Sir mera ghar Murshidabad district mein hai... Agar mujhe ghar ke pass posting chahiye toh main Kolkata/ Malda kounsa choose karu.... Aur post JAA /Senior clerk typist kounsa choose karu
Sir maine 12 th kiya hai pcb background , kese preparation karu please details mein btaiye or kya is job ke sath mein apna course graduAtion continue rakh sakti hu .please reply
Thank you so much sir 🙏🏻 for making this video... 🙏🏻 Aapke samjhane ka tarika lajwaab hai Mere mann me kuchh prashn aur doubts hai ... 1. RRB NTPC me exams kis level ka hota hai ? Mediam or hard level ? 2. Maine 2023 me 12th pass kiya tha with 72%(PCM) only , 2024 se mai IGNOU se BCA kar raha hun . Kya mai iske liye eligible hun ? Aur kya mai apni padhai jaari rakh paunga ? 3. Agar mai aaj se hi taiyari start kar dun to kya mai is exam ko nikal paunga ? 4. Sir , yadi ho sake to kuchh achhi books bata dijiye , mujhe ab taiyari start karni hai . Mujhe aapke reply ka intezar rahega . And sorry for these silly questions, mujhe aaj hi RRB NTPC ke baare me pata chala hai
1. moderate 2. yes aap level 2 & 3 post k liye eligible ho ,aur further study aapko private IGNOU se krni hogi regular nhi 3.Yes sir definitely , bs 3-4 month chahiye proper tyari k liye 4. beginner k liye kiran ki book achi hai sir sir aap bina snkoch mujh se kuch bhi railway k regarding puch skte ho m apna best hi dene ki try krunga , reply late ho skta h pr reply milega jrur sir
@@sushilbatesar aap kitne humble hai 😊 apne se chhote ko bhi sir kah rahe hai 😊🙏🏻 Btw thank you for replying quickly!🙏🏻 Baaki अन्य koi bhi doubt hoga to avashy puchh lunga 😊
Sir railway ki official language kya hai,,mtlb clerk ka typing work kis language m hota h,,,Hindi ya English,,,jisse typing test usi language m diya jaye....
Ntpc cbt 1 cross krne ke baad kese decide krte hain ki kis post ka exam dena chahiye bhut sari choice hoti hain study level decide krta h kya ....or ntpc mai clerk level par yahi dono hote hain ya or bhi hoti hain 🤔 jisme cbt 1 , cbt 2 , typing ho bs
Exam sbhi post k level wise common hote hai jaisr level 2 ka first day next day 3 ka fir 4 ka esa hota h, CBT 1 k result m level wise cut off jati hai agr aap sbhi m qualified ho to sare exam honge or last m jo aapne preference di uske hisab se post milti hai
Tte ki direct post nhi aati sir sr. Cctc ki post aati jo es bar nhi aaegi tte k liye CCTC ki post pr apply krna hoga, ntpc form m preference fill krai jati h post wise
@@sushilbatesar Ek video banaiye ke tte kaise bane ... salary kitna milta hai , kitna marks lana padega , posting kaha hoti hai , kon se exam dena padega please sir ek video banaiye 🙏
@@AkashAkash-se1yjaap level 6 ki chief commercial bhar lijiye direct level 6 pe job milegi aur apko desk work denge ek bar notification bhi dekh lijiye Marks bhi kam lagenge PWD mein
@@sushilbatesar Sir exam Hindi me de #or typing test English me de sakte hai na koi dikkat to nhi hoga na❤? Mera hindi typing nhi hai 🥲 (Junior clerk cum typist)
Sir RPF mai constable k internal promotion or sub inspector k internet promotion jissey high rank par jaa sake ek baar selection leke is topic par ek video bana dijiye
@@sushilbatesaraur sir girls ko maan chahi city mai posting mil jati hai kya me chd zone se form fill krugi coz mera station chd zone mai aata hai ek br btana sir posting ka girls k liye me preparation kr rhi hu
Dear aspirant mostly railway aapke nearest division m hi posting deta h, fir division aapki post k hisab se posting place deta h girls boys sb ko mostly nearest hi milta h according aapke home address se baki posting k time bhi aap senior officer se request kr k mn chaha station ya office le skte ho.
1. form apply krte time hi post preference dalna pdta hai kya ? 2.graduation level ka apply krna ho agr to form apply krte samay graduation ka result lgega kya?ya fir cbt 2 me jane me lgega? Vo kya hai na ki thoda result me gadbad hai to use theek krane me time lagega 1 2 mahina Please sir btaiye??😢
X city sir jiski population 50 lakh se jyada ho jaise delhi kolkata mumbai Y city m 5-50 lakh k bich jaipur bhopal etc Or baki sbhi Z city hoti hai sir
Railway mai sports ka future h kya yadi banana chahe to...railway kuch tournament karwata h kya ??
Sir apni marzi se leave le sakte hai na iss post par ?
Or max kitne dino ki leave le sakte hai
Does senior section officer get Saturday and Sunday leave???
Guruji mujhe toh ye bata do family quarter milta hai ya nahi aur uski condition rahne layak toh rahti hai
Sir my question is ,kya mai apni study continue kar sakta hu waha or kya mujhe chutti di jayegi paper dene ke liye please reply
Yes sir mil jaegi but aapko joining k time intimate krna hoga
@@sushilbatesar intimate means
jr clrk s sr clrk banemein kitna time lagta hai?
Sir mera ghar Murshidabad district mein hai... Agar mujhe ghar ke pass posting chahiye toh main Kolkata/ Malda kounsa choose karu.... Aur post JAA /Senior clerk typist kounsa choose karu
Sir junior clerk cum typist ke lie sirf 12 th pass hona chahiye ya50% ki jarurat hoti he
If I get selected as JAA in salem division….can I work in the same division still my retirement?
Sir maine 12 th kiya hai pcb background , kese preparation karu please details mein btaiye or kya is job ke sath mein apna course graduAtion continue rakh sakti hu .please reply
Hello sir
Promotion exam leke hota hai kya Sr. Clerk kaa?
No sir seniority base pr hota h
Sir mujhe kidney stone hai ...kya isse phisical test me koi problem hogi
Sir, if i don't cleare 2A exam of JAA then did i lost my job ???
For this cause any parson lost job ????
after 4 chance
Sir mera ek question hai muze power ka chashma laga hai to mai bina chashme ke pad nahi sakta hu konsi post ke apply karna chahiye pls reply sir🙏
Yes sir kyuki esme C2 medical chahiye jisme chasma allow h
Bhiya hmko colour blindness h
To kaun s post best h under graduate ka plz bta dijiye ❤❤❤
Sir aap B2 medical m fit ho b2 c1 c2 ki sbhi post pr apply kr skte ho
@@sushilbatesar acha mtlb cctc m bhi kr skte h
@@thesarojtech8881 yes sir
Bhaiya please cut off bata Inka jinka app salary slip dekha rahe ho
Account clerk cum typist per ek video banaye .
Thank you sir❤❤
Thank you so much sir 🙏🏻 for making this video... 🙏🏻 Aapke samjhane ka tarika lajwaab hai
Mere mann me kuchh prashn aur doubts hai ...
1. RRB NTPC me exams kis level ka hota hai ? Mediam or hard level ?
2. Maine 2023 me 12th pass kiya tha with 72%(PCM) only , 2024 se mai IGNOU se BCA kar raha hun . Kya mai iske liye eligible hun ? Aur kya mai apni padhai jaari rakh paunga ?
3. Agar mai aaj se hi taiyari start kar dun to kya mai is exam ko nikal paunga ?
4. Sir , yadi ho sake to kuchh achhi books bata dijiye , mujhe ab taiyari start karni hai .
Mujhe aapke reply ka intezar rahega .
And sorry for these silly questions, mujhe aaj hi RRB NTPC ke baare me pata chala hai
1. moderate
2. yes aap level 2 & 3 post k liye eligible ho ,aur further study aapko private IGNOU se krni hogi regular nhi
3.Yes sir definitely , bs 3-4 month chahiye proper tyari k liye
4. beginner k liye kiran ki book achi hai sir
sir aap bina snkoch mujh se kuch bhi railway k regarding puch skte ho m apna best hi dene ki try krunga , reply late ho skta h pr reply milega jrur sir
@@sushilbatesar aap kitne humble hai 😊 apne se chhote ko bhi sir kah rahe hai 😊🙏🏻
Btw thank you for replying quickly!🙏🏻 Baaki अन्य koi bhi doubt hoga to avashy puchh lunga 😊
Sir JAA work profile mai apko interest se deal krna parta hai kya?
Sir m smjha nhi aap kya puchhna chahte ho, thoda details m btao
@@sushilbatesar matlab jaise loan se relate hua.. Accounts banate samay etc jaha par interest ka kuch ho.. JAA k post mai..
Sir ham apne according posting krva sakte h apne area me?
Nhi mam
Jha vo bhejege vhi jana pdega kisi bhi state me
Nhi jha se aap apply kroge usi division m hoga mostly nearest to home division milta h
@@sushilbatesar ohk thank uh sir 🌸
Bhai ji Upcoming NTPC ki vacancy 2025 mai complete ho sakti hai ya 2-3 saal lagenge ?
@@anmolpandit9873 2025 m ho jaegi sir
Cutoff kya jati h
What is the typing speed required for this ?.
Sir 30wpm in English
and 25 wpm in Hindi
Sir railway ki official language kya hai,,mtlb clerk ka typing work kis language m hota h,,,Hindi ya English,,,jisse typing test usi language m diya jaye....
Dono m hi hindi and english but jyada english m hi hota h sir
Ok, thanks sir
Ntpc cbt 1 cross krne ke baad kese decide krte hain ki kis post ka exam dena chahiye bhut sari choice hoti hain study level decide krta h kya ....or ntpc mai clerk level par yahi dono hote hain ya or bhi hoti hain 🤔 jisme cbt 1 , cbt 2 , typing ho bs
Exam sbhi post k level wise common hote hai jaisr level 2 ka first day next day 3 ka fir 4 ka esa hota h,
CBT 1 k result m level wise cut off jati hai agr aap sbhi m qualified ho to sare exam honge or last m jo aapne preference di uske hisab se post milti hai
Sir bihar police se thik hai nahi ham bihar police me posted hai
Tte ki post kaise milega ntpc railway exam ke dwara , matlab mujhe choose karne ko milega post ...😊
Tte ki direct post nhi aati sir sr. Cctc ki post aati jo es bar nhi aaegi tte k liye CCTC ki post pr apply krna hoga, ntpc form m preference fill krai jati h post wise
@@sushilbatesar Ek video banaiye ke tte kaise bane ...
salary kitna milta hai , kitna marks lana padega , posting kaha hoti hai , kon se exam dena padega please sir ek video banaiye 🙏
CCTC me sabse free wala kon hoga jo fixed Saturday and sunday ko off milta he.Work aur pressure kam wala konsa post hoga sir?
Girl ki liye hizab allow hai??
yes maam koi bhi govt job m dharm se related dress ko mna nhi kr skte hai
Railway Me Job Lgne Ke Baad Videsh Me Study krne Jaa skte hai kya sir...
Nhi sir railway ki esi koi policy nhi h
Videsh padhna hain toh rbi grade b join kroo...80 lac deti hain rbi apne officers ko
Sir रेलवे मे seniority base पर प्रमोशन होता है वो क्या higher qualification के आधार पर होता है।
@@ps4616-x1o seniority k base pr sir, qualification k base pr aap internal exam dekr promotion le skte ho
Sir ek sawwal h me 50% permanent disabled hu oh category se 12th pass hu ntps me kon si post k liye form fill kar sakta hu aap plzzz batayie
Kis trh ki disablity hai sir apko
@@sushilbatesarone right leg me 50% oh category reply jarur dena sir jisse help ho sake
@@AkashAkash-se1yjaap level 6 ki chief commercial bhar lijiye direct level 6 pe job milegi aur apko desk work denge ek bar notification bhi dekh lijiye Marks bhi kam lagenge PWD mein
@@shradha248 lekin under graduate h abhi
Sir hamne 12th kr liya he _ ab bsc kr rha hu _sir iski dubara vacancy aayegi kya __❤
yes sir abhi aane wali hai RRB NTPC
Sir mujhe ye post bhinmal railway station per Leni hai to le sakta hu plz comment
Sir jr clerk ki mostly posting drm office m hoti h station pr nhi
@@sushilbatesar sir to konsi post lu jisme fix working hour ho plzzz
@@sushilbatesar aur junior time keeper kya hai ise station per Job le sakte hai and working hour
@@sushilbatesar plzzzz sir
Esme sir shift job hoti hai or ye b bde station ya junction pr hoti h posting
Bhai office time ka kya scene rahta hai office time me padne ka time mil pata hai ya nahi
Mil jata h sath m ye aapko konsi seat milti h us pr bhi depend krta h
Sir agar abhi se preperation kare to ,es baar exam kab hoga
sir enough time hai , preparation k liye 5-6 month sufficient hai
exam abhi nhi hoga feb 2025 se phle
@@sushilbatesar Sir exam Hindi me de #or typing test English me de sakte hai na koi dikkat to nhi hoga na❤?
Mera hindi typing nhi hai 🥲
(Junior clerk cum typist)
@@Vijaymyinspiration no problem sir
sir rrb ntpc me 12 level pe girls ke liye best job kon si hai ?
Jr. Clerk and Account clerk best post h girls k liye
Kya junior clerk cum typist ko home posting milta hai !?😊
Sir ydi aapke ghar k pas division hq office hai to mil jati h wese station pr nhi milti hai
@@sushilbatesar sir Gwalior mei hi kya division HQ..
Kaun se zone se apply Kare ki GWL mile
@@sushilbatesarVaranasi (UP) me mil jayenge sir ?
Achha,,to typing test m choice hoti h kya
Ha sir form fill krte time choice puchhi jati h
Sir ye vacancy hr saal aati h kya?
Nhi sir 2 3 year m ek baar
Sir Account clerk cum typist ki vacancy kitne saal me ek baar aati ?
Sir 2 3 saal m
Sir RPF mai constable k internal promotion or sub inspector k internet promotion jissey high rank par jaa sake ek baar selection leke is topic par ek video bana dijiye
Sir already bni hui h aap channel pr ja kr dekh skte ho
Upcoming goods guard ka kitna vacency ayega....
@@susantagayen4554 sir ye to zone to zone depend krta h wese achhi vacancy aane wali h
Sir kb hoga exam any idea ya fir 2019 ki tarah 4 saal lagege @@sushilbatesar
@@sushilbatesaraur sir girls ko maan chahi city mai posting mil jati hai kya me chd zone se form fill krugi coz mera station chd zone mai aata hai ek br btana sir posting ka girls k liye me preparation kr rhi hu
Nhi es baar jldi hoga feb 2025 se start ho jaega
Dear aspirant mostly railway aapke nearest division m hi posting deta h, fir division aapki post k hisab se posting place deta h girls boys sb ko mostly nearest hi milta h according aapke home address se baki posting k time bhi aap senior officer se request kr k mn chaha station ya office le skte ho.
1. form apply krte time hi post preference dalna pdta hai kya ?
2.graduation level ka apply krna ho agr to form apply krte samay graduation ka result lgega kya?ya fir cbt 2 me jane me lgega? Vo kya hai na ki thoda result me gadbad hai to use theek krane me time lagega 1 2 mahina
Please sir btaiye??😢
Required min height
no required minimum height in Railway
Sir ye XYZ city ka kya mtlb?
X city sir jiski population 50 lakh se jyada ho jaise delhi kolkata mumbai
Y city m 5-50 lakh k bich jaipur bhopal etc
Or baki sbhi Z city hoti hai sir
the exam notification will came on 2024 or next year ?
2024 sir
Sir apply kasie
Kare
abhi form fill date aane do sir fir btata hu kaise apply hoga
Sir how to apply
Wait sir abhi form apply hona start nhi hue hai 14 September se start honge