!चलते चलते कुछ देर बाद पंखे की स्पीड अपने आप कम हो जाति है! ceiling fan repair!

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 26 ноя 2024

Комментарии • 13

  • @gurmeetmaan7419
    @gurmeetmaan7419 Месяц назад

    Bhot sohni rai diti 22 thaks.

  • @vikashkumar-lc4xb
    @vikashkumar-lc4xb 3 месяца назад

    Very use full video

  • @A2ZGyan07
    @A2ZGyan07 Год назад

    ❤❤❤ 0:28

  • @rintu_das_
    @rintu_das_ 3 месяца назад

    Purana bhi ghumte ghumte slow hota tha aur kharap ho gaya Naya lagaya wo bhi 4mahine me slow aur speed badh raha he kabhi slow kabhi speed pata nahi direct Kiya he regulator nahi lagaya fhir bhi aap bata sakte ho new liya fhir bhi aisa ho raha ha sirf ek room me dusre room me thik chal raha he sare pankhe

    • @technicalprivishal
      @technicalprivishal  3 месяца назад

      @@rintu_das_ कभी-कभी new ceiling fan ka bhi दो-तीन mahine mein capacitor week ho jata hai aap uska capacity change karke dekh lo agar fir bhi Sahi nahin hota hai to uski wire bhi kharab ho sakti hai jo switch se lekar fan Tak ja rahi hai ya koi loose connection bhi ho sakta hai bich mein ja FIR uske bearing bhi jaam ho sakte hain कभी-कभी fan ki winding ka magnetic bhi धीरे-धीरे kam ho jata hai to aap check kar lijiye yah sab
      Fan ka regulator bhi kharab ho sakta hai aap direct Karen FIR dekhen

    • @rintu_das_
      @rintu_das_ 3 месяца назад

      @@technicalprivishal sir direct hi Kiya hua hai aur kabhi kabhi speed accha reh ta he aur kabhi kabhi slow ho raha jaise aur ek problem he ek to speed Kam ho raha aur dusra induction chala rehe he to aur speed kam ho raha he kya ho raha Mistry bhi kuch na bol pa Raha khali condenser bol raha change karne ko agar loose connection he to kaha hoga kya karu?? Ab

    • @technicalprivishal
      @technicalprivishal  3 месяца назад

      @@rintu_das_ agar voltage kam aate ho tabhi bhi pankhe ki speed kabhi Kam jyada hoti hai vah isliye kyunki voltage kabhi kam hoti hai aur kabhi voltage jyada Hoti hai loose connection uska Jaha per ham connection karte hain fan box mein ya kahin bich mein uska loose connection hai

    • @technicalprivishal
      @technicalprivishal  3 месяца назад

      @@rintu_das_ voltage check karo kitni voltage a rahi hai

    • @rintu_das_
      @rintu_das_ 3 месяца назад

      @@technicalprivishal sir ji abhi abhi na thoda sa meine pankhe ka wings saaf kiya mote mote dhul the wo fhir chalaya to speed badh gaya pehle jaisa matlab kya problem he jo dust ko jhel na pa Raha kya karna chahiye baar baar dust saaf karne honge to fhir