Shukriyah Kashyap Sahab, jigar sahab ki eik audio mere paas thi ' Jigar Moradabadi - Ghazal - Woh Sabza Nang'e Chaman Hai..' jo main ne upload kar di hai.
Salam Alaikum Mahakavi - Please can you post the Nazm of Josh Malihabadi on zakirs in which this line is there "zikr e moula mein zer au zabar karta hai tu - apne lukhme ko khoon e hussain mein tar karta hai tu" Please
Master of Urdu Language. Thanks to Jwahar Laal Nehru who patronised Urdu in his own personal way. Josh came to Pakistan to earn his downfall. Pakistan was not mature enough to bear up with Josh and his ideas. THERE IS NO ONE AFTER GHALIB WHO SERVED URDU.
Bhai Mahakavi ji, Maazrat chahta hoon, Abhi Josh sahab ka phone aaya tha unhoon ne bari khushi ka izhar kiya magar shikaet bhi kar rahe the ke aap unka aakhri bandh kha gaye. Ab is se pehle wuh raat men aakar apse shikayet karen to iskei maramat kar dijey.
Part-2 Ab agar aapke paas Josh Saheb ka phone aaey to baraaey meherbaani nazm ka aakhri bAnd record karke mujhko arsaal farma deiN, maiN issmeiN shaamil kar dooNga. Waise unki yeh nazm yaqeenan matboo'a shakl meiN meire paas hogi, talaash karooNga, agar mil gaii to text meiN zaroor shamil kar dooNga.
Lillah meiri madad keejiye, taaki maiN iss aodio ki marammat kar sakooN, iss se pahle ke woh Aafreedi Pathaan meiri marammat kar deiN. Bahot bahot shukriah.
@@vipulkumarjohnny3690 Sorry bhaii, ye to utni bhi nhin hai jitni video mein Malihabadi ji ne gaayi hai. Ye jagjeet singh wala version to kahin bhi mil jaayega.
Part-1 Aadaab Arz, Janaab ma'azerat kis baat ki? Yeh tO meiri khushnaseebi hai ke eik aisi shakhsiyat se ta'arruf hua jinka raabeta aalam'e arwaah ke makeenoN se bhi hai. Meiri jaanib se mubarakbaad qubool farmaaeiN. Bhai, mujhey yeh audio meir'e eik karamfarma ne ata'a farmaai thi, maiN ne jyuN ki tyuN convert kark'e aapki khidmat meiN peish kar dii, yaqeen jaaniye koi khayanat nahiN ki. Raha sawaal khaane ka tO Allah ki hazaaroN ne'mateiN shikam purr kane ke liye maujood haiN.
Bahot bahot shukriah janab.
bawan tirpan chauan pachpan....
amzing #Josh sahab
बोल इकतारे झन झन झन झन
कहकशाँ है मेरी सुंदन, शाम की सुर्ख़ी मेरा कुंदन
नूर का तड़का मेरी चिलमन, तोड़ चुका हूँ सारे बंधन
पूरब पच्छम उत्तर दक्खन, बोल इकतारे झन झन झन झन
(कहकशाँ = आकाशगंगा)
मेरे तन में गुलशन सबके, मेरे मन में जोबन सबके
मेरे घट में साजन सबके, मेरी सूरत दर्शन सबके
सबकी सूरत मेरा दर्शन, बोल इकतारे झन झन झन झन
सब की झोली मेरी झोली, सब की टोली मेरी टोली
सब की होली मेरी होली, सब की बोली मेरी बोली
सब का जीवन मेरा जीवन, बोल इकतारे झन झन झन झन
सब के काजल मेरे पारे, सब की आँखें मेरे तारे
सब की साँसें मेरे धारे, सारे इन्सां मेरे प्यारे
सारी धरती मेरा आँगन, बोल इकतारे झन झन झन झन
-जोश मलीहाबादी
Beautiful Mirza sab,i admire your collection,agar Jigar saab ka 'Ishq ki dastan hain pyare' ho to plz share kare.
Appreciated.
Just a small correction: its "Bol Ektaarey Jhan Jhan Jhan Jhan".
@rustamjee
Janab Rustamji,
Mere paas Josh Sahab ka kaafi kalaam kitabi shakl meiN maujood hai.
Talaash karooNga, agar meire paas hui to zaroor aapki khidmat meiN
haazir karooNga.
Shukriyah,
mirza Jamal
Shukriyah Kashyap Sahab,
jigar sahab ki eik audio mere paas thi ' Jigar Moradabadi - Ghazal - Woh Sabza Nang'e Chaman Hai..' jo main ne upload kar di hai.
Salam Alaikum Mahakavi - Please can you post the Nazm of Josh Malihabadi on zakirs in which this line is there "zikr e moula mein zer au zabar karta hai tu - apne lukhme ko khoon e hussain mein tar karta hai tu" Please
josh sahib ki shyari mai ek josh hai mai pasand karta hun mai kya sari dunia bahut chahti hai
Master of Urdu Language. Thanks to Jwahar Laal Nehru who patronised Urdu in his own personal way. Josh came to Pakistan to earn his downfall. Pakistan was not mature enough to bear up with Josh and his ideas.
THERE IS NO ONE AFTER GHALIB WHO SERVED URDU.
Bhai Mahakavi ji,
Maazrat chahta hoon, Abhi Josh sahab ka phone aaya tha unhoon ne bari khushi ka izhar kiya magar shikaet bhi kar rahe the ke aap unka aakhri bandh kha gaye. Ab is se pehle wuh raat men aakar apse shikayet karen to iskei maramat kar dijey.
Part-2
Ab agar aapke paas Josh Saheb ka phone aaey to baraaey meherbaani nazm ka aakhri bAnd record karke mujhko arsaal farma deiN, maiN issmeiN shaamil kar dooNga. Waise unki yeh nazm yaqeenan matboo'a shakl meiN meire paas hogi, talaash karooNga, agar mil gaii to text meiN zaroor shamil kar dooNga.
Lillah meiri madad keejiye, taaki maiN iss aodio ki marammat kar sakooN, iss se pahle ke woh Aafreedi Pathaan meiri marammat kar deiN.
Bahot bahot shukriah.
Bhai Sahab
Aapki khidmat ke liye to tayyar baitha hoon magar pat nahin yeh message kai bar se phunch nahi raha hai.
Kisi ke paas poori gazal hai kya?
Ha
@@vipulkumarjohnny3690 send kr do bhaii, yahin par poori ghazal post kro, badi meharbani hogi.
@@sud1shrimali बोल इकतारे झन झन झन झन
कहकशाँ है मेरी सुंदन, शाम की सुर्ख़ी मेरा कुंदन
नूर का तड़का मेरी चिलमन, तोड़ चुका हूँ सारे बंधन
पूरब पच्छम उत्तर दक्खन, बोल इकतारे झन झन झन झन
(कहकशाँ = आकाशगंगा)
मेरे तन में गुलशन सबके, मेरे मन में जोबन सबके
मेरे घट में साजन सबके, मेरी सूरत दर्शन सबके
सबकी सूरत मेरा दर्शन, बोल इकतारे झन झन झन झन
सब की झोली मेरी झोली, सब की टोली मेरी टोली
सब की होली मेरी होली, सब की बोली मेरी बोली
सब का जीवन मेरा जीवन, बोल इकतारे झन झन झन झन
सब के काजल मेरे पारे, सब की आँखें मेरे तारे
सब की साँसें मेरे धारे, सारे इन्सां मेरे प्यारे
सारी धरती मेरा आँगन, बोल इकतारे झन झन झन झन
-जोश मलीहाबादी
@@vipulkumarjohnny3690 Sorry bhaii, ye to utni bhi nhin hai jitni video mein Malihabadi ji ne gaayi hai. Ye jagjeet singh wala version to kahin bhi mil jaayega.
माफ करिए भाई मेरे पास नहीं है
Part-1
Aadaab Arz,
Janaab ma'azerat kis baat ki?
Yeh tO meiri khushnaseebi hai ke eik aisi shakhsiyat se ta'arruf hua jinka raabeta aalam'e arwaah ke makeenoN se bhi hai. Meiri jaanib se mubarakbaad qubool farmaaeiN.
Bhai, mujhey yeh audio meir'e eik karamfarma ne ata'a farmaai thi, maiN ne jyuN ki tyuN convert kark'e aapki khidmat meiN peish kar dii, yaqeen jaaniye koi khayanat nahiN ki. Raha sawaal khaane ka tO Allah ki hazaaroN ne'mateiN shikam purr kane ke liye maujood haiN.
abah!!! alfaaz ka samandar Josh sahab ke paas