Bhaiya abhi main trigonometry kr rhi hu and soch rhi hu uske question practice ke liye dpps ke baad cengage kru and 12th mein calculus strong krne ke liye bhi cengage lelu aap batao kya kru cengage lu ya nhi plz btaado (i need ur guidance) apko pta hoga ki 12th mein time hota hai ya nahi so plz tell! ~Ishita Will soon be there in IIT Delhi❤
Bahiya mai 12 mai hun lakin Mari 11 th waste hai aur maina abb yeh plan banaya hain ki mai prayas 2024 ka batch lailun jis Sai meri 11+12 dono hojayengi aur mai achai Sai test bhi dun , bahiya aap plaz mja advice doo ki kya yeh sahie decision hain ya phir 12 ka lakshaya batch lai kr 11th ko parallel mai chalwun,aur mai aakh dummy student hun. 😓😓😓😓
Mat lo bhai meri bhi bekar hai 11 10/ hi padha hai bas Mera strategy follow karo aaik plan banaya tha ki daily 13 se 14 ghante padhenge or usame 10 se 11 ghante 12 ko or 3 hours 11 ko Uske baad 11 ka 1 lecture 1.5x par dekh lenge or 1.5 Jo bachega usme dpps or revision ho jayega or issi tarah karte karte 1 chapter aaram se 10 se 12 din mai khatam ho jayega .isse tumhe aaram se 4 hours ka Break bhi milega or aaram se 6 hours so bhi loge yahi follow karo prayas batch mai fast padhayenge kuchh samajh nhi AAyega
Bhaiya Agar mein 12th mein sir Module +Pyqs+Dpps + Lecture qs+ Test Karun.. toh kyaa ye mains mein99%ile ke liye enough hain kya ??? I assure u that I am going to study 17 hrs a day mujhe apne papa ko galle se lagaana hain aur iit kgp ki tshirt pehnani hain .. bss papa ko ye convince karna hain ki mujhe offline nhi jaana aur pura online se padhunga .kaise convince Karun bhaiya PAPA KO EK BAAR *IIT KGP* KI TSHIRT PEHNANI HAIN .... USKE LIYEE MEIN KUCH BHI KRR SKTA HOON ❤❤❤ PLS GUIDE ME BHAIYA 🥺 🥺🥺 PLEASE
Koi yaar mujhe ek accha rasta dikha do kripa hoga aap log ka, maine aapna 11th pura mtlb100% waste kar diye aaj 20 march 2024 seh padhunga toh main kaise apna padhai start karu 11th repeat karke 11th aur 12 th karke accha seh prepare karu jee ke liye ya mein 12th mein focus karu aur 11th thori mori parlu time milne seh, kuch samadan dijiye as my goal is to come under 60 rank in jee advanced🥲.
please make video on (TRUE) TOPIC FOR WAITING VIDEOS:Bhaiya, aapne apne preparation ke time par konsi books follow ki thi aur aapne Varun Batch Dekh thi ya nahi usse koi help mili thi ??
Bhaiya ek question tha iss saal Lakshya mein physics saleem sir padha rhe hai to mujhe unse padhna chahiye ya khazana se rj sir se kyu ki saleem sir se 11 mein mai ne padha tha but question nhi ho paate the
tell the topics that are going to take part in 12th and how to do chapters like order of chapters that which chapter do first and so on.... of class 11th face-purple-cryingface-purple-cryingface-purple-cryingface-purple-crying
Bhaiya mai purely online se tyari kr rha hun 2025 aspirant hun, lakshya batch me menn enroll krwa liya h , aur mene yeh book bhi leli hain, adv ke liyw aur kya krub bhaiya btq dijiye pls
muchhe eek laptop kharidana hai.. muchhe samjh nhi aaa raha hai ki konsa lee matlab i3,i5,i7... muchhe apke jaisa laptop kharidana hai.. plzz bhaiya apke pass konsa laptop hai mai oohi laptop kharidunga... Baad me IIT [ probability 50%]ho jata hai to usmi me editing/ kuchh karunga
Bhaiya schools ke sath clear krna possible h ? Kyuki self studies ke liye time bohot Kam milta h or extra kuch dpp's module ke alawa kuch krne ka Time hi nhi mil paa rha h
Bhai Time Nikalna Padega Apne Parents Ko Jyada se Jyada Chuttiyo Ke Lia Bolo Mai Bhi week me 2 din School Jaata Hu aur bacche Din practice Krta Hu aur Mere teacher Se Baat Krli Hai parents Ne wo kaha Rhe Hai Attendance Dekh Lene
Hello bhaiya big inspiration for me , love you ❤ Bhaiya sawal tha ki kitna cgpa Lana hoga to change branch from MNC to cse category wise . Please bhaiya bata dijiye chahiye hoga to Mai is saal jab IITD aayunga to aapko ek acha treat bhi de dunga , please ❤
Dada I really need the book because I can't go to offline coaching center due to disability but I study online. I can't buy the book due to financial problem. Please give me PYQ Book. Request you 🙏🏻🙏🏻
bhaiya plzz help m 11th fully waste kiya school gaya pr vha pr pdha nhi online batch liya pr mkkari kri toh 11th bilkul hi zero h bs phy m units and dimension pdha iit bombay cs socha pr sara saal bgmi pr bita diya 6 hr km pdte toh 2 id bnali lec dekha nhi ghrko dikhara pdhra pr idhr gaming aur shorts chl rhi ab socha h 1 saal bcha h pdhenge aakhir m iit toh jana h pr ab itna samaj nhi aa rha aur upar se no. aaye toh ab ghrkr school going hi kra rhe h halat khrab h ab 11th bhi cover krni h 12th bhi ab bhi distraction khatam nhi hui pr km jrur hui h plz help me thoda sa guide krdo Ignore mt marna itna bda comment dexke plz lux1.0pw help krna ap mere aspiration ho pw lakhsay se hi hu lekin vha pr bhi ab backlog bn rhe h kyoki kuch jyada smj nhi aata phy m 11th wasted k karan is vajay se hr jgh hi backlog bn gye plz muje guide kro 11th wasted 100percent koi manta hi nhi h ghrke smjte nhi plzz ap hi meri akhri hope ho guide krna mujhe
@clrmdh Bhaiya vo to thik hai lekin mai socha tha aaik plan banaya tha ki daily 13 se 14 ghante padhenge or usame 10 se 11 ghante 12 ko or 3 hours 11 ko Uske baad 11 ka 1 lecture 1.5x par dekh lenge or 1.5 hours Jo bachega usme dpps or revision ho jayega or issi tarah karte karte 1 chapter aaram se 10 se 12 din mai khatam ho jayega kya aaisa thik rahega please reply bhaiya please
PW JEE ADVANCED 46 YRS PYQ BOOK :-
www.amazon.in/stores/page/71C77900-734F-49D7-8879-C6ECF63F4424?channel=JEE_46_CLR
Bhiya mujhe do doh book
Bhi appne adv ke lia kis teacher se padha specialy phy 🛐 ????
Bhaiya abhi main trigonometry kr rhi hu and soch rhi hu uske question practice ke liye dpps ke baad cengage kru and 12th mein calculus strong krne ke liye bhi cengage lelu aap batao kya kru cengage lu ya nhi plz btaado (i need ur guidance) apko pta hoga ki 12th mein time hota hai ya nahi so plz tell! ~Ishita
Will soon be there in IIT Delhi❤
1:00 Bhaiyya-: to aise ye book open hoti hai😎
Le me-: oo mujhe to pta hi nhi tha😂😅
💀
😅
Bhai kya PW class notes dpp module and hw
sirf yea sab enoug nhi hai
RA sir tho bol rhe the ki sufficient hai
I want geniune review from nishanth jindal 247 tabhi yakeen hoga😂
247 for a reason ⚡
IIT DELHI CSE for a reason
@@Khushipalsingh2009 bro you not have full knowledge he have mechanical branch
Wo Toh Mana Hi Krega
Btw Disha Publication Ki Better Hai In My opinion
Bhai pyq book ka review leke kya karega pyq to pyq hai
Bahiya mai 12 mai hun lakin Mari 11 th waste hai aur maina abb yeh plan banaya hain ki mai prayas 2024 ka batch lailun jis Sai meri 11+12 dono hojayengi aur mai achai Sai test bhi dun , bahiya aap plaz mja advice doo ki kya yeh sahie decision hain ya phir 12 ka lakshaya batch lai kr 11th ko parallel mai chalwun,aur mai aakh dummy student hun.
😓😓😓😓
Mat lo bhai meri bhi bekar hai 11 10/ hi padha hai bas Mera strategy follow karo aaik plan banaya tha ki daily 13 se 14 ghante padhenge or usame 10 se 11 ghante 12 ko or 3 hours 11 ko
Uske baad 11 ka 1 lecture 1.5x par dekh lenge or 1.5 Jo bachega usme dpps or revision ho jayega or issi tarah karte karte 1 chapter aaram se 10 se 12 din mai khatam ho jayega .isse tumhe aaram se 4 hours ka Break bhi milega or aaram se 6 hours so bhi loge yahi follow karo prayas batch mai fast padhayenge kuchh samajh nhi AAyega
Pleasee help
Bro how to know that X teacher is not sufficient for jee.😢😢😢😢
teacher ki koi itna role nhi hota tumhare efforts mtter krte hai
*Bhaiya 11 th ka first time chapter ko one shot sa kare 12 start ho gayi*
Bhaiya Agar mein 12th mein sir Module +Pyqs+Dpps + Lecture qs+ Test Karun.. toh kyaa ye mains mein99%ile ke liye enough hain kya ??? I assure u that I am going to study 17 hrs a day mujhe apne papa ko galle se lagaana hain aur iit kgp ki tshirt pehnani hain .. bss papa ko ye convince karna hain ki mujhe offline nhi jaana aur pura online se padhunga .kaise convince Karun bhaiya
PAPA KO EK BAAR *IIT KGP* KI TSHIRT PEHNANI HAIN ....
USKE LIYEE MEIN KUCH BHI KRR SKTA HOON ❤❤❤ PLS GUIDE ME BHAIYA 🥺 🥺🥺 PLEASE
Bhai aaram se hojayga🎉
Isme mains ke questions bhi hai kya?
Koi yaar mujhe ek accha rasta dikha do kripa hoga aap log ka, maine aapna 11th pura mtlb100% waste kar diye aaj 20 march 2024 seh padhunga toh main kaise apna padhai start karu 11th repeat karke 11th aur 12 th karke accha seh prepare karu jee ke liye ya mein 12th mein focus karu aur 11th thori mori parlu time milne seh, kuch samadan dijiye as my goal is to come under 60 rank in jee advanced🥲.
Bhaiya maine 5 years wali jee mains + adv wali book mangae h kyaa wo sufficient h????
Plzzz replyy bhaiya🙏.. I'm 😵confused😕
Aapne IIT Delhi me kon sa branch liya hai
Plz bhai apaka thoda guidance mujhe chayiye kaise contact karun plz batayiye details me plz plz...... Kyunki mera 11th ache se nahin hua sab kuch baki he plz bhai... 🙏🙏😭😭
Tab bhaiya se nhi agley sal mujhe se guidance lena kyuki tab mai iit delhi mai rahunga 😅
please make video on (TRUE) TOPIC FOR WAITING VIDEOS:Bhaiya, aapne apne preparation ke time par konsi books follow ki thi aur aapne Varun Batch Dekh thi ya nahi usse koi help mili thi ??
Please make a review video on 5 year jee mains PYQ book by PW
Bhaiya ek question tha iss saal Lakshya mein physics saleem sir padha rhe hai to mujhe unse padhna chahiye ya khazana se rj sir se kyu ki saleem sir se 11 mein mai ne padha tha but question nhi ho paate the
bhaiya can we use this same book for jee 2025??
Bhai ye bato yehpyqs ki book lu ya module?
tell the topics that are going to take part in 12th
and how to do chapters like order of chapters that which chapter do first and so on.... of class 11th face-purple-cryingface-purple-cryingface-purple-cryingface-purple-crying
Bhaiya mai purely online se tyari kr rha hun 2025 aspirant hun, lakshya batch me menn enroll krwa liya h , aur mene yeh book bhi leli hain, adv ke liyw aur kya krub bhaiya btq dijiye pls
Kharidli bhaiya aaj hi deliver hue Hai aapka coupon code use Kiya Tha ❤❤
Bhaiya iitd me girls se sath bate hoti h apki study related ya fun way me??
Aap kon sa phone use krte ho vlogging ke liye ??
Bhai aap jab lakshya batch me the tab classes ka timing ka rheta tha?
muchhe eek laptop kharidana hai.. muchhe samjh nhi aaa raha hai ki konsa lee matlab i3,i5,i7... muchhe apke jaisa laptop kharidana hai.. plzz bhaiya apke pass konsa laptop hai mai oohi laptop kharidunga... Baad me IIT [ probability 50%]ho jata hai to usmi me editing/ kuchh karunga
Bro physics galaxy is sufficient for jee main or advanced
Bilkul
Bhaiya schools ke sath clear krna possible h ? Kyuki self studies ke liye time bohot Kam milta h or extra kuch dpp's module ke alawa kuch krne ka Time hi nhi mil paa rha h
Bhai Time Nikalna Padega Apne Parents Ko Jyada se Jyada Chuttiyo Ke Lia Bolo
Mai Bhi week me 2 din School Jaata Hu aur bacche Din practice Krta Hu aur Mere teacher Se Baat Krli Hai parents Ne wo kaha Rhe Hai Attendance Dekh Lene
Hello bhaiya big inspiration for me , love you ❤
Bhaiya sawal tha ki kitna cgpa Lana hoga to change branch from MNC to cse category wise .
Please bhaiya bata dijiye chahiye hoga to Mai is saal jab IITD aayunga to aapko ek acha treat bhi de dunga , please ❤
Bhai pls prayas 2024 modules ka review kr do jo abhi iss saal latest aye hai
Can you please provide us the analysis pages of their books?
Bhai ya please bataiye Lakshay 1.0 mein Sachin sir hai kya wo ADV level padhate hai??? PLs sab keh the hai mains level hai??😢😢
Hello bhaiya mai class 11th me aaya hu
Arjuna jee2025 liya hai
Kya mujhe koi aur book bhi karni hai saath saath me
Isme ek aur hai c w ua ke saath pc uska Matlab kya hai
Dada I really need the book because I can't go to offline coaching center due to disability but I study online. I can't buy the book due to financial problem.
Please give me PYQ Book.
Request you 🙏🏻🙏🏻
Should i buy mtg, arihant or pw book for pvq?
Bhaiya errorless ya disha publication se acchi hai ya nhi
Bhaiya isme mains level kee question nhi rahte hai only advance
Jindal JEE be like : this is board level . Nowhere sufficient.😂😂
Maths konse teacher kre trun sir or sachin sir or ashish sir
My opinion is trun sur or ashish sir
47 years latest book review pls 🙌🙌
Thumbnail OP brdr
Bhiaya hame saleem sor mil gye….but hame rajwant sir chaiye the…plz kuch kijie 😢
AAre bhaiya aap book review lao na pyq ka please
Bhaiya kya sch m aap padhai m bahut brilliant the 😅😅
Solution hai isme ?
Bahut jada error hai es book me
Bhaiya giveaway krdo plzz
isko toh pw ne kharid liya h
puri video hi promo ko dedicate krdi
OK real Q, Kitne diye PW ne?
Jee 2027❤
nikal ch0mu , baad mein regret karega childhood wasted
Jee 2029❤
First comment & view 🔥
ye wale mughe de do
{app to kya karoge iska}
bhaiya plzz help m 11th fully waste kiya school gaya pr vha pr pdha nhi online batch liya pr mkkari kri toh 11th bilkul hi zero h bs phy m units and dimension pdha iit bombay cs socha pr sara saal bgmi pr bita diya 6 hr km pdte toh 2 id bnali lec dekha nhi ghrko dikhara pdhra pr idhr gaming aur shorts chl rhi ab socha h 1 saal bcha h pdhenge aakhir m iit toh jana h pr ab itna samaj nhi aa rha aur upar se no. aaye toh ab ghrkr school going hi kra rhe h halat khrab h ab 11th bhi cover krni h 12th bhi ab bhi distraction khatam nhi hui pr km jrur hui h plz help me thoda sa guide krdo
Ignore mt marna itna bda comment dexke plz lux1.0pw help krna ap mere aspiration ho pw lakhsay se hi hu lekin vha pr bhi ab backlog bn rhe h kyoki kuch jyada smj nhi aata phy m 11th wasted k karan is vajay se hr jgh hi backlog bn gye plz muje guide kro 11th wasted 100percent koi manta hi nhi h ghrke smjte nhi
plzz ap hi meri akhri hope ho guide krna mujhe
Nishant jotriwal 😅
Nishant jindal🗿🗿
You 🤡💩
Fake book hai question sale ncert aur jhaat level ke hai
Kosee book solve kiye thee app😮😮😮😮
@clrmdh Bhaiya vo to thik hai lekin mai socha tha aaik plan banaya tha ki daily 13 se 14 ghante padhenge or usame 10 se 11 ghante 12 ko or 3 hours 11 ko
Uske baad 11 ka 1 lecture 1.5x par dekh lenge or 1.5 hours Jo bachega usme dpps or revision ho jayega or issi tarah karte karte 1 chapter aaram se 10 se 12 din mai khatam ho jayega kya aaisa thik rahega please reply bhaiya please