मैंने तो होली की तैयारी शुरू कर दी..😍 आज बनाया मूंग दाल की स्वादिष्ट मिनी मठरी | Moong Dal Mathri

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 3 окт 2024
  • Aj banayenge moong dal namkeen se bahut hi tasty yummy crispy masala namkeen mathri jo ek bar bana ke mahine bhar aram se kha sakte hai, ise ap holi se pehle banaiye aur holi khatam hone ke bad tak enjoy kijiye. Isme apko mathri, bhakarwadi aur dal ki kachori sabka swad ek hi recipe me milega gazab ki lagti hai khane me.. mere bete ko bhi bahut pasand aayi jab usne khayi aur bolta hai scool tiffin box me bhi yahi dalna..:)
    मूंग दाल नमकीन की स्वादिष्ट मठरी एक बार बनाएं महीने भर खाए | होली के त्योहार पर आप भी जरूर बनाये अपने अपने घरो में | रेसिपी गीता चौधरी द्वारा बनाई गई, स्थान - जोधपुर (राजस्थान)
    #MoongDalMathri #HoliSpecial #GeetasCooking #GeetaChoudhary
  • ХоббиХобби

Комментарии • 21