Shri krishna k aage k episode Dalo na...shri krishna ki lila usse better aur khi nhi dekhne ko milegi...shuru k 5 ep thode boring h..bt usk bad bht maza aayega
@indraneelsarkar85902😂tum sachme murkh ho...karn ke kavach kundal unke janm se unke body part ki tarah the ,,, ❤jab Indra ne manga kavach kundal tab dete vakt unki pida ayse hogi jaise ager tumhare jeete jee kidnee nikal le ,, bakiyo ne apna dhan, jamin , or vo chize di jo vo fir se kama sakte hai ... isliye karn ke balidan ki respect Karo ,, tum uke pairo ki dhul bhi nahi ho kuki swayam mere prabhu mahadani karn ko pandavo me apne sath ladke ki baat usse kahte hai....karn ki sirf itni se galti thi ki unke purvjanm ke bure karm iss 😢 present ke janm par bhari pad gaye ,, samghe...karn se relate kerni wali baat hai kuki karn ki zindagi ham sab jee rahe hai....😅kya tum nahi jee rahe...
Mahabharata story favors pandvas show that Dharma wins against Adharma. Truth pandvas may not as bad as kauravas but the folded Adharma. All kauravas heroes like Bishma, Dronha,And Karna were not defeated but killed. All of them were weopen less when they were killed. Even Durodhan was killed by breaking the rules of war. How can you call Dharma raja good person when he sold his wife in the game of dice.How can you call Pandvas were righteous to rule Hastinspur . None of them were Pandus real sons. their fathers w,ere different. Karna's story is real tragedy when Kunti abandoned him when he was new born baby. He was humiliated by everyone because of his birth. Only person who gave honor is Durodhan and he paid back giving his life.
Ek bat yad rakhna nayab is duniya me sirf ek dharm hai jisa Sanatan Dharma kahta hai baki sab majab hai jis din Tum gayan prapt kar laga na tumahara lia kuch bhi asambh nahi hoga ma Mahadev ka aradhna karta hu mana mahsus kiya hu bahan ham tumha bharka nahi raha hu Tum sanatan dharma aur Muslim majab dono ko samjhna
आज तुझे सच का गायन देता हूं अर्जुन अंध भक्त । श्रीकृष्ण जी ने ये भी कहा था के कर्ण जैसा महापुरुष और गायनी इस संसार में नहीं था उस वक्त और सत्यवादी भी कहा था । ये bori critical edition mahabhart में लिखा है ये प्रसंग तो bhagwat geeta press mahabhart में भी आता है तो तुम अर्जुन अंधभक्तों को ये भी देखना चाहिए ना । श्रीकृष्ण जी की बात खुद तो अमल नहीं करते हो । मैं सबूत भी दे सकता हूं । श्रीकृष्ण जी अर्जुन का हंकार बहुत बार तोड़ा था । धर्म के पक्ष में हो कर भी भगवान को नहीं जान पाया अर्जुन ्््। मेरे से बात कर ना आ ना । किसे भी अर्जुन अंधभक्त को उसमें चूल्हा हो मेरे साथ सबूत से बात कर लें । सच दिखा ना दी ना तो बोल देना । तुम ऐसे ही आ जाओ सबूत तुम्हारे पास होगा नहीं झूठ पर चलते हो तुम अर्जुन अंधभक्त ्््।तुम मेरे साफ debate पर ही आ जाओ ना । तुमको श्रीकृष्ण जी का सच गियान क्या था वो समझ दूंगा ।
Aisa Kuch Bhu Shree Krishna Ne Karn Ko Nehi Kaha Tha, Shree Krishna Ka Favourite Tha Karn... Biswas Nehi Paddhlo “Karna Upanivada Parva” Janlo Karn Ko. Bori-C.E, Udiyog Parva, Karna Upanivada Parva, Chapter-801(Adhay-138) वासुदेव उवाच उपासितास्ते राधेय ब्राह्मणा वेदपारगाः। तत्वार्थ परिष्टष्टाश्च नियतेानसूयया ॥६॥ वासुदेव बोल- हे कर्ण! तुमने वेदों के जाननेवाले बहुतसे ब्राह्मणोंकी उपासना की है; और पापरहित होकर निष्ठा और श्रद्धा के सहित अनेक तत्त्वोंके अर्थको भी जान लिया है। ॥६॥ _ त्वमेव कर्ण जानासि वेदपादान्सनातनान्। त्वं ह्येव धर्मशास्त्रेषु सूक्ष्मेषु परिनिष्ठितः ॥७॥ अतः, हे कर्णं! तुम सनातन वेदवादको यथार्थरूपसे जानते हो, और सूक्ष्म से सूक्ष्म सब धर्म-शास्त्र के मर्म को भी तुम ही जानते हो। ॥७॥
@@arn3909😂 You blind devotees of Arjun are all big fools.The whole world knows that you are a fool. Hey kid, did I ever say that Karna is God?Yes, you consider Arjun as God. Nor do you consider Shri Krishna as God. I said that Shri Krishna considered Karna to be a great soul.He was a great donor.He believed everything.But the circumstances were such that even Karna was forced to support Duryodhana.You blind people will not be able to understand that.If you could understand then you people would not have considered Karna one-sidedly wrong.
1. Karan itna hi mahan yodha tha toh virat yudh se bhag kyu gaya tha, 2. karan itna hi mahan yodha tha toh abhimanyu ka vadh chhal se kyu kiya, 3. karan itna hi mahan tha toh Draupadi ji ka apman kyu kiya tha, karan itna hi, 4. Karan itna hi bada daani tha toh kavach ke badle arjun ko marne ke liye divya asyra kyu liya yeh daan nahi yeh toh keval vyapaar hai.
😂😂😂😂 Divya astar kab mange lagta koi or Mahabharata padli or usko ashtar shashtar ka gyan phle se tha or sare shastar bhi pa liye the apne guru se shiksha ke baad or bhaiya jao kab bhaga ran se kha likha hai btana or tesri baat vo hi ek adharam ke karan uski mrityu hui varna shri krishna ne bhi unke tarif ke gun gane mai kasar ni chodi agar draupadi ke sath kiye adharam mai jo shamil the unka sth na deta toh karan akele Mahabharata khatam krdeta😂😂😂
Jay shree krishna 🙏🏻🕉🚩⚜️❤️Jay shree krishna 🙏🏻🕉🚩⚜️❤️Jay shree krishna🙏🏻🕉🚩⚜️❤️ Jay shree krishna🙏🏻🕉🚩⚜️❤️ Jay shree krishna 🙏🏻🕉🚩⚜️❤️Jay shree krishna 🙏🏻🕉🚩⚜️❤️Jay shree krishna🙏🏻🕉🚩⚜️❤️ Jay shree krishna🙏🏻🕉🚩⚜️❤️
Jay shree krishna radhe radhe 🙏
Radhe Krishna ❤❤❤
🙏aap ka soch bahut acha hai aur explained wow
Jai shree Krishna
Karn and krishna❤😢
Awesome video reaction dear sister ❤😊
Radhe Radhe 🙏
Karn jesa mrutunjay ek hi yoddha hua... Chatrapati Sambhaji Maharaj... ⛳
unko is adharmi karn se compare krra h tu
Your intro mata saraswati❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤jb bhi apki video dkhta hun start intro mai hi dil khush ho jata hai
Music name kya hai bhai.. Download krna hai
@@g.ktheboss3652 sorryy brother ye to mje bhi nahi pata maine to intro dkh ke comment Kiya
radhe radhe❤
11:00 ❤
Both Krishna and karna run from battlefield
We want more like this 😢😢😢😢😢😢😢
Karn ❤
Abhimanyu asli veer tha
Both Krishna and karna ❤
❤❤❤❤❤
Kuch to khas tha karan me jo choti jat ka hone ke baad bhi aaj bhi uska naam liya jata hai
Karan 👑
Karanan is the real hero in mahabharatham❤❤❤Karanan King 👑👑👑 in mahabharatham karanan power annu😎😎😎 power Full annu 💪💪💪 karnan thi annu 🔥🔥🔥
❤
Waise to mai kisi video pe comment nhi karta but aapke reaction ksm se bhut ache lage keep it up 💙 radhe radhe 🙏
🙏😊
Omg 😱 apne react Kiya and reply bhi 😳🙏💙
Very nice video Nayab ji❤❤
Shri krishna k aage k episode Dalo na...shri krishna ki lila usse better aur khi nhi dekhne ko milegi...shuru k 5 ep thode boring h..bt usk bad bht maza aayega
😭😭😭😭
Kanha re thoda sa pyar de song par react Karo
Oi link che ak bar dakho didi
Banenge toh karna
Karna adharmi thaa
Jaisa bhi tha danveer tha tum ban sakte ho kya ❓
@indraneelsarkar85902😂tum sachme murkh ho...karn ke kavach kundal unke janm se unke body part ki tarah the ,,, ❤jab Indra ne manga kavach kundal tab dete vakt unki pida ayse hogi jaise ager tumhare jeete jee kidnee nikal le ,, bakiyo ne apna dhan, jamin , or vo chize di jo vo fir se kama sakte hai ... isliye karn ke balidan ki respect Karo ,, tum uke pairo ki dhul bhi nahi ho kuki swayam mere prabhu mahadani karn ko pandavo me apne sath ladke ki baat usse kahte hai....karn ki sirf itni se galti thi ki unke purvjanm ke bure karm iss 😢 present ke janm par bhari pad gaye ,, samghe...karn se relate kerni wali baat hai kuki karn ki zindagi ham sab jee rahe hai....😅kya tum nahi jee rahe...
Mahabharata story favors pandvas show that Dharma wins against Adharma. Truth pandvas may not as bad as kauravas but the folded Adharma. All kauravas heroes like Bishma, Dronha,And Karna were not defeated but killed. All of them were weopen less when they were killed. Even Durodhan was killed by breaking the rules of war. How can you call Dharma raja good person when he sold his wife in the game of dice.How can you call Pandvas were righteous to rule Hastinspur . None of them were Pandus real sons. their fathers w,ere different. Karna's story is real tragedy when Kunti abandoned him when he was new born baby. He was humiliated by everyone because of his birth. Only person who gave honor is Durodhan and he paid back giving his life.
Karn ke guru kripacharya, dronacharya and parshuram the ved vyas mahabharat😊
Aur bhi cheez hai
dono samajhna Tumha pata chal jayega
Mai kis ki burai nahi kar raha hu
But karn itna hi mahan tha tho kitne Yudh Q hare usne arjun ne ek bhi udha nahi hara ❤❤
Karan hona itna Asaan nahi tha wo bhi wo time pe
Duvidha song pe react Karo plzzzz 🥺🤞
I LOVE YOU
Koi Bhai Mujhe Ye Bgm Ringtone btaega Jo video Me First Me Chalti Hai😢😢
Jab tak karna jinda tha tab tak Arjun duniya ka sab se badha dhanudar nahi ban paaya
O Narayan ha or o khud Krishna banke janom li😂ab baatao o khud iye cahata tha 😂uske cahe bina kuch ho saktaa ha kya😂
Ye pata nhi kyu karna ko glorify kiye ja rahe hai sab...vyas mahabharat to padh lo bhai...pata chal jayga karna ka character kaisa tha...
Aaj kl sab vyas vyas chila rha h usko mughal wale kb ke jala ke mar gye bache khuche angrej jala k chakle gye aur inko vyas ka mahabharat kha se mile.
Ek bat yad rakhna nayab is duniya me sirf ek dharm hai jisa Sanatan Dharma kahta hai baki sab majab hai jis din Tum gayan prapt kar laga na tumahara lia kuch bhi asambh nahi hoga ma Mahadev ka aradhna karta hu mana mahsus kiya hu bahan ham tumha bharka nahi raha hu Tum sanatan dharma aur Muslim majab dono ko samjhna
Aaj ke so called Karn bhakto ko ye sunna chahiye.... Krishna ji ne jaisa kaha apne jeevan se compare karke karn ko...
आज तुझे सच का गायन देता हूं अर्जुन अंध भक्त । श्रीकृष्ण जी ने ये भी कहा था के कर्ण जैसा महापुरुष और गायनी इस संसार में नहीं था उस वक्त और सत्यवादी भी कहा था । ये bori critical edition mahabhart में लिखा है ये प्रसंग तो bhagwat geeta press mahabhart में भी आता है तो तुम अर्जुन अंधभक्तों को ये भी देखना चाहिए ना । श्रीकृष्ण जी की बात खुद तो अमल नहीं करते हो । मैं सबूत भी दे सकता हूं । श्रीकृष्ण जी अर्जुन का हंकार बहुत बार तोड़ा था । धर्म के पक्ष में हो कर भी भगवान को नहीं जान पाया अर्जुन ्््। मेरे से बात कर ना आ ना । किसे भी अर्जुन अंधभक्त को उसमें चूल्हा हो मेरे साथ सबूत से बात कर लें । सच दिखा ना दी ना तो बोल देना । तुम ऐसे ही आ जाओ सबूत तुम्हारे पास होगा नहीं झूठ पर चलते हो तुम अर्जुन अंधभक्त ्््।तुम मेरे साफ debate पर ही आ जाओ ना । तुमको श्रीकृष्ण जी का सच गियान क्या था वो समझ दूंगा ।
😂tum murkh ho ,Sri Krishna param parmatma hai,, karn to 😢insan hai....Krishna ko sabkuch pahle hi gyaat tha lakin kya karn to agyaat tha..
Aisa Kuch Bhu Shree Krishna Ne Karn Ko Nehi Kaha Tha, Shree Krishna Ka Favourite Tha Karn... Biswas Nehi Paddhlo “Karna Upanivada Parva” Janlo Karn Ko.
Bori-C.E, Udiyog Parva, Karna Upanivada Parva, Chapter-801(Adhay-138)
वासुदेव उवाच
उपासितास्ते राधेय ब्राह्मणा वेदपारगाः। तत्वार्थ परिष्टष्टाश्च नियतेानसूयया
॥६॥
वासुदेव बोल- हे कर्ण! तुमने वेदों के जाननेवाले बहुतसे ब्राह्मणोंकी उपासना की है; और पापरहित होकर निष्ठा और श्रद्धा के सहित अनेक तत्त्वोंके अर्थको भी जान लिया है।
॥६॥
_
त्वमेव कर्ण जानासि वेदपादान्सनातनान्।
त्वं ह्येव धर्मशास्त्रेषु सूक्ष्मेषु परिनिष्ठितः
॥७॥
अतः, हे कर्णं! तुम सनातन वेदवादको यथार्थरूपसे जानते हो, और सूक्ष्म से सूक्ष्म सब धर्म-शास्त्र के मर्म को भी तुम ही जानते हो।
॥७॥
@@arn3909😂 You blind devotees of Arjun are all big fools.The whole world knows that you are a fool.
Hey kid, did I ever say that Karna is God?Yes, you consider Arjun as God. Nor do you consider Shri Krishna as God.
I said that Shri Krishna considered Karna to be a great soul.He was a great donor.He believed everything.But the circumstances were such that even Karna was forced to support Duryodhana.You blind people will not be able to understand that.If you could understand then you people would not have considered Karna one-sidedly wrong.
1. Karan itna hi mahan yodha tha toh virat yudh se bhag kyu gaya tha,
2. karan itna hi mahan yodha tha toh abhimanyu ka vadh chhal se kyu kiya,
3. karan itna hi mahan tha toh Draupadi ji ka apman kyu kiya tha, karan itna hi,
4. Karan itna hi bada daani tha toh kavach ke badle arjun ko marne ke liye divya asyra kyu liya yeh daan nahi yeh toh keval vyapaar hai.
😂😂😂😂 Divya astar kab mange lagta koi or Mahabharata padli or usko ashtar shashtar ka gyan phle se tha or sare shastar bhi pa liye the apne guru se shiksha ke baad or bhaiya jao kab bhaga ran se kha likha hai btana or tesri baat vo hi ek adharam ke karan uski mrityu hui varna shri krishna ne bhi unke tarif ke gun gane mai kasar ni chodi agar draupadi ke sath kiye adharam mai jo shamil the unka sth na deta toh karan akele Mahabharata khatam krdeta😂😂😂
@@웃NOBODY웃 hasne ka emoji laga kar tumhare baat Satya nahi hogi 🤣🤣