Mahenur Haider's Journey Through Divorce & Past Struggles | Khaie | Shuja Asad | Celeb City | SB2Q

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 21 сен 2024
  • #mahenurhaider #faisalqurashi #durefishan #khaiedrama #shujaasad #mahenurhaider
    Mahenur Haider's Journey Through Divorce & Past Struggles | Khaie | Shuja Asad | Celeb City | SB2Q
    Welcome to Celeb City - your one stop for all things entertainment. Subscribe for the latest in the Pakistani entertainment industry and watch exclusive celebrity interviews, updates from the drama and film industry, health and beauty tips, insights from lives of TV and film
    superstars.
    Subscribe to our RUclips channel:
    bit.ly/Subscri...

Комментарии • 30

  • @arifhayat5958
    @arifhayat5958 4 дня назад

    She is such a strong girl
    Really love to listen to her .

  • @shaistanoor9143
    @shaistanoor9143 7 месяцев назад +6

    I love how she speaks. She must have stayed busy in order to get out of the trauma.

  • @sonykhan8811
    @sonykhan8811 6 месяцев назад +1

    She’s a lovely girl❤

  • @AlishbaSayyad
    @AlishbaSayyad 7 месяцев назад

    OMG that's my dream too, to be a criminal psychologist one day... In sha Allah ❤

  • @khans3399
    @khans3399 7 месяцев назад +4

    She still seems upset😢

  • @rehanskb
    @rehanskb 7 месяцев назад

    Plz urdu mai interview kiya karo

  • @MairaAli-e3j
    @MairaAli-e3j 7 месяцев назад +4

    Ap sab logon ko bola karin k sab actor urdu bola karin ta k ham unpar log bhi samaj sakin k wo kiya bol rahy hain ham ko English nahi ati hey

  • @aliKerise
    @aliKerise 7 месяцев назад

    Beautiful ❤

  • @naheedanwar1096
    @naheedanwar1096 7 месяцев назад

    Please let your guest speak 🙏 and do not interrupt while your guest is speaking 🙏

  • @noobplayzzz4986
    @noobplayzzz4986 7 месяцев назад

    Bohat famous beautician Sobia’s and zarpash ki family mai shadi howe the

  • @sweetpari1626
    @sweetpari1626 7 месяцев назад +9

    Yahan konse angrez Bethe hn jo unki zuban istimal kr rahe ho

  • @motherofasim7480
    @motherofasim7480 7 месяцев назад +5

    22yrs is chote age?ru crazy 🤪

    • @muslimszindabad716
      @muslimszindabad716 7 месяцев назад +2

      Hmari to 18 my huwi tb b yahi kaha jata k achi khasi brhi ti

    • @Reena-od4ri
      @Reena-od4ri 7 месяцев назад

      @@muslimszindabad716 tu kia 13 main karni thee, parhna nahin tha? 4 year bachelors jo karay ga woh 22 ka tu hoga

    • @Reena-od4ri
      @Reena-od4ri 7 месяцев назад +1

      Bachpan main bhi hosakti hai, magar log parhtay hain, jab nahee parhtay thay tu 16 years main hojaati thee, jiska matlab yeh hota tha kay 3 ya 4 saal ki umar say larki ko ghar ka her kaam sikhaya jaata tha, aur larkay ko khaitoon main layykar jaya jaata tha, tab larki 16 main itni samjhdar hoti thee kay ghar sambhalay aur larka 17 18 tak kamanay kay liaqq hota tha. Aub jo school main parhtay hain, unko 16 saal tak kuch nahinn aata, shadi sirf aik cheez ka naam nawee hoti, ghar sambhalana paisay kamana aur phirr bachaay paalna, tu jo larkiyan nahe bhi parhteeen, unki bhi 18 19 main ya tu 20 tak shadi hoti hai.

    • @mehnazrizvi7055
      @mehnazrizvi7055 7 месяцев назад

      Humari bhi 22 main hogai sahi age hoti h larki ki shadi ki ,, Itni bhi nani nahi thy behan tm 😂😂😂

    • @Reena-od4ri
      @Reena-od4ri 7 месяцев назад

      @@mehnazrizvi7055 larki ki shadi ki Umar wohi sahi hoti hai jismain woh iskay liay tayar ho mentally, 24 tak master hota hai, 24 or 25 behtreen age hai shadi ki, islaiy kay agar kabhi koi financial masla hota hai, ya shadi main masla hota hai tu larkii apnay Pairon par kharii hosakti hai, jaisay halaat hai aissi situation main koi help nahee karta.2 3 saal agay peechay honay say kuch nahinn hota. Jitni bhii khwateen yahan 15 main shadi ka dawa kar rahi hain, kia woh financially bhi apnay husband ka haathh bata rahi hain?. Agar aisa hota tu her dosray din yeh Khabar na aati kay baap nay 4 bachay aur biwiiko maar kar khudh khushi kar li, yah bewa khwateen ko dewaron kay chand peson par guzara na karna parta. Meri family ka taulaq dehat say hai, aur bohat jaldi Shadii hoti hai ,, magar talakaain bhii usi tarhan hori hain , 22 saal tak talaq yafta larki say koi shadi nahee karna charta, aik cousin jiski kafi choti umar main shadi hoii thee, iska sab say chota bachay 6 saal ka hai, woh bewa hogaaai hai, woh khud 36 ki hai aur uski beti 18 saal ki hai, dewar kuch peson ki madad kar rahaayy aur parayshani say bemar hogaai hai.Kionka inter main shadi hogaai thee.

  • @MeerHadiMeerhadi-m5d
    @MeerHadiMeerhadi-m5d 7 месяцев назад +1

    Jab English hi bolni hai to interview dety q

  • @farzanarafeeq9342
    @farzanarafeeq9342 7 месяцев назад

    Ye awam b Kisi Hal MN Khush nh, koi Kahn b El do lafz English k boly to pir kehty k bas itni English thi ye wo , ab wo English bol rhi hy to ye b brdasht nh ho rha😅

  • @muhammads7126
    @muhammads7126 7 месяцев назад +3

    Parents like this break their daughter house and it's actually very wrong

  • @billsyed
    @billsyed 6 месяцев назад +1

    She is pretending to be "Choochi" and trying to say Roti as Chochi.

  • @summayakalsoom4465
    @summayakalsoom4465 7 месяцев назад

    Pakistan mai english phobia plz ham national language main baat karain to ziada cool lagain ge

  • @MuhammadBakhtawarKhan3d
    @MuhammadBakhtawarKhan3d 6 месяцев назад +1

    I hate this english speaking cult, itni polarized ho gai hey society k koi agr Asalamoalaikum keh dey toa in english medium class walo ko wo banda zehr lagnay lagta hey, zati tajarba hey

  • @sweetpari1626
    @sweetpari1626 7 месяцев назад +4

    Yahan konse angrez Bethe hn jo unki zuban istimal kr rahe ho

    • @shaistanoor9143
      @shaistanoor9143 7 месяцев назад

      Apko smjh to aa rhe ha na?

    • @tahiragul7232
      @tahiragul7232 7 месяцев назад

      Inko complexity hy
      Apni language bolny sy inki shan km hoti hy

    • @shizahtahir7766
      @shizahtahir7766 7 месяцев назад

      Complex to ap logon ko hai eng Ka har koi hi English bolta hai AJ kal koi Bari baat Nahi hai or us ne urdu ko Kaha degrade Kiya ???​@@tahiragul7232

    • @ideasbyNTR
      @ideasbyNTR 7 месяцев назад

      Jb woh bachpan mein angrezon k mulk chali gayi aur ab wapis ayi hai toh uski language English hi hai, urdu to hmari language hai, usny joh language throughout life boli wahi bole gyi?!