Bhai mic ko mouth ke ekdam pass lana padta hai kya ya thode dur (3-4 inch) gap hone par bh yeh board awaj ko capture karne me saksham hai ya nahi & output clear hai ya nahin humming to nahin aati na please reply
Bhai mene ye board lgaya amplifier me humming aa rhi h bhut is se Is ka audio output ka ground ka wire ese hi mid bass ke preapm ke input me lgta hu yo humming aane lgti h kya kru
Sir yea echo mixture bord main blutooth module ka kaha per connect kare?
Sir ji is bord se volume kit wala kaam hoga ya nhi
Bhai EK mic domet main 2 mic kese paralal conection ka digram send or Bata dijiye Please
Bhai mic ko mouth ke ekdam pass lana padta hai kya ya thode dur (3-4 inch) gap hone par bh yeh board awaj ko capture karne me saksham hai ya nahi & output clear hai ya nahin humming to nahin aati na please reply
nhi 2-3 inch tk chal jata hai easily
Bhai mene ye board lgaya amplifier me humming aa rhi h bhut is se
Is ka audio output ka ground ka wire ese hi mid bass ke preapm ke input me lgta hu yo humming aane lgti h kya kru
1k -2.2k ka resistor use kijiye aur grounding proper kijiye humming kam ho jaye
Bhai mere paas 12 volt 8 ampere ka smps hai us se chla skte hai kya is board ko
12v 1amp se chl jayega
Thanks 😊 @@AnubhaviGurujee
Dada is board se noise a raha hai ya nahin a raha hai??
Noise toh bilkul nhi h
@@AnubhaviGurujee such hai na
Bhai is me 3 se 4 mic connect kr skte hai kya
ha parallel connection krke 3-4 mic chala skte hai ek sath
@@AnubhaviGurujee bhai but sab ki volume bhi ek sath kam ho jayegi na
ha usme sabki volume toh ek hi rahegi jisse ek sath hi sarre mic ki volume low ya high hogi...
@@AnubhaviGurujee lekin bhai sab ki volume alg alg ho sakti hai kya
ha ho sakti hai, lekin usse humming noise aa sakti hai iss board, isliye better yahi hai ki iss board pe 2-3 mic hi chalaye..
Sir bord ki link bhejoyena
Offline lena hoga aapko MB Electronics Lajpat Rai Market,Delhi