🌾Bhai 1no bus Hai mai to tagde vala fan hu iss eicher bus ka kyuki mere liye Lucky bus hai midel class ki Volvo Right ticket price pr km🌾 Haryana roadways jindabad🌾🇮🇳💯
Bhai sahab mein bus ko chd le ke gya tha atey samay Delhi depot mein Jane se phle uper wala emergency door khul ke gir gya tha apni bus out karne se phle check kar le
Bhai bs ab Haryana ke logo ko in buses ko safal banana h Personal vehicles wale logo ko jyada se jyada ac roadways buses ka use krna h daily duty pr jane walo ko specially
Bhai bus ki look achhi nhi lag rhi and is not of like govt bus .Eicher company ki look school bus wali hi lagti hai.Back se to lag hi ni rha ki roadways bus hai.I have seen UTC new buses which are again of Eicher.Bhut ghatiya look lag rhi thi. Eicher ko to contract dena hi nhi chahiye
🌾Bhai 1no bus Hai mai to tagde vala fan hu iss eicher bus ka kyuki mere liye Lucky bus hai midel class ki Volvo Right ticket price pr km🌾 Haryana roadways jindabad🌾🇮🇳💯
🙏जय हिंद जय हरियाणा🙏
Accelerator or brake sahi jagah h kya ya idhar udhar hai 7:18 per dekhna
Nice ha ❤❤
Bhai ye bs bhi purani buso ki tarah ud skti hai kya
Nice video sir
Sir private bus permit kab nikalenge please reply Sir mere ko parmit Lena hai please bata na
Abhi Tak to nahi aye bhai es saal ane the lakin abtak nahi aye
@@HaryanaRoadwaysinfo sir aate hi mujku jarur jarur batana sir mere ko Lena h
First View And Like
भाई अंदर की वीडियो बनाओ
Pehli hvac bus kese ho gyi y is se phle delhi or chandigarh depot m chal rhi h
Bhai sahab mein bus ko chd le ke gya tha atey samay Delhi depot mein Jane se phle uper wala emergency door khul ke gir gya tha apni bus out karne se phle check kar le
Bhai bs ab Haryana ke logo ko in buses ko safal banana h
Personal vehicles wale logo ko jyada se jyada ac roadways buses ka use krna h daily duty pr jane walo ko specially
Mobile charging point bhi hona chaiye tha
Jind ko bi mila gi kya bhai
Bhai bhiwani workshop ak tour kar bhai
Bhai bus ki look achhi nhi lag rhi and is not of like govt bus .Eicher company ki look school bus wali hi lagti hai.Back se to lag hi ni rha ki roadways bus hai.I have seen UTC new buses which are again of Eicher.Bhut ghatiya look lag rhi thi.
Eicher ko to contract dena hi nhi chahiye
Bus achi hai but seat comfortable nahi hai leg room bhi thik nahi hai
CTU Bus Seats pushback Good this bus Seats not pushback
seats ek number ki bekar h
Bus ki quality low hai