₹150 में लाजवाब Quality वाला Satron MIC Board With ECHO & DELAY

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 14 дек 2024
  • aaj ke iss video me mene satron ke echo delay mic board ki unboxing aur mv collection ke 400 watt mono amplifier board ke sath connect krke sound testing ki hai aur puri connection details bhi samjhayi hai..
    Price: ₹150
    Aap isse Delhi ke lal quila ke samne wale Lajpat rai market ke MB Electronics ki shop se jakar offline la skte hai ya phir unki Whatsapp catalogue pe se order karke online ghar mangwa sakte hai..
    Thanks For Visting...

Комментарии • 24

  • @b-kishore8108
    @b-kishore8108 Месяц назад

    Sir yea echo mixture bord main blutooth module ka kaha per connect kare?

  • @shivampawar628
    @shivampawar628 2 месяца назад

    Sir ji is bord se volume kit wala kaam hoga ya nhi

  • @ManjuBichitra
    @ManjuBichitra 2 месяца назад

    Bhai EK mic domet main 2 mic kese paralal conection ka digram send or Bata dijiye Please

  • @yamansinha9338
    @yamansinha9338 26 дней назад

    Bhai mic ko mouth ke ekdam pass lana padta hai kya ya thode dur (3-4 inch) gap hone par bh yeh board awaj ko capture karne me saksham hai ya nahi & output clear hai ya nahin humming to nahin aati na please reply

  • @rajeev_sharma-
    @rajeev_sharma- 3 месяца назад

    Bhai mene ye board lgaya amplifier me humming aa rhi h bhut is se
    Is ka audio output ka ground ka wire ese hi mid bass ke preapm ke input me lgta hu yo humming aane lgti h kya kru

    • @AnubhaviGurujee
      @AnubhaviGurujee  3 месяца назад

      1k -2.2k ka resistor use kijiye aur grounding proper kijiye humming kam ho jaye

  • @rajeev_sharma-
    @rajeev_sharma- 2 месяца назад

    Bhai mere paas 12 volt 8 ampere ka smps hai us se chla skte hai kya is board ko

  • @akxyz9506
    @akxyz9506 2 месяца назад

    Dada is board se noise a raha hai ya nahin a raha hai??

    • @AnubhaviGurujee
      @AnubhaviGurujee  2 месяца назад +1

      Noise toh bilkul nhi h

    • @akxyz9506
      @akxyz9506 2 месяца назад

      @@AnubhaviGurujee such hai na

  • @rajeev_sharma-
    @rajeev_sharma- 4 месяца назад

    Bhai is me 3 se 4 mic connect kr skte hai kya

    • @AnubhaviGurujee
      @AnubhaviGurujee  4 месяца назад

      ha parallel connection krke 3-4 mic chala skte hai ek sath

    • @rajeev_sharma-
      @rajeev_sharma- 4 месяца назад

      @@AnubhaviGurujee bhai but sab ki volume bhi ek sath kam ho jayegi na

    • @AnubhaviGurujee
      @AnubhaviGurujee  4 месяца назад +1

      ha usme sabki volume toh ek hi rahegi jisse ek sath hi sarre mic ki volume low ya high hogi...

    • @rajeev_sharma-
      @rajeev_sharma- 4 месяца назад

      @@AnubhaviGurujee lekin bhai sab ki volume alg alg ho sakti hai kya

    • @AnubhaviGurujee
      @AnubhaviGurujee  3 месяца назад +1

      ha ho sakti hai, lekin usse humming noise aa sakti hai iss board, isliye better yahi hai ki iss board pe 2-3 mic hi chalaye..

  • @SohelKhaan-gu7ib
    @SohelKhaan-gu7ib 4 месяца назад

    Sir bord ki link bhejoyena

    • @AnubhaviGurujee
      @AnubhaviGurujee  4 месяца назад

      Offline lena hoga aapko MB Electronics Lajpat Rai Market,Delhi