D.EL.ED प्रथम वर्ष में कोन कोन से बुक पड़ना चाहिए ? DELED Ke Liye Kaon Sa Guide Le ? 2023-24
HTML-код
- Опубликовано: 22 ноя 2024
- D.EL.ED प्रथम वर्ष में कोन कोन से बुक पड़ना चाहिए ? DELED Ke Liye Kaon Sa Guide Le ? 2023-24
#trending #bymd.dhiwar
नमस्कार दोस्तों इस वीडियो में हम जानेंगे कि Deled कोर्स या Deled फर्स्ट ईयर में आपको कोन कोन सा बुक और गाइड लेना चाहिए जिससे आपको अच्छा नंबर मिल सके ।
अगर आप चैनल में नए होंगे तो चैनल को लाइक करें और सब्सक्राइब करें 🙏🙏
deled ke liye kaon kaon sa book badhe
deled ke liye best book.
CG deled ke kiye best book kon sa hai.
deled book 2023
deled first semester book.
CG deled first year ke kiye book.
deled ke liye guide kon sa Lena chahiye.
deled first semester ke liye guide.
deled first year book 2023
d El Ed 1 year books
deled 2 year books and guide.
kon kon sa book Lena chahiye.
CG deled pratham varsh ke liye book .
kaon sa book best hai deled first year ke liye.
d.el.ed me kaise padhai karna chahiye.
d.el.ed me kitne subject hote hai.
deled me kitne prectical hota hai.
CG deled course ke liye kon sa guid Lena chahiye.
deled me book ko padhna chahiye ya guide ko padhna chahiye.
Deled ka exam yearly hota hai ya semester wise.
Bahut bahut dhanyawad bhaiya apka jo hame books and gaidus ke bare main bataya
Welcome 🤗
Thank you bhaiya 🙏🙏🙏
Welcome 🤗
Thank you video bht hi helpful hai
Most welcome
Video bahut helpful rahi bhai
Sir achcha jankari mili. Mujhe puchhna hai ki kis tarah ki question ki taiyari karni chahiye jlsse exam me aasani ho.
Bahut acha hai video thank you sir 🎉
Welcome 🤗
Bhut acha video lga
Thank you 😊
Thank you sir
Welcome
Sir Ji mai Abhi d. Ed 1st year me Hu exam me answer Kase likhna Hai us me EK video banav na 🙏
Okay jarur banaunga 😊 thanks for suggestions 😊
Bhai tm preparation kaha se krte ho utube ya self ya colg se
Sir aap sabhi ka prize bhi bta dete to achha hota vedio bahut achha hai
Thank you bro 😊 mera daut clear ho gya
Mujhe samjh nhi aa raha tha ki kon kon sa book padhna hota h DELED me 😊😊 🥰
Bahut axa video h bhaiya thanks you
Welcome 🤗
❤❤❤
Bahut accha video h❤
Thanks 😊
@@bym.ddhiwarsir ap ko English Puri tarh se aati hai mujhe thoda thoda aata hai
Ha bhai
Bhaiya aapka call karan send karan
Thank u 🙏
You're welcome 😊
Tq bhaiya bahut aache se samajh aaya
Welcome 😊
Bahunt badhiya bhai...💯💯❣️
😊😊
Thank you brother 🙏
My pleasure
Thank you 🎉
Sir mera ek question hai। Ki ek bar। Sabhi subject ki kitabe khol kar dikha do। Kis prakar ka। Syllabus। Hai। Under please। Please। ❤❤❤❤❤❤
Delhi d.el.ed first year mein kaun kaun sa subject ki book leni chahie aur kaun se subject Ki nahin leni chahie madam ke note se padhna chahie ya Bhartiya book purchase karni chahie please bata dijiye
🙏🏼🙏🏼
Thankyou so much sir ji
👌
😊😊
Nice bro
Thanks
Thank you bhaiya😊
Aur aapki video editing, scripting bahut achhi hai😊
Thank you 😊
Kya apka book mil sakta hai?
Bhaiya d.ed ka admission exam ki taiyari kaise konse Book se taiyari kare pls is par video banaiye na pls bhaiya 🙏😢
Okay 👍🏻
Thanks
Welcome
Thank you so much 😊
You're welcome 😊
Thank you 😊
Bhaiya practical exam (d. El. ed. 2 nd year) me external kaise question puchte hai ,book se ya apne se
Book se hi puchte hai 😊
Very nice video sir
Thanks and welcome
Meri khud ki shop he isiye time nhi mil pa raha he kya krru
Bahut aachha laga bhai
Thanks 👍🏻
Nice information
Thanks
भैय्या मेने आपको बुक के लिए बोला था, आप बोले हमारे पास है, तो मिल जायगा क्या आपके या आपके दोस्तों का बुक, थोड़ा बहुत पैसा दे सकता हु 😊
Bhai ji pre deled ke exam me sikshan abhiruchi wala part jo 30 number ka rhta h use kaha se padha jaye jisse achha score ho ske plz bataye ??
**DLed me एक साल में एग्जाम जो होता है कितना दिन चलता है साइंस है मेरा और दूसरा साल कितना दिन होता है मय बिहार से हु*
Nice
😊
Very nice bhaiya. And yesi ho jankari dete rahna me fast semester me hu abhi adbisan liya hai mene chhatarpur me
Okay .Great 👍🏻
Thank you bhaiya ji
Sir blueprint pr video bana do please
Thanks sir ji
Welcome
Sir , ye vedio bihar board walo ke liye hi hai n ? Please reply sir
Non attending me assignment bnana pdrga ky bhaiya??? Or paper time practical or theory exm ek sth hota hai ky??
Bhaiya ajya mala guide english mein ata hai kya d. El. Ed ka...???
Ak br pdhai kese start kre usse related video bna dijiye please or ans writing kese krni h
Okay 👍
@@bym.ddhiwar thankyou 🥰
भाई मैं कंफ्यूज हूं कुछ लोग अजय माला का कुंजी बता रहे थे मैं नॉन अटेंडेंस फर्स्ट ईयर D.El.Ed me एडमिशन लिया हूं और एक बात क्लियर करो कुंजी से एग्जाम क्लियर होगा कि नहीं है और वह भी कौन से कुंजी से
Kunji ya book dino me hi ho jaye ga 😊 aapke padhai karne ke upar hai 😊 or mayne navbodh se padhai Kiya hu first year ka
Cg d.el.ed first year ka old question paper kaise download kare
Aap ka deled entrance exam main kitna number aaya tha aap government college main admission liya tha
Semester me hota hai paper to sabhi sem ka book's guide alag alag hoti hai kya sir?
D.ed ka English book kahi nai Mila .
Kaise krna h kuch btaiye .
Math aur English me kya kya padhna h please btaiye
Okay 😊
d.el.ed में संस्कृत या उर्दू लेने की क्या योग्यता है??
या फिर जो मर्ज़ी ले लें??
Sir Pri D.el.ed entrance exam ke liye konsa prakashan ka Book achha rahega...????❤❤
Ajay mala le sakte ho aa ha rahta hai 😊
8 book ka written exam questions mcq hota hai ki subjective or kiya Urdu medium wake ke liye sabhi book Urdu language me hota hai ki sirf uska Urdu language book hoga ?????
Kya commerce wale student math k jagha dusra subject la sakte h deled m
Up se D.Ed Karte Hain To all India Mein Kahin Bhi teaching kar sakte hain ya UP mein?
Non attending me exam semester me hoga ki yearly hoga ???
Yearly hota hai 😊
Sir eng medium wale kaise manage krte h . Aapke koi friend honge eng medium se unka review btao na ek video bna kr. Plz
Un log translet karke padhte the sabhi subjects ko .
How itna Sara translate kaise kre
Deled फर्स्ट year एग्जाम कब से होता है
June July month may exam hota hai
MP me bhi ye books, syllabus same rahega kya or English medium me books miljayegi ?
Google le syllabus download karke match kar lijiye ga
Sir 5 saal ke questions paper slove kr ke
D.el.ed pass ho skte h ky??Sir mai job krti hu bikul time nii mil raha h ur mai english medium wali hu
Translate krne ka time bhi nii mil rha h
Please sir rply dena sir
I need some suggestions 🙏
Question paper solve karna aachi baat hai lekin aapko thoda time to nikalna padega 😊 Kam se kam aap 30-40 minut to nikalna padega daily , koshish kijiye nikal jayega , All the best 👍
Job karti ho to admission kaise mil gya
@@rinkubhoi5841 NA m 😑
@@muskanbaby6970
Kaha kis college me aur fees kya tha
@@technicalhimanshu7468 shaildevi clg
Bhaiya Maine d.el.ed me addmission 20244 me private college me liya h mai books kahan se lu
Market me nahi milta hai 😊 college ke teacher se baat kar lijiyega. Book scert se aata hai . Kahi manga de to college Wale .
kon kon se subject ki Leni chaiye@@bym.ddhiwar
Konse subject ko English me likh sakte hai me English medium se hu
Bhaiya aap first year me apna copy kaise likhe the
Bhai cg pre d.el.ed ke liye books batao na
bhaiya kya ammojan pe mil jayegi
Bhaiya apne hindi medium ka btaya me English medium lena chahti hu to kon konsa book plz btaiye
Bhaiya training me kitne Tak ke bachon ka padhana hota hai
Bhaiya ek question tha
Paper English mein hota hai kya,
Aur d el ed ki English medium ki books bataiye .
Book to hindi midium me hi rahta hai lekin aap English me bhi exam de sakte ho aapko translate karke padhna hoga 😊
Kiya Urdu me likh sakte hai @@bym.ddhiwar
Ky paper English main bhi lekh sakte hai
Plz suggest me ENGLISH PUBLISHERS for up deled
Hamare cg me to English language me deled ka book available hi nahi hai sab translate karke padhte hai, 😊 ho sakta hai aapke yaha ho market se pata kijiye ek baar,
Bhai aapko English medium ki book mil jayegi to reply Dena pls. Mujhe kuch v samaj me nhi aa rha hai 😢
@@harshkaushik2809 english medium wala ke book hi nii h
Mai bhi english medium wala hu bht dikkat ho rhi h yrr😔
@@harshkaushik2809 mujhe bhi chaiye bhai kuch jugad hua kya ??
@@domarchandrakar2774me bhi bhai kuch jugad hua kya english med book ke liye
Bhai apna cg me deled ka exam yearly hota hai na sall me 1 barr jaise 10th,12th
Sir ji Diet college mein ye book college dwara diya jata hai ya kharidna hoga
College Wale aapse fees lekar scert se magate hai 😊 market me available ny hai 😊
Sir ji PRE DLAd exam ke liye kon sa book le kar padna chahiye jisse acha no aye aur govt college mil Jaye
Pahle syllabus ko dhyan me rakhkar padhai kariye or book ke liye Ajay mala le sakte ho 😊
Bhaiya d. El. Ed k liye guide english mein available rehta hai ki ni
English mein guide nahin aata hai sabhi ko translate karke hi likhna aur padhna padta hai
Cg Mai d.el.ed question paper english medium Mai bhi ata hai kya
Ha dono language me aata hai 😊 Hindi or English
English medium book 2nd yr....kha se le skte h any contact?
Translate karke padhana hoga 😊 nahi milta hai English midium me 😊
Vidhyarthi publication ke book aati h .....but us publicatuon ka no. Ni m para h khi se h to share kr do
Bhaiya D.el.ed me regular and non attending ka book & guide same hota hai kya
Yess
Ok thank you bhaiya
Non attending me assessment bnana padta hai kya bhaiya
Ny
Bhaiya D.el.ed English medium me hota hai Bihar k government college me??
Adhikansh college me Hindi midium hota hai 😊 sab translate karke padhte hai 😊
Padhai me thoda wik hai to kya a book pad sakte hai
Haa
Bhiya sold mpepar milt h muchy chhiye 2022.2023.2021ka
Okay koshish karta hu Mila jaye to
@@bym.ddhiwar thank you bhaiya
@@bym.ddhiwar mujhe bhi vahiye please
Bhaiya ded non attending kr rhi hu or clg se copy bhi mila book mila hai to copy me kab kab likhna padta hai non attending me semester hota hai kya please bhaiya btayi na samjh nhi aa rahi hai please bhaiya reply
Bhaiya cg scert ke site se ded ka book kaise download karen
Bhaiya aapne practical wala 4th book nhi btaya....
Entrance exam ke liye kon sa book padhna hoga bhaiya please btao n
Kaha se jada tar question aata hai syllabus kiya hogaa Bhaiya btana mera fast yar hai
De.el.d first year ke liye navbodh pariksha saar se padhe achha rhega kya sir plz reply
Yes thik hai 😊
D.EL.ED कोलेज जाने के लिए कोई परीक्षा भी देनें होंगे क्या भैया जल्दी बताएं 🙏🙏🙏🙏🙏
हा deled enterance exam Dena hota hai 😊 vyapam ka
इंटर के बाद डएरएक्ट d.el.ed कोलेज जाएंगे बताइए भैया मैं 12th ka exam 2025 में देंगे
Nahi dene hote bhai....... 😂
Bhaiya d.ed entrance exam ki taiyari kaise kre book btaye....
Sir Navbodh guide scert me chal jaaegi.?? 1st year me
Haa
Deled ki vacancy kb se ni ai h ? Fr primary school..UP mai
Cg me aaya tha 😊
Bhiya d.el.ed ka modal ans questions bhi baty na ki exam me kitany questions aty h may first' year me hu help me
Okay ek video bana kar batayenge 😊
Exam annual hota hai ki semester hota hai aur ye return exam kya hai main samjha ni hu exam ek bar hota hai ki do bar pass hone ke bavjud
Annual exam hota hai 😊 ek baar or prectical hota hai
Bhiya ye book jo aap btaye ho wo maths walo ke liye h ya arts ya fir dono ko same pdhna hota h
First year ka book sabhi ke liye compulsory hai 😊 second year me subject change hota hai 😊
@@bym.ddhiwar thankyou so much ☺️
Thanks bhaiya lekin mujhe ek doubt hai ki government aur privet dono college me hi ye books kam aayenge ya alag alag honge gorment aur privet me mera name privet college cmd bilashpur me aaya h d el ed ke liye abhi 4th list me
Dono me kam aayega
Dono ka question paper same rhta h
Dono ka sem hota hai 😊 private or govt College ka 😊 don't worry 😊 all tha best for your batter future 😊
Thank you bhaiya
Mai bhi cmd se liya hu
Privet college me admission liye h class krne jaye ya nhi
Beshak jao aap ko aacha lagega 😊
@@bym.ddhiwar ok thanks
Sir d.eled kon se college yaa University se krai
Aake upara hai