Di ek baat baten jab ham velvet suite ki cutting karten hain kapda bichhate samye velvet suite ke jo far yani roye hote Hain vo upar ki side rakhte Hain ya niche ki side please bataye🙏
sister mere pass ek printed velvet shirt piece hai 2 sal se tailor ke pass pada hai mere ko samajh nahin a raha hai ki main use per kya design use per flowers Bane Hain printed orange and pink print ka please meri help Karen mujhe koi aisa design bataen Jo main use per dal sakti uska plazo peach colour ka hai
@@Rajnitanwar5824 dc-14 interlock machine mai use hoti hai. db-14 piko wali machine mai use hoti h .. Silayi mai bhi use hoti hai , but usse better 16 no. Ki regular silayi k liye , or 11 no. Net fabric or velvet k liye
Very useful for me
White 🤍 les hoti to or bhi bahut piyara lagta 😊😊
سمپل مگر بہت خوب صورت
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Bhut pretty nice look suit
Mashaallah 🧿👌 bahut khoobsurat dress
Mene ase hi bnaya h bs velvet pink color ka h 😊
Mashallah bhutt he pyara lag rha hai sista
Thankyou Zunera❤️
Bhott acha or asaan btaya ❤
Waoo ..bhut acha samjhaya nd simple way hai
🥰🥰thankyou
2 and half meter kapre mein pura suit ready ho gea shirt bhi or pant bhi?
Most needed vedio.... thank you sis
You're Welcome 😊
Lace ka price kya h per meter?
Buhat pyara hai👍
Thankyou ji❤️
Maine bhi almost same design kraya tha.. but with velvet dupatta and bell sleeves and pants me chota sa slit...bhot complements milte hai aaj bhi usko
Kitne me ban ke taiyar hua
@@PoojaMajumdaar exactly yaad nhi but 1800 something me
@@pikusaini3905 isse kam price me meesho me mil rha hai
Beautiful 🥰
Aap pakistani suit ki cutting ✂️ stitching please or bhi share karte rahiye simple sobar lace k sath..
Bilkul ji 👍❤️
Bahut sundar
Wow very nice 👍
Maine aapse Idea lekar, black velvet ka suit banvaya hai, ISI design ka mast banaa hai thank u🥰🥰
mam kya 2:45 metre kpde me bn jayega full suit?..plz mam reply kriyega.. maine kl try krna hai same
V.nice
bht khubsurat 😻 apne konsi machine se stich kia h ye suit
Bhut pyaara kitna paise lag jayenge silne me❤❤
Humare yha to 150 me silta h ❤
Pent ka vd bhi btado na plz🙏
Okji❤️
Mam mere pass blue velvet hai plz tell me k lace kon c use kre
Very nice video
Thankyou ji
Jo aapke is suit me bajju bnyi hai plz uski cutting proper trike se btana
Ma'am velvet lining lgti h kia?
Ye dress ki full cutting stitching video chahiye mam
Hlo didi aapko velvet fbrik 1 miter kya price me lila
200 rs per mtr . Ye micro velvet hai .
Nice sui kis no. Ki lagegi bataye
Bohot Acha hai
Ek aur request hai jeans meh Jo white kurta pehte hai kya uska maap loose kehse rakhe
Aap gents kurte k baare mai puchrhe hai ya fir ladies
Very nice friend 👍👍
Back neck kese stitch kiya?
மிகவும் அழகாக உள்ளது சகோதரி
மிக்க நன்றி❤️❤️
Di ek baat baten jab ham velvet suite ki cutting karten hain kapda bichhate samye velvet suite ke jo far yani roye hote Hain vo upar ki side rakhte Hain ya niche ki side please bataye🙏
Niche ki side
2.5 meter me suit aur pant dono hogya? Please reply
Bade araj ka fabric hota he tb ho jata he 2.5 miter me
Astar bhi lgaya h kya apne
mam kitna kpda lga kurte ko..plz reply
Mam salwar k liye kaunsa kapda use kiya h?
Very very nice work
Mam apne tou lace btaya ni k kitna gaz lace lena ha
Di needle kis no ki use kre , umbrella machine me
bht bht sundr bnaya apne mam... but mera ek doubt h ki velvet fabric winters me body se chipkta h to uske lie kya kre
Aap inner attach kro....linning lgao
mam neck kitna broad bnaya hai plz btayen ye sahi hai
Aap lece kanha se by karte ho mam
Meshoo par h ye lace
Velvet pr Sui kaun si use karni h plz bataiye
11. No. Ki
@cutezozo thank you
Lace kaha se li apne...link please
Good.
Mashallla alla
❤❤
Bahot pyaara
Thankyou kalpana ji❤️
Mashallah🥰🥰🥰
Thankyou ruby ji❤️
Mashallah mam it's so beautiful ❤️
Thank you so much 😊 Uzma
Wow
Very nice work
❤
Very nice
Very nice❤
Beautiful 👌👍
Thank you so much 😊❤️
Mam less kitni lgi
Very Beautiful ❤️
Kya lining lgaana zaruri hai
Kha se kharida apne ye
Mam kurti or paint me pura lace kitna laga plz reply
5 matter le lena. Sb jagh lg jayegi.
Good 👍 👍 👍
Boadar online liya hay kassa miter hai
Sis full vd upload kro na 🙏🙏
Ye full hi video hai . Main isme yhi design tha . Baki aapko simple kurti ki trf isko cut krna hai . Or simple kurti ki trh hi isko stitch krna hai
@@creativesew sleeves kaise bni hi thori loose loose
Hay sis mene apke channel ko subscribe kiya hai❤❤
Pent ka konsa fbaric h mqma
Pant k liye maine simple cotton lycra use kiya tha
sister mere pass ek printed velvet shirt piece hai 2 sal se tailor ke pass pada hai mere ko samajh nahin a raha hai ki main use per kya design use per flowers Bane Hain printed orange and pink print ka please meri help Karen mujhe koi aisa design bataen Jo main use per dal sakti uska plazo peach colour ka hai
Jesa h wesa hi sil lo
V nice
Helpful ☺️
I'm glad❤️
👍🏻👍🏻 nice designs 😊😊
Kitna meter clothes laga
Sister ye lace aapne kahan se li thi
Les botan ki shop se khi se b Lelo bot Verity milegi
Kattar market ki vdos search krlo online b mil jayegi vo courier kra denge
👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻
Thankyou❤️
Kapda konsa hai plz reply
Velvet
Mst idea
Thank you so much 😀❤️
Macro velvet means sanil ka fabric plz tell
Micro zra achi velvt hoti ha
Bhut axs h
Thankyou❤️
Sab kitna me hua price
Mam fabric colour koin da h
Duppata ka link dy dejeye mujhe Lena hai
Ye maine offline purchase kiya tja
Kitna kapda laga
Zbr10
Shukriya❤️
Wow ❤❤
Tqq di
Poora khrcha Kitna aaya isko bnane m ,without chunni
very nice❤
Kapda kitne rupees ta
Nice
Thanks❤️
😅😊
Very beautiful and helpful
Thanks a lot 😊🩷
Beautiful ❤
Tq dear love uh❤
Apne kaun se no ki sui use ki h velvet par
11 number ki needle
@@creativesew 14no ki needle bi use hoti h kya plz tell
@@Rajnitanwar5824 dc-14 interlock machine mai use hoti hai.
db-14 piko wali machine mai use hoti h ..
Silayi mai bhi use hoti hai , but usse better 16 no. Ki regular silayi k liye , or 11 no. Net fabric or velvet k liye
Pant cutting
I will try
All the best❤️
Es suit ka maserment kitna jai
Needle number?
Velvet ka mitar prise kya he
Hii mam❤
Iski pant ka video ka link send Karo na please
ruclips.net/video/sDB_OSo1eM4/видео.html