Delhi Metro Pink Line Latest Update | मौजपुर To सोनिया विहार Shocking Work

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 4 янв 2025
  • Hello Friends,
    The video is based on Delhi Metro Pink Line Latest Update. it is sharing information between Maujpur metro Station to Sonia Vihar Metro Station.
    the video will have Yamuna Vihar Metro Station, Bhajan Pura Metro Station, Khajuri Metro Station, Sonia Vihar Metro Station.
    it is the update of Delhi Metro Pink Line phase 4 update.
    नमस्कार दोस्तों, वीडियो दिल्ली मेट्रो पिंक लाइन नवीनतम अपडेट पर आधारित है। यह मौजपुर मेट्रो स्टेशन से सोनिया विहार मेट्रो स्टेशन के बीच जानकारी साझा कर रहा है। वीडियो में यमुना विहार मेट्रो स्टेशन, भजन पुरा मेट्रो स्टेशन, खजूरी मेट्रो स्टेशन, सोनिया विहार मेट्रो स्टेशन होंगे। यह दिल्ली मेट्रो पिंक लाइन चरण 4 अपडेट का अपडेट है।
    #delhimetro #dmrc #delhidehradunexpressway #delhimetrobikinigirl #delhimetronews #delhimetrostation #delhimetroviralgirl #delhimetroviralvideo #delhimetrovlog
    namaskaar doston, veediyo dillee metro pink lain naveenatam apadet par aadhaarit hai. yah maujapur metro steshan se soniya vihaar metro steshan ke beech jaanakaaree saajha kar raha hai. veediyo mein yamuna vihaar metro steshan, bhajan pura metro steshan, khajooree metro steshan, soniya vihaar metro steshan honge. yah dillee metro pink lain charan 4 apadet ka apadet hai.

Комментарии • 39

  • @GauravGupta77731
    @GauravGupta77731 6 месяцев назад +7

    picle 10 saal jab se aap ki sarkar bani hy ek b line chalu nhi hui, pahle 5 saal m 6 lines chalu hui hy

    • @anikaitgupta5569
      @anikaitgupta5569 6 месяцев назад +1

      Bhai aap govt ne pehle 2 sal phase 4 ka approval delay kia fir approve hone k bad bhi lgbhag funding pattern ki confusion ki vajah se kam roke rakha fir supreme court ne bola fir kam shuru hua.uske bad 2-3 sal tree cutting permission delay kri jiski vajah se kam slow hua.ab jakar permissions mili h to kam fast hua h

    • @anikaitgupta5569
      @anikaitgupta5569 6 месяцев назад

      Ab dekho jo bachi hui 2 lines approve hui h aur chance h ki narela vali line bhi jald approve hojayegi uska speed kesa hota h.priority lines to 4-5 years delay chlri h

    • @yashtyagi2281
      @yashtyagi2281 6 месяцев назад +1

      it's all because of Delhi ko banai hui Kejri sarkaar. Funding issues, permission delays ku wajah se DMRC phase 4 ki dhajiya udaa di hai. Kaam shuru huye 4 saal se zyada hogye h aur ek bhi station tak tyaar nhi hua, poora corridor to bhool jao.
      Pehle date thi 2024, covid ke wajah se 2025 hogyi fir 2026 kar dia. Ab 2026 me bi puri hone ki ummed nhi hai.
      Iss line par to fir bhi thoda kaam hua h baaki magenta par bhot kam hai, aur golden par to hai hi nhi.
      Iske alawa Central Govt. Ne apna kaam krte huye bachi 3 line (Inderlok-Indraprastha, SaketG Block -Lajpat nagar and Rithala-Narela) ko bhi approve krdia isi saal.
      Lekin jab Pehli 3 hi puri nhi hogi to inka number kab aayega😂

  • @adilzain076
    @adilzain076 6 месяцев назад +2

    Jis company ne Red line ka first phase Shahdara se Tis hazari tak ka phase banaya tha usko salam hai 4 year se bhi kam samay me bana kar complete kiya tha. But yaha Gokul Puri wala strech to utna ka utna hi hai. Main Yamuna Vihar me hi rehta hu

    • @ShivashuVlog
      @ShivashuVlog  6 месяцев назад +1

      Not sure k is strech ka kaam slow kyun hai.
      Baki complete section almost pura hai...
      Next video me apko dikhata hu

    • @lakshyakumar5591
      @lakshyakumar5591 3 месяца назад

      Shahdra se tis hazar takk 70% track zameen pr hai isiliye wahaan jaldi ban saka lekin wo jyada zameen gherta hai
      Isiliye elevated metro jyada profitable hai
      Aur Maujpur se Majlis park banne mein time toh jyada lagg rha hai yeh baat shi hai
      Yeh 2023 tkk complete ho jaana chahiye tha
      Lekin dekh kr toh lgg rha hai 2026 tkk bhi nhi hoga😂

  • @rohanarora7180
    @rohanarora7180 6 месяцев назад +5

    Yamuna Vihar Metro station se pehle thoda slow work hai

  • @EagerBubbles-fu8wc
    @EagerBubbles-fu8wc 6 месяцев назад +4

    Jis hisab se work ho Rahat hai 2026 tak bhi Pura hojay to samjay

  • @aldsongs24352
    @aldsongs24352 6 месяцев назад +5

    Bro kab tak start hogimetro

    • @Sou-no7xt
      @Sou-no7xt 6 месяцев назад +1

      abhi lag jayenge hajaar saal.

    • @lokeshchetna
      @lokeshchetna 6 месяцев назад +2

      Next year

    • @ShivashuVlog
      @ShivashuVlog  6 месяцев назад +1

      😄 ummeed rakho dost ye area bhi develop ho hi jaega thoda time or wait karte hai

    • @ShivashuVlog
      @ShivashuVlog  6 месяцев назад

      Ji lokesh ji ap kehna kafi sahi hai qki abhi yamuna vihar Bhajan Pura ka phase kaafi puche hai work k point of view se

  • @rohanarora7180
    @rohanarora7180 6 месяцев назад +1

    Nice 👍

  • @maheshshah2656
    @maheshshah2656 4 месяца назад

    Sonia Vihar me 02 metro line ban rahi hai kia

    • @ShivashuVlog
      @ShivashuVlog  4 месяца назад

      Nahi Mahesh ji abhi ek ka hi kaam chal raha hai

  • @nitinoberoi9892
    @nitinoberoi9892 4 месяца назад

    Yha mrf shop k piche bahut sare pashu jin k maliko se mcd pashu vibhag paisa khata h

  • @vimalprabhuvimal1651
    @vimalprabhuvimal1651 6 месяцев назад +1

    मेट्रो का काम बहुत स्लो चल रहा है

    • @ShivashuVlog
      @ShivashuVlog  6 месяцев назад +1

      Mujhe bhi yahi lagta hai Vimal ji
      Main around 2 months k baad video shoot karne gaya tha but work me jada progress mujhe bhi nahi dikhi

  • @nitinoberoi9892
    @nitinoberoi9892 4 месяца назад

    Isske niche bhi dikhao kitne cows khadi hoti or gandagi kitni h

  • @Rudraksh4578
    @Rudraksh4578 5 месяцев назад

    Sonia vihar to majlis park

    • @ShivashuVlog
      @ShivashuVlog  5 месяцев назад

      Kal morning me aa jaegi brother

  • @Rudraksh4578
    @Rudraksh4578 5 месяцев назад

    Sir magenta line metro update please

    • @ShivashuVlog
      @ShivashuVlog  5 месяцев назад +1

      Soon I will dear...

    • @Rudraksh4578
      @Rudraksh4578 5 месяцев назад

      @@ShivashuVlog fir August me dena update

  • @rahulbhushan2531
    @rahulbhushan2531 5 месяцев назад

    Kaam bahut speed se chal reha h 2050 tak ban hi jaygi

  • @archanabhatt5238
    @archanabhatt5238 5 месяцев назад

    Jharoda burari metro kab chalu hogi ye toh btao

  • @rahulbhushan2531
    @rahulbhushan2531 5 месяцев назад

    2050 tak metro ban hi jaygi

    • @KavitaDevi-ze6ot
      @KavitaDevi-ze6ot 4 месяца назад

      Congress wale ho
      Delhi main kuch accha ho raha to hone do max to max 1year bro ek ghar banane main bhi kai kai saal lag jate hai fhir ye to metro stations hai flyover hai

  • @nitinoberoi9892
    @nitinoberoi9892 4 месяца назад

    Agay chal kar accident honge yha se inhe hatao

  • @archanabhatt5238
    @archanabhatt5238 5 месяцев назад

    Jharoda burari metro kab chalu hogi ye toh btao

    • @ShivashuVlog
      @ShivashuVlog  5 месяцев назад

      Ye pura patch is year k end Tak start hone ki date hai