha Se veeron Ki Bani rahi hai Jay Uttrakhand Jay Garhwal
बहुत ही सुन्दर सर जी। बहुत बहुत धन्यवाद हमारे गढ़वाल की वीरता भरे इतिहास और महापुरुषों के बारे में बताने के लिऐ।
Deep knowledge -based
Dhanyawad apka, bartwal bandhu hamare puravj the aur vo dono bhai chamoli mai khaded Patti ke radua Chandnikhal ke the , wo Tibet ke daba ( presently zhanda province ) par prashashan dauran waha se sone ka chura , chawari gaay baaki tax lete the or Garhwal bhejte the , unko marne ke liye waha ke lama gurus ne lhasa or sheetal singh se madad mangi unhone sardiyo mai unke garh par hamla kiya jb madad bhi nhi pahuch sakti thi saare darre ( passes ) band hote the waha sthapit Garhwal ki sena aur dono bartwal bandhu veergati ko prapt hue jiske baad unki talwaro baalo nakhun or baki samano ko wo tholing ke buddhisht monastery mai le gaye , baki unke baare mai bahut kam hi jankari milti hai
Ek Italian traveler joki mahipati shah ke time garhwal se Tibet ki or gaya tha mahipatishah , madho singh bhandari bartwal bandu , rikhola lodhi wo ye sari kahani likhta hai unki book ka pta nhi lekin historians ne unhki book ka refrence bi liya hai
Uss samay 11000 garhwali sainik Tibet ki or gaye the jinme bandkookdhari , top lejane Wale , ghudsawar bhi the
Baki bahut kam hi jankari prapt hoti hai khojne ki jarurat hai.
बहुत अच्छी जानकारी।
Uttrakhand ka itihas ,aaj tak lupt vilupt sa lagta hai...Haryana Rajasthan
Gujrat ke beer ya Raja maharaja ko hi jade dikhaya padhaya badhaya sunaya jata hai,hakanki we sab behadd smarniya hain hai....
Kripya Uttrakhandis ka vilupt itihas beerta ko bhi strongly projection ki jo darkar hai...use aap hi pura kar rahe dikhte hain usko bhuri bhuri aapki prasansha karte hain ............aap sahi men acharya hain...sansjirati ke.
Kripya aise vishay layen jis se uttrakhandi pahadi log bhi gaurvanvit ho saken..Desh men ek nai pahchan bane.tq tq..🙏....
प्रणाम सुप्रभात नमस्कार भैजी बहुत ही सुन्दर और अच्छी जानकारी वीडियो का माध्यम से बहुत अच्छु लग जी
TQ sir apke subject and contents wa usko prayas knowledge adbhut super
Hote hain ..🙏..👍..
🙏🙏🙏🙏
Nice channels.....
जिसको लग रहा है कि ये सच नहीं है जा कर दापा के मठ में जा कर देख ले । धन्यवाद
I have been trying to find the exact location of Dapa Math for a very long time. If some one can share that will be a great help.
@@bbartwal8 sir waha Jana bahut jyda muskil hai china ke through jaye toh jaa sakte hain lekin Tibet mai jana foreigners ke liye bahut mushkil hai fir bi wo jagh badrinath ke north mai 300-350km dur hogi apko waha ki photo mil jayegi (tholing monastery daba ) search krne par.
@@bbartwal8 you can search (tholing monastery dapa) it's very hard to reach there and other part of Tibet because Chinese government don't allow foreigners in Tibet they need government official permission to go there and if the government give the permission the cost of traveling in Tibet is higher than mainland China that's why we don't see much photo videos from Tibet.
@@bbartwal8 dapa badrinath se 300-350 km extract north mai hai, isme detail mai comment nhi jaa paa rha uTube uss desh ke bare mai comments ko hata de rha hai iss se pehle do comments kiye wo hata diye
सच कैसे लगेगा क्योंकि हमको हमारा इतिहास बताया ही नहीं गया बल्कि खत्म करने की पूरी कोशिश हुई
Bharat walon ka itihaas Amar hai
🙏🏻🙏🏻
ऐसा है क्या, 😂 मेने अजय सिंग रावत की बुक मै पढ़ा था की दोनों को मार दिया था,
Yudh mai mara jana yudh mai bhag jane or ghutne tek dene se kahin behtar hai. Wo bhi tb jab dapa ke pass 3 tarf se madad ayi thi lhasa , sheetal singh or dapa-zhanda ki apni sena se
chup dotiyal kumai nikal yha se 😂
Mahipat sahah kumau k sath yudd mai mara gya tha
Yudh mai veergati ko prapt hue the tumhare Lakshmi Chand ki tarh bhage nhi the. 😂😂
dotiyal spotted thu thu thu 😂😂
@@AJJU_BARTWAL aise toh tumhare kitne raja srinagar chhor k bhag gya tha or pura gadwal pandit ko daan mai de diya tha.
@@AJJU_BARTWAL apna number send kar bro.. Waha baat karte h
@@balwantsingh-zq1mq bta kitne raja bhage the hamare aise mai btau kumao ka rudra Chand jo 1587 mai jisne akbar ki gulami ki thi , Lakshmi Chand 7 baar harne kr baad najibabad ke kile ko kabjane ke baad khus ho gya or pure rajye mai tyohar manane ke liye keh diya 🤣 ghas ke kandi mai chupke bhag gya tha jo wo Lakshmi Chand , baj bahadur Chand jo mughlo ki gulami karta tha aurengjeb ki sena ke sath mil ke bi Srinagar tak ni pahuch paya tha
Tumare ek raja ke aise thodi puri list padi hai 🤣
सभी झूठ है
बिना देखे ही झूठ लिख रहे हो। गजब।
Koi zhooth dekhne video release hone se pahle hi pahuch gaya😅😅😅😅😅
Samazh mai nahi aayi ye baat
@@JatinderSinghRathour aap to whi ho na jinke purkhe sar katne ke baad bhi🤣😭ldte rhe
Jaa be teli
@@priyanshunegi2361bhagore hai ye log 😅😅😅😅
Chini alag nasal hai Tibeti alag nasal hai. Tibeti Garhwal me mitra ke naam se jaan
In the past Garhwal has mercantile relations with Tibet for certain household items Tibetan were dependant on Kumaunis Garhwalis and Gaddis of Himachal pradesh. Not only Tibetan but Nepal were also dependant on Kumayu for livestocks