Leaves are curling and buds gir rahi hai ..very much heat here .. Not able to make out any bugs .. Even then can I go with fungicide or pesticide .. Or it is because of very much heat .. Thanks
Mam maine kal hi naye gudhal aur roses ke plants nursery se laye h. Ek gudhal k plant me aphids ka attack h potting se pehle un par fungicide ka spray kr sakte h kya?? Plz reply mam
@@greenhouse1 ok thank you mam, one more question there's no garden soil and sand available in my area so I had to buy red soil as I've no choice so what potting mixture should I make with red soil 😔 will my plant survive in red soil...? plzz reply mam
Hello mam maine abhi new plant liya hai hibiscus ka aur usko pot mai lgaya next day se uski saari leaves yellow hone lg gyi hai aur buds bhi drop hone lg gyi hai. Uska paani bhi drainage hole se bahar nahi nikal rha hai. Please help me ma'am kya krna chahiye isko save krne ke liye.🙏🏻🍀🌺🍀
Stop watering, mitti ko sukhne den,drainage thik karen,pani rukhne se root galne lagti he,chahe to poudhe ko bahar nikal kar phir se lagaye,niche aisi cheez rakhen jisse ched band na ho.mitti sukhne den, ek chammach haldi powder dale,root Bach Gaya to apka plant bhi dubara grow kar jayega.
Pani kam dalen, dhoop me rakhe, mitti me kide hone ki wajah se Aisa hota he, mitti sukhne den tabhi pani dalen,imidacloprid insecticide de sakte hai, Neem ka pani ya dalni ka powder de sakte hain mitti me.
Sir,Ap apne plant ki sabhi branches ko upar se 4 se 5 inch cut karen.uske bad mitti ki gudai karke usme vermicompost dale, agar aap ke pas vermicompost na ho to istemal ki hue chaye ki patti dhoop me sukhakar dale. plant ko dhoop me rakhe jab nayi pattiya dikhe to kele ke chilke ko dhoop me sukhakar usko pees kar uska powder bana len.is powder ka istemal apne gudhal ki mitti me 4 se 6 chammach har hafte dalen. Har 15 din me ek bar chaye ki patti dale.phool jarur ayenge. 👍
Excellent explanation
Thanks for the video
Thanxxxx maam mery paudhy me same yahi problem hai
Very useful video, thanks.
Very well explained 👍👍
very informative video👌👌👌
Nice information mam👌👌👍👍 thanks for sharing 🙏❤️
Leaves are curling and buds gir rahi hai ..very much heat here ..
Not able to make out any bugs ..
Even then can I go with fungicide or pesticide ..
Or it is because of very much heat ..
Thanks
It’s wark
Calcium ke liye lime water use Kar sakte hai ya nahi
Kar sakte hain, lekin jyada na karen
Pl also mention how much sea weed to dissolve in how much water
Very good video.
Thank you for watching.
sare gardening chenal wale jabrdasti english world ko bolte hai ?
Mam maine kal hi naye gudhal aur roses ke plants nursery se laye h. Ek gudhal k plant me aphids ka attack h potting se pehle un par fungicide ka spray kr sakte h kya?? Plz reply mam
Aphids ke liye ap insecticide ka spray potting se pehle kar sakte hai.
@@greenhouse1 ok thank you mam, one more question there's no garden soil and sand available in my area so I had to buy red soil as I've no choice so what potting mixture should I make with red soil 😔 will my plant survive in red soil...? plzz reply mam
Mam agar kaliyan aur patte girenge tho zameen par dikhna chahiye na unka naamo nishaan hi nahi der raat aur early morning k andar yeh sab hua hai
Ohh... So watch around your garden carefully, some another problem will be there,I think it is Rat or squirrel there.
Kya ye kaam ham almanda ke paudho ke sath kar sakte hai kya mere almanda le sath yahi problem ho raha hai
Hello mam maine abhi new plant liya hai hibiscus ka aur usko pot mai lgaya next day se uski saari leaves yellow hone lg gyi hai aur buds bhi drop hone lg gyi hai. Uska paani bhi drainage hole se bahar nahi nikal rha hai.
Please help me ma'am kya krna chahiye isko save krne ke liye.🙏🏻🍀🌺🍀
Stop watering, mitti ko sukhne den,drainage thik karen,pani rukhne se root galne lagti he,chahe to poudhe ko bahar nikal kar phir se lagaye,niche aisi cheez rakhen jisse ched band na ho.mitti sukhne den, ek chammach haldi powder dale,root Bach Gaya to apka plant bhi dubara grow kar jayega.
@@greenhouse1 thankyou so much🥰🥰 kya aapko picture share kr skte hai plant ka???
Aapne btaya nahi k subah ya sham kb fertilizer dena hai?
Gudhal jasud dono ek hi plant hai kia
Buds to bahut aa rhi hei hibiscus mei magar yellow ho kr khar rhi hei . Plsss help
Pani kam dalen, dhoop me rakhe, mitti me kide hone ki wajah se Aisa hota he, mitti sukhne den tabhi pani dalen,imidacloprid insecticide de sakte hai,
Neem ka pani ya dalni ka powder de sakte hain mitti me.
गरमी के सिजन मे दे सकते है क्या
Yes.
मेरे पास एक साल का देशी गुडहल हे उस मे अभी तक फूल नही आया क्या करे
Sir,Ap apne plant ki sabhi branches ko upar se 4 se 5 inch cut karen.uske bad mitti ki gudai karke usme vermicompost dale, agar aap ke pas vermicompost na ho to istemal ki hue chaye ki patti dhoop me sukhakar dale.
plant ko dhoop me rakhe jab nayi pattiya dikhe to kele ke chilke ko dhoop me sukhakar usko pees kar uska powder bana len.is powder ka istemal apne gudhal ki mitti me 4 se 6 chammach har hafte dalen.
Har 15 din me ek bar chaye ki patti dale.phool jarur ayenge. 👍
Ma'm what is the substitute of egg shells. We do not use eggs.
Thanks for sharing.
Chalk stik,
Don't use more than one chalk, because chalk can make soil more alkaline,and hibiscus plant don't like alkaline soil.
@@greenhouse1 Thanks a lot Mam 🌹🙏
જમીન ની અંદર વાવેલ હોય તો સૂ કર વાનૂ જાસૂદ