It looks like a generic movie, but maybe perhaps Shankar Sir can present the movie with some well done filmography and it can be a good one time watch.
Pratik Bhai S Shankar ko corruption political thriller type movies banani chod deni chahiye kyuki aisi movies 100 baar ban chuki hain and audience bhi bore ho gayi hain S Shankar ko ab science fiction movies karni chahiye with new concept and great vfx
Sir mai indian 2 me s shankar ji se khus tha kyunki unhone bekaar movie banake kamal hasan aur sidharth ke propoganda ko flop kar diya🤣.Hopefully ye movie kamaal kare
RAM RAM PRATIK BHAI Bhai khuskhabri ANURAG KASHYAP is leaving BOLLYWOOD...... ANURAG KASHYAP says that Bollywood is worst industry and they don't know how to make films like PUSHPA...because they don't know how to make movies for INDIAN people..... Apka kya opinion hai. JAI SHREE KRISHNA JAI HIND
Vo bhi to inki Gang ka hi aadmi hai.. abhi uski third class mentality vali Vampanthi film ko banane ke liye koi Fund nahi kar raha hoga isliye shayad ye sab bol raha hoga.. in logon ko seriously mat lo..
Indian Nayak Sivaji the boss Indian 2 Game Changer Indian 3 All same plot movies Robot, Aparichit, I, 2.0 were some different types of movies from Shankar
Siri, original Alluring Sitharama Raju, who fought against British during 1920's was a sanyasi wearing Safran dhoti. He was fought with Bow and arrows. That's why raju character in RRR comes with the same avatar in the climax.
Shankar ko robot, i, aparichit jaisi film banani chahiye naki, indian, nayak, shivaji the boss jaisi political movie banani chahiye, shankar dusra Rajamouli ban sakata hai, but abhi same political based movie bana raha hai
perfect mass commercial movie for sankranti 2025 after long time SHANKAR SIR doing a mass movie after SIVAJI THE BOSS GAME CHANGER 💪💪💪💪💪💪 waiting to wating amazing action sequence like university mass fight APPANA classic mass fight scene, helicopter action sequence in lungi with japanse katana mine fight scene interval 20 minutes train action scenes and climax fight scene like magadheera(ram charan vs 100 soldiers) and RRR(ram charan intro fight) IN GAME CHANGER climax (RAM CHARAN vs SJ SURIYA with 1500 goons)💪💪💪
There is a twist in the movie, Shankar hide it in the trailer, old ramcharan have a disability that is also not revealed, Anjali character is important
Sir ji meine yeh dusre movie channels ka pattern observe kiya hai ki yeh kabhi bhi Anime ya Korean drama (squid game ko chodke kyunke isme hype tha woke content ke kaaran) ka jikar tak nahi karte. Lagta inhe dar hai ki inka Bollywood se dhandha band hojaega kyunki logo ko aacha content kya hota hai pata chalega. Please ispe bhi aap todha gehrai se baat kariye🙏🙏 🙏
The trailer was not promising enough 😔. I think Shankar is still following the routine 1990s political stories. The time is over for him. Another disaster is loading just like Indian 2.
Ram Charan vo disaster nahin hone denga pahle din 160cr ki opening denga badgete350 cr badget ka 30 present pahle din la denga by chance movi achi nikal gai to 1000 cr
After game changer ab shankar sir velpari film par kaam karenge Ek triology hogi uspar ek baar video zaroor banaye taaki raja velpari ke baare me pata chale logon ko
Pratik Bhai, yeh Bollywood wale kisi na kisi tarah Telugu filmo me chipak ne ki try karte rehte hai bura lagta hai. Telugu film industry ko Bollywood se door hi rehna chahiye. Aur bas Telugu film industry ki hi actress ko lena chahiye. Jaise Pushpa 2 me koi bhi Bollywood ka chehra nahin tha aur janata ne usse khoob pyaar diya aur Abhi bhi de rahi hai. Aasha karte hai ki Telugu filmmakers aur actors kisi bhi Bollywood ke chehre ko apni film me na le aur na hi Bollywood ki kisi film se jude. Hum to bas Ram Charan garu, aur baaki ke actors aur S Shankar ji ki waje se is film ke liye utsuk hai. 🙏
Pratik bhai ram charan ki buchi babu ki movie sunne me aaya hain professor rammurti naidu pe based hogi jinke baare me aap shayad jante honge because your brother made video on his rammurti dand. (Google pe bhi yahi dikha rahe hain ki unpe based hain). Asha karenge koi casteism wala angle na daal de buchi babu
prateek bhai ji please ek video banaiye south movies ke director, actor, actress , in sabhi logo ka bollywood se jyada relationship ka badhna 😢 and bollywood ka south industries se jyada relationship ka badhna ye combination dheere dheere karke south movies ko bhi duba degi 😢 example: alia jahnvi ajay devgan Akshay Kumar Arjun Kapoor saif Ali kareena except Sanjay dutt etc ye log is time south industries ko bhi dheere dheere badnaam kar denge😢😢 abhi sprit ke liye Kareen aur saif ko liye hai vanga ji please is per video banaiye intzar rahega 😢🙏 mai samjhta hu desh ke ekta ke liye ye jaruri hai but hame woke mentally industry se ngi chahiye only south industry hi pure desh ko ek aur ekta banae ke liye kafi hai 😢🙏
Well summed up. Story/theme kuch repeat hi lag rahi hai par kya pata film screen pe achi lage, songs bhi 2-3 ache hain and they have spent around 90 cr just on the songs. Shankar Sir ka ye to acha hai ki films dull nahi hoti, acha masala banate hain with comedy and drama, and lot of colors and energy. I just feel ki 90s se abhi tak desh mein jo bhi badla usey bhi Shankar Sir ko capture karna chahiye, and should talk about the positive things too instead of always Robinhood type justice and attack on corruption.
I can't say more about Movie Now but Hindi Dubbing is very weird...Mujhe Saare Characters ki aawaz ek jaisi hi lagi..! Lagta Hai AI se dub karwaya hai..!
@@theartist-s2tha bhai Shankar ne indian 2 ko shelve Kiya tha .phir game changer ke shooting par busy hogaya par indian 2 ke producers ko acha na laga aur case thoka Sankar par😮 Shankar ko pata tha ki indian 2 sahi Tarak banne me time lagega lekin producers ne usko jaldbazi me film ready karnecko kaha
Ab Ram Kamal Mukherjee ji Binodini Dasi ji par movie banayenge aur uske baad Drupadi ke Point of view se Yajnaseni novel par Bengali mein Draupadi title se movie banayenge. Yeh film Bengali actor dev ki production company Dev Entertainment ventures produce karegi aur Rukmini Maitra ji dono film mein lead role mein hai. Waise Ram Kamal Mukherjee ji 1770 sanyasi kranti movie ke cinematographer honge.
मैं इन्हें रामायण के किरदार में देखना चाहता हूं राम चरण श्री रामचंद्र जी के रोल में जूनियर ntr लक्ष्मण जी के रोल में ऋषब शेट्टी हनुमान जी के रोल में कमल हसन रावण के रोल में राणा दुग्गुवती इंद्रजीत के रोल में
sir they are trying to bash telugu films and also telugu people am seeing this patter, in this time please support this movie, all bollywood critics will bash this movie even if the movie is good
Bhai, Ameeron ke naam se chhati koot kar unki Sampatti ko distribute karna ise hi Socialism kehte hai.. Ab obviously Mehnat se kamayi huyi sampatti ko chhinte huye thode hi dikhayenge.. Ameeron ki yaa Udyogpatiyon ki Sampatti lootate samay use Black money ya Corruption ka money keh kar hi chhinte hai.. Ab Socialist ye thode hi naa kahenge ki Hum Mehnat se kamaye huye paise chhin rahe hai ! Obviously kahani likhte samay Socialist ya Communist vichardhara ko justify karne ke liye aise hi Emotional blackmail kiya jaata hai.. Communist Films me Naxaliyon ko glorify karne ke liye Aadivasiyon aur Paryavaran ki Raksha karne ka naatak kiya nata hai ! Aur Shivaji The Boss Toxic Zone me nahi jaati isiliye to maine use Achcha kaha hai.. par isse uski Ideology change nahi hoti, use Socialist Film hi kaha jayega !
@@PratikBorade kitna bhi socialism karlo, black money ko rakhna crime hai.. Aur hero uss black money holders ke upar war karta hai. I don't see anything bad in this
Prateek ji main aapke Shivaji The boss ke upar Jo aapne kaha ki woh socialist theme ko promote karti , main aapke iss baat se disagree karta hoon Shivaji ka jo character hai woh toh khud mehnat karke America ke studies aur paise kamake India aaya thha apni desh ke liye kuchh karne ke liye Woh toh khud ameer thha, aur waha toh corruption ke liye India kaise peeche reh Raha hai yeh dikhaya gaya hai, woh bhi politicians ko Toh mujhe samajh nahi aaya ki yeh socialist theme kaise ho gaya. Agar aap samjha de toh behtar hoga Jai Shree Ram 🙏🧡🕉️🏹 Vande Mataram 🇮🇳
@@King-ul4nb mene dekhe bohot time hogaya par uske climax me students paise utha te wo shayad corruption ka hi paisa tha. Ha usme bas ek Socialist dialogue tha ameer ameer bante jara
Bhai, Ameeron ke naam se chhati koot kar unki Sampatti ko distribute karna ise hi Socialism kehte hai.. Ab obviously Mehnat se kamayi huyi sampatti ko chhinte huye thode hi dikhayenge.. Ameeron ki yaa Udyogpatiyon ki Sampatti lootate samay use Black money ya Corruption ka money keh kar hi chhinte hai.. Ab Socialist ye thode hi naa kahenge ki Hum Mehnat se kamaye huye paise chhin rahe hai ! Obviously kahani likhte samay Socialist ya Communist vichardhara ko justify karne ke liye aise hi Emotional blackmail kiya jaata hai.. Communist Films me Naxaliyon ko glorify karne ke liye Aadivasiyon aur Paryavaran ki Raksha karne ka naatak kiya nata hai ! Aur Shivaji The Boss Toxic Zone me nahi jaati isiliye to maine use Achcha kaha hai.. par isse uski Ideology change nahi hoti, use Socialist Film hi kaha jayega !
@@PratikBorade Na na prateek ji , shayd aapse thhodi galti ho rahi hai Uss film main industrialist ko toh kahi se bura nahi dikhaya hai Ulta Rajnikanth ka character toh industrialist ka hi thha jo apne matribhoomi ke liye kuchh karna chahta thha Aap dekhiye ga film main, jab Rajnikanth ka character jaata politician se milne project ke permission ke liye, waha par bhi woh kehta hai ki unke jaise hi ek aaya thha industrialist jo free main sabki sewa karna chahta thha , par uske aadmiyo ne use upar pohuncha diya Tab Rajnikanth bolta hai ki " dhamki de rahe hai? " Mujhe nahi lagta industrialist ko kahi se bura dikhane ki intention se kiya hai Politicians ko bura dikhaya gaya jo corruption ke chalte desh ka vikaas rok rahe hai
@@Dictatordaddy-u6x woh black money ke baare main bol raha thha, jo desh ke vikaas ke kaam aa sakta thha woh nahi aaya, jiski wajah se bohot inequality aa gaya hai , ab ameer toh Paisa bana lega par jo paise se gareeb apni jeevan sudhaar sakta thha woh corruption ke chalte usey nahi mila Usske liye hi bola thha ameer aur Ameer bante hai aur gareeb aur gareeb bante hai Tum dekhna film , isliye maine comment Kiya taaki main samajh sakun. Ab pratik ji toh yeh sab samajh jaate hai , isliye clarity ke liye poochh raha hoon unse
@@King-ul4nb Us Film me Shiksha ke sansthan aur Hospitals ko center me rakha hai isiliye kaafi subtle lagti hai sab baate.. kyon ki Healthcare aur Education system ke commercialization se sabhi pareshan hai.. Ab College ki jagah dusri koi Industry ko imagine kariye Shivaji The Boss me.. ek Businessman (vo Politician ho ya naa ho) vo apna Business kar raha hai, dusra koi aakar kehta hai ki main ye service yaa Product free me ya kam daam me provide karunga.. to obviously pehle se us Business me jo hai vo apne Business ko bachane ke liye koshish karega hi.. Ab us Businessman ke paison ko chhin kar koi dusron me baante to ye Socialist Theme hi huyi naa ? S. Shankar ki films kabhi Toxic zone me nahi jaati isliye vo kabhi Problematic nahi lagti ! Mera Vettaiyan ka Review dekhiye.. usme Education Sector ke Commercialization aur Socialism kar vistar se Charcha ki hai !
प्रतीक भाऊ अपरिचित फिल्म भले ही विजलांटे हो पर उसे पूंजीवाद के खिलाफ नहीं दिखाया है उसमें सामान्य नागरिकों के कर्तव्य के बारे में ज्यादा फोकस किया गया है मेरे हिसाब से
Bro he accepted this movie only fir shankar sir because of respect...moreover this is apt commercial movie shankar sir already said.....i dint knw fingers cross if it has perfect emotion u knw.....neyamma oochakothe!!!!!!BC
It looks like a generic movie, but maybe perhaps Shankar Sir can present the movie with some well done filmography and it can be a good one time watch.
You spoke my mind
Pratik Bhai S Shankar ko corruption political thriller type movies banani chod deni chahiye kyuki aisi movies 100 baar ban chuki hain and audience bhi bore ho gayi hain
S Shankar ko ab science fiction movies karni chahiye with new concept and great vfx
Sir mai indian 2 me s shankar ji se khus tha kyunki unhone bekaar movie banake kamal hasan aur sidharth ke propoganda ko flop kar diya🤣.Hopefully ye movie kamaal kare
indian 2 mein Shankar sei kyu khuss thei ????
Aisi bawasir movie Shankar nei banai hain
@@theartist-s2t movie me propoganda tha bekaar thi isilye jawan jaisi nhi ban payi
@@devilhunter-e4dhaan ye to hain
🧡🧡🧡
राम चरण को में प्रभू श्री राम 🚩 के रोल मे देखना चाहता हु ❤
RRR ak bar fir se dekh le 😂😂
Ram charan as prithvi raj chauhan
Watch rrr movie
ruclips.net/video/PkSSgjh4ik8/видео.htmlsi=c0l4PBkXUeO-6uSc
Yash as chhatrapati shivaji maharaj 🧨🧨@@Thunnu-Choudhary
Sj suryah loud character mein koi tod nahi de sakta 😂
Aaj #SSMB29 ki pooja ceremony hui.
Prr lagta hein Game changer ke buzz ko damage na poche isliye unhone, Pics nahi dali.
Ab Sankranti mein aayegi
RAM RAM PRATIK BHAI
Bhai khuskhabri ANURAG KASHYAP is leaving BOLLYWOOD......
ANURAG KASHYAP says that Bollywood is worst industry and they don't know how to make films like PUSHPA...because they don't know how to make movies for INDIAN people.....
Apka kya opinion hai.
JAI SHREE KRISHNA
JAI HIND
Vo bhi to inki Gang ka hi aadmi hai.. abhi uski third class mentality vali Vampanthi film ko banane ke liye koi Fund nahi kar raha hoga isliye shayad ye sab bol raha hoga.. in logon ko seriously mat lo..
@@PratikBoradesahi kaha sir aapne yeh dogla inshaan h
Isme kushkhabri kya hai.Uska khud direction courier Khatam hai
South ki film me koi itna v acha nhi dikha dete Hinduism ko jise aap support kr rhe ho
@@PratikBorade har baat me politics aur naarative ghussad dete ho 😅😅😂 Itna zahar lekar kaise jee rahe ho Khushi se 😂
Old hindustani movie ( 1996 ki ) ka music omg jabardast . Specialy telephone dhoon mein song amezing tha
Kyuki Uska Music AR Rahman nei diya tha ❤❤❤❤❤
Ar rahman & shankar was OG combo.
@@Dictatordaddy-u6xyes lekin indian 2 nei sab kuch bigad diya tha
Churaya hua gaana hai woh. Original song - All that she wants by Ace of Base
@@Dictatordaddy-u6xRahman ripped off from Ace of Base
Aur SSMB29 pe koi update aayi hai kya? Budget 1000cr hai, 2 parts mai banane wale hai, Sony ya phir Disney issko produce kar sakte hai etc...
Bss Pooja Ceremony Hui hein Aaj.
Rumour hein Sankranti mein aayegi update
@@prasannaighe51882027 release date😅
March mein start hoga shooting Aisa suna hai pata nahin hai sach Hai ki
Indian
Nayak
Sivaji the boss
Indian 2
Game Changer
Indian 3
All same plot movies
Robot, Aparichit, I, 2.0 were some different types of movies from Shankar
Aparichit mein bhi corruption dikhaya tha lekin usmei Multiple Personality Disorder ka new concept tha
Game changer ka trailer thik thak achcha he...par presentation badhiya hogi to ye film chhalegi...
राम चरण को प्रतिक भाई में छत्रपति के रोल में देखना चाहता हूं 🎉🎉🎉🎉
Siri, original Alluring Sitharama Raju, who fought against British during 1920's was a sanyasi wearing Safran dhoti. He was fought with Bow and arrows. That's why raju character in RRR comes with the same avatar in the climax.
Shankar ko robot, i, aparichit jaisi film banani chahiye naki, indian, nayak, shivaji the boss jaisi political movie banani chahiye, shankar dusra Rajamouli ban sakata hai, but abhi same political based movie bana raha hai
aparichit bhi corruption per thi like indian
Shankar bhi pehle Rajamouli ki tarah no 1 director tha India ka even bigger than Rajkumar Hirani
ॐ नमो भगवते रूद्राय।
Ram Charan is my favourite
Maddock Films ne stree universe ke upcoming 8 movies ki release date aur naam announce Kiya hai. Aapke vichar??
SRK will come back with Corporate Bookings 😅😂
Pathan 100% corporate hit 😂😂😂
Well said bro 😂
perfect mass commercial movie for sankranti 2025
after long time SHANKAR SIR doing a mass movie after SIVAJI THE BOSS
GAME CHANGER 💪💪💪💪💪💪
waiting to wating amazing action sequence
like university mass fight
APPANA classic mass fight scene, helicopter action sequence in lungi with japanse katana
mine fight scene
interval 20 minutes train action scenes
and climax fight scene like magadheera(ram charan vs 100 soldiers) and RRR(ram charan intro fight)
IN GAME CHANGER climax (RAM CHARAN vs SJ SURIYA with 1500 goons)💪💪💪
In Ramayan Rama is Only one And in south India Ram is Only one Jai Ramcharan Bhayya❤❤❤❤
Ram Ram Partik Bhaiya ❤
Songs Ke Uper Hi 75 Crore Kharch Kiya Hai. Film Masala Action Hi Hogi
Full support pratik bhaii
There is a twist in the movie, Shankar hide it in the trailer, old ramcharan have a disability that is also not revealed, Anjali character is important
Game Changer🔥🔥🔥
Sir ji meine yeh dusre movie channels ka pattern observe kiya hai ki yeh kabhi bhi Anime ya Korean drama (squid game ko chodke kyunke isme hype tha woke content ke kaaran) ka jikar tak nahi karte. Lagta inhe dar hai ki inka Bollywood se dhandha band hojaega kyunki logo ko aacha content kya hota hai pata chalega. Please ispe bhi aap todha gehrai se baat kariye🙏🙏 🙏
Pratik Bhai Is Film ki Story Karthik Subbaraj Ne Likha Hai
2:41 True 🧐
Sabse bada dar abhi bhi yahi hai ki Karthik Subbaraj ne iski Story likhi hai, I hope kuch ulta seedha na dikhaye 😕😕
Jai ram Charan 👌🤙💪😎
Jay Shree Ram Pratik Bhai!!
Block buster game changer ❤❤❤
Sj surya ki maanadu dekho.. Us movie se uska fan ban gaya
23:40 -- 21:00 = 02:40 HOURS minutes 55% + 45% = 100%
Math English spoken essay letter writing
Game changer ❌️ Parody of shankar films ✅️
Game changer ki story kartik subhaRaj ne likhe hai or Sankar ne Issey pehle Indian 2 banai thi mujhe nahi lagta ki film bohot achi hogi
Shankar ka down fall robot 2 se challu hai
Jab ki bho India ka kmaal ka director hai
@PravitSingh-jk8vc Sankar ki purani films 🤩 kammalki hai I hope accha kare game changer
The trailer was not promising enough 😔. I think Shankar is still following the routine 1990s political stories. The time is over for him. Another disaster is loading just like Indian 2.
Ram Charan vo disaster nahin hone denga pahle din 160cr ki opening denga badgete350 cr badget ka 30 present pahle din la denga by chance movi achi nikal gai to 1000 cr
After game changer ab shankar sir velpari film par kaam karenge
Ek triology hogi uspar ek baar video zaroor banaye taaki raja velpari ke baare me pata chale logon ko
Pratik Bhai, yeh Bollywood wale kisi na kisi tarah Telugu filmo me chipak ne ki try karte rehte hai bura lagta hai. Telugu film industry ko Bollywood se door hi rehna chahiye. Aur bas Telugu film industry ki hi actress ko lena chahiye. Jaise Pushpa 2 me koi bhi Bollywood ka chehra nahin tha aur janata ne usse khoob pyaar diya aur Abhi bhi de rahi hai. Aasha karte hai ki Telugu filmmakers aur actors kisi bhi Bollywood ke chehre ko apni film me na le aur na hi Bollywood ki kisi film se jude. Hum to bas Ram Charan garu, aur baaki ke actors aur S Shankar ji ki waje se is film ke liye utsuk hai. 🙏
Ram charan ney yeh galat kiya ayapa bagvan ka maala dhaaran karkey Masjid gaye they 😢
सारी सृष्टी सारी दुनिया सारी जमीन हि भगवान की है तुम कहा तक उनको सिमीत रखोगे . ओर उनको सिमीत रखने वाले तुम होते कौन हो .
Ye kab hua trailer ki. Baat kar rahe ho kya
@@prasantapandaprasanta8824 not in trailer but in real life
Review starts at 4:20
राम राम भैया 🙏
पुष्पा २ ,और नये साल में लोग यहाँ वहाँ घुम रहे है,कौन पैसे देगा येसी फिल्म को,पैसे नहीं अब
Pushpa 2 pe logo ne saare paise de diye hai .😂😂😂😂😂abb movie dekhne koi nahi jayega sayad
@prasantapandaprasanta8824 हा यही है ,अब डायरेक्ट छावा ही देखेंगे लोग येसा लगता है
@@prasantapandaprasanta8824Pushpa 2 sequal film thi 😂😂😂😂
Bohut bakwas thi trailer., not interested
Mein to abi bhi puspa dekhta hu
Pls upload best international top 25 best films 2024 video as well
Ram Ram Pratik Bhai 🙏🙏🙏
Odisha ramcharan fan here
Pratik bhai ram charan ki buchi babu ki movie sunne me aaya hain professor rammurti naidu pe based hogi jinke baare me aap shayad jante honge because your brother made video on his rammurti dand. (Google pe bhi yahi dikha rahe hain ki unpe based hain). Asha karenge koi casteism wala angle na daal de buchi babu
Jai shree ram pratik bhai..aapka hi trailer review ka wait kar Raha tha...
prateek bhai ji please ek video banaiye south movies ke
director, actor, actress ,
in sabhi logo ka
bollywood se jyada relationship ka badhna 😢
and bollywood ka south industries se jyada relationship ka badhna
ye combination dheere dheere karke south movies ko bhi duba degi 😢
example:
alia
jahnvi
ajay devgan
Akshay Kumar
Arjun Kapoor
saif Ali
kareena
except Sanjay dutt
etc
ye log is time south industries ko bhi dheere dheere badnaam kar denge😢😢
abhi sprit ke liye Kareen aur saif ko liye hai vanga ji please is per video banaiye intzar rahega 😢🙏
mai samjhta hu desh ke ekta ke liye ye jaruri hai but hame woke mentally industry se ngi chahiye
only south industry hi pure desh ko ek aur ekta banae ke liye kafi hai 😢🙏
ए फिल्म इतना हिट नहीं होगा। सिर्फ रामचरण फैंस के लिए बस। ऐसे फिल्म देखकर जनता का दिमाग खाली हो चुका है। बोर हो गए थे।बस कर
Well summed up. Story/theme kuch repeat hi lag rahi hai par kya pata film screen pe achi lage, songs bhi 2-3 ache hain and they have spent around 90 cr just on the songs. Shankar Sir ka ye to acha hai ki films dull nahi hoti, acha masala banate hain with comedy and drama, and lot of colors and energy. I just feel ki 90s se abhi tak desh mein jo bhi badla usey bhi Shankar Sir ko capture karna chahiye, and should talk about the positive things too instead of always Robinhood type justice and attack on corruption.
प्रतिक bhai आज के समय मे एक बड़ा हीरो IPS IAS किसान बन के फिल्म बनाया है
राम चरण ने पब्लिक को एक अच्छा बता रहा है , उसको Support करो 🙏
Jai shree Ram
S Shankar Films Which I Have Watched
Gentleman
Kadhalan (Hindi Dubbed)
Hindustani
Jeans
Nayak
Aparichit
Sivaji The Boss
Robot
I
Robot 2.O
Shankar seems like outdated, he needs to change his movie making formula, gentleman, indian and mudhalvan (nayak) were his good movies.
Gentleman, Indian,Nayak ke time corruption per movies cult huwa karti thi
Ss Shankar ko Sani Deol ke sath indian 2 banani chahiye,,
Sir I think game changer is flop 😢
JAI SHREE RAM 🙏🚩❤️
Film topical south film lag rahi hye pan India nahi chalegi shayd 👍
❤❤me sirf ram charan ke liye ye movie dekhunga❤
I can't say more about Movie Now but Hindi Dubbing is very weird...Mujhe Saare Characters ki aawaz ek jaisi hi lagi..! Lagta Hai AI se dub karwaya hai..!
Indian 2 banane ke liye shankar ko force kia gaya tha, lyca aur kamal hasaan ne shankar pr case bhi dala tha movie na banane ke liye
Really ????
@@theartist-s2t yes
@@theartist-s2tha bhai Shankar ne indian 2 ko shelve Kiya tha .phir game changer ke shooting par busy hogaya par indian 2 ke producers ko acha na laga aur case thoka Sankar par😮 Shankar ko pata tha ki indian 2 sahi Tarak banne me time lagega lekin producers ne usko jaldbazi me film ready karnecko kaha
@@yadhuk7168acha tabhi main sochu ki indian 2;film itni bullshit kyu thi 😮
Girls frind ki kasam jisne subscribe nahi kiya wo pakka exam me fail ho gya 😂😂ud😢
Ab Ram Kamal Mukherjee ji Binodini Dasi ji par movie banayenge aur uske baad Drupadi ke Point of view se Yajnaseni novel par Bengali mein Draupadi title se movie banayenge. Yeh film Bengali actor dev ki production company Dev Entertainment ventures produce karegi aur Rukmini Maitra ji dono film mein lead role mein hai. Waise Ram Kamal Mukherjee ji 1770 sanyasi kranti movie ke cinematographer honge.
मैं इन्हें रामायण के किरदार में देखना चाहता हूं
राम चरण श्री रामचंद्र जी के रोल में
जूनियर ntr लक्ष्मण जी के रोल में
ऋषब शेट्टी हनुमान जी के रोल में
कमल हसन रावण के रोल में
राणा दुग्गुवती इंद्रजीत के रोल में
Best and worst of Hollywood ki list kab aa rahi hai ? Worst of Hollywood ki mein 2023 aur 24 ka combined daalna
2022 ki best Hollywood ka bhi nahi daala tha
Dada pushpa 2 live 1800 cr
Shankar sir ki kewal indian 2 hi gadbad hui baki 2.0 ki kewal story kamjor thi varna vfx ke mamle me to ab tak ki sabse best indian movie h...
Right
Wo amir log nahin sab news reporters hain, aap ko sayad samajh nahi aya trailer
How easy for these RUclipsrs to sabotage years of hardwork of so many people just with few derogatory comments 😱
Bhai TIME pe trailer dal diya tha.. Net slow tha isliye late ho gaya 😁😁😁 ...
Global Star - RC fan club ki or se sorry
Yash Toxic movie international distribution by 20th century
Ramayan international distribution by warner brothers
SSMB29 shoots starts from March
Pratik sur maine aapko kuch mail kiya hai pls dekhiyega. I love your videos. Hope you continue these reviews forever. Love from rajasthan ❤❤
Ye movie Hindi Belt mein Flop Hogi pakka 😂😂😂
aapne thumbnail me teaser likh diya hai....😁😁
Abhi Change kar diya.. 👍
@@PratikBoraderuclips.net/video/PkSSgjh4ik8/видео.htmlsi=c0l4PBkXUeO-6uSc
DJ Film pe aapka kya kehenaa hai?
Review dekh lo na
@mankusardha7086 🫡
SAHI BOLA BHAI
Indian 😢Shankar 3.0
sir they are trying to bash telugu films and also telugu people am seeing this patter, in this time please support this movie, all bollywood critics will bash this movie even if the movie is good
Ram charan GC movie story inspired by Ajit doval Ji ❤
True Pratik Ji
Sivaji is about black money not socialism. U should not encourage it
Bhai, Ameeron ke naam se chhati koot kar unki Sampatti ko distribute karna ise hi Socialism kehte hai..
Ab obviously Mehnat se kamayi huyi sampatti ko chhinte huye thode hi dikhayenge..
Ameeron ki yaa Udyogpatiyon ki Sampatti lootate samay use Black money ya Corruption ka money keh kar hi chhinte hai..
Ab Socialist ye thode hi naa kahenge ki Hum Mehnat se kamaye huye paise chhin rahe hai !
Obviously kahani likhte samay Socialist ya Communist vichardhara ko justify karne ke liye aise hi Emotional blackmail kiya jaata hai..
Communist Films me Naxaliyon ko glorify karne ke liye Aadivasiyon aur Paryavaran ki Raksha karne ka naatak kiya nata hai !
Aur Shivaji The Boss Toxic Zone me nahi jaati isiliye to maine use Achcha kaha hai.. par isse uski Ideology change nahi hoti, use Socialist Film hi kaha jayega !
@@PratikBorade kitna bhi socialism karlo, black money ko rakhna crime hai.. Aur hero uss black money holders ke upar war karta hai. I don't see anything bad in this
Pratik ji aapko bi hindi wale trailer ki audio mein kuch gadbadi lgi ?
Kyuki mujhe kafi dabi dabi audio aa rhi thi mujhe usme se
Unhone purana Video delete kar ke naya Trailer upload kiya hai..
Backraund me chatrati shivaji maharaj ki photo kaha gai bhau
This movie like Nayak × Shivaji × Bharat Ane Nenu in my opinion 🤔🤔
Vinaya Vidhaya Rama bhi aisa hi movie tha..
Prateek ji main aapke Shivaji The boss ke upar Jo aapne kaha ki woh socialist theme ko promote karti , main aapke iss baat se disagree karta hoon
Shivaji ka jo character hai woh toh khud mehnat karke America ke studies aur paise kamake India aaya thha apni desh ke liye kuchh karne ke liye
Woh toh khud ameer thha, aur waha toh corruption ke liye India kaise peeche reh Raha hai yeh dikhaya gaya hai, woh bhi politicians ko
Toh mujhe samajh nahi aaya ki yeh socialist theme kaise ho gaya.
Agar aap samjha de toh behtar hoga
Jai Shree Ram 🙏🧡🕉️🏹
Vande Mataram 🇮🇳
@@King-ul4nb mene dekhe bohot time hogaya par uske climax me students paise utha te wo shayad corruption ka hi paisa tha. Ha usme bas ek Socialist dialogue tha ameer ameer bante jara
Bhai, Ameeron ke naam se chhati koot kar unki Sampatti ko distribute karna ise hi Socialism kehte hai..
Ab obviously Mehnat se kamayi huyi sampatti ko chhinte huye thode hi dikhayenge..
Ameeron ki yaa Udyogpatiyon ki Sampatti lootate samay use Black money ya Corruption ka money keh kar hi chhinte hai..
Ab Socialist ye thode hi naa kahenge ki Hum Mehnat se kamaye huye paise chhin rahe hai !
Obviously kahani likhte samay Socialist ya Communist vichardhara ko justify karne ke liye aise hi Emotional blackmail kiya jaata hai..
Communist Films me Naxaliyon ko glorify karne ke liye Aadivasiyon aur Paryavaran ki Raksha karne ka naatak kiya nata hai !
Aur Shivaji The Boss Toxic Zone me nahi jaati isiliye to maine use Achcha kaha hai.. par isse uski Ideology change nahi hoti, use Socialist Film hi kaha jayega !
@@PratikBorade Na na prateek ji , shayd aapse thhodi galti ho rahi hai
Uss film main industrialist ko toh kahi se bura nahi dikhaya hai
Ulta Rajnikanth ka character toh industrialist ka hi thha jo apne matribhoomi ke liye kuchh karna chahta thha
Aap dekhiye ga film main, jab Rajnikanth ka character jaata politician se milne project ke permission ke liye, waha par bhi woh kehta hai ki unke jaise hi ek aaya thha industrialist jo free main sabki sewa karna chahta thha , par uske aadmiyo ne use upar pohuncha diya
Tab Rajnikanth bolta hai ki
" dhamki de rahe hai? "
Mujhe nahi lagta industrialist ko kahi se bura dikhane ki intention se kiya hai
Politicians ko bura dikhaya gaya jo corruption ke chalte desh ka vikaas rok rahe hai
@@Dictatordaddy-u6x woh black money ke baare main bol raha thha, jo desh ke vikaas ke kaam aa sakta thha woh nahi aaya, jiski wajah se bohot inequality aa gaya hai , ab ameer toh Paisa bana lega par jo paise se gareeb apni jeevan sudhaar sakta thha woh corruption ke chalte usey nahi mila
Usske liye hi bola thha ameer aur Ameer bante hai aur gareeb aur gareeb bante hai
Tum dekhna film , isliye maine comment Kiya taaki main samajh sakun.
Ab pratik ji toh yeh sab samajh jaate hai , isliye clarity ke liye poochh raha hoon unse
@@King-ul4nb Us Film me Shiksha ke sansthan aur Hospitals ko center me rakha hai isiliye kaafi subtle lagti hai sab baate.. kyon ki Healthcare aur Education system ke commercialization se sabhi pareshan hai..
Ab College ki jagah dusri koi Industry ko imagine kariye Shivaji The Boss me.. ek Businessman (vo Politician ho ya naa ho) vo apna Business kar raha hai, dusra koi aakar kehta hai ki main ye service yaa Product free me ya kam daam me provide karunga.. to obviously pehle se us Business me jo hai vo apne Business ko bachane ke liye koshish karega hi..
Ab us Businessman ke paison ko chhin kar koi dusron me baante to ye Socialist Theme hi huyi naa ?
S. Shankar ki films kabhi Toxic zone me nahi jaati isliye vo kabhi Problematic nahi lagti !
Mera Vettaiyan ka Review dekhiye.. usme Education Sector ke Commercialization aur Socialism kar vistar se Charcha ki hai !
प्रतीक भाऊ अपरिचित फिल्म भले ही विजलांटे हो पर उसे पूंजीवाद के खिलाफ नहीं दिखाया है उसमें सामान्य नागरिकों के कर्तव्य के बारे में ज्यादा फोकस किया गया है मेरे हिसाब से
S Shankar ki next velpari movie hai
Haa bhai Aapne Thumbnail mai Teaser likha hai trailer ki jagaha. Movie 10 January ko release hoga to lsgta nahi ki Trailer 2 aayega..
Change kar diya 🙏👍
Bro he accepted this movie only fir shankar sir because of respect...moreover this is apt commercial movie shankar sir already said.....i dint knw fingers cross if it has perfect emotion u knw.....neyamma oochakothe!!!!!!BC
Full support RC 🔥💪
Jai shri ram
इस फिल्म में राम चरण जी के डबल रोल है
Saripodha sanivaram ka meaning in hindi "bas nahi kya sanivar" 😂
Ram Ram 🙏 🚩🚩 Pratik ji 🙏
📿📿🕉🕉🕉🕉🙏🔱🔱🔱🔱🔱
प्रतीक भैया आप सभी मूवीज के ट्रेलर का रिव्यु करते हैं पर फ़तेह मूवी की चर्चा क्यों नहीं कर रहे हैं
Ram ram bhiya
ये फिल्म फ्लाँप होगी
Haan but atleast better than nonsense indian 2
@theartist-s2t 🙏
@@rahulchavan3318vese bhi devara saaho ki tarah flop hokar bhi 300-400 crore kama hi legi
Ram Ke Liye 3 movie Ek Bari dekhunga❤