Maine Sukanya Smridhi Yojna account open karwaya hai.. Passbook mei 2 CIFs hain. Ek Daughter ka and second mera. Kaun sa CIF enter karna hai? And Date of birth kiski enter karni hai?
Ippb open karte vakt apko ippb custmr id diya jata hai. Agar apko custmr id nhi mila hai to custmr id aap khud nikal sakte hai. Custmr id niklne ka vdeo channl pe check kijiye.
Bhai mere paas ak T hai 😅 mera bhi nahi aara tha har ak video del le but nahi aaya fir Maine apna app ka clear stronge and pura clear cache kar deya fir sab fon bhar deya fir aagaya
Ippb oepn karte vakt hi apko custmer id diya jata hai. iske alaba register mobile number se post office helpline number par call karke customer id le sakte hai.
Mpin agar bhul gaye to phir se account registration karna padta hai aur sabse badi chorgiri yeh hai ki agar apka mobile number recharge nahin hai to ek message ke liye woh bhi recharge karwao
Ippb care call karke axact karan pata kijiye, kyu agar apka bio matric problm hai to firse biomatric deke active karna hoga. Otherwise customr care wale se apka problm thik hoga ta we log thik kardega
Jb apka ippb open hua tha usi vakt apka custmr Id aur ac number diya jata hai. Agar nhi mila to register mobile numbr se ippb custmer care me baat karke le sakte hai.
हा birth date मे ही प्रॉब्लेम था.
हो गया. Thank you so much🙏🏻
😂😂
Ho ghya bahi mera na date of birth me problem tha meaine Aadhar card ka date of birth nahi Diya tha meine aapne Maan se daal rha tha thanku bahi🎉🎉🎉
Thanku brother ❤🎉🎉🎉🎉🎉 superrrrrrrrr🎉🎉🎉🎉🎉
thanks brother yeh vidio dekhne ke baad success mili
Postoffice ma jaka activate karana partaha, biometric.
Thanks bhau maze account opening zale
Maine Sukanya Smridhi Yojna account open karwaya hai.. Passbook mei 2 CIFs hain. Ek Daughter ka and second mera. Kaun sa CIF enter karna hai? And Date of birth kiski enter karni hai?
Sukanya samridhi account isme open nhi hota. ye ippb account ke liye hai
sara detail sahi dalne k badh v nhi otp last main nhi le raha hai yr😪
Pahila post office me Jana padta hi udhar se ek card milta hi
card to milla hai bhai phir v nhi ho raha hai.
Same problem
Same problem here
same here
Costumer I'd kon si hogi?
Ippb open karte vakt custmr id apko diya jata hai. Agar nhi hai apke paas to descrption me vdeo link hai usko dekh k pata kijiye
Sir post office ka Saving account ye app par active hoga ya nhi
isme login kar nhi sakte savings account ko. isme sirf ippb hi login hota hai.
Ippb app m login krne k liye hme apni details dalni h ya jiska account open kra h uski please tell
Jiska account hai uska details dalna padega
Bhai... Customer ID meh Farmer ID card dalna parega kya?? Invalid ho raha Hai
Ippb open karte vakt apko ippb custmr id diya jata hai. Agar apko custmr id nhi mila hai to custmr id aap khud nikal sakte hai. Custmr id niklne ka vdeo channl pe check kijiye.
Hello brother ragistration ka time kya hona chiye 10 bje ke bad ya kbhi bhi kr skte h plsss btao brother 😢
Kavi v kar sakte hai
Sir, mere main post office aaccount ko seleect hi nhi kar rha.....app wale accoint main kaise transfer karein money?
Multi account open kr sakate hai kya mobile me
Yes sim ippb registered sim dalke open kar skte hai, but ak time ak hi ippb login hoga, switch nhi hoga
Bhai mere paas ak T hai 😅 mera bhi nahi aara tha har ak video del le but nahi aaya fir Maine apna app ka clear stronge and pura clear cache kar deya fir sab fon bhar deya fir aagaya
Uska vdeo alredy uploded hai
Kya recharge khatm hai to wifi se nahi hogi
Hoga
Nice
Thank you❤🙏 bhai
Sukanya samridhhi yojna ke liye kiska details fill karna hai? Minor ka ya guardian ka?
Minor ka bhi aur uska gurdian ka bhi
mere 1 number se 2 account hai
1 khul jata hai app me
2 re me please enter valid details aisa aa raha hai kya karu
Dusra login karne se pehle mobile settings me jake app managemnt me ippb aap ko nikal ke uska storage clear kijiye uske baad try kijiye.
Thank you bhai hm bahut presan the es problem se apki video dekhkr help mili
Thanks for your valuable comment
@@Tapanchdasloura nahi ho rha hai kuch....
Date of birth kiska dalna h child ka ya parents h
और CIf id parents ki dalna h ya child ka
Jiska nam pe account hai usi ka don aur cif dalna hai
Details does not match karke aa raha hai
Child ka CIF no & Date of birth . sahi hai...fir bhi details match nahi ho rahe hai.
@@chavanashish1984same issue
Fir bhi nhi ho rha hai sir solution bataiye kuchh
Kya customer id no post office se milega
Ippb oepn karte vakt hi apko custmer id diya jata hai. iske alaba register mobile number se post office helpline number par call karke customer id le sakte hai.
Ye account number aur customer id kitne numbers ki hoti hai , please help
accnt numbr 12 ank aur custmr id 10 ank ka hota hai
Sir mere mummy ki date of birth sirf 1955 hai to login kar sakta hu ya nahi?
Try karke dekhiye login nhi hota post office visit karke check karwa lijiye.
@@Tapanchdas Ji sir
Cif number- customer number hotde hai kya,
Yes
Love you bro😂😢😅😂😮😂😅😅❤😮❤😅😅thank you bro🎉😢😂😊😮😂
Mpin agar bhul gaye to phir se account registration karna padta hai aur sabse badi chorgiri yeh hai ki agar apka mobile number recharge nahin hai to ek message ke liye woh bhi recharge karwao
Kiska customer id? Parent ka bhi customer is hotha hai udhar. Kiska date of birth Dalna hai? Yeh bathao
Customer id kya hai
apka account ka customer id jo ki apko account open karte vakt mila tha.
@@Tapanchdas cif number
Hello bhai customer ID kaise dale kya dale reply😢
Custmr I'd agar pata nhi hai to ippb custmr care me call karke le sakte hai
Bhai UPI pin adar se set nhi ho Raha h kaise kare atm nhi h reply 😢
Sir last me "Please insert sim card & registered" bata raha kya karu?
Ippb me apka jis mobile number register hai us simcard ko apka mobile me lagake try kijiye.
Super 👍 advice thank you
Bahut bahut dhanyavaad bhai❤❤
Coustomer I'd kya he bhiya kaha milega
CIF number he kya
MERE ADHAR ME DOB ONLY YEAR FORM ME HAI TO KTAISE ADD KARU
Ippb customr care se baat karke pata kijiye ki sirf year hone se kaise login karna hai. nahi to apko aadhar card DOB ko update karke login karna hoga.
Sar ippb app par khol raha hu to sar Aadhar card par sirf sarnem h manth nahi he sar
Sir detail invalid aara hai birth date and phone number dubara dal diya to bhi
Ippb app ko uninstall karke firse install kijiye uske baad try kijiye.
Thank you so much 🎉🙏
Mere bank me adhar card me se sahi dob daal raha hu lakin mera dob galt
bata rha he to me kya karu😢
Ippb care call karke axact karan pata kijiye, kyu agar apka bio matric problm hai to firse biomatric deke active karna hoga. Otherwise customr care wale se apka problm thik hoga ta we log thik kardega
Mera nhi hora details invalid dikhra ha
Post office customer id kya hai
Ippb open karte vkt diya jata hai. Agar bhul gaye hai to online se ya custmr care me call kakre le sakte hai
Thank mara bhai love you brother ❤❤❤
Customer I'd Kahan hai?
किस किस ने अकाउंट खोला और इस वीडियो को देखने के बाद आप अकाउंट खुला या नहीं ?
Sir otp nahi aata hai.. To kya kare
Customer I'd kya h pass book mai h kya
Ippb open karte vakt apko custmer id diya jata hai.
Plz check valid details kyu aa rha hai sab kuch sahi hai fir bhi dob may koi prob Nai hai
Ippb aka storage me jake clear storage karke firse try kijiye ho jayega
Storage clear kiya , app reinstall kiya..Fir bhi same issue hai.
App ko chalane ka changes lagta h ya free h
App chalane me koi chrge nhi lagta
@@Tapanchdas thank you 💓
Agar Customer I'd nii pta ho to kese kare login
Custmr care se custmr id pata kar lijiye.
Costumber id kitne dijet ki h
10 digit
Ye post ofc me karna padega..
Ippb account post office se khulwana padega uske baad khud login karke chola sakte hai
Thank you meri problem solve ho gai
Thanks bro❤❤❤ Mera to ho gaya
Sara detail dalne ke bad nahin le raha hai
Costume I'd me kiya dalna hai
Apka ippb account ka customer I'd dalna pdega, ippb account open karte vakt apko diya gaya tha
Love you sir ji❤❤❤❤
Lekin ab phone pay kaise bnae bro ye bhi bta do
Indian Post pement bank se
India paymnt bank se gpay kaise banaye uska vdeo channl pe upload kia hai. Usko dekh ke sme tarike se phnepe bana skte hai
Mere bhai ka account me mere phone se usko nikal kar de sakti hu kya or mera phele he account hai
ha unka sim apke yaha dalke login karke de sakte hai.
@@Tapanchdas unka sim chote phone me hai
Sirf OTP lagega na
Good looking 👍👍👍👍👍🙏🙏🙏🙏🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳
Very very thanks bro❤❤
Bhai sari details sahi he phir bhi register nhi ho Raha he
Ippb custmr care me baat karke pata karke dekhiye sayad kyc laga hua hai. Agar kyc laga hai to firse bio matric deke active karwana hoga.
Bhai account hi Naya khola he
Costumer I'd me kya dalana hai..?
Ac open karte vakt jo custmr id apko mila tha usko daliye
Nahi mila he
Nhi mila he
Thankyou 😊
Thank you so much sir 🙏❤️🙏 very helpful video 🎊🎊🎉🎉💐💐
customer I'd kon c hoty hai
Ippb open karte vakt apko diya jata hai. agar bhul gaya hai to online ya custmr care se baat karke le sakte hai
Sab brobr dalne ke bad bhi inter your valide details bta rha h
Mera bhi same
Aaplog ka login hua??
Customer I'd kya hai?
Jb apka ippb open hua tha usi vakt apka custmr Id aur ac number diya jata hai. Agar nhi mila to register mobile numbr se ippb custmer care me baat karke le sakte hai.
Customer I'd kaha se milega
Aapke video se help mila or mai like kr diya
Thanks for your valuable comment
@@Tapanchdas OTP NHI LE RHA HAI YRR
Customer I'd kaise pata lagegi
Ippb custmr care me baat karke pata kar skte hai
CIF no hota h
@@DKSSports confrm ho bhai
Mera ho gaya sir nice video ❤❤❤❤
Apne ke upi id open kara
Sir ye customer I'd kaha se milega 😢
Custmr id kaise nikalta hai uska vdeo hai chack kar lijiye. Ya custmer care me call karke pata kar sakte hai
Okay
Mobile number verified bol rha ho nhi rha ...yha tk to ho gya
Ippb ko uninstall karke fir install kijiye uske baad try kare
eske questions bhul gaye h to kese ab banega ye batao
Ek baar successful ho gya tha phir use login krne ke bad ab khul nhi Raha h question mein problem a rahi hai
Firse naya registration kijiye ho jayega.
customer I'd purn enter karayacha ka
अभी अभी पोस्ट ऑफिस को नए मोबाईल मिले है उसकी जानकारी
Mera to account h mai fill krri hu phir v nhi hora h
Nahi ho raha hai
Coustomer I'd kya he bhiya
कस्टमर आईडी कहां से मिलेगा😊
ippb account open karte vakt apko diya jata hai. agar aapne bhul gaye hai to online se ya custmr care me call karke le sakte hai
Thank u so much sirr
Sir mera nhi ho raha ji pin aage nhi bad raha hai
Kya prblm show ho rha hai
Good acha knowledge diya
Sara details sahi sahi Dene k baad v please enter valid details dikha rhe h😢
Mobile ka settings pe app me jake ippb ka storage ko clear karke kijiye ho jayega ya ippb ko akbar uninstall karke firse install karke kijiye
Mera nabi ho rha kiska cif dalna hai bache ka ya khud ka ?
Jinka nam se ippb account hai unka cif number daliye.
@@Tapanchdas sab kar li fir v same problem aa rha hai
@@Tapanchdas dono ka try kari thi mene sukanya yojna ke lie open karwaya hai apni beti ke lie
@@archisingh123 to apko firse post office jake biomatric deke active karalena hoga.
Costomar ID nahi pata hye to keya kar na hye
Costomar ID kaha milega
Customer I'd kya hai😊
Mara aabhi bi login nahi horahahi😢😢
Sir number pe recharge nahi hai login ho jayega kya
Agar otp ayega to login ho jayega
Thank you. I'm successfully
Date off birth ka set karne ke liye bataiye
Fir vi nhi ho raha h.. ye video ka kya matlab?? Apne pehle bar bhi dob waise hi dala jaise next time dala kuch fadak nhi padhta h
Biomatric ka prblm hua hai to nhi hota
Customer I'd kon sa hai kese pata kare
IPPB post Bank application open nahi ho rahahe
Uninstall karke fir install kijiye ya ippb storage ko clear karke try kare
Costomer I'd kaha milega
Ippb account banate vakt custmr id diya jata hai
Thank you 😊...
Costomer id kanha se milegi
Job aapne ippb open kiya tha tab jo custmr id apko mila vohi aplka custmr id
Customer I'd kya hota bhai
Ippb open karne baad apko diya jata hai
Last me otp nhi le rha h